Surat-ul-Aeyraaf: 7 | Ayat: 33 قُلۡ اِنَّمَا حَرَّمَ رَبِّیَ الۡفَوَاحِشَ مَا ظَہَرَ مِنۡہَا وَ مَا بَطَنَ وَ الۡاِثۡمَ وَ الۡبَغۡیَ بِغَیۡرِ الۡحَقِّ وَ اَنۡ تُشۡرِکُوۡا بِاللّٰہِ مَا لَمۡ یُنَزِّلۡ بِہٖ سُلۡطٰنًا وَّ اَنۡ تَقُوۡلُوۡا عَلَی اللّٰہِ مَا لَا تَعۡلَمُوۡنَ ﴿۳۳﴾ کہہ دو: میرے رب نے حرام تو بس بے حیائیوں کو ٹھہرایا ہے ، خواہ کھلی ہوں خواہ پوشیدہ اور حق تلفی اور ناحق زیادتی کو اور اس بات کو حرام ٹھہرایا ہے کہ تم اللہ کا کسی چیز کو ساجھی ٹھہراؤ ، جس کی اس نے کوئی دلیل نہیں اتاری اور یہ کہ تم اللہ پر کسی ایسی بات کا بہتان لگاؤ ، جس کا تم علم نہیں رکھتے ۔
@@fawadjaved8301 unky liey alag clear hukam aya hy, is ayat kay hawalay ka matlab yeh hy ky tatoo ka direct hukam nhi aya to is ayat sy rehnumai li ja skti hy
@@farhankhanzada855 “May Allah curse the women who do tattoos and those for whom tattoos are done, those who pluck their eyebrows and those who file their teeth for the purpose of beautification and alter the creation of Allah.” (Al-Bukhari, al-Libas, 5587; Muslim, al-Libas, 5538)
@@farhankhanzada855 Ghor se suno, Ghamdi to keh raha hai, ke sirf yehi panch cheezein haram hain. to kia Ghamdi jhoot bol raha hai, ya Allah ki kitab ki ghalat tashree kar raha hai?
Shariah is composed of Quran and Sunnah. Please refer to Sunnah for further guidance. Quran provide guidance and details are available as per Sunnah. A lot of shariah facts are explained in Sunnah. Please refer to sahi Bukhari hadees no 5740 and hadees no 5943. Please listen to authentic scholars for these issues. Not Ghamidi type half scholars. Please listen to Dr Zakir Nike for this topics. Dr Nike talks with proof.
@@HamzaHussain154 yes you are right but in this case we clear hadith available so here we can not go for ijtehad. May Allah guide us to the right path.
Sincerely asking, Why do we muslims so strictly believe in these Ahadees when there is no guarantee of their authenticity, Im not going into debate if you dont know about it but those books have so many contradictions, even with Quran? I mean you cant factually prove it that its true book
@@ShumailR na bhai rehny dy, tasveer bhi haram hy, woh aur bat ky har bat man na na zarori hy na possible hy, but in inverted commas " tasweer haram hy" 😭
@@farhankhanzada855 thk to phir ainy m dekhna b haram hoga apky nazdeek. Wesy agr koi shadi pr candid picture khench dy apki? To kia apki picture h to ap haram hogay ya picture banany wala harami?
Al-Bukhaari and Muslim narrated that ‘Abd-Allaah ibn Mas’ood (may Allaah be pleased with him) said: “Allaah has cursed the women who do tattoos and the women who have this done, the women who pluck their eyebrows, and the women who file their teeth for the purpose of beautification and change the creation of Allaah.”
Kindly this is a big issue eleboraye this more and also teach us why this is not considering good in our society and why this is prevailing in our mind that this is not good to accept in society and why ulalam preaching us to keep ourselves away from making tattoo. With due respect need more elaboration on this topics other ppl will conceive this on their ownway. And you( respected teacher ) will be responsible if Allah ask, and if not in aakhira than this will be fine that’s I am again politely need more elaboration on it. Jazakallah
Dr. Sahb explained it brother, he said it is not normal in our society because our religious scholars take everything literally, And it has Ahadeeths because at that time African women used to show religious and other kufria symbols in form of tatoos, If you don't show kufr with your tatoo then it is completely ok. Hope I explained it and helped my muslim brother not fall into the hands of clergy, peace;>.
