बेटे ने पिता के नाम जमीन खरीदी! किस-किस की हिस्सेदारी होगी! Joint Family Property

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 9 лют 2025
  • एक बेटा ने अपनी कमाई के पैसे से अपने पिता के नाम से जमीन ली। बाद मे जब पिता की मृत्यु हो गई तो भाई ने उस जमीन में से अपनी हिस्सेदारी मांगने लगा। क्योंकि वो प्रॉपर्टी पिता के नाम से है तो क्या उस भाई को उस जमीन पर कानूनी अधिकार है या नही। अधिक जानकारी के लिए पूरा वीडियो जरूर देखिए।।
    pita ke naam ki property me apna hissa kaise len, bade bhai ke naam ki property me apna hissa kaise len, joint property me apna adhikar kaise len, kya bade bhai ki jamin me chhote bhai ka haq hota hai, bhai bhai me jamin ka batwara kaise kare, pita ke naam ki property ko apne naam se kaise karwaye, bihar me jamin ka batwara kaise hota hai, up me jamin kaise batwara karte hai, pita ke naam se jamin kharida hu to kya bhai ka bhi hissedari hoga, kya chhote bhai ke jamin me bade bhai ka hissedari hoga👍
    #advfirozsir #faxindia #jointproperty #ancestralproperty #jaminvivad
    || FAX INDIA || Adv. Firoz Sir || Fax India ||
    ____ Thanks For Watching ____

КОМЕНТАРІ • 554

  • @prakashkumar2400
    @prakashkumar2400 10 місяців тому +2

    Jo Jameen dada ka naam se hai vah Jameen Pota ka naam per Maloom Hua Hai Ki Apne Naam per lene ke bad vah bhej sakta hai yah Baat Sahi Hai Ya galat❤❤

  • @gurudayalkumar3542
    @gurudayalkumar3542 Рік тому +38

    मां के नाम से जो जमीन था वह जमीन बेचकर 3 भाई ने 12 कट्ठा जमीन लिए लेकिन बड़े भाई ने मुंशी से मिलकर खाली स्थान छोड़कर बाद में ओवर राइटिंग करके 9 कट्ठा जमीन अपने नाम कर लिया और 11 साल तक केवला छुपा कर रखा गवाह सनकदार को भी धोखा दिया गवाह सनकदार भी मेरे पक्ष में हैं अब केवला कैसे तोरे please इस पर video जरूर बनाएं 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @PropertypanditKushMishra
      @PropertypanditKushMishra Рік тому +1

      Jub logo ka kand ho jay tabhi log ye jankari puncha karte ha ....sidhi bat jo property dedi ...wo hath se gyi ...

  • @kanhasingh1988
    @kanhasingh1988 Рік тому +7

    सर मेरे पिताजी के चार भाई है सबलोग अपने अपने पत्नी के नाम से जमीन खरीदे है लेकिन मेरे पिता जी बड़े भाई थे उन्होंने भी जमीन खरीदे अपने नाम से।
    सारे चाचा लोग का कहना है बड़े भाई के संपत्ति में सभी भाई का हिस्सा होगा।
    👏 कृपया सही मार्गदर्शन करें।

    • @NiteshkumaronYT
      @NiteshkumaronYT Рік тому +1

      Abhi kya hua? SABKO DENA PADA KYA ?

    • @moviesjourney6216
      @moviesjourney6216 8 місяців тому +1

      Same problem 😢

    • @Srb_sahab
      @Srb_sahab 7 місяців тому +1

      आपके पिता के नाम पर जो ज़मीन खरीदी है आपके पिताजी ने वह ज़मीन आपके पिता जी की ही होगी

    • @faizahmad3660
      @faizahmad3660 4 місяці тому +1

      Agar apke pitaji khud ke kamai se zameen kharide hai, issliye khud ke naam se liye hai. To apke chacha log ka koi bhi haq nhi banta hai. Ap ke chote chacha jo khud kama rhe hai, wo khud ke naam se kharide hai, aap unse mang ke dekho kya wo apke pitaji ko denge? nhi na. To aapke pita kyun denge?
      Dunya matlabi hai, bada bhai to hamesha pissjata hai. chachao ko dada ke zameen pr haq hai, apke pitaji ke zameen pr nhi, Apke pitaji ne unhe nhi paida kiya tha.

