*Quraan shareef har banda yaad kar sakta h* yad krna aur yad rkhna dono asan h *agar hm rojana ek ayat yad krenge to pura Quran hme 18 sal me yad hojayga* *isi trah rojana 2 ayat yad krne se 9 sal lagenge* *rojana 3 ayat yad krne se 6 sal lagenge* *rojana 4 ayat yad krne se sadhe 4 sal lagenge* *rojana 5 ayat yad krne se sadhe 3 sal lagenge* *is trah bahut asan h* *khaskar baccho k liye bahut asan h* *subah fazar namaj k bad baccho ko baitha dena chahye* *uske bad wo school v jayenge aur idhar haafiz e Quran v ban jayenge* *in sha Allah* rojana ek ayat yad kr pana to hr kisi k liye mumkin ho skta h... khud v amal kare aur dosto ko v bataye k kisi k andar tamanna e *hifze Quran* paida hojaay........
*Allah* k yha der h andher nhi ye galat jumla h qki der hona ek kisim ka aib h aur *Allah jalla jalaaluhu wahdahu laashareekalahu* hr aib se pak h ek kam hmlog chahte h fala waqt me ho jaay jabki *Allah* behtar jante h kon kam kb hona hmare haq me jada behtar hoga isliye hr kam ka *Allah* k yha waqt mutaiyyan h jiska ilm sirf *Allah* ko h makhluqaat ko nhi... islye ye jumla nhi kahna chahye....
اللہ تعالی مفتی صاحب کو جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے آمین
اللہ تعالی جنت میی بلند درجات فرمائے
اللہ تعالیٰ رفع درجات فرمائے
hazrat ka apna ek alag maqaam tha kasam se...
ماشاءاللہ بہت اچھا کام کیا امین اللہ پاک جزاء خیر عطا فرمائے آمین یارب العالمین کے
اللہ تعالی درجات بلند فرمائے
MashaAllah
*Quraan shareef har banda yaad kar sakta h*
yad krna aur yad rkhna dono asan h
*agar hm rojana ek ayat yad krenge to pura Quran hme 18 sal me yad hojayga*
*isi trah rojana 2 ayat yad krne se 9 sal lagenge*
*rojana 3 ayat yad krne se 6 sal lagenge*
*rojana 4 ayat yad krne se sadhe 4 sal lagenge*
*rojana 5 ayat yad krne se sadhe 3 sal lagenge*
*is trah bahut asan h*
*khaskar baccho k liye bahut asan h*
*subah fazar namaj k bad baccho ko baitha dena chahye*
*uske bad wo school v jayenge aur idhar haafiz e Quran v ban jayenge*
*in sha Allah*
rojana ek ayat yad kr pana to hr kisi k liye mumkin ho skta h...
khud v amal kare aur dosto ko v bataye k kisi k andar tamanna e *hifze Quran* paida hojaay........
Allah jannat ul firdos me jga day ameen
Asalamu Alaikum darud tunajina padna theek hai Mufti zar Kay mutabiq
Mufti zar rehmatullahi sahab Kay nazdeek theek hai
Answer
Sorry extremely uper rehmatullahi sahab bool gayi
*Allah* k yha der h andher nhi
ye galat jumla h qki der hona ek kisim ka aib h
aur *Allah jalla jalaaluhu wahdahu laashareekalahu* hr aib se pak h
ek kam hmlog chahte h fala waqt me ho jaay jabki *Allah* behtar jante h kon kam kb hona hmare haq me jada behtar hoga isliye hr kam ka *Allah* k yha waqt mutaiyyan h jiska ilm sirf *Allah* ko h makhluqaat ko nhi...
islye ye jumla nhi kahna chahye....