Khuda sarkaar e faqh e akbar Ayatollah Maulana syed Mohammed jafar saheb qibla tabasarah aur khateeb e akbar sarkaar e maulana Mirza Mohammed athar saheb qibla tabasarah ke darjaat ko aur bulan farmae. Ameen
Mujtahid :- Intehai kosish karny walla. Yani jis masaally(daur e jadeed ky masail) ka hal Quran o Hadees main na milly Us ka hal apni Aqal istemal kar ky instebdad ky zarie dy. Ya ap uoon samajh lain kh Allah aur us ka Rasool pak daur e jadeed ky masail se agah naheen thy. Aur agar thy tu unhoon ny apny faraiz nauzubillah sahi tarekhy se ada naheen kie aur ye ab mujtahedeen ki duty hy kh wo apny qiassy fatwoon ky zarie hal kareen. Jin ky barry main ye khud bhi yakeen se naheen khy sakty kh ye theek bhi hain kh naheen isi ley fatwy ky akhar main walla Aalam be sawab likha hota hy. Mukhtassar ye kh ye Quran ki Ayt ya Rasool Pak ya Aima pak ki hadees ko choor kar apni aqal(qias) ky mutabik fatwa dety hain. Ap agar fatwy ka hawala Quran o Hadees sy mangain gy tu ye na dy pain gy. Waisy bhi quran ki ayt ya hadees ki mojudgy main fatwy ki zaroorat hi naheeh rehti. FAQHI :- Faqhi us shakhs ko kehty hain jo apny zamany ky Imam ki muarifat rakhta ho. Is ky lie ap ko wo khat parhna chahie jo Mola Hussain Aleh Salam ny Habib ibne Mazahir ko Karballa se likha tha. Is khat ki pehle lines hi is ky saboot ky liey qaffi hain. Habib ibne Mazahir ny apni puri zindagi main ik bhi fatwa naheeh dia. Is lie ye Faqhi fiqha wala faqhi naheen jo fazail Ale Muhammad PBUH sun kar rukawat dally. Ye faqhi wo hy jo muarifat Imam e zaman ka malik ho. MUHADDIS :- wo shakhs jo apni taraf sy aik lafz barhai baghair rawait karny waloon ka silsila bian kar ky Hadees bian kary. Ye aur mujtahid aik dusarry ki zid yani mukhalif hotty hain. Isi liey mujtahedeen ny darbaroon main kursian hasil kar ky boht sy Muhadis shaheed karwaie. In ka ikhtilaf aik hi ghar main mulahiza farmain. Allama Razi(Muhadis) jo Nahj ul Balagha ky mualif thy ny puri zindagi apny barry bhai shaikh Murtaza(Mujtahid) ky pechy namaz naheen parhi. NATIJA :- Muhadis Faqhi ho sakta hy aur faqhi tu hota hi muhaddis hy. Ye dono mujtahid naheeh ho sakty. Aur mujtahid Faqhi ya muhaddas naheen ho sakta. Hairangi ki bat hy Sheat main Mujtahid ka koi tassawar naheen laikn sab sy zaida mujtahid isi main hain. Is latify par ghoor zaroor kijie.
مولا علامہ صاحب کے درجات بلند فرمائے آمین
Me Sunni Hu aur mirza saab ka bohat bada fan Hu unki majlis aaj bhi sunta hu Allah paak un k darjat buland farmae panjetan paak k sadqe me
khuda darajaat aali farmae. nasloN meN zikr e hussain ka sharaf ba husn o khoobi jari o saari rahe. .. ..
Mashallah....The true defender of Ahlebait ......we miss you Khatib e Akbar.
❤ ماشاءاللہ ماشاءاللہ چشم بدور
Allah janab ke darajat ko baland farma
in jesa dusra na aa payga ...
allha darjat baland kare.ameen
Khuda sarkaar e faqh e akbar Ayatollah Maulana syed Mohammed jafar saheb qibla tabasarah aur khateeb e akbar sarkaar e maulana Mirza Mohammed athar saheb qibla tabasarah ke darjaat ko aur bulan farmae. Ameen
Ameen
@@TashooAlvi janab mukammal majlis ke video nahe hai??
Shayad Lko mein mil jaaye.
Subhaan Allah
Mashallah....
allaha slamat rakhi aap ko
🔜🔝👞🐶😃💄🏣🏢🔰😂😁🐭🏡🏠🐱😊
.
subhanellah
Mashallah
MashaAllah athar sahab
Jawar a Masoomeen me jaga Mola ajf atA fermain.
Good very good
Wah
Full Majlis.bejiye
Ap kyo chaley Gy Yaad ate ha
ماشاءاللہ. .....
S.shabbir mehdi है
S.shabbir mehdi ई
kmal h
Ghalib Hussain
roller and dices
Bar muqasar lanat beshumar
.
Mujtahid :- Intehai kosish karny walla. Yani jis masaally(daur e jadeed ky masail) ka hal
Quran o Hadees main na milly
Us ka hal apni Aqal istemal kar ky instebdad ky zarie dy. Ya ap uoon samajh lain kh Allah aur us ka Rasool pak daur e jadeed ky masail se agah naheen thy. Aur agar thy tu unhoon ny apny faraiz nauzubillah sahi tarekhy se ada naheen kie aur ye ab mujtahedeen ki duty hy kh wo apny qiassy fatwoon ky zarie hal kareen. Jin ky barry main ye khud bhi yakeen se naheen khy sakty kh ye theek bhi hain kh naheen isi ley fatwy ky akhar main walla Aalam be sawab likha hota hy. Mukhtassar ye kh ye Quran ki Ayt ya Rasool Pak ya Aima pak ki hadees ko choor kar apni aqal(qias) ky mutabik fatwa dety hain. Ap agar fatwy ka hawala Quran o Hadees sy mangain gy tu ye na dy pain gy. Waisy bhi quran ki ayt ya hadees ki mojudgy main fatwy ki zaroorat hi naheeh rehti.
FAQHI :- Faqhi us shakhs ko kehty hain jo apny zamany ky Imam ki muarifat rakhta ho. Is ky lie ap ko wo khat parhna chahie jo Mola Hussain Aleh Salam ny Habib ibne Mazahir ko Karballa se likha tha. Is khat ki pehle lines hi is ky saboot ky liey qaffi hain. Habib ibne Mazahir ny apni puri zindagi main ik bhi fatwa naheeh dia. Is lie ye Faqhi fiqha wala faqhi naheen jo fazail Ale Muhammad PBUH sun kar rukawat dally. Ye faqhi wo hy jo muarifat Imam e zaman ka malik ho.
MUHADDIS :- wo shakhs jo apni taraf sy aik lafz barhai baghair rawait karny waloon ka silsila bian kar ky Hadees bian kary. Ye aur mujtahid aik dusarry ki zid yani mukhalif hotty hain. Isi liey mujtahedeen ny darbaroon main kursian hasil kar ky boht sy Muhadis shaheed karwaie. In ka ikhtilaf aik hi ghar main mulahiza farmain. Allama Razi(Muhadis) jo Nahj ul Balagha ky mualif thy ny puri zindagi apny barry bhai shaikh Murtaza(Mujtahid) ky pechy namaz naheen parhi.
NATIJA :- Muhadis Faqhi ho sakta hy aur faqhi tu hota hi muhaddis hy. Ye dono mujtahid naheeh ho sakty. Aur mujtahid Faqhi ya muhaddas naheen ho sakta.
Hairangi ki bat hy Sheat main Mujtahid ka koi tassawar naheen laikn sab sy zaida mujtahid isi main hain. Is latify par ghoor zaroor kijie.