Sir mere aadhar card me mere pita ji ka naam galat dileep ka deelip hai aur maine nmms form me bhi deelip hi bhara tha kya mai aadhar card sansodhan karva lu dono jagah par ak hi hai please reply sir 🙏🙏🙏🥺🥺
Sir NMMS m selection Hua Hai To forum ki last tarikh 31 August Bata rahe hain to document Mein Koi mistake hai To Kya Karen date aage se Rakh sakti hai kya
*Question* Sir Mera form me Residential address me house no. galat pad gya tha to sir kya karna hoga badla jayega to kaise badle ?? Please sir answer me
Sir pls #reply mere bhai k adhar m naam glt tha to use maine sansodhan krvaya h aur jb form fill kiya tha to wo glt spelling wle se fill hua tha...to ab kya kre...usme koi option hota h naam m sansodhan hua ho to fir kaise milega....school wlo ko koi jaankri nhi h , abhi result nhi mila kya kre please suggest
Sir mere Nmms ke admit card par 29/03/2010 hai but aadhar card me aur tc me 22/02/2010 hai sir koi problem hoga kya aur is problem ko keise solve kare ❤❤❤😢
सर nmms परीक्षा पास कर चुका हूँ 2023 में अब क्या करें सर कृपा कर के उत्तर दें सर ताकि scolership मिल सके सर कृपा होगी सर आपकी ❤❤❤❤❤❤❤❤ सर आप के द्वारा ही मैं ने padhai की है
Sir mere aadhar card me mere pita ji ka naam galat dileep ka deelip hai aur maine nmms form me bhi deelip hi bhara tha kya mai aadhar card sansodhan karva lu dono jagah par ak hi hai please reply sir 🙏🙏🙏🥺🥺
Sir kis bank mein khata hona chahiye mera khata brkgb mein hai isme rupay aayenge ya nhi plsss sir reply
Sir form bhar liya hu uska ek print bhi niklvaya hun usme principal singnature karane ke baad print rakhna hoga ya kahin jama karna hoga
अपने पास रख लो
SIR PUNJAB NATIONAL BANK ME AA JAYEGI
Sir NIOs board me bachcha hai आवेदन कर सकते हे या नहीं
Sir NMMS m selection Hua Hai To forum ki last tarikh 31 August Bata rahe hain to document Mein Koi mistake hai To Kya Karen date aage se Rakh sakti hai kya
*Question*
Sir Mera form me Residential address me house no. galat pad gya tha to sir kya karna hoga badla jayega to kaise badle ??
Please sir answer me
Sir school cast vale sudant ko nahi milenge kya
Sir otr karwane ke baad jo from mila tha wahi jama karna hai school me
Sir agar mujhe kisi karan se cirtificate nahi.mil pata hai to kya mujhe district se call aayga
Sir agar birth date alag ho to kya koi problem hogi please reply me sir 😢
Sir nmms result me apna naam kaise check kare ki pass or fail
Mera ifsc kode galat hogya ubin ka jaga ubni hogya ab kya kare please reply 😢😢😢😢😢
Sir aay jati niwas parents ka hoga to chlega
अपने नाम का
सर हम nmms पास हो गाये सर अभी दुसरा खाता लागा सकते हैं हा या नही रिप्लाई दे या तो विडियो लाते ok sir
Sir PM yashashiy ka from kab aata hai
Very nice sir
सत्र 2024 में कक्षा 8 में पढ़ रहे छात्रों के लिए परीक्षा हेतु आवेदन कब से करना है
कहां से हो आप
Sir pls #reply mere bhai k adhar m naam glt tha to use maine sansodhan krvaya h aur jb form fill kiya tha to wo glt spelling wle se fill hua tha...to ab kya kre...usme koi option hota h naam m sansodhan hua ho to fir kaise milega....school wlo ko koi jaankri nhi h , abhi result nhi mila kya kre please suggest
कक्षा 8 की मार्कशीट और tc par kya hai
@@goldenpathshala5167 usme bhi glt tha jb adhar m sansodhn hua uske baad school m shi kiye...
