Sir 🙋 , muze ek problem hai ki mere starter ko ek sensor laga huwa hai par kabhi kabhi sensor motor ko chalu karti hai to ammeter 16 AMP current dikha Raha hai aur green button push karne par hi motor chalu ho Raha hai. Ise kaise thik kare.
Same issue Mera bhi h sir. Mera sensor se bore ki motor chal rahi h. Jab sensor signal deta h pani khali ho gya h to apne ap motor chalu ho ja rahi thi. Aur bhar Jane ke bad apne ap band ho ja rahi thi. 4-5 din se green start button dabane ke bad hi chalu ho rahi h. To isme kya problem ho sakta h sir?
Motor ke pahle running capasitor ka power milega kyoki conecor nhi lga hua hai jab green 💚 push baton ko pres krnge tab tak light ka power motor ko mil gya hoga
Isme auto nahi laga sakte.... MCB jabtak ON he tab Tak pump chalu hi rahega.... MCB off karne pr pump bandh ho jayega --} Auto me karne ke liye contactor ka use karna hota he...
Running capacitor ki capacity Kam ho Jane par.... Ya fir....pump set jaam hone pr....esa ho sakta hai......motor ka load badh Jane par bhi esa hota hai
सबसे आसान व्हिडिओ बताया सर धन्यवाद
बहोतही अच्छा डेमाँस्ट्रेशन!🙏🙏
Very nice sir👍👍👍👍👍
Very nice guru ji ❤❤
Hamai to bahut hi saral video laga bhai ❤❤ samajh to aaya 👌👌👌
Bahut sunder diagram ,samjhane ka tarika
Bahut badhiya 👌👌👌
Very Easy way
Nice 👍
Thanks for watching.
Thank you so much for helping
Thank you very helpful video
Very good knowledge Sir ❤salam
Very useful video
Bahut khub👌
Bahut achcha video❤❤❤❤❤
Friend ji aur aisi video banate rahana
@@AnkitaJha-g8d Aisa hi ek aur 1 phase Starter he....jisme Contactor ka use hota he.....uski video jald aa jayegi....
I like your gujju accent 😂😂❤❤
Bahut badiya
Sr ..ek video three phase starter panel ka banae ....
Jald hi aayega
Very useful
Very nice video
Thanks
Nice video
Thanks
Ae tarika thik hai daygarm ka
Nice
Best best
👌👌👌
thankks
Like Kiya babu
Easy or wot😮
Bhai starter se off button na dabake direct switch off karo to koi problem nahi hoti kya
Yah starter me OFF button MCB hi he.....isi liye koi problem nahi ....
Off botton nahi bataye
Ji....isme MCB se off hota hai
Isme mcb lagaya he esi liye mbc hi on off batan he
Contector vala wiring bnavo
Sir starting batun ko newtal de sakte hai
@@javedsheikh580 No.
Sir 🙋 , muze ek problem hai ki mere starter ko ek sensor laga huwa hai par kabhi kabhi sensor motor ko chalu karti hai to ammeter 16 AMP current dikha Raha hai aur green button push karne par hi motor chalu ho Raha hai. Ise kaise thik kare.
Motor ka running capacitor change karke dekhna padega...
Same issue Mera bhi h sir.
Mera sensor se bore ki motor chal rahi h. Jab sensor signal deta h pani khali ho gya h to apne ap motor chalu ho ja rahi thi. Aur bhar Jane ke bad apne ap band ho ja rahi thi.
4-5 din se green start button dabane ke bad hi chalu ho rahi h. To isme kya problem ho sakta h sir?
Motor ke pahle running capasitor ka power milega kyoki conecor nhi lga hua hai jab green 💚 push baton ko pres krnge tab tak light ka power motor ko mil gya hoga
Is me push button ko daba ke MCB ko on karna padega...tabhi starting capacitor ka use hoga......
MCB kitane amp ka lena hai
Pump ke HP ke hisab se .....