The people sitting in the Hall are laughing at Ghamdi sb Tattoo thing , Please read this Hadees. A curse has been placed on such deeds. (Sahi Bukhari 4886) (Sahi Muslim 5573)
تو اس کا مطلب ہے کہ انسانوں جانوروں کی شکلیں جسم پر بنانا گناہ نہیں ہے اسلام میں گھر میں تصویر یا مجسمہ رکھنا گناہ ہے تو جسم پر بت تراشنا گناہ کیسے نہیں ہے 🤨🤨🤨
But tarashna to bata diya inhon nay gunah hai. Yahan amoomi tatoo kinbaat ho rahi hai. Albata mein khud tatoo banay ko ek acchi cheez nahi samjhta. Par kya haram hai ya nahi woh alag cheez ha. Inhon nay bhi bataya ki tatoo haram walay bhi hotay hain aur un se rukna chahiye.
@@alimn9744 janu do Bhai tasveer phir kesy glt ho gae, jesy speaker corner py Shia log aagy qalima aur ayyat jism py Tattoo bnway hoty. Ghamdi Sahab k mutabiq in baato KO bs haram Kaha hai tattoo Ka bta dein Quran mein Kahan hai. To mujhy Quran SE bta dein Jism pr ayyat Ka tattoo bnawna Kahan mana hai?
ولامرنھم فلیغیرن خلق اللہ۔القرآن اور میں انہیں ابھاروں کا اور یہ اللہ کی خلقت میں تبدیلی کریں گے۔ غامدی صاحب جیسے پائے کی شخصیت سے یہ چیزیں رہ جائیں مجھے یقین نہیں آرہا بھئی۔۔
@@timegain8732 Ye galat terjumaa hai, arbi Zabaan ke root words se isse janoo kisi ke readymade terjume se nahi. 5 wakktt kaam dhandaa chodd ker Aallah hazri lagwaaker apni namazee nahi padwaataa. Ye mazhabi baddtreen gulami hai joo tawatoorse mazhabi peshwaa ne raayej ki hai aisi gulami mitane ke liye saare ambiyaa aaye thee
@@timegain8732 Namazee padhna zabani Aallah may believe kerna ye koi Aallah may believe kerna nahi aisa Emaan Aallah ke pass kabile kabool nahi. Quraan samjhker padhna ussper gour kerna uss per emaan yakeen rakhna ye Aallah per believe hota hai ab bhi naa samjho too pehle Quraan kaa ilm hassil karo
In my humble opinion, this question does not merit any discussion. It is unfortunate that why people tend to outsource their faculty to think (as Qur'aan lays a lot of emphasis on "Affala Taqiloun").
Tatooz banane se khushi hoti hai too kare Aallah q isski aad aayegaa woo too insanoo ki khushiyaa chahta hai. Waise too tatooz kadeem dourse chali tehzeeb kaa hissa hai iss se Deen may koi ferk nahi hota. zayez naa zayez ki kya baat hai? aisi choti choti baate Aallah nahi batata woo sab insaan ke aqal per chodd deta hai uss se emaan kaa kya talluq? Aallah sirf usool zabte kawaneen de ker hamari rehnumayee kerta hai baqi sab insaan ki akal per chodta hai choti choti khatawoo ko derguzer kerta hai, planning se kiyee badi badi galtiyaa records se kabhi delete nahi hoti punishment mil ker rahegi. ab hume chahiye ke Aallah ke usool zabte kawaneen ko maddhe nazer rakhte huwe zindgi guzaarni hai😮😮😮
It's still debatable. But you are right. Harmful things should be avoided at all costs. But, haram and halal are different issues. I myself am of the opinion that tatoos shouldn't be made as it's is apart from giving you harm, and bad shape is a useless thing. If we listen to this lecture, here also the seaker says tatoo making can be haram as well on the basis of certain Islamic commandments and injunctions of fiqh.
Music mai agar shirk na horaha ho to wo bhi Halal hai, Aap kabhi Ankara ke masjido mai jayen wahan jab namaz horahi hoti hai tu peeche se kuch log gungunate hue aur daf bajate hue ibaadat karte hain. Haan wo alag baat hai ke apke Deobandi firqe ne Islam Aman ke mazhab ko dehshatgardi ka mazhab bana dia hai, Taliban bhi Deobandi hain..
@@raheelarabi Saboot hai aapke paas? nahi ilzam lagana aat hai aapko, aur aapki bato ke intellectual level se lag raha hake aap Qaiser ki fan hain. Agar saboot nahi hai tu phir apne Deobandi hone ka saboot na dain!.
