Ham Bharti board par case kare ge galt question pat maine time jiyada diya par oo question hi galat to ham logo ko full marks nahi to Bharti par court case hogi 😮😮😮
Hindi me kul 11 hi swar hote hai ..lucent ka proof manay nhi hota hai koi ncert book me dekho mil jayega ...bhul ke bhi objection mat dalna nhi to bord wale tumhari kapi bhi nhi check karenge
Sir mera exam 31 ke 1 shift mein hua tha,jisse mein 5 question glat hai ,kya aayog unko manega yyaa nahi please tell me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 hindi mein bhi hai aur ek reasoning mei please tell me 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 n glat answer Diya hai bharti board ne
Sir 31 august second shift ki meeting m ek gs ka question tha ki different current btani thi usme ocean ki maine kuroshia choose kiya tha reason ye tha kuroshia choose karne ka kuroshia stream pacific ocean ki stream thi rest 3 stream Atlantic ocean ki stream h .proof h sir iska koi bi book utha lijiye oceanography ki usme mil jaye ga easily
Sir maine objection kar diya tha kal jaldi jaldi m lekin photo upload ni ki thi but sir proof h sir kisi bi ncert book ya phir sir oceanography ki book h D.S Lal ki usme given h diagram
@muneshkumar1452 sab to gyani ho gye h . Agar kisi ko samjhane ki kosis karo to samajhna chahte hi nhi. Aapki marji h mano ya mat mano. Manoge to jis trh se humne selection liya hai . Aapka bhi hoga . Nhi to bs ese hi alochak bane rahoge humesa
Sir Hindi me kul swar 13 hi hoge aap sahi bta rahe hai
H bhai 👉 objection kar do
Ha bhai shi ke rhe ho ek dam
@@GovindSingh-947 ham khud 13 lgaye h bhai luccent me diya bhi h
Hm sir 13hi hote h
@@GovindSingh-947 vivek sir Exampur ne bhi 13 swar hi pdaye the 2021 upsi mai
Dr. Vashudev Nandan Prasad dekho ..
हाथी अस्तित्व दोनों होगा । ये वाक्य वाले भी वही से है
13 is the right answer
कुल स्वरों की संख्या 13 होती है
Kul swar 13 hai lucent m bhi aur nidhi mam book m bhi objection kro b.ed 2004 m bhi
Dhanyabad guru g 🔥🔥
Ham Bharti board par case kare ge galt question pat maine time jiyada diya par oo question hi galat to ham logo ko full marks nahi to Bharti par court case hogi 😮😮😮
11 right h
Hindi me kul 11 hi swar hote hai ..lucent ka proof manay nhi hota hai koi ncert book me dekho mil jayega ...bhul ke bhi objection mat dalna nhi to bord wale tumhari kapi bhi nhi check karenge
Bhai 11 hote hai
Hindi me 11, Sanskrit me 13 , aap galat bta rhe ho
Sir कुल स्वर 11 ही होते है एनसीईआरटी म्धयमिक शिक्षा बोर्ड का ऑथेंटिक डाटा है। 2 स्वर में नहीं गिने जाते
Sir kul svaro ki sankha 13 hi hai ayod B.ed 2004 me puchh huaa question hai lucent vale book me pahli pej me hai ye question
Bhai 13 swar ki objection kon kr rha hai
Sir mera exam 31 ke 1 shift mein hua tha,jisse mein 5 question glat hai ,kya aayog unko manega yyaa nahi please tell me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 hindi mein bhi hai aur ek reasoning mei please tell me 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 n glat answer Diya hai bharti board ne
11 hi h
11 hi hoga
Sir b Ed 2004me aaya hua question hai usme 13hi diya hai
Objection daalo turant is question par
Please sir bata dijiye 31 2nd shift ka kon kon paper booklet number wla aya tha
हर सेट पेपर में अलग अलग number पर ये प्रश्न मिलंगे आपको । आप अपने पेपर के according देख लो कहा पर है ये सवाल
198 no. obc ho payga kya
Sir niryat sabsidi vala bhi glt hai uspe bhi obejection karva dijiye 😢
Sir please 25 ka second sift ka bata dijiye please sir
Sir kul swar 13 hote hai lekin hindi me sirf 11 hi swar hote hai
Bhaii puchha bhi to kul swar gya h to kya answer hona chahiye btao tum hi...