    • @Error402notFound
      @Error402notFound Місяць тому

      Apke Peeta ji hosiyar rhe bhai, par mere peetaji to apni maa ke naam par jameen kharide the ab, mere peetaji nahi rahe iss duniya me 😭
      Aur mere chacha log usme hissa lena chahte h, ab mai kya karu please bataye

  • @redmia6637
    @redmia6637 Рік тому +1

    मै परमानेंट आउट ऑफ़ स्टेशन शिफ्ट हो गया हूँ . मै अपने छोटे बच्चो के लिए २० साल के अपनी प्रॉपर्टी को कैसे सुरक्षित करुँ ताकि इसको कोई गैरकानूनी तरीके से बेच /कब्ज़ा न कर सके.
    Zayan lakhimpur kheri, Uttar Pradesh.

  • @umangyadav7579
    @umangyadav7579 8 місяців тому +12

    Yahi same to same story mere ghar per chal rahe hai Easese yeh seekh milte hai ki ...poore life me apne maa or baap ke alawa kise per vishwas mat karna.. specially brothers per.. indian judicial kanoon yahi seekh deta hai. Chacha ko jab tak papa help karte the job ke time tab thik tha jaise retirement hua turant apna hissa chahiye property me.jabki father ne apne rupay se li. Usko banaya mahnat se..yeh khud chacha jante hai jab grandfather ne will ke liye bola to pita yeh kahker taal Diya. Mere bhai bahan kabhi mere saath galat nhi karenge.😢😢aur aaj vahi bhai kah raha hai Mere baap ka naam pada apna hissa kaise chod denge.

  • @ahmadsaif3262
    @ahmadsaif3262 Рік тому +4

    Good information sir ji 👍

    • @abhinandankumar5024
      @abhinandankumar5024 Рік тому +1

      वकील साहब दो भाई के नाम से खटियाणी जमीन है पूर्व में 1973 मैं बड़े भाई 12 डिसमिल जमीन बेचा तो दूसरा भाई छोटा भाई खरीदी यही भाई 50 डिसमिल जमीन 1993 में बेचा खतियान शै इस भाई का जमीन केवला वाला जमीन जमीन बिक जाएगा क्या जो की केवाला वाला जमीन बेचा नहीं जमीन खटियाणी से बिक्री बिक्री हुई है केवल का नाम नंबर कोई बिक्री नाम पर दर्शाया नहीं गया है तो वह केवल वाला जमीन बच्चा है या कि नहीं हमे बता दे सर जमीन आकाशी डिसमिल की है

  • @ShivaSarkar-ix3ms
    @ShivaSarkar-ix3ms 9 місяців тому +4

    सर मैं भी बहुत परेशान हूं अपने बड़े भाई से मैं छोटा हूं कमजोर हूं इसलिए वह मुझे कुछ भी हिस्सा देना नहीं चाहता सर मैं क्या करूं😢

  • @sriramsingh4992
    @sriramsingh4992 5 місяців тому +4

    एक बाप का दो बेटा हो जीस मे बड़े बेटा के नाम से जमीन हो तो छोटा भाई का हिसा हो गा या नहीं

  • @MohdZaid-fs8us
    @MohdZaid-fs8us Рік тому

    Hm 4 pedi se apna Ghar pe rahta hai wo hma nikl na ki koshish kary hai kya kara 😊

  • @Shailesh.Pandey15
    @Shailesh.Pandey15 Рік тому +4

    Good sir ji

  • @short_vlog7264
    @short_vlog7264 Рік тому +1

    Relbe ke said me Jamin hai relbe ka adami kam kar rha our rok rahe hai to nhi man rha hai kya kare sar

  • @yasmeentaj-dt2tk
    @yasmeentaj-dt2tk Рік тому

    Assalam alaikum aap se mare pitagi ki property K bare me bataya tha pitaji ki zameen 3 hain ammi abba inrekal hoker 12 sal hogaye abhi tuk hissa nahi huwa bhai log rahte hain

  • @firojsgg3594
    @firojsgg3594 Рік тому

    PWD me mere papa ki dukan hai mere papa ke marne ke baad mere bade bhai ne kes kr diya hai dukan PR hame dukan me hissa Dene se mana kr diya hai 😢kya kre sir kaise apna hissa le ha

  • @UsasMaurya-jo5jy
    @UsasMaurya-jo5jy Рік тому

    Mere pitaji ne bade bhai ke naam jamin krida bacpan me.baad me bade bhai ne jamin bech diya .kya usme mera hissa banta hai .bataye sir

  • @ramdhanyadav9786
    @ramdhanyadav9786 Рік тому

    Namaskar sir
    Mera naam Ramdhan yadav h jharkhand se
    Sir Apka video bahut achha lagta h aour aap video me bahut achhe tarah se ham sabko samjhate hain.
    Sir mera Samsya yah h ki ek pati aour patni ke Do bache hain. Pati ka death ho gya tab uski patni dusri sadi kar leti h tab wah paitrik proparti ko 2 nabalik putra ke hote huwe jamin ko bech sakti h ya nhi plz help me sir.
    baat 1948 ka h.