Gold bi halal phir halal hot mashq e zafraan bi halal orat Ka Khushboo lagana bi halal hot tattoo quran main nai to aloo tamater bi Hona Chahiye wo kiyun nai soorat nisar main hor ABN e Masood wali hadees Jo tarimzi main hai jism KO gudwaney wali oraton per Allah ki lanat per ghamdi sab hadees k mamley main poor Hain jazzak Allah
ghamdi sahab , aap bhi tato banwa lain , apna huliya bhi waysay hi kar lay jaysa inlogo ka hota ha, rasool SAW ka baad is dunya ma bht si cheezain aain or aay gi jo quran or sunnat ma zikar nahi hoi or issi lia ulama - e - deen ka ijma or ijtahad ka tareeqa hamaray paas ha , har cheez ka baray may quran ma fatway mojood nahi hain .
@@user-yt3475 Inke likhne ke style se hi pata lag raha hai ke ye Deobandi hai aur Taliban ko freedom foghters maante hain. Dar haqeeqat inhe dar lagat hai nai cheezo se jaisa ke sub continent ke baaqi hanafi muslmanoo ko lagta hai, 19th century mai Hanafi Ottomans ne akhbar par kufr ka fatwa lagaya tha aur ab tatoos par lagaya hai hanfi maktaba e fikr ne tu aaj se 200 300 saal baad inhe samajh aayegi.
@@alfathan6883 Bhai jaan inho ne Deobandiyat ka chashma lagaya hai inhe kaise samajh aayega. inhi Hanafi ullama ne 19th century mai Akhbar ko bhi kufr kahan tha.
Satan said when God cursed him, “I command people,” that is, to change what God created, and this is the meaning of what was mentioned in the Qur’an. So it is known from what I wrote first that changing and altering God’s creation is forbidden. Let this gray hair provide evidence On tattoos, because just as we do not forbid what God has made lawful, we do not make lawful what God has forbidden
Tattoo bananay say kon Allah k kitna qareeb hota hay? Yeh sirf shaitani kaam hay or isper ulma ka ijma hay. Ghamidi sahab apni choti si masjid bana laitay hain
Is tarah tu likhna bhi shaitani cheez hai, likhne se log Islam ki gustakhi kar sakte hain, aaj se 1000-1200 saal pehle is par bhi ummat ke ullama ka ajma tha, under Ummayad dynasty.
He’s said a million times jinn cheezon main shirk ya bayhayaee ho thats haram. Aajkal jiss kisam ke vulagr dances hain that’s haram. Pehle walee Mehendi with dholak and Luddi and no men will not be haram
Why? agar tatoo mai shirk ya kufr na karen tu ye haram nahi hai. phir makeup karna bhi haram hai. koi hadees ya ayat hai aapke paas tatoo ke hawale se? wo wali nahi jis mai isko isliye haram kaha gaya haikyunke iske zarie se Afreeki khawateen kufr aur shirk kart thi saleeb waghera banati thi tatoo ke zarye se, agar aap shirk aur kufr na karen tu koi haram nahi hai.
@@_TahaRahman Khuda ke waaste 🙏, jab baat samajh nahi aarahi hu tu apne Deobandi hone ka suboot mat dain, aap ne deobandiyat ka chashma lagay hua hai, Yahan pe zeenat ki baat horahi hai, sex karna zeenat (singhaar) karne mai kaise aagaya?.
Afsoos ke sath aapko pata hi nahi baat kis cheez ki horahi hai, aap ne deobandiyat ka chashma lagay hua hai, Sharab se kon zeenat (singhaar/makeup) karta hai? Taqi usmani karte honge hum tu nahi karte.
@@Unknownlens703 faltu ke ilzamat n lagaiye, na main devbandi hu na koi hanfi na shafai na malki.... Bekar ki baten... Ye sahab se kho ya aap hi zyada jante hain to mere kuchh sawalat hain unka jawab dijiye... Fayda ye hoga ki kuchh aono knowledge hoga kuchh mera knowledge badhega
The only rational scholar of Islam, ever.
acha is ka matalab alchol aur pig ja meat haram nai hai?
