bhai really following your previous video suggestion... completed 30% of my syllabus...... will soon update my results after boards thank you for your efforts
shi mein bhaiya bhot kar liya meina bhi dhong bc ab padhunga kal se roj apne target likhunga aur bataunga hua ki nhi ek dum zero se start kar raha hu anpadh ek dum starting day 1 1st dec physics- atoms one shot + pyq bio - human reproduction chem- chemical kinetics 1st lec from crash course
Bhaiya mein Abhi tk Allen mein jaise neet ke liye padha te h formula bss Par ab board ke liye Jo one shot h usme tune theory paragraph definition vo sab likhu notes mein ?
Bhaiya just following one shots by Phy : ssc sir Chemi : bharat panchal sir Maths : a4s Aur ek aur doubt tha like ghr wlo ko bola ki abhi ghr pe rhe krr syllabus pura krna hai then schl jaunga (schl mai syllabus khtm ho gya h ) Ghr wle force kr rhe hai ki schl ja aur ghr pe rhe kr pura din tho padh nhi skta tho barely 6 hrs ! I know itna enough hai bhi nhi parr mere lie ekdam se extend krna acha nhi rhega study hrs aur abhi pre boards the tho ussme bht kaam marks aaye h chemi fail :(
@@owner099 bhai ghar reh ke padh liya to marks ajayenge bolde ghar agat school gaya to fail hojaunga mene to bol diya tha mere school Wale force kar rahe the mene Ghar boldiya
@JEEprocastinator bhaiyaa need your help!! Aap ne joo wo aapni kaksha bola tha na channel physics ke liye kiya aapne video dekh ke notes khud banaye the ya print???
Bhai mene apna pura 11th waste Kiya hein bilkul bhi nahi padha, naa class gaya,naa Ghar mein padha aur naa he kahi coaching gaya Puri tarah se maine apna 11th waste Kiya hein Aur maine firse iss saal bhi 12th mein abhi takk kuch bhi nahi padha hein acche se, bohot Kam prepare Kiya hein specially physics aur chemistry toh bilkul he nahi kiya hein abb last ke bass 2 mahine bacche he Mera bass goal ye hein ki physics aur chemistry mein boards mein bass passing marks aa jaye aur baaki bio , English , Aur Physical Education mein acche se padh lunga Bio ka kaafi padha hein mene toh baaki Jo baccha hein wo complete kar lunga english aur Physical Education ka bhi same Bas zyada chinta mujhe physics aur chemistry ki hein kya mere physics aur chemistry mein bass 5 year ke PYQs karke passing marks aajaenge? Kya biology mein 80 marks bass ncert ke questions aur pyqs padhke aasakte hein? Aur kya english aur Physical Education mein 85 laana possible hein matlab 85 score karna easy hein yaa hard hein ? Aur maths mein bhi kya bass 5 saal ke PYQs karke passing marks laaya jaa sakta hein?
Bhaiya Mera syllabus 60 percent done he,maths bhi almost Pura Kar liya he except probability, organic start kardi he and December end tak syllabus ho chuka Hoga Uske baad 4 din practical ke liye lagenge kyuki files already Bana Lunga to 45 days practise and revision ke liye mil jaenge to kya mere 85+ aa sakte kya me iss stage me Hu?
@JEEprocastinator bhaiya aap batao na ki 85-93 percent aa sakte he ya nhi agar 35 days me bacha kucha. Syllabus bhi karlu physics and chemistry Ka and 40-45 days me intense 14 HR question parctise karlu daily to ?
bhai really following your previous video suggestion...
completed 30% of my syllabus......
will soon update my results after boards
thank you for your efforts
All the best
shi mein bhaiya bhot kar liya meina bhi dhong bc ab padhunga
kal se roj apne target likhunga aur bataunga hua ki nhi
ek dum zero se start kar raha hu anpadh ek dum
starting day 1 1st dec
physics- atoms one shot + pyq
bio - human reproduction
chem- chemical kinetics 1st lec from crash course
Thnx yaar exams k baad aake khuskhabri dunga bhaiya ❤
Too good
Bhai 4 ko maths ka pre board hai fail hone ke chance hai aur 6 ko physics ka hai uska bhi bot chace hai fail honr ka bata de kuch bhai pass hone ka
@@JEE25ASPIRANT69 video banayi h channel par
keep going bro good work never saw such a raw video 😅😊
🎉
Bhai muja tohh arvind academy k one shot se Mazza nhi aarha
7-8 ghante k lec mai Mazza aarha h
Mai kya krru abb 😢
Bhaiya i am facing problems in alternating chapter??