  • @shivnagesh3290
    @shivnagesh3290 Рік тому +1

    Mere dada ji ne 2 sadi Kiye the pahle dadi ka ek beta hai jo ki mere papa hain aur dusri wali dadi ka ek bhi beta nhi hai dusri wali dadi ke name se dada ji ne 2 Acre zamin liya hai us zamin ko 2 wali dadi ne apne bhai ke name me karwa li hai usko apne papa ke name kaise krayen pls help me😢😢

  • @ashishlohra9670
    @ashishlohra9670 9 місяців тому +1

    Sir mera bhi ghr me meri badi maa ka beta ne apna naam pe krwa liya jamin dada ji ka tha😢😢😢

  • @Raazhindustani
    @Raazhindustani Рік тому

    Sir mere papa 3 bhai hai ek bhai ne bina 2 bhai se puchhe mitti bech diya iska kya h kanoon sir parishan h hum log puchhne pr marne aa jate h sir bataye sir help me

  • @shawlifestory102
    @shawlifestory102 Рік тому

    Sir mere auncal mere papa ke pro parti harap ke baithe hai jo maang raha hu tab nhi de rahe h to mai kaise cash karu idea de plz 👏🙏

  • @arshiybonu6504
    @arshiybonu6504 Рік тому

    Gornament propaty larkeyo ko heasa Dana parda ga kya sir

  • @ashishkumar-gx8it
    @ashishkumar-gx8it Рік тому

    Sir mere dada do bhai the to batwara barabar ka ho gya tha. Lekin 20 year ke bad dada ke bhai ke bete & pota ne kah raha hai ki abhi hamara jamin jyada hai. To is sthiti me tahsildar kaise batwara karega.

  • @SachinKumar-ck3ln
    @SachinKumar-ck3ln 9 місяців тому +2

    Mere pita ji apne naam par jamin kharidi thi but chacha log keh rahe hain ki isme mera bhi hissa do to aisi situation me kya kiya jaaye

  • @virendrasingh8886
    @virendrasingh8886 Рік тому

    mere bade bhai ne pitaji ke makan pr loan le liya hai or muje loan mai se 1 pesa bhi nhi diya muje makan bikne se rokna hai kya kru

  • @nitugovindfilamcity
    @nitugovindfilamcity 8 місяців тому +2

    सर अपने दादा के नाम से जमीन है और हम उस जमीन मे हमने अपना अलग मकान बना लिया दादाजी की देत 25साल पहले हो गई और मकान बनाये हुए भी 25साल हो गया लेकिन मेरे पापा के बडे भाई हमे परेशान करते है और आए दिन लडाई करते है और मकान को फोड़ने की धमकी भी देते है अभी हमारे दादाजी के नाम ही ये जमीन है और हमे उस जगह पर नया काम भी नही करने दे रहै है और परेशान करते है उनके पार आदमी भी ज्यादा है और मेरे घर मे हम 2 आदमी है बताए की हमे क्या करना चाहिए

  • @jagruthikamat9460
    @jagruthikamat9460 Рік тому

    Sair mere papa k tin bhai hai jaman
    Aaj bi dada k naam par hai .laykin jamin par koi our kabza aaj 40 sal se kiya hai wo aadmi sab payse deta date aage kartaa aaj 40 sal se .kuch reply karao sair hm kay kare

  • @Sonushah6493
    @Sonushah6493 Рік тому

    Hello sir Mera bhi problem hai mere Dada ke 6 ladke 2 kattha Dada ke Naam par hai aur 2 kattha 2 bhai ke naam par hai mere Papa sabse chhote Hain Aaj bhi Hisa nahin mila hai please sir kuchh upay bataiye

  • @rahulrajpoot1831
    @rahulrajpoot1831 Рік тому

    Advocate sir mere pitaji 3 bhai h pitaji sabse bade h jo nase ke bahut aadi h or dadaji ki unse nahi jamti h ,sabse chote bhai ne iska fayda lete huye dadaji se men road ka pura makan jo dadaji ne banaya tha uska registerd benama kara liya ab hum log apne gaon ke purane makan m rahte h koi batwara nahi hua hum log kya kare