کھانے کے علاوہ 5 ۔۔ واحد نہیں واحد زندہ
Surat-ul-Aeyraaf: 7 | Ayat: 33
قُلۡ اِنَّمَا حَرَّمَ رَبِّیَ الۡفَوَاحِشَ مَا ظَہَرَ مِنۡہَا وَ مَا بَطَنَ وَ الۡاِثۡمَ وَ الۡبَغۡیَ بِغَیۡرِ الۡحَقِّ وَ اَنۡ تُشۡرِکُوۡا بِاللّٰہِ مَا لَمۡ یُنَزِّلۡ بِہٖ سُلۡطٰنًا وَّ اَنۡ تَقُوۡلُوۡا عَلَی اللّٰہِ مَا لَا تَعۡلَمُوۡنَ ﴿۳۳﴾
کہہ دو: میرے رب نے حرام تو بس بے حیائیوں کو ٹھہرایا ہے ، خواہ کھلی ہوں خواہ پوشیدہ اور حق تلفی اور ناحق زیادتی کو اور اس بات کو حرام ٹھہرایا ہے کہ تم اللہ کا کسی چیز کو ساجھی ٹھہراؤ ، جس کی اس نے کوئی دلیل نہیں اتاری اور یہ کہ تم اللہ پر کسی ایسی بات کا بہتان لگاؤ ، جس کا تم علم نہیں رکھتے ۔
Subhan Allah. Matlab tatto halal hy. JazakAllah bhai ap ny buhat soo ko rah e haq dikha diya. Mein banwana chah rha tha, ab tasali sy babwaonga
acha is ka matalab alchol aur pig ja meat haram nai hai?
@@fawadjaved8301 unky liey alag clear hukam aya hy, is ayat kay hawalay ka matlab yeh hy ky tatoo ka direct hukam nhi aya to is ayat sy rehnumai li ja skti hy
@@farhankhanzada855 “May Allah curse the women who do tattoos and those for whom tattoos are done, those who pluck their eyebrows and those who file their teeth for the purpose of beautification and alter the creation of Allah.” (Al-Bukhari, al-Libas, 5587; Muslim, al-Libas, 5538)
@@farhankhanzada855 Ghor se suno, Ghamdi to keh raha hai, ke sirf yehi panch cheezein haram hain. to kia Ghamdi jhoot bol raha hai, ya Allah ki kitab ki ghalat tashree kar raha hai?
The most reliable and authentic man ghamidi sahab
JzakALLAH Allah sb ko nek hadayat de❤
Too beatiful to be described Ghamdi sb.
May you live long
ولامرنھم فلیغیرن خلق اللہ ومن یتخذ الشیطن اولیاء من دون اللہ فقد خسر خسرامبینا اس آیت کریمہ کے تحت ٹیٹوز بھی آتے ھیں واللہ اعلم
Mashaallah
Jazak Allah khair sir
Narrated Abu Huraira:The Prophet (ﷺ) said, "The effect of an evil eye is a fact." And he prohibited tattooing.Sahih al-Bukhari, 5740
Jazak ALLAH
What kinda hadith is this,evil and tattoo doesn't connect even in parallel universe
God bless Ghamidi sahab
❤
Shariah is composed of Quran and Sunnah. Please refer to Sunnah for further guidance. Quran provide guidance and details are available as per Sunnah. A lot of shariah facts are explained in Sunnah. Please refer to sahi Bukhari hadees no 5740 and hadees no 5943.
Please listen to authentic scholars for these issues. Not Ghamidi type half scholars. Please listen to Dr Zakir Nike for this topics. Dr Nike talks with proof.
Bhai aur baaz cheezein hadees main nhe phir ulma ijtehad krte hain
@@HamzaHussain154 yes you are right but in this case we clear hadith available so here we can not go for ijtehad. May Allah guide us to the right path.
Sincerely asking, Why do we muslims so strictly believe in these Ahadees when there is no guarantee of their authenticity, Im not going into debate if you dont know about it but those books have so many contradictions, even with Quran? I mean you cant factually prove it that its true book
حرام ہے حرام ہے کیونکہ یہ تصویر کشی میں ا جاتا ہے
Matlab quran jhot bol rha hy???
Quran se btao k Allah ne konsi ayet mn ye haram kaha he ?
Tasveer akasi hai jesy ainy m dekhna. Tasveer haram nahi hai, mujasma, bott banana haraam hai ku k log uski ibadat shuru kr skty hain.
@@ShumailR na bhai rehny dy, tasveer bhi haram hy, woh aur bat ky har bat man na na zarori hy na possible hy, but in inverted commas " tasweer haram hy" 😭
@@farhankhanzada855 thk to phir ainy m dekhna b haram hoga apky nazdeek. Wesy agr koi shadi pr candid picture khench dy apki? To kia apki picture h to ap haram hogay ya picture banany wala harami?
