How to remove chicken smell before cooking chicken. I don't eat chicken only because of its smell. Please tell me how to wash or process the chicken to remove its smell
Ghar mein agar banate hain to mushkil se 2 kg mutton aur 1 kg rice ki banti hain. Chulah bhi chota hota hain. Us mein kitna time high flame mein aur kitna time low flame mein dum dena chahiye?
biryani may be good, but the hygiene standard is very low chef needs to work on his hygiene standards, he is dipping empty buckets in the rice, The bottom of the bucket, is so filthy and the same rice, that you consume it by mouth.
सरजी , आपकी सारी बाते ठीक है शेफ जी , पर कोशीश करे की आप अपने सहाकारीयोंको बताहे की पुरी कोशीश करो “ हायजीन स्टँडर्ड मेंटेन करो रेस्टाॅरंट कीतनाही बीजी क्यु ना हो , जबतक तुम ऊनके उपर उलटे नही पडेंगे तो वही करते रहैंगे .
Nahi sir Muslim style biryani kabhi log pasand karte hain aur muje comment karte banane ke liya to main ne banaya is ka is ka kuch dusra matlap nahi hai
Bahut jabardast recipe hai chef thank you for your effort
Thank you so much ❤️🙏
Love you my brother u are awesome brother....
Thank you so much 😀❤️❤️🙏
Aap ka video main ne aaj hi dekha bohot badiyan recipes😊🎉
Thank you so much ❤️❤️🙏
Nice yummy 😋 biryani bohot achi zaqedar hai nice chef😊🎉
Thank you so much ❤️🙏
Very nice chef mja aa gya
Just looking like a wow😍
😀😀❤️😁 thank you ❤️
Wow so tasty it looks
Thank you ❤️🙏
Witch rice is best for biryani
Kewra pata kha milta hai😊
Sir grocery store main mil jaye ga
Apke video buhat achi hoti hai. Keep doing good work
Thank you so much sir 🙏🙏❤️ please keep support me
बिर्याणी के लिये अच्छा राईस कौनसा है. मार्का बताईये.
Sir English main likhiye please
Kache gosht ki dm biryani ka video banaiye
Biryani ke liye aap kaunsa rice use karte hai
Badiya hai vai❤
Thank you
Bhai apki biryani banata dekh dekh k hi sikha hoon banana biryani..❤
Wow very good and great job 👏 ❤️❤️
Looks yummy 😋👌👍⭐️🙏🇬🇧 From London ❤
Thank you so much ma’am ❤️❤️❤️ from India 🇮🇳
Masaallah bahut badhiya chef
Sukrya
Sir aap long videos hi banaye, bohot informative hote hai ❤❤
Thank you so much sir aap ne samj ne ki kosis ki kafhi log long video pasand nahi karte ❤️❤️
Bhooooot alaaaaa🎉🎉🎉
Thank you ❤️🙏
Rice konse wale hein is bryani m
Dawat
Amazing zaike daar delicious 👍🏻
Sukrya ❤️
Looking good. Are you from Hyderabad?
Thank you No sir I am from Odisha
Mashallah bohat khoob app hame mandi rice ka video daliye
Ji jarur
Bhai ingredients ka list dalo
Biryani rice konsa use karte ho naam bato
Golden grain xxxl basmati
Very nice recipe. Rice konsa istemal Kiya hai aap ne.brand name bataye.
Thank you so much rice abhi to dawat ka use kar rahe hain
Sir aap kaunsa brand ka basmati rice use karte ho. Pls naam batao
Daawat Chef choice xxxl basmati rice
@@w_chef_47 oh very quick response. Thnx
Waise aap kahan per kam karte ho. Pls tell me. I will visit there
@@w_chef_47 dawat me buhat sare varieties rehte. Kya aap pack color batayenge green ya orange ya blue
Very nice biryani
Thanks a lot
Wow that's good recipe chef
Thank you so much ❤️❤️
Chicken muslim briyani recipe pls
Ma’am a party ka Oder main banate chicken ka aata nahi Oder only mutton ka agar oder aaye to bana dunga thank you ❤️
How to remove chicken smell before cooking chicken. I don't eat chicken only because of its smell. Please tell me how to wash or process the chicken to remove its smell
Ginger garlic pest vinegar salt se wash kar di jiye before use thank you ❤️🙏
చాలా బాగుంది
Sir Telugu radu na ku
@@w_chef_47 😊 it's good, I am working with you plz hiring me tell me u r adress.
Bahut acchi Bani he briyani sr
Thank you sir
Assalamualaikum bhai, mujhe aapke paas cooking seekhna hai, mujhe plzzz reply dijiye. I am Sadiq from Hyderabad.
W.S Please DM KARDO INSTAGRAM PE @w_chef_47
Exllent chef
Thank you ❤️
Mashallah very delicious 😋
Thank you so much
Excellent chef
Thank you
Very good chef
Thanks a lot
Appka Bereyani rice name kay hi bhaiya ji
Dawat chef choice
Sir which basmati rice do u use??