  • @mandeeprza3240
    @mandeeprza3240 Рік тому

    Sir Mera Bhai aur maa mil kar jameen bech Diya hai sir ham 4 bhai 2 bahan hai to usme hame hisa milega ki nhi

  • @sagarkumar-iv8iu
    @sagarkumar-iv8iu 8 місяців тому

    Sir maine ek jamin liya tha 2013 me bihar me jisme mera aur meri maa dono ka naam registered hai, to agar mera chhota bhai aur behan us jamin pe apna hissa mange ge to kitna hissa hoga un dono ka aur mera kitna hissa hoga.

  • @RanjanaKumari-kf4qd
    @RanjanaKumari-kf4qd Рік тому

    sar ek sawal h plz help me
    sar pita ji ki do sadi hui thi pahli sadi ke ek bache or dusri sadi se ek bache sath me aaya the or sadi hone ke bad do bache hue to paroparti ka kaise batbara hoga jo sath aaya uska v hissa hoga kya

  • @KunalVerma1996
    @KunalVerma1996 Рік тому +2

    Sir help kijeye sir plz bina kisi no k zameen ka paper kaise nikale mein ye sawal aap se bahut din se puch rha hu sir mein jharkhand garhwa se hu

    • @FAXINDIA
      @FAXINDIA  Рік тому +2

      ua-cam.com/video/6DpBDVhw6i4/v-deo.html
      ua-cam.com/video/6DpBDVhw6i4/v-deo.html
      ua-cam.com/video/6DpBDVhw6i4/v-deo.html
      ये वीडियो का लिंक दे रहा हूं। आप इस वीडियो को पूरा देखिए, इसमें सारा प्रोसेस बताया गया है।।

    • @KunalVerma1996
      @KunalVerma1996 Рік тому

      @@FAXINDIA thanku sir 🙏

  • @dhamalladduke5890
    @dhamalladduke5890 Рік тому

    Bhaiya ji ye bataiye ki ager andha bhai hai to kya usaki property me bhateejo ka hissa hoga yadi Inka bhai khatam ho Gaya ho to

  • @sweet.suggu.
    @sweet.suggu. 11 місяців тому

    Sir agar pati ke naam jameen h , kya us jameen par ghar banwane k liye loan leti hu , to kya us ghar/jameen pe mera haq hoga sir plzz answer de,

  • @shokhahansraaj9489
    @shokhahansraaj9489 Рік тому

    Mere par dada ke 2bete the aur khatiyan Bade bete ke name se hai aur ushka pota sab mujhe jamin ka hisa nhi dena chahta hai aishe mai kon sa case file sir please bataiyega please

  • @manojrajmanojraj4523
    @manojrajmanojraj4523 Рік тому +1

    Hamare bare dada ke name se jamin joaaint family ke samay khardaya thaa 1986 ke phle aur hamre dada aur bare dada Bina dimand alge karbaye dono expayr kar Gaye to hame ke kese kese

  • @samirnibrad7899
    @samirnibrad7899 Рік тому

    हम चार भाई है मे छोटा हू हमको हमरे plat navi karna hai aur 1 bhai nahi manraha hai navi karne se to kya hoga pphaisla

  • @prakashkumar-nv6xf
    @prakashkumar-nv6xf Рік тому

    Sir mere dada jee char Bhai the ek dada jee ke name se Jamin khariya hai 1956 me av Tak sab thik tha sabka batwara v acha se ho Gaya hai Ghar v ban Gaya hai lekin jiske name se Jamin hai unka ladka bol Raha hai ye Jamin mai bech dunga
    Kya kare pls

  • @pranavediting9348
    @pranavediting9348 Рік тому

    सर हमने जॉइंट फैमिली में जमीन जायदाद लिया हो और बडे भाई के नाम पर सरी जमीन जयदाद ho तो छोटे भाई का हिसा होता हे या नाही

  • @z.m.chainal6736
    @z.m.chainal6736 7 місяців тому +1

    3bhai ke naam hai or ek bhai ko apni zameen bechna hai to kaise beche 2 bhai na razi ho

  • @arifsaifi9291
    @arifsaifi9291 Рік тому

    Agar pita ke sath mein ek bete ka naam hai jisne kharidi hai to usmein kaise hesaidare hogi