Some people do tatoos due to fashion, but most of the tatoos are still done for the same purpose
Al-Bukhaari and Muslim narrated that ‘Abd-Allaah ibn Mas’ood (may Allaah be pleased with him) said:
“Allaah has cursed the women who do tattoos and the women who have this done, the women who pluck their eyebrows, and the women who file their teeth for the purpose of beautification and change the creation of Allaah.”
Hadees say halal haram nhi nikal saktay ap Hadees hujat nhi ha Standard srf Quran ha
@@1minutedraw611bhai Hadees is the explanation of Quran
@@1minutedraw611 پھر تو بیوی کے پاس پیچھے راستے سے جانا بھی حرام نہیں ہونا چاہیے کیونکہ کہ اس کا حرام ہونا بھی حدیث سے ثابت ہے۔۔
Jo chiz Allah ne mana kr di to wo kiya g@@1minutedraw611
Ye usool kaha parhlyya aapne@@1minutedraw611
Kindly this is a big issue eleboraye this more and also teach us why this is not considering good in our society and why this is prevailing in our mind that this is not good to accept in society and why ulalam preaching us to keep ourselves away from making tattoo. With due respect need more elaboration on this topics other ppl will conceive this on their ownway. And you( respected teacher ) will be responsible if Allah ask, and if not in aakhira than this will be fine that’s I am again politely need more elaboration on it. Jazakallah
Dr. Sahb explained it brother, he said it is not normal in our society because our religious scholars take everything literally, And it has Ahadeeths because at that time African women used to show religious and other kufria symbols in form of tatoos, If you don't show kufr with your tatoo then it is completely ok.
Hope I explained it and helped my muslim brother not fall into the hands of clergy, peace;>.
The people sitting in the Hall are laughing at Ghamdi sb Tattoo thing , Please read this Hadees. A curse has been placed on such deeds. (Sahi Bukhari 4886) (Sahi Muslim 5573)
Hadees , the compilation from uzbek scholar who has no relationship with Prophet 😂
تو اس کا مطلب ہے کہ انسانوں جانوروں کی شکلیں جسم پر بنانا گناہ نہیں ہے اسلام میں گھر میں تصویر یا مجسمہ رکھنا گناہ ہے تو جسم پر بت تراشنا گناہ کیسے نہیں ہے 🤨🤨🤨
But tarashna to bata diya inhon nay gunah hai. Yahan amoomi tatoo kinbaat ho rahi hai. Albata mein khud tatoo banay ko ek acchi cheez nahi samjhta. Par kya haram hai ya nahi woh alag cheez ha. Inhon nay bhi bataya ki tatoo haram walay bhi hotay hain aur un se rukna chahiye.
ادب کے ساتھ پیارے دوست ٹیٹو بنانا منہ پر کالک ملنا زیب و زینت نہیں بے وقوفی جہالت بے کار کی چیز ہے، حرام نہیں
Tasveere banana haram hi normal tatto haram hone me ikhtilaf hi
@@jinmanzur4749 to tattoo Jo bnta hai Woh sirf uper ki layer py bnta hai?
@@alimn9744 janu do Bhai tasveer phir kesy glt ho gae, jesy speaker corner py Shia log aagy qalima aur ayyat jism py Tattoo bnway hoty.
Ghamdi Sahab k mutabiq in baato KO bs haram Kaha hai tattoo Ka bta dein Quran mein Kahan hai.
To mujhy Quran SE bta dein Jism pr ayyat Ka tattoo bnawna Kahan mana hai?
ولامرنھم فلیغیرن خلق اللہ۔القرآن
اور میں انہیں ابھاروں کا اور یہ اللہ کی خلقت میں تبدیلی کریں گے۔
غامدی صاحب جیسے پائے کی شخصیت سے یہ چیزیں رہ جائیں مجھے یقین نہیں آرہا بھئی۔۔
Shakhsiyat khalqat ni badalti tattoo se
اس آیت کو دوبارہ پڑھیں اور اسکی تفسیر دیکھیں۔
Is it possible to live a Muslim life? No, it's not a choice. The choice is yours: choose freedom or choose life without hope and free speech.
I am a muslim with hope and free speech. My opinion.