What to do appne kiska channel se kari thi
@@Khushi-u6p8q leave it move forward
Bhaiya pls aap comments k reply dete rhna taki kch prlb ho toh communicate kr sake👍😊!!
Bhaiya mein Abhi tk Allen mein jaise neet ke liye padha te h formula bss
Par ab board ke liye Jo one shot h usme tune theory paragraph definition vo sab likhu notes mein ?
Aur bhaiya kya apni kaksha vala one shot dekhlu Arvind academy ki jagha
@@3rrnnnnnnnnnnnnnnn4500 nahi paragraph nahi only formula aur concept clear
@@3rrnnnnnnnnnnnnnnn4500 han deakhlo
Thanks bro you are great😢
For chemistry gravity circle se kr lo bahut acha chanel h
1:21 bhai aap phys kiss se pdh k gye tha
Apni kaksha se y phir arvind academy se ?
@@thetiger4102 dono se hi padh ke gaya tha
@@JEEprocastinatortohh kya bhai 2 jagah se pdhna kya hume
For ex ch 1 Arvind academy se bhi kre phir oska bdd ch1 aman dhattarwal se bhi krre ?
@@adityasaini8229 arey nahi bhai jo nahi samaj aaye vo kale (arvind academy se hi karle) ye badiya h
munil sir best teacher one time look
@@likestylechannel8040 bhaii munnil sir ne pass karaya 11th mein mujhe sahi mein
Bhaiya just following one shots by
Phy : ssc sir
Chemi : bharat panchal sir
Maths : a4s
Aur ek aur doubt tha like ghr wlo ko bola ki abhi ghr pe rhe krr syllabus pura krna hai then schl jaunga (schl mai syllabus khtm ho gya h )
Ghr wle force kr rhe hai ki schl ja aur ghr pe rhe kr pura din tho padh nhi skta tho barely 6 hrs ! I know itna enough hai bhi nhi parr mere lie ekdam se extend krna acha nhi rhega study hrs aur abhi pre boards the tho ussme bht kaam marks aaye h chemi fail :(
@@owner099 bhai ghar reh ke padh liya to marks ajayenge bolde ghar agat school gaya to fail hojaunga mene to bol diya tha mere school Wale force kar rahe the mene Ghar boldiya
@JEEprocastinator aur ye channels ke bare mai kya khyal hai
Is Pyq + sqp sufficient 12th boards 75 + pcm ?
Ncert book necessary to solve ?
Yes
3:37 aman dhattarwal roast 😂
Bhai vu unka liye kha rha ju 15 ghanta pdte h december se 😂
Bhaiya practical mai cheating hoti hai kya
@@Its_karan2.0 hn bilkul page faad ke le jana
Bhai best one shot channel bta do koi 😢
@@abhishorts644 vohi bataye h
Bhai practical ke liye bhi koi channel bana do pls
@@VEDXII use kuch nahi cheating hoti h
Or bhaiya pcm ncert karna necessary hee ??
@@nilaydebnath6695 nahi bilkul nahi only pyq
Maths k imp h ncert
50 marks k Q direct y value change krrke aata h ncert se
@@thetiger4102 to maths kiliya NCERT Karu
@@thetiger4102 physics and chemistry ?
@@nilaydebnath6695 physics chemistry me mat karo math me Ncert ka time nahi h aur pyq best rahenge
Hi bhai yar maine ache se aaj shuru kari hai padhai bas 1 chapter taiyar hai sab subject ka kya mai abhi se padhkar 70 percentage la sakta hu
95% laa sakta he it's boards not jee don't worry
Dud is boards is that easy ?