  • @shanurbagwan2948
    @shanurbagwan2948 Рік тому

    500sqft rcc घर है मगर मुझे नीचे रहेना है उपर का बेचना है
    तो पेपर कैसे बनाएं सर

  • @SURAJVishwakarma-S41
    @SURAJVishwakarma-S41 3 місяці тому

    सर राम राम अयोध्या उत्तर प्रदेश के रहने वाले हैं सर आपसे थोड़ा रिक्वेस्ट है आपसे सलाह लेना चाहता हूं सर हमारे पिताजी जमीन लिए थे वहां पर घर बन गया है तो उनके बेटे लोग बोल रहे हैं इसका पैसे दो पैसे सब कुछ दे दिए थे लिखे नहीं थे बोल रहे हैं लिखने के लिए दो तीन लाख रुपए लगेंगे और पांच भाई हैं पांच भाई को बोल सबको क्या करें सारे उपाय बताइए कुछ सर नहीं तो घर से बेघर होजाएंगे सर सर आपसे रिक्वेस्ट है❤🙏🙏

  • @ManinderSingh-tv7ej
    @ManinderSingh-tv7ej 10 місяців тому

    Sir hamara case me yehi halat ha hameri pustani ghar ha jiske sare proff ha hamera pass ha par ospe kabja karka meri chachi ne hameri jagah ki kabja kiya hua ha aur rajistri onhone apna naam karwa lye 6 month pehla aur ajj se 5 saal pehla hamko astamm paper pe thoda hisa diya gya tha oski rajistri meri chachi ekela karwa laie apna naam pe meri dada dadi chacha papa ki deth hogi hum kya action le apna kabja karne ki liye

  • @rajenrajbhar8266
    @rajenrajbhar8266 2 місяці тому

    Mere bare Bhai ne sare sampati apne nampar likhawaya hai lekin ab kisi Bhai ko usme hissa nahi dena chahata hai ka kare please answer me

  • @shivjiyadav8834
    @shivjiyadav8834 Рік тому

    Sir aap dih basgit jamin ka vedio banaye . dih jamin per mera ghar hai lekin thos kagaj nahi hai . jamin bhi bhinn jati ka hai . khatiyani taiyar ke koi bansh nahi hai . lekin usi jati ka dusra dih khatiyani banshaj mujhese dakhal ka kagaj mang raha . sath hi dono alag 2 khatiyan ko jodker bansawali bana liya hai . bihar gopalganj .

  • @narendertoofani
    @narendertoofani Рік тому

    Chacha jamin pura leliya h 30 sal pahle h. Mere pass kuchh nahi khatiyan kaise nikale
    Narendra
    Bihar
    Dist Siwan

  • @entertainment_world487
    @entertainment_world487 Рік тому

    Hi sir...mere husband ke papa mammy aur dada dadi sabhi log expired hogaye aur property unke dadi ke nam pe thi aur abhi mere husband ki bua property mai hissa dene se mana kar rahi hai property ke sabhi kakaj unke bua ke pass hai to abhi aage kya kare

  • @Mohmmadafzalraza786n
    @Mohmmadafzalraza786n Рік тому

    खेत मेरे नाम पर है लेकिन खेत बराबर नहीं बंटा हुआ है और दूसरा भाई बेचने जा रहा है क्या किया जाए

  • @cksvideo4118
    @cksvideo4118 Рік тому

    Bhai apna khrida hua jamin sister ko dan de sakte hai kya

  • @NidhiBhati-k2n
    @NidhiBhati-k2n 2 місяці тому

    Yadi do bhai hai or ek ne jameen per loan liya hai but Dusre bhai ko use hissa nahi diya to kya nikalne Vala hi jana kare aisa koi solution hai or dadaji abhi hai

  • @gauravdrawing7733
    @gauravdrawing7733 Рік тому

    Sir jise jamin ki palnti bhrne bali jamin ko aapne naam kaise karab skte h kya

  • @prabinchouhan7661
    @prabinchouhan7661 9 місяців тому +1

    Pita ka Jamin caca ko dea lakin namjary nahi huata pitaka larka Jamin nahi danacahta hii

  • @DeepakYadav-xs3in
    @DeepakYadav-xs3in 10 місяців тому +2

    🎉❤❤❤

  • @RaushanKumar-ew3fb
    @RaushanKumar-ew3fb Рік тому

    सर,
    मेरे घर में इससे जस्ट उल्टा परिस्थिति हैं,
    मेरे दादाजी को 5 पुत्र है लेकिन उसने जमीन अपने 2 पुत्र के नाम से खरीदा है, अब दादाजी का मौत हो गया है, अब इस condition मे उस जमीन पर किन किन भाइयों का अधिकार होगा please reply jarur kariyega ❤❤