@@jinmanzur4749 I hope you are saved now but I'm already dead Molvi mullah mufti Islamic touch of hate and extremism destroyed my life
کبھی کبھی غامدی صاحب الللہ پاک کی دین بیان کے بجائے اپنا خواہشِ نفسانی بیان کرتے ہیں۔
جیسا کہ بہت سے لوگوں نے بچوں کی تصویر اور ٹائیگر کی شیر کی بلی کی تصویر بنائی ہے تو یہ چیزیں حرام ہیں
Nhi bhai, beshak pig banwao woh bhi alhumdulilah halal hy
So are you saying that ammendments in oneself related to nature is not haram?
like getting braces for teeth? :)
Agar koi muslim jo namaz bhi padhta hey apne kano me Bali owr naak me long owr haathon pe tattoos banai to ghamdi saheb kia comment krengey.
Bhai Aallah ne namazee padhne nahi kaha, salaat kayem kerne kaha hai, salaat kise kehte hai arbi Zabaan se samjho. Aise rituals kernese kya hota hai??
@@Ponderofdepth Arabi mm Salat Communication ko kehte hn ye 5 times Allah k same hazri hoti hey .
@@timegain8732
Ye galat terjumaa hai, arbi Zabaan ke root words se isse janoo kisi ke readymade terjume se nahi.
5 wakktt kaam dhandaa chodd ker Aallah hazri lagwaaker apni namazee nahi padwaataa.
Ye mazhabi baddtreen gulami hai joo tawatoorse mazhabi peshwaa ne raayej ki hai aisi gulami mitane ke liye saare ambiyaa aaye thee
@@Ponderofdepth baat kuch samajh nahi aaee. aap Allah mn believe krtey hen ya nahi.
@@timegain8732
Namazee padhna zabani Aallah may believe kerna ye koi Aallah may believe kerna nahi
aisa Emaan Aallah ke pass kabile kabool nahi.
Quraan samjhker padhna ussper gour kerna uss per emaan yakeen rakhna ye Aallah per believe hota hai ab bhi naa samjho too pehle Quraan kaa ilm hassil karo
In my humble opinion, this question does not merit any discussion. It is unfortunate that why people tend to outsource their faculty to think (as Qur'aan lays a lot of emphasis on "Affala Taqiloun").
Bhai mazhab mazhab khelna hamara qoumi khel hy, khelain bhi na🤔
I already knew he will say its not haram 😂 he is always upto expectations
Then how about gambling and alchohol?
Jab pata naho baat kis cheez ki ho rahi hai tu phir apna,
Molviyon ke gand se bhara dimagh nahi lagate.
Tatooz banane se khushi hoti hai too kare Aallah q isski aad aayegaa woo too insanoo ki khushiyaa chahta hai.
Waise too tatooz kadeem dourse chali tehzeeb kaa hissa hai iss se Deen may koi ferk nahi hota.
zayez naa zayez ki kya baat hai?
aisi choti choti baate Aallah nahi batata
woo sab insaan ke aqal per chodd deta hai
uss se emaan kaa kya talluq?
Aallah sirf usool zabte kawaneen de ker hamari rehnumayee kerta hai
baqi sab insaan ki akal per chodta hai choti choti khatawoo ko derguzer kerta hai, planning se kiyee badi badi galtiyaa records se kabhi delete nahi hoti punishment mil ker rahegi.
ab hume chahiye ke Aallah ke usool zabte kawaneen ko maddhe nazer rakhte huwe zindgi guzaarni hai😮😮😮
Thing which harm you & not beneficial for ( show off ) you ....I think these things are harm...
It's still debatable. But you are right. Harmful things should be avoided at all costs. But, haram and halal are different issues. I myself am of the opinion that tatoos shouldn't be made as it's is apart from giving you harm, and bad shape is a useless thing. If we listen to this lecture, here also the seaker says tatoo making can be haram as well on the basis of certain Islamic commandments and injunctions of fiqh.
اللہ تعالیٰ ہمیں خامدیت جیسے فتنوں سے محفوظ فرماۓ
Pehle khud ko thek kar lo
Ghamdi Kajjab ✅
Agar tattos mein tasavir hon to kya voh haram nhi hai.
Phir to moseaqi masjid main bhi honi chahain
Zabrdast answer bro
Music mai agar shirk na horaha ho to wo bhi Halal hai,
Aap kabhi Ankara ke masjido mai jayen wahan jab namaz horahi hoti hai tu peeche se kuch log gungunate hue aur daf bajate hue ibaadat karte hain.
Haan wo alag baat hai ke apke Deobandi firqe ne Islam Aman ke mazhab ko dehshatgardi ka mazhab bana dia hai, Taliban bhi Deobandi hain..