Hmri aukat bss one shot aur pyqs krne ki h ??@@Surfdud
@@owner099 what do you mean I didn't say easy but if he has done zero study still he can achieve his goal
Bhyii bio?
I don't know
Bhai main to december se padke 90 laaye the overall
@@MazKhan-y4x hosakta h bhai (zero se hi start kar rahe baki log Mai ne bhi zero se start Kiya tha)
Bahi one shot dekh lene ke buddd uska practice kob korungaa botayiye naa bhai😢
@@Pritom_prokash yes
Bahi mene kaha ki one shot korne kee buud questions practice kese korna sahiye🥺
Please reply bhai
@Pritom_prokash pyq practice ki video deakh kar ke
@Pritom_prokash phir khud practice karne chaiye
Kitne % the aapke 12th mein?? Bhaiya
@@ANSHUL.62 75% last 2 month study
@JEEprocastinator bhaiyaa need your help!! Aap ne joo wo aapni kaksha bola tha na channel physics ke liye kiya aapne video dekh ke notes khud banaye the ya print???
@@ANSHUL.62 notes banaye the
@JEEprocastinator sabhii chapter ke physics mein??
@@ANSHUL.62 yea
khelega free fire ??
Bhai mene apna pura 11th waste Kiya hein bilkul bhi nahi padha, naa class gaya,naa Ghar mein padha aur naa he kahi coaching gaya
Puri tarah se maine apna 11th waste Kiya hein
Aur maine firse iss saal bhi 12th mein abhi takk kuch bhi nahi padha hein acche se, bohot Kam prepare Kiya hein specially physics aur chemistry toh bilkul he nahi kiya hein abb last ke bass 2 mahine bacche he
Mera bass goal ye hein ki physics aur chemistry mein boards mein bass passing marks aa jaye aur baaki bio , English , Aur Physical Education mein acche se padh lunga
Bio ka kaafi padha hein mene toh baaki Jo baccha hein wo complete kar lunga english aur Physical Education ka bhi same
Bas zyada chinta mujhe physics aur chemistry ki hein kya mere physics aur chemistry mein bass 5 year ke PYQs karke passing marks aajaenge?
Kya biology mein 80 marks bass ncert ke questions aur pyqs padhke aasakte hein?
Aur kya english aur Physical Education mein 85 laana possible hein matlab 85 score karna easy hein yaa hard hein ?
Aur maths mein bhi kya bass 5 saal ke PYQs karke passing marks laaya jaa sakta hein?
@@JusTooHigh han bhai passing mark se jada ajayenge pyq karlo oneshot se concept clear karke
@JEEprocastinator kya jo time baaki hein usme sab concept clear karna aur pyqs sab karna possible hein?
@JEEprocastinator 70+% possible hein kya?
@@JusTooHigh aree bhai 80-85 abhi bhi possible h jadda tansion n le
Or padhna lgg ja
@JusTooHigh yes
Bhaiya Mera syllabus 60 percent done he,maths bhi almost Pura Kar liya he except probability, organic start kardi he and December end tak syllabus ho chuka Hoga Uske baad 4 din practical ke liye lagenge kyuki files already Bana Lunga to 45 days practise and revision ke liye mil jaenge to kya mere 85+ aa sakte kya me iss stage me Hu?
@@subhashchand-oe3tc yes (pyq practice)
@JEEprocastinator bhaiya aap batao na ki 85-93 percent aa sakte he ya nhi agar 35 days me bacha kucha. Syllabus bhi karlu physics and chemistry Ka and 40-45 days me intense 14 HR question parctise karlu daily to ?
@subhashchand-oe3tc bhai kya karega 90 laake 80 leaa karle physics chemistry oneshot se
@@JEEprocastinator mummy Papa be Kaha he tabhi unhe jee ke liye drop ke liye mana pa unga
10th me 91 the to improve bhi Karna he