Sir 31 august second shift ki meeting m ek gs ka question tha ki different current btani thi usme ocean ki maine kuroshia choose kiya tha reason ye tha kuroshia choose karne ka kuroshia stream pacific ocean ki stream thi rest 3 stream Atlantic ocean ki stream h .proof h sir iska koi bi book utha lijiye oceanography ki usme mil jaye ga easily
Sir plz reply Dena iska
Ha to aap objection laga do photo click karke . Depend karega committee kya decide karegi
Sir maine objection kar diya tha kal jaldi jaldi m lekin photo upload ni ki thi but sir proof h sir kisi bi ncert book ya phir sir oceanography ki book h D.S Lal ki usme given h diagram
Sir maine Lucent book hi padi thi Hindi ke liye usme kul swar 13 given h jaise aap ne btaya or wo hi tick Kiya tha
@@vaishalichoudhary478513 Sanskrit me hota hai bhai
Sir 31 august 2nd shift ke liye question booklet num kya dale samajh ni aarha sir ne btaya hi ni tha please btaiye n
Jis me aapke question aaye honge vo hoti h booklet number . Agar samajh nhi aaya ho to call kar lena 9627364534 no. Par
@@mathsv.chandras1986 ho gya sir thanks
Siddhe shwar 10 hai baise sir 11 hai
Gs b dekh lo iss shift ki ..
Sir 31 ki first shift bhi dekho
Hastii vala question b le lo vo b galat h
Adity publication ki kitab me kul swarg 11 hai
Galat likha h usme
Swar 11 hi hote hai lakin jab question pucha jata h ki kul swar tab 13 ho jate h maine video me pura explain bhi kiya hai beta
Swar to 11 hi hote hai lekin kul swar 13 hote hai.
Sahi baat . Board ko vo question paper me dene hi nhi chahiye the jin par doubt h
13 sahi h bhai usne pucha kya ye dekho bhai
@muneshkumar1452 sab to gyani ho gye h . Agar kisi ko samjhane ki kosis karo to samajhna chahte hi nhi. Aapki marji h mano ya mat mano. Manoge to jis trh se humne selection liya hai . Aapka bhi hoga . Nhi to bs ese hi alochak bane rahoge humesa
Proof kha se lagaye
NCERT books me sab de rekha h
Market jao . Book seller se 2 minutes ko mago . Photo click karo or usko bapas kar do
Sir ne provide kiye to h books dekho NCERT Lucent Hindi ki usme sab haiiii
@@mathsv.chandras1986
Sir ne jo pdf di h uski photo ........as a proof lga skte h kya ?
@@priyashukla9523 luccent me diya h ya to Koi Vdo dekhkar scean short lga do 👉
Sir fast sipt me bhi गलत hai aansr key
Hmm
Is trh to pure 150 question me objection thok do mtlb kuch bhi 😂
With proof milra h tujhe or kya chahiye book ka Lucent ka NCERT based isse jyda jo valid or legal hai....
@@kavichoudhary1744 ky h lucent konsa question milra bta kul swar 13 de rkhe lucent m maan lu
@@kavichoudhary1744 board n jo de diya vhi shi h Or final ans key m dekh liye ek aad ki to khta ni baki koi change ni hone ka
11 hi hoga
Mtlb book NCERT Lucent glt btari h
Hindi me 11, Sanskrit me 13
11 ही होगा
Sir please 25 ka second sift ka bata dijiye please sir