  • @Rishugaming381
    @Rishugaming381 Рік тому

    Sir mera papa maa ka beta nhi haa or beti hain to kab milega usmin haa hak rahega

  • @Pandavkumar02018
    @Pandavkumar02018 4 місяці тому

    Sir, mere papa ne chacha se jamin kharid liya or rasid v kat gya hai ,par chacha ne logo ke baat pe aake or lobhi me par ke court se case kar diya ki mere se dhokhe se jami 3 ke badle 14.5 dhur jamin likhwa liya or thana me v aavedan de diya ,ab kya kare sir please bta dijiye sir...🙏🙏🙏🙏

  • @MohdZaid-fs8us
    @MohdZaid-fs8us Рік тому

    Sir agar koi fark mukadma karda kya karna chaya

  • @rafatahmad233
    @rafatahmad233 Рік тому

    Sir mere father ne apne.chote Bhai ke nam se zameen liya tha us waqt sath me the lekin ab woh baimani pe tul gaye h to plz koe solution bta dijye ap

  • @rameezraja5937
    @rameezraja5937 Рік тому +1

    Sir mein joint family mein rahata hun Maine apni kamai se gadi aur motorcycle khareed liya usmein aur bhi bhai hissa mang rahe Hain mujhse kya UN cheezon mein unka hissa Dari mil sakta hai

  • @acchelalmaurya
    @acchelalmaurya Рік тому

    सर जी मेरे माता एक पिता दो हैं मुझे जमीन नहीं दिया जाए गया है इसके लिए क्या उपाय

  • @RISHIKAPOOR-c2s
    @RISHIKAPOOR-c2s Рік тому

    Okil sir hum 4 bhi hh or father chote larke ke name jamin registry kar di hh to bada larka usme le saketa hh ya nahi

  • @vickyyadav4614
    @vickyyadav4614 10 місяців тому

    Sir 3 bhai h ok 1 Ghar h aur uska rate laga 6000 lakh aur dono bhaiyo ko Jamin ke badle Jamin diya ja raha h to 2 bhai ko Kitna paisa dena padega

  • @mashkur_ali_khan
    @mashkur_ali_khan Рік тому

    Sir mere bhai aur behen sab ne mere name p property documents m signature karche hai magar register nhi hua hai kya kare mere mata aur pita bhi beath kar chuke hai

  • @shanawazhusain90
    @shanawazhusain90 Рік тому

    Sir ye batayen ghar me 3 hisse hain to ek hissa hamare chacha ka ek hamara ek hamare tau ka tau wala hissa ham kharid rahe property dada ke naam me hai to kiya ek hisse ki registry hamare papa k naam me ho sakti hai hamare chacha ki gair maujoodgi me unke signature to nahi chahiye hoge??

  • @mdalihasan-r5q
    @mdalihasan-r5q 5 місяців тому +1

    ham. 4,Bhayi se the bada bhayi gojer gaya oske bachche ke naam se jameen karne gaya oswaqt mere pita ji ka dimagi halat theek nahin tha to osme 2 bhayi Baap se jabardasti jameen apne naam se karliya

  • @shabanashaikh131
    @shabanashaikh131 Рік тому

    Mere sasur ke propati hai aur 4 bhai hain batwara barabr ka ho ga y 1 ko 2 katta 1 ko 1 katta ek ko 2 room ka jagah ek ko 1 room ka jagah mile ga yaa barabar ka hoga .

  • @shabanashaikh131
    @shabanashaikh131 Рік тому

    Yani 4 bete hai pita k sampati me barar ka hissa nhi de raha hai 2nd number wala bhai .wo beimani kr raha hai to mai kya krun.

  • @SandeepYadav-cz9xt
    @SandeepYadav-cz9xt 11 місяців тому

    सर हम तो 3 तीन भाई जमीन मिलकर खरीदा था पापा के नाम से पर पापा ने चुपके से बड़ी भाभी के नाम पर लिख दिया गया है वह जमीन हम कैसे अपना नाम पर कैसे कर

  • @reactionraj874
    @reactionraj874 Рік тому

    mera dadaji ne raiyat jameen ko bikri kar diya hai aur uske aage gairmajarua jameen hai to kya usmein mera hak hoga

  • @VivekKumar-up8bl
    @VivekKumar-up8bl Рік тому +2

    दादा जी के नाम पर जमीन है सर पिता जी को चाचा जी जमीन में हिसादरी नही दे रहे है और हमारे पिता जी को मार भी रहे सर कृपया हमारी मदद करे सर😢😢😢

  • @uprohitkaiwart1135
    @uprohitkaiwart1135 Рік тому

    Sir,
    Mere buaa ka mrityu ho gayi hai to kya unka ladka ya ladki jamin ka hakdar hota hai ya nhi.