paas ho gaye first payment bhee aa gaya hai 12000
Yrr bhai me bhi pass hua hu aapka kaise scholarship aaya 9th ki padai bhi shuru ho gayi hai books bhi kharidni hai
9th ka exam ke baad aayega
Yrr bhai aap kis sal NMMS ka exam diye the
November 2022 me
Achha Bhai hm log November 2023 me diye the
सर मेरिट लिस्ट में नाम आया है लेकिन रेजल्ट कार्ड नही आया |
Sir Mera result card nahi aaya
Nsp portal par aavedan karne ke baad kya karna hai
Please sir😢😢😢
फाइनल प्रिंट अपने विद्यालय में जमा कर दो जहां पढ़ रहे हो
Sir mujhe 1st year ka mil gya tha 12000 pr fir mujhe pata nhi tha ki har saal online karana padta h ..
Ab kaise hoga kya krna hoga
Please reply...
अब दुबारा nsp पोर्टल पर रिनेवल करा लो
@@goldenpathshala5167 sir g gye the to wo cafe Wale bole ki ek saal ka drop ho gya h isliye ab nhi hoga
12th ke bad hhi milta h kya
Sir niwas praman patra nhi h to kya banwana pdega sir ???
Yes
Last date kay he
Sir mere Nmms ke admit card par 29/03/2010 hai but aadhar card me aur tc me 22/02/2010 hai sir koi problem hoga kya aur is problem ko keise solve kare ❤❤❤😢
Sir mere pita ka name nmms me kuch or hai adhar card me kuch or incame cetifikete me nmms jesa hai to kya kare pase aye bank me ak video banao
Sir abhi 2024 me papar pass Kiya hai to scholarship ke liye apply kab karna hai😊
Sir nmms me pass jo gaya hu 9th me OBC aawasiye me vidyalaya me advision ho gya hai kiya NMMS chhatravriti milega
मेरे पिता का आय है
Maine 8th me nmms ke exam pass kiya thha 3year ka aaya hai 1year ka abhi tak nahi mila kiya kru😢
Status dekho kya dikha Raha h
@@goldenpathshala5167 kisme dekhe status??
Sir mere pita ka name nmms me aadhar se alag hai to kya kare
Sir mai up se hu to mujhe kya kerna ho ga
Sir ,Khata Kiska Khulega
छात्र के नाम
Kis bank me khulvana padega
@@N.K.R.-ux8d ग्रामीण बैंक छोड़ कर किसी में भी खुलवा लो SBI, BOI, HDFC , AXIX
SIR PUNJAB NATIONAL BANK ME KHULA LIYA HAI SCHOLARSHIP AA JAYEGI
SCHOLARSHIP KAISE AATI HAI MONTHLY YA YEARLY
Agar kisi bacche ka name nmms admit card me alag he aur marksheet me alag h to nmms me name kese change karbae
Sir mai nmms exam pas ho gaya hu 117 nemder paya hu to mai 1 year mai 12000 hjar pauanga
सर मैं nsp पोर्टल पर ऑनलाइन आवेदन कर रहा था मेरा थोड़ा सा गलत हो गया है सर क्या करे
Sir 24 me exam di hu paise kabtak ayenge
Sir mere name ka both date ka sanshodhan huaa hai mai kya karu
Result मिलने के बाद क्या करे
सर nmms परीक्षा पास कर चुका हूँ 2023 में अब क्या करें सर कृपा कर के उत्तर दें सर ताकि scolership मिल सके सर कृपा होगी सर आपकी ❤❤❤❤❤❤❤❤ सर आप के द्वारा ही मैं ने padhai की है
Nsp portal par online karva do abhi ho rhen hai
Sir from bhar liya hu uska print bhi niklva liya hun us per principal ki signature hone ke band form kaha rakhna hoga
@@shahbazalam5874 एक एक फोटोकॉपी अपने पास रख लो एक फोटोकॉपी अपने स्कूल में जमा कर दो
Sir mai list nhi dekh paya hu
Please sir mai kaise dekhu
2023 me
Sir mera bhi abhi Paisa nahi hai
Sir aap bharte hain
Hi