Daawat Chef choice xxxl
Sir muje apple satth kaam. Karna he plz muje kauka de
Instagram pe DM karo @d__c__47
Sir ginger garlic paste aur green chilli paste grams me boliye na
Sir aur ek bar dala ho
Chef where do you wrk in Hyderabad
Sorry sir it’s privacy issues
Chef dilli briyani recipe diijye
Yes sir o v aaye ga thank you
sir apse biryani ki treaning leni hai app sikskte hai kyaa please
Sir video dekh ke sikhne ka kosis karo main duty pe busy reh ta ho agar koi daut rahe to Instagram pe DM karo @w_chef_47
Ghar mein agar banate hain to mushkil se 2 kg mutton aur 1 kg rice ki banti hain. Chulah bhi chota hota hain. Us mein kitna time high flame mein aur kitna time low flame mein dum dena chahiye?
Ma'am bahat jaldi ghar pe 1 kg wala biryani upload kardunga thank you for your comments ❤️
What is nitmeg powder?
Jaifhal ka padar
❤
❤️❤️
Biryani masala powder receipe
Sir already main banaya hai aur ek naya biryani masala aane wala hai to subscribe kar dijye ga aap ke pass aajaye ga thank you ❤️❤️
Very nice information kacha masala kitna hai jee
Matlab kuch samaj nahi aaye
👌👌👌👌💯💯💯💯🙏
Thank you 🙏 ❤️❤️❤️
Chicken majestic bannaiye na
Ji ma’am bahat jaldi upload kar dunga thank you
great
Thank you
Chef kaam karna he apke sath
Nice ❤❤
Thank you so much ❤️❤️❤️
मसालेमे प्याज डालनेसे क्या होता है ये हमे अच्छी तरहसे सून नही पाये, बाकी बिर्याणी झक्कास 👍👍😄
Piyaj dale to test acha aata hai thank you
If you can show Karahi dishes
Yes ma’am already upload kiya hoon aur bahat sare ane walen hain subscribe kar di jiye ga upload karte hi aap ke pass aajayga thank you
@@w_chef_47 Thank you 👍🙏🇬🇧 From London ❤️
Garam masaale grams me boliye
Samjha nahi sir please aur ek bar sahi se boliye
You’re doing great job but,
Chef one cup 250 grams ka hota hai.
Sorry it’s my mistake thank you ❤️
Musslam ka recipe
Ji sir o v aaye ga
Very nice coonking Biriyani ❤❤❤
Thank you so much chef❤️❤️
Nice
Thank you
Please please please Safai k bhi dhiyan rakho
Ma’am 200 kg biryani sells hai thoda argest karna please
السلام عليكم انا ابحث عن طباخ مختص في خبز النان وانواع الارز
Thank you sir❤️❤️ please message me in Instagram id @w_chef_47
Hi sir
Hello sir
राइस का कंपनी ब्रँड नेम बोलो.
Thank you
Muslim shadi bolke izzat mat nikal yar hum mutton boil nahi karte
Sir, Main video mein bola hai agar aapko jaldi chahiye to boil kar lena
Very good biryani but over masala
Sir biryani main thoda masala rehte thank you
plz patila saf karwa len biŕyani a 1 hay
😀
Ok sir
biryani may be good, but the hygiene standard is very low chef needs to work on his hygiene standards, he is dipping empty buckets in the rice, The bottom of the bucket, is so filthy and the same rice, that you consume it by mouth.
Sir a busy restaurant hai 200 kg biryani sel hai thoda to hygiene ka problem aaya I hope aap log arguments karo ge thank you
सरजी , आपकी सारी बाते ठीक है शेफ जी , पर कोशीश करे की आप अपने सहाकारीयोंको बताहे की पुरी कोशीश करो “ हायजीन स्टँडर्ड मेंटेन करो रेस्टाॅरंट कीतनाही बीजी क्यु ना हो , जबतक तुम ऊनके उपर उलटे नही पडेंगे तो वही करते रहैंगे .
@Anilhagre190 ok sir
Yaha bhi Hindu Muslim!!
Bhagwan hee bachaye iss desh ko
Nahi sir Muslim style biryani kabhi log pasand karte hain aur muje comment karte banane ke liya to main ne banaya is ka is ka kuch dusra matlap nahi hai
Too much Chelly
Ma’am biryani toda chat pata rahega to khane main maja aaye ga a chilli jada spicy nahi hai
thoda hygine maintain karo, ye sab video pura duniya wale dekte hi tumara aur desh ka naam esa hi kharab hota hi
Sir a ek busy restaurant hai thoda hygiene ka problem rahe ga
Bakwas Biryani hai.mai b chef hoon kitne baar Hari mirch paste dala sab bakwas hai
Agar aapko achi nahi lagi koi bat nahi thank you
Arey nai g tum mirch paste kitni baar Daley isa hota kya@@w_chef_47
Sir a biryani alag hai Hyderabadi nahi to test ke hisab se dal na padta hai
Tomatoes use nahi Kiya
Nahi sir dahi use kiya hoon
Beta Ghar maye ek dow kilo ki biyani banti hai
Yeh Ghar kaye hisab saye masalaye ka hisab sahi nahi tow birayani sahi nahi hogi
Ji sir a ghar ke hisab se to nahi hai lekin dekh ke hisab se kam kar ke banayn
Bangla biryani nahi banaya
Ji bana denge sir aap suscribe kar dena video aajay ga thank you
3 place same masalaye use Kiya
Over bahut masalaye Daley ho
Nahi sir Hume andaza ho Gaya hai deli bana bana ke
Nice
Thank you ❤️