safdar abbas manqabat 2011 rab-e-abbas

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 вер 2024
  • safdar abbas manqabat 2011 rab-e-abbas

КОМЕНТАРІ • 7

  • @noorjahan8035
    @noorjahan8035 6 місяців тому

    واو سلامت رہیئے❤

  • @alihaider_10
    @alihaider_10 4 роки тому

    SHABBAR MUSTAFA (2012)
    rabb e abbas ney yu kii hai sanaa e abbas (4)
    1) hukm e rabbi hai wafaao ko ikatta karlo
    bhai ismat ki hawaao ko ikatta karlo
    bintey ahmad ki duaao ko ikatta karlo
    merey hyder ki adaao ko ikatta karlo
    parcham e haqq ka alamdaar banaana hai mujhey
    doosra jaafar e tayyar banaana hai mujhey
    rabb e abbas ney yu kii hai sanaa e abbas (2)
    2) jaao ilyaas zamaaney ki sharaafat laao
    qizr tum jaao zaraa moosa ki haibat laao
    jaao jibreel e amii kaabey ki qaamat laao
    jaao maryam darr e zehra se tahaarat laao
    qwaayish e zehra se laaraib banaana hai isey
    my hoo bey aib so bey aib banaana hai isey

    3) mujhsey qudd aal e payambar isey maangaa hai
    fatema zehra ki duqtar ney isey maangaa hai
    sadaf e kaaba ke gauhar ney isey maangaa hai
    mujhsey har sajdey mey hyder ney isey maangaa hai
    ab to waajib hai ke shahkaar banaau isko
    hoobahoo hyder e karrar banaau isko

    4) sab bulando mey sar afraaz banaaunga isey
    apney hyder ka hamaawaaz banaaunga isey
    apney naazo ke liye naaz banaaunga isey
    chauda raazo ka i\hi hamraaz banaaunga isey
    charchey taa hadd e jahaa honey hai charchey iskey
    apney haatho se banaanunga my baazu iskey

    5) iski tajheen mey rakhoonga jalaalat apni
    iskey paikar mey sajaadoonga my azmat apni
    iskey haatho mey hi rakhoonga my qudrat apni
    nuqta e baa pey utaaroonga ye aayat apni
    kulle eemaan ka eemaan nazar aayega
    bachpaney mey hi ye imraan nazar aayega

    6) haashmi chaand mey haashim ki shaabaahat hogi
    iski taqleeq mey hyder ki shujaa'at hogi
    iski har saans mey maula ki mawaddat hogi
    jism mey qoo ki jagaa hubb e imaamat hogi
    merey chehrey ka hi ikkaas kaheygi dunya
    merey shahkaar ko abbas kaheygi dunya

    7) hoga hyder sa madadgaar zamaaney ke liye
    mera tohfa hai ye zehra ke gharaaney ke liye
    laao sidraa ki ladii maatha sajaaney ke liye
    qudsiyo laao hayaa aankh banaaney ke liye
    hukm e shabbir agar hoga to ye boleyga
    peysh e zainab bhi kabhi aankh na ye kholeyga

    8) chaahta hoon ke wafaa apni ma'aani dekhey
    alqamaah bastey huwey apni rawaani dekhey
    chaahta hoon ke jahaa meri nishaani dekhey
    apni aankho se ali apni jawaani dekhey
    noor chamkeyga ye noor e azalii ke ghar mey
    ye ali bhejoonga my apney ali ke ghar mey

    9) qaas zehra ki tamannao se mansoob hai ye
    qoobiya jisko qoob wahii qoob hai ye
    merey mehboob ke mehboob ka mehboob hai ye
    jiska taalib hoon my qudd uska hi matloob hai ye
    baatey kartii huwi tasweer walii kii hogi
    jab ye boleyga to aawaaz ali kii hogi

    10) hoga aalam ka madadgaar ali hi ki tarha
    hoga ye saahib e dastaar ali hi ki tarha
    hoga ye haqq ka tarafdaar ali hi ki tarha
    hoga abbas e alamdaar ali hi ki tarha
    soorat e naad e ali uqda kushaa do hongey
    aaj ke baad nusairi ke qudaa do hongey

    11) apney lashkar ka alamdaar jo paayega husain
    rutba qudd iska zamaaney ko bataayega husain
    jaagta hoga to godhii mey sulaayega husain
    jab ye soyega to jhoola bhi jhulaayega husain
    mera shabbir isey qudd se baham rakheygaa
    iskey gehwaarey mey chota sa alam rakheygaa

    12) jaao ilyaas zamaaney ki sharaafat laao

    13) arsh par 'noor ali' sab ko bulaaya rabb ney
    sabko taqleeq ka shakaar dikhaaya rabb ney
    apney jalwo ka ta'aarruf bhi karaaya rabb ney
    phir badey naaz se nabiyo ko bataaya rabb ney
    dil e shabbir ke ehsaas ka qaalik my hoon
    faqr hai mera ke abbas ka qaalik my hoon

  • @sahroshi
    @sahroshi 12 років тому

    boht khoob MA SHAA ALLAH

  • @ahsanrazakazmi1
    @ahsanrazakazmi1 13 років тому

    GEO MOULA ABAD RAKKAY

  • @BiNtEHaSaNSaYyEd
    @BiNtEHaSaNSaYyEd 4 роки тому

    Lyrics please

      @@alihaider_10 Bohat Bohat Shukriyaaaa