@@Sikshamrit mera main reason Iskcon ko chhodne ka tha ki iskcon sanatan dharm me na chalkar sirf apne hi guru tak simit hai, jaise mai 2010 se iskcon se juda hu aur 2020 me permanent vrindavan aya, yaha akar maine vrindavan ke rasik santo ke bare me jana, aur jab in santo ki charcha maine iskcon me ki to log mujhe aise dekh rahe jaise mai yaha ka hu hi nhi, aur fir maine yah pucha ki muje lectures sunna hai jaha sanatan ke santo ki charcha hoti ho to iskcon me bole ki yaha sirf iskcon ke hi sant ki charcha hoti hai, Iske viprit agar ham vrindavan ke baki sampraday ki bat kare to har koi ek dusri ki charcha karta hai, lekin iskcon kabhi dusre santo ka gudgaan nhi karta Us din mai samajh gya ki mai wrong jagah hu, mujhe aise guru chahiye jo sabko lekar chalte ho, har achhe sant la gudgaan karte ho, jis sant me jo achhi bat hai use batate ho
Athiesm is growing widely everywhere. It is not just limited one religion or nationality.
Al takiya Google karo
Maine bhi iskcon se sanatan ka safar kiya, 10 sal Iskcon me judne ke bad 2020 me mai sanatan bana aur iskcon ko quit kiya
@@Sikshamritany thing u want, you can conversation here publically, i will reply you, i live in vrindavan
@ ok, i am working on a special video…for that i want to know, what is your main reason to leave iskcon?
@@Sikshamrit mera main reason Iskcon ko chhodne ka tha ki iskcon sanatan dharm me na chalkar sirf apne hi guru tak simit hai, jaise mai 2010 se iskcon se juda hu aur 2020 me permanent vrindavan aya, yaha akar maine vrindavan ke rasik santo ke bare me jana, aur jab in santo ki charcha maine iskcon me ki to log mujhe aise dekh rahe jaise mai yaha ka hu hi nhi, aur fir maine yah pucha ki muje lectures sunna hai jaha sanatan ke santo ki charcha hoti ho to iskcon me bole ki yaha sirf iskcon ke hi sant ki charcha hoti hai,
Iske viprit agar ham vrindavan ke baki sampraday ki bat kare to har koi ek dusri ki charcha karta hai, lekin iskcon kabhi dusre santo ka gudgaan nhi karta
Us din mai samajh gya ki mai wrong jagah hu, mujhe aise guru chahiye jo sabko lekar chalte ho, har achhe sant la gudgaan karte ho, jis sant me jo achhi bat hai use batate ho
@ so ab aap iskcon se bahar rhkar iskcon ki philosophy ke madhyam se bhakti kar rahe hai ya koi other pramanik sampraday accept kiya hai?
@thank you for your answer