حضرت مکمل رینڈ کارپوریشن پراڈکٹ بن چکے ہیں
@@raheelarabi Saboot hai aapke paas? nahi ilzam lagana aat hai aapko, aur aapki bato ke intellectual level se lag raha hake aap Qaiser ki fan hain. Agar saboot nahi hai tu phir apne Deobandi hone ka saboot na dain!.
Kisi time pe loud speaker bhi haraam tha masjid mein. Aaj halal hai. Mullah ilm k dushman hein.
سوال سن لیں غور سے پہلے ۔ بات بچوں کے منہ پر یا بازو پر ٹیچرز ٹیٹو بنا دیتی ہیں ان کی ہو رہی ہے ۔
Gold bi halal phir halal hot mashq e zafraan bi halal orat Ka Khushboo lagana bi halal hot tattoo quran main nai to aloo tamater bi Hona Chahiye wo kiyun nai soorat nisar main hor ABN e Masood wali hadees Jo tarimzi main hai jism KO gudwaney wali oraton per Allah ki lanat per ghamdi sab hadees k mamley main poor Hain jazzak Allah
ghamdi sahab , aap bhi tato banwa lain , apna huliya bhi waysay hi kar lay jaysa inlogo ka hota ha, rasool SAW ka baad is dunya ma bht si cheezain aain or aay gi jo quran or sunnat ma zikar nahi hoi or issi lia ulama - e - deen ka ijma or ijtahad ka tareeqa hamaray paas ha , har cheez ka baray may quran ma fatway mojood nahi hain .
Aap deobandi hein na😊
@@user-yt3475 Inke likhne ke style se hi pata lag raha hai ke ye Deobandi hai aur Taliban ko freedom foghters maante hain.
Dar haqeeqat inhe dar lagat hai nai cheezo se jaisa ke sub continent ke baaqi hanafi muslmanoo ko lagta hai,
19th century mai Hanafi Ottomans ne akhbar par kufr ka fatwa lagaya tha aur ab tatoos par lagaya hai hanfi maktaba e fikr ne tu aaj se 200 300 saal baad inhe samajh aayegi.
@@user-yt3475 nhi bhai ma muslim ho or kisi firkay say mayra koi taluq nahi ha , quran or sahi ahadees per chalnay ki koshish karni chahiyay,
@@ArwaAftab-if3ee is ka matlab hai aap ne quran o hadees parha hai khud se
@@user-yt3475is trah to aapse puchna parega k aap chutiya hain na
Inse puchen k aapki Raye me jayaz h ya nhi baqi Islam ka is se kya talluq
Dimaag aur dil dokhay awo phir samaj aya ga
There are clear ahadiths about tattoos........sorry dear ghamdi.....its not that simple
Dear Ghamidi already explained the reason of those clear ahadith.. ache se video dekhne ka phir comment m ghusne ka
@@alfathan6883 Bhai jaan inho ne Deobandiyat ka chashma lagaya hai inhe kaise samajh aayega.
inhi Hanafi ullama ne 19th century mai Akhbar ko bhi kufr kahan tha.
The tattoo is completely allowed for men.
If that's true then support your claim with authentic fatwa from scholars.
@sunnyreon7415 Its my fatwa that It's allowed for guys as there is nothing explicitly mentioned on the contrary in the quran or sunnah.
Can u respond sachwala and stop him
Suna ha wazu nahi hota
Jahiliyat ka dusra name ghamdism hai
In men tou sharab, Sood, suar ka gosht b nhi Hain. Kya ye b ap k khyal men halal Hain?
This means eating pork is halal as it is not included among the five
you are funny.. how eating PIG is ZEENAT ki cheezain.. The things that we eat are another topic..
No there are four things in food which have been declared haram in Quran. Among these four one is pork
کھانے پینے کی چیزوں کا ذکر اس آیت سے پہلے آیا ہے۔ قرآن پڑھیں۔
Food items are which are halal or haram are separately mentioned in the quran. The things which are discussed in the topic are ornament's categories.
Khawo as per your thinking
Niyat main shirk kerna na ho.
Molana Sahab khud kushi Haram hai is mai to ye b Nazar nahe aate naiz taitu banwane sai khud aziyati hoti hai to wo b haram hai
Ghmdi bht dandi marta hy
Tameez se baat karen apne Dar ul uloom deoband ki taleemat hame mat sikhain.
