Sir mera pas 180 watt ki 4 plates hain or paktech ka mppt ha or 12 volt ki aik battery ha jab ma in 4 plates ko series ma lgta hon to amp acha ata ha lkn 2 teen miinte bad volt meter off ho jta ha lkn mppt work krta rhta ha to bta skta ha kya masla ha is ko
Mere pass 4 panels hain 400 watt k aur 1 battery 140amp ki he. Solar panel ko agr series Mai 2 aur 2 ka pair kr k lagun to single battery 12 volt per lag jae gi ya 2 battery seies kr k lagani ho gi. Please guide karein. Aur Mere pass Mppt charge controller he
Input amp km hu huty jo ap ye videos banaty sab me 6 ya 6.5 huty ap k panls b grade hain ya un ka lattitude angle sahi ni rakha Dosra agr 4 panls ko parrallel lgya jaya to b itna itny ban jatyy dfferce kya huwa??
Love you
As salaam o alaikum 2 Soler connect Karke results dekaden jazak Allah 🌹
550 watt ke 2 solar pinal is mppt ka sath seres me lagao ya piralal me?
Ik pinal ke volt 45 our apmir 15 ha
سیریس میں لگائیں
Yes
ACha ap ye btao 200 watt ka 1 panal 20 ah ki bettry ko mppt kay sath kitnay amp day ga..
200 Watts ka old panel hai ye.
new panel
as ke ampere or volt batao
Sir miry pass 2 palit 550 wat ka hi ham ni is ko piralal mi lagaya hi masla to nahi kariga
03212282087
whatsp
580 watt k 2 pynal attach series men ya perallol men karen gay?
series me
1 panel ka mppt hai bhai sab
2 mat lagao
580 wats k 2 pynal lagany k leay kon sa or kitny amp wala mppt lagain??
Sir mera pas 180 watt ki 4 plates hain or paktech ka mppt ha or 12 volt ki aik battery ha jab ma in 4 plates ko series ma lgta hon to amp acha ata ha lkn 2 teen miinte bad volt meter off ho jta ha lkn mppt work krta rhta ha to bta skta ha kya masla ha is ko
Mppt ka maslla hai
Bhai sinko mppt ka oper be vedio banao❤
Ok
Salam
Mera pas Force ka mppt charge controller he, isme load cutoff kese karengay bcoz battery deep discharge ho rahi he sham k bad.
Use pwm for 12v load
03332282087
Good
Thank you
Sir G ye Ghotki mein awailable hai agar online mangwana ho to plzzzz address
Only karachi
In 4 panel k sath aik panel 575 wat ka laga sakty hain?
Nahi laga skty ho
Mere pass 4 panels hain 400 watt k aur 1 battery 140amp ki he.
Solar panel ko agr series Mai 2 aur 2 ka pair kr k lagun to single battery 12 volt per lag jae gi ya 2 battery seies kr k lagani ho gi.
Please guide karein.
Aur Mere pass Mppt charge controller he
Mppt konsi company ka hai
Mppt main 12 volt per set hain utha lega
Micro power ka he
@@khalidawan8072 koe khas nahi hai
@@khalidawan8072
As per abi test nahi Kai hai
Kia mppt mn charge cutoff set kar sakte hein?
Ji
سولر کی تار لگا کر بیٹری لگانے سے پہلے میٹر کی تاریں بیٹری لگانے کی جگہ پر لگا کر اندر لگے وائیریبل کے ذریعہ بیٹری کے مطابق سیٹ کرلیں
Input amp km hu huty jo ap ye videos banaty sab me 6 ya 6.5 huty ap k panls b grade hain ya un ka lattitude angle sahi ni rakha
Dosra agr 4 panls ko parrallel lgya jaya to b itna itny ban jatyy dfferce kya huwa??
Bhai Karachi ka mosim kharb hai . Badil ki waja se ampere up down ho rhay hai .
Pwm pr bi video bana o ga
Bhai jan ye kahan sy mly ga or ktny ka mly ga. Plz
Karachi se
Pak tech or simtek whih 1 is good
Simtek and sinko
bhai mera mppt imported ha oska sath 2 panels ha wo 1 panel ko othata ha. 340+380 in series
ji serie kr lo
@@technicaliqbal8393 series me he . Lkn power 1 panel ka show krta ha
Bhai Main 3 solar plate inverex ki lagaiye he 180 wali
Simtak 60 amp ka Lekin muje 17 amp milte he series me
Aj sham ko 3 panel ki simtak ke sath video bana kr up load krta ho
Ya wire low quality hai ya plate ka angle proper nahi jis se amp ache se generat nahi ho rhe
@@alisajjad7164 zada issues plate ka Angl ka hota hai .
S ki price kitni hai awr kahan sey mila ga?
12000 or sadder se Mily ga
Bhai is mppt Soler change controller kesat 150 watt ke 3 penal lagainge ketna amp dega series mai
Next week as ki video up load kro ga
3 panel ke sath Pak tech Hybrid Mppt 65 a ka test
@@technicaliqbal8393 thanks Bhai reply ka
اس کی ساتھ 24والٹ بیٹری لگا سکتی ہے چار پینل 150
Ji
Faisal mppt k sat b result b check kro plz
Ok . Next week
سر جی کہاں سے ملے گا
Landhi Karachi
Baqar hai . Srif mppt ok hai . As ka hybrid baqar hai
1 se 1.5 amp ka fark hi ata h bs.
Dono video me pv se any Waly ampere ko Note kro .
Dono Baraber hai pv se any Waly ampere Kam hogy to agy battery charging ke ampere bi Kam Mily gy .
Mera mppt battery ko sahi charg nahi kar raha 65 amp pak tech
03332282087
Apna number send Karen
03332282087