16a type-c for 1 hp motor
Red push button ka jaroorat nahi hi isme.voltmeter reading ko cut karneki kya jaroorat?
Jyada tar mitar me push batan start rakhte he to vo jal jata he
ईन्डी ग्रेटर का वायरिंग गलत है
Sorry sir ji shayad apko kuch galat femy hua he asa hi hota he
Is Wale starter me auto kaise lagaye
Isme auto nahi laga sakte....
MCB jabtak ON he tab Tak pump chalu hi rahega.... MCB off karne pr pump bandh ho jayega
--} Auto me karne ke liye contactor ka use karna hota he...
Nahin Pasand Aaya Mere ko
Super video ❤❤❤❤🎉❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉
Good video ❤❤🎉❤❤❤❤❤ me aap ka Video dekh Rah Hu Saudi Se bahut accha Hai Video ap ka
@@bholasharma2032thanks for watching
Sir swich capacitor pe nahi main line per nahi lagta hai kya????
Sorry sir ji capisitar pe hi lagta he.
@@KaushikPandya-pw8mo हां जी
Ok
Chalu to hojayega band kaise karenge sir
MCB ko off kardene pr bandh ho jayega........
आप सही कमेन्ट किये हो गलत वायरिंग है बन्द नहीं होगा
@@mrvinityarndaying786abdul6 bhai ...MCB type Starter he...
MCB bandh karne pr bandh ho jaega
@@basicelectricalet7924 कितना ,Ampr का MCB है ओबर लोड होने पर trip करेगा की मोटर जलने पर Trip होगा
Hold kese hoga
Bhai....MCB chalu karenge to hold hi rahega MCB of karenge to bandh ho jaega
Where is over currently trip
Capacity
Contactor kaha gya 😅
Is vale starter me contactor ka use nahi hota hain.
Isme sir contactor nahi jode apney.
@@sanjaysarkar-rz4pp sahi bat he...apki.....e vala starter MCB se operate hota he
2 फेस स्टार्टर वायरिंगकैसे करें
Amp nhi bta rha hai pani bhi nhi arha hai
Moter kuch der chalne ke bad band ho ja raha hai fir 3 se 4 ghante bad chalta hai fir band ho jata hai kya problem ho sakta hai
Starter me Overload relay (lagaya ho to) ka setting badhake thik ho sakta he.......
Bhai contactor kidhar hai 😅
Bhai is vale Starter me contactor nahi hota MCB se hi on-off hota he
Pump off kaise karen 😂😂
@@sayanstudio8689 MCB off karke
Bhai aapka no thoda dedijie
Bhai neutral pehle wale me dalte hai😢
Bhai pehle vale me phase Diya he...Jo MCB me jata he.....MCB se phase wire control hota he
Contactor kaha hai
Bina contactor wale starter box ki wiring diagram h
MCB on karne se motor chalu nahi ho Raha hai start switch ko dabana pad raha hai kyun
Running capacitor ki capacity Kam ho Jane par....
Ya fir....pump set jaam hone pr....esa ho sakta hai......motor ka load badh Jane par bhi esa hota hai
hahaha galata
You don't know how to wiring
Thanks
Rong connection kiya hai aapne....pehle Sikh kr aaho
wrong connection kaha Hui he.... sir ji...bataye....
Contectar kaha gaya
Bhai....isme Contactor nahi hota..... MCB se on-off hota he
Wrong. Where is contactor
Bhai. Is starter me contactor nahi hota he ....MCB se on-off hota he
Ye small hp ka moter he so it is working 😊
@@rashmikantasahu5852 yes...
Sir red puch button ka use kya h on to green se hoga or off mcb se
@@JavedKhanSigma 😊 red push button dabane se Volt meter operate hota he....voltage janne ke liye....
Namaskar mat bolo kattar Hindu ho to Jay Shri Ram bolo
Nice
👌👌