  • @AamirKhan-pc7uz
    @AamirKhan-pc7uz 7 місяців тому

    Kitnesaal tak ka property climecar saktehai sir

  • @kundansinghkundansingh7255
    @kundansinghkundansingh7255 5 місяців тому

    मैं बिहार से हु मेरा दादा जी का तीन भाई 2 बड़े भाई ने और माझील भाई ने अपने पत्नी के नाम और अपना नाम करवा लिए है और थोड़ा सा जमीन में 3 भाई के नाम डाले है अब बोलिए क्या करना है

  • @anjalijain4450
    @anjalijain4450 Місяць тому

    Ham teen partner Hain ham alag ho rahe hain to kya chehre ke kam karna chahie ya plant

  • @parvtisharma
    @parvtisharma 11 місяців тому +1

    वसीयतनामा जमीन पलट सकता है या नहीं पलट सकता है इस मामले पर एक वीडियो बनाय

  • @pranavediting9348
    @pranavediting9348 Рік тому

    सर हमने जॉईन फॅमिली मे जमीन लीया था ऊसका बटवारा भी हो गया पर सरी जमीन बडे भाई के नाम पर हे जमीन का बाठवर होाकर 12 साल हो गये है पर अब बडे भाई देने से मना कर रहे है तो हमारी जमीन हमे मिल सकती हे या नही केस करना उच्छित होगा या नही

  • @PRINSKUMAR-ei3cz
    @PRINSKUMAR-ei3cz 5 місяців тому

    माँ की नौकरी अगर बड़े बेटे को दे दिया गया है तो वह नौकरी का रूपया से जगह या जमीन बड़े बेटे अपने नाम से खरीदता है तो क्या छोटे बेटे के हिस्से नहीं हो गया

  • @Singh-5432
    @Singh-5432 Рік тому

    Sir maine plot apne pitaji k naam par kharida tha 1995 m uska bainama h par dakhil kharij nhi karwa paya or jisse plot kharida wo bhi expire ho gye or ab unke bachche hamme makan nhi banane de rhe plot hadpna chah rhe,
    Kya kare sir kuch guide karo sir

  • @nagpuriintertenment3239
    @nagpuriintertenment3239 Рік тому +1

    Mujhe ek term insurance Lena hai par samajh nahi aa raha hai ki kaha se lu LIC se le ya post office se se ya fir policy bazar se
    Aur claim karne valo ko kis kis bat ki jankari honi chahiye

  • @ASHOKSINGH-yh9kq
    @ASHOKSINGH-yh9kq 2 місяці тому

    Pahale rasta choda gaya bad may pura zameen bech diya tab rasta kaisay nikalega kya pura rastay ka zameen jo last may liya usi may ghatauga please suggest.

  • @AkashDas-jy7eh
    @AkashDas-jy7eh 3 місяці тому

    Jay Shri Ram😊
    Mera pitaji ka bada bhai dadaji ki jameen Apne bete ke Naam kar Diya dhokhe se😢 kya ham use le sakte❤❤ please help😊 thanks

  • @DharmendraKumar-n2g9k
    @DharmendraKumar-n2g9k 5 місяців тому

    Bhai bhai me yadi bade bhai chote bhai ko pita banakar jamin apane nam par kar lene se chote bhai ko Kiya karna chahiye

  • @Animalfact66
    @Animalfact66 Рік тому

    Sir meri jamin me pahle name tha lekin satar bhang ke karan nikal gaye abhi bada bhai samanti nahi de raha

  • @Dilipkumar90770
    @Dilipkumar90770 Рік тому

    सर में 20 साल से उसे जमीन पर रुका हुआ हूं घर बनाकर रुके हुए हैं पर मेरा चाचा बोल रहे हैं कि मेरा बाबा के नाम पर जमीन है वह मैं जमीन लेना चाहता हूं वैसे मैं