Tattoo Fazzool kharchi hai is ke bajai sadka kharat karo
Jazakallah Khair Aap ne sahi kaha
Per tu log apne shakal janwaro jese banaye. Ye fashion nahe Allah ke deen ke khilaf jana he sirf wah wah ke ly bat nahi karo
To aapke hisab se tatoo banana jayez hai
Lol... and he is considered as islamic scholar
.. soon he will make wine halal
پھر سور کھانا شروع کردو۔
Ghamidi se bara fitna or koi ni Allah isko gharq kare
Bhaio toto bnana hraam Hy ghamdi sab pori BAAT ni bta rhay
Pta nahi Kahn ka aalim haa 😅
Satan said when God cursed him, “I command people,” that is, to change what God created, and this is the meaning of what was mentioned in the Qur’an. So it is known from what I wrote first that changing and altering God’s creation is forbidden. Let this gray hair provide evidence On tattoos, because just as we do not forbid what God has made lawful, we do not make lawful what God has forbidden
Tattoo bananay say kon Allah k kitna qareeb hota hay? Yeh sirf shaitani kaam hay or isper ulma ka ijma hay. Ghamidi sahab apni choti si masjid bana laitay hain
Is tarah tu likhna bhi shaitani cheez hai,
likhne se log Islam ki gustakhi kar sakte hain, aaj se 1000-1200 saal pehle is par bhi ummat ke ullama ka ajma tha, under Ummayad dynasty.
😂😂😂,
غامدی نے یورپ میں رہنا ہے، یہ کیسے ان کے خلاف بغاوت کریں گے؟
Aur aapke taqi usmani ne jaanwaro mai rehna hai
wo kaise insaaniyat ki baat karsakte hain.
رسم مہندی ؟
He’s said a million times jinn cheezon main shirk ya bayhayaee ho thats haram. Aajkal jiss kisam ke vulagr dances hain that’s haram. Pehle walee Mehendi with dholak and Luddi and no men will not be haram
Aby tu sb halal krde 😂😂
Halal hi he ghade tere farzi mullao ne kar rakhi hain
I wonder ki dr. Israr sahab ne is jese fuzool bande ke liye apna time kharab kiya h 😅
Tatoo is haram
Why? agar tatoo mai shirk ya kufr na karen tu ye haram nahi hai.
phir makeup karna bhi haram hai.
koi hadees ya ayat hai aapke paas tatoo ke hawale se? wo wali nahi jis mai isko isliye haram kaha gaya haikyunke iske zarie se Afreeki khawateen kufr aur shirk kart thi saleeb waghera banati thi tatoo ke zarye se, agar aap shirk aur kufr na karen tu koi haram nahi hai.
Totally gumrahhh insan ghamdeee he talking fucking
he is referring Quran.. and you are???
@@zubaairmard pr sona jaiz hua iske hisaab se to
@@_TahaRahman Khuda ke waaste 🙏,
jab baat samajh nahi aarahi hu tu apne Deobandi hone ka suboot mat dain,
aap ne deobandiyat ka chashma lagay hua hai,
Yahan pe zeenat ki baat horahi hai,
sex karna zeenat (singhaar) karne mai kaise aagaya?.
@@Unknownlens703 puri video dekh tb bol chutiye
Wah pehle ap apni tarebiyat tho kar lo
Totally disagree!
It's completely fine to disagree, but can you plz provide reference from Quran where it's mentioned as Haram ?
Javed fitnah ghamdi munkar hadith
1 dislike
Ghamdi bohat bara fitna hn
In 5 haram cheezon me Sharaab ka bji zikr nhi... To kya khayal hai maulana sahab..
Afsoos ke sath aapko pata hi nahi baat kis cheez ki horahi hai,
aap ne deobandiyat ka chashma lagay hua hai,
Sharab se kon zeenat (singhaar/makeup) karta hai?
Taqi usmani karte honge hum tu nahi karte.
@@Unknownlens703 faltu ke ilzamat n lagaiye, na main devbandi hu na koi hanfi na shafai na malki.... Bekar ki baten... Ye sahab se kho ya aap hi zyada jante hain to mere kuchh sawalat hain unka jawab dijiye... Fayda ye hoga ki kuchh aono knowledge hoga kuchh mera knowledge badhega
@@princebricosta8199 Ji Arz karen mowjood hun main.
@@princebricosta8199 Ji hazir hun mai.
@@princebricosta8199 Hazir hian ham, farmayain....