Sar jab aap video dekhte Ho na tab screen touch karna screen mein upar CC ka option aaega vah CC wale option ko touch kar dena aap to aapko screen mein likha hua nahin dikhai dega
Vaise apke idea ka mai swagat karta hun aur apka Idea achchha hai lekin video ko dale kafi time ho gaya hai aur abhi tak ye jalkar nahi aaya hai aur chal raha hai Thanks and welcome ❤❤
@@ChaudhariPowerTools bhi kabhi kabhi. Mera Bosch ka 11 kg breakar ka fild louse hone par ya koi beirg kharb hone par mere 24000 ka 4 armature jal chuke hei is liye mei apne armautar me leth par .5 mm ka cut lgava leta hu .hammear mei pata nahi kab kab fild lose hone par takara kar chalta hei armature .
Dekhiae speed kabhi bhi automatic jyada nahin hota hai jab bearing Tut jata hai tab ham jab grinder ko chalate Hain tab humko Aisa lagta hai ki hamare grinder ka speed badh gaya hai isliye barring aap change kar lo aapka problem solve ho jayega
@@ChaudhariPowerTools मैं देख कर काम सिख रहा हूं। मुझे प्रोबलम ये है, की कौनसी मसीन (ड्रिल, हेमर ड्रिल, हिलट्टी, ग्लेंगड्र ) में किस किस साइज का समान लगा सकते है।
@neerajsoni9287 to fir sir field coil ya fir armature ya fir dono short ho gaya hoga Mai apko ek video ka link deta hun us type se aap testing kar sakte hain
bahut acche se samjh aa gaya sir
Thanks for watching 🙏❤️
वाह सरजी एकही विडिओ में आपने बहुत अच्छेसे समजा दिया 🙏🙏
धन्यवाद सर इतना समय देकर विडियो को इतने ध्यान से देखा
@@ChaudhariPowerToolssar ji ye Kam shikhne me kitne mahine lagege sar
@@ChaudhariPowerToolsplz
Technical cheezen apne mind par depend karta hai sir seekhne ko to aap months me complete seekh jaoge
Kuchh main machine hai jinka knowledge apko karna padega baki aap aage apne idea se hi bana loge
Bhaiya ji mere pas me ek drill machine 2 26 mm garam aarahe hai to kya karna chaheye batao plz
Sir armature wale area se garm hota hai to Jo is mein bataya Maine same to same yahi process rahega usko theek karne ka
Sar aap ka samjhane ka Tarika bahut badhiya hai sar is kam ko sikhane ke liye aapse nivedan hai ki koi institute ke bare mein aap bataen .
Theek hai sir
Your voice is very clear. Please stop display of writings on screen,
Which disturbing us on visual.
Sar jab aap video dekhte Ho na tab screen touch karna
screen mein upar CC ka option aaega vah CC wale option ko touch kar dena aap to aapko screen mein likha hua nahin dikhai dega
Bhaiya ji series board me mcb konse lagaye bato ek bar na board jal gya
Karurat hi nahi hai alag choota board bana rahe ho to
Bhi 05 ka leth par cut lagna hoga armature mei nahi to ye bhi jal jayega .
Vaise apke idea ka mai swagat karta hun aur apka Idea achchha hai lekin video ko dale kafi time ho gaya hai aur abhi tak ye jalkar nahi aaya hai aur chal raha hai
Thanks and welcome ❤❤
@@ChaudhariPowerTools bhi kabhi kabhi. Mera Bosch ka 11 kg breakar ka fild louse hone par ya koi beirg kharb hone par mere 24000 ka 4 armature jal chuke hei is liye mei apne armautar me leth par .5 mm ka cut lgava leta hu .hammear mei pata nahi kab kab fild lose hone par takara kar chalta hei armature .
@technicalmastersantoshsong8704 achcha sahi se kar deta hai kya late wala
@@ChaudhariPowerTools yes .
Okay
Good
🙏🙏🥰🥰
Very good
🙏🙏
Bosch gws 750 or deealt dw802 me se kaunsa grinder lena thik rahega
Dw802
Speed our vaivration karne ka karan keya hai
Dekhiae speed kabhi bhi automatic jyada nahin hota hai jab bearing Tut jata hai tab ham jab grinder ko chalate Hain tab humko Aisa lagta hai ki hamare grinder ka speed badh gaya hai isliye barring aap change kar lo aapka problem solve ho jayega
Hello भाई जी,
आपके वीडियो देख कर काम सिख सकते है, वाह वाह अच्छा सिखा रहे हों।
ऐसे मिस्त्री बारीकी से नहीं बताते हैं।
हां जी बिल्कुल सीखो आप
@@ChaudhariPowerTools
मैं देख कर काम सिख रहा हूं।
मुझे प्रोबलम ये है, की कौनसी मसीन (ड्रिल, हेमर ड्रिल, हिलट्टी, ग्लेंगड्र ) में किस किस साइज का समान लगा सकते है।
सर मैं आपसे काम सीखना चाहता हु
Ha par aap kahan se ho
Body me current a raha hai
Kaun sa grinder hai
@@ChaudhariPowerTools dewat ka
@@neerajsoni9287 kis use me lete ho sir
@@ChaudhariPowerTools diwar cutting me
@neerajsoni9287 to fir sir field coil ya fir armature ya fir dono short ho gaya hoga
Mai apko ek video ka link deta hun us type se aap testing kar sakte hain
मैने सब बैरीग चेज कर दिया और आरमेचर भी चेज किया पर भी बहुत ज्यादा हीट होता है 😥😥😥
Armature aur field coil touching hai kya
@@ChaudhariPowerTools वो तो पता नहीं है सर देखना पड़ेगा
@@gautamddrgaming5489 ek bar dekh lijiye agar touching bhi nahi ho raha ho to field bhi change karna padega
Sir plz send me no