  • @Chhattrpalpaswan
    @Chhattrpalpaswan 3 місяці тому

    Namaste sar main yah puchna chah raha hun ek pita ke Do bete Hai
    Donon ke naam barabar barabar property hai
    Chhote ne apne hisse ki pahchan li hai
    Abbu bade bhai ki property mein se samgra ki mera Aisa to batao yah sahi hai ya galat Dena chahie ya nahin bataen sar❤❤

  • @aayanshsingh6786
    @aayanshsingh6786 Рік тому

    Sir hum tin bhai gamin liye o dono log apne apne naam k karaliye but hume chhuti n mila to papa k naam se Kara Diya ab kaise hoga

  • @priyankagaur5900
    @priyankagaur5900 8 місяців тому

    Sir mere papa tin Bhai hai ...or Ghar me sirf wahi kamate the unhone sari property dadi ke naam Li or ab chal base nahi hai ...dadi sari property dusre do Bhai ke naam krne ko taiyar hai or apne bde beta ko kuch nhi de rhi ...kya isme kuch ho sakta h sir ...bde beta mtlb mere pitaji

  • @tmmc7172
    @tmmc7172 Рік тому +2

    Mere saare documents me pita ke name me B ki jagah V ho gaya hai jabki khatoni me B hi hai to property me koi dikkat hogi kya???

  • @vijayshankarpal1958
    @vijayshankarpal1958 5 місяців тому

    Joint property bhade Bhai ke nam se hai do Bhai ko de Diya hai tisra ko nhi de rha hai kya kru

  • @md.afzalansari9210
    @md.afzalansari9210 Рік тому

    Chacha logo se batwara tahsil leble par hone ke bad ,mere bare bhai ne mere paitrrik zamin ka mutetio apne nam se kara liya hai , mujhe pata bhi nahi chala , kripya bataye mai kaise apna hak pa sakta hoo ?

  • @AftersubSub-wn2hh
    @AftersubSub-wn2hh Рік тому +1

    Hello namaskar Sar main Karnataka se hun kya Sar Mera Baap Ne Mere 30 ekad Jameen mein se 5 ekad Jameen ka stamp paper likh kar diya Tiwari itna hi ijaajat hai bolkar main chupchap le liya send Karke kya aap dusri ijaajat Mein Main Le sakta hun ya nahin Le Sakta

  • @gufran.mohammad8317
    @gufran.mohammad8317 Рік тому

    Sukriya bhai

  • @Jyotikiduniya-j5f
    @Jyotikiduniya-j5f Місяць тому

    Mere dada ji ne chachi ke name pe 30 bigah jamin likh diya hai but bete 3 hai dada ji ko dekha dusre do bete ne but janmi gya chote bete .m upai batayiye koi. Bihar ki hu m

  • @dhananjaysharma4231
    @dhananjaysharma4231 Рік тому

    Chhote bete ne pita ke naam se kharida hai us samay pita kama nahi rahe the aur bade bhai ne paisa nahi diya hai

  • @annasahebujedkar1134
    @annasahebujedkar1134 Рік тому

    बडा भाई जॉईंट प्रॉपर्टी का दावा तो किया लेकिन किस कानून अधिनियम के तहेत बटवारा होगा.

  • @kishorsoren3471
    @kishorsoren3471 8 місяців тому

    Sir meri maa or pita ke naam se bandobasti 1966 ka jamin hai or rasid nahi hai kya kre

  • @NiteshPrasadshah-bh6wm
    @NiteshPrasadshah-bh6wm Рік тому

    Mene pitajise Jamin rajitari kray dakhailkharij nahihorahe to kaykre rijan patanahihe kayse patakro

  • @Mk_ojha
    @Mk_ojha Рік тому

    Sir same y hi mere sath hua. Pitaji ne jinda rahte chote bhai Apne nam ragistery kar liya h. Sir muje ab kya karna chahiye

  • @nishadevi4053
    @nishadevi4053 3 місяці тому

    Meri Saas se jabran maar pit kar Hibbanam karwa liye mere devar ne apni patni ke naam, aur woh zameen mere pati ke paise se li gayi thi aur meri saas housewife thi... madad kariye hume jaankari de kar.
    Kaise esme apna haq milega.
    🙏🙏🙏

  • @mdkhalid6975
    @mdkhalid6975 Місяць тому

    Sar ek sawal hai aapse pitaji ke naam se jameen tha aur bhai chhote the pitaji ke Gujar jaane ke bad bade bhai ne apne Naam se jamabandi khol liya aur sab bhai ka naam nahin hai kaise theek hoga sar aap is per video banaaiye aapka video dekhte hain