Agar graduation me aapka hindi as a compulsory or elective subject tha ya Hindi medium se appne graduation kiya hai aur aapke pas Diploma/certificate in translation hai, to aap apply kr skte hai
Sir iska skill test kaise hoga kuch details btaye aur koi apki pehchan m aiims translator ho to uska bhi interview kriye idea mil jayega nii to apna contact no de dijiye thodi guidance chheye thi
Skill test me Translation ka test hoga jo ki qualifying rhega. Baaki detailed information aapko jaldi hi available karaunga. Tab tak aap taiyaari krte rhiye.
Very informative video. Thankyou
Thank you for providing this information sir.Very helpful🙏
Sir iska exam kaha hoga please bataiye ?
Iska exam all India me hoga lekin sirf major cities me. Online apply krte samay aapse option maanga jaayega
Ji sir
Sir exam centre all over india rhega?
Yes
sir mene MA english litrature se kiya hai to kya me isme bha sakti hun
Agar graduation me aapka hindi as a compulsory or elective subject tha ya Hindi medium se appne graduation kiya hai aur aapke pas Diploma/certificate in translation hai, to aap apply kr skte hai
Sir iska skill test kaise hoga kuch details btaye aur koi apki pehchan m aiims translator ho to uska bhi interview kriye idea mil jayega nii to apna contact no de dijiye thodi guidance chheye thi
Skill test me Translation ka test hoga jo ki qualifying rhega. Baaki detailed information aapko jaldi hi available karaunga. Tab tak aap taiyaari krte rhiye.
@SRAcademy07 detailed syllabus kab aayega iska sir
skill test m kya krwate h sahi se batao
Translator ke liye skill test me translation test hi hona chahiye.
Expect mat Karo sir