Sir maine pan card ke aaply Kiya tha usme aadhar card wali photo lgi hai and sign nhi hai to ab mujhe fir se nya bnwana pdega ya to manually sign krke chal jayega vo ...pls reply
Bhai me UTI se kiya same process but again (upload signed pan form) bolke aya to abhi us form ko print karke signature karke again upload karna padega kya ?
Sir mujhe sirf *name aur *signature only change karwana hai. To kya photo mismatch, date of birth mismatch in sb mein bhi tick krne ki jarurat hai? Kyukni mujhe to sirf naam aur signature change krna hai. Photo aur baaki sb details thik hai. Mere pan card mein. Reply jarur dein
Online se photo and signature mismatch auto selcted rehta hai. Date of birth ka tick ko hata dijiye ya same date of birth dal sakte hai. Lekn photo n signture tick nhi hadta. Agar photo update karna nhi chahte to tisra option selct karke offline se documnts bhejna hoga
Suppose my name is Gupta S. In this case i don't have a surname just the initial, but just entering 'S' or 'Gupta S' do not work. What should I do in this case. Please help🙏
In this process if u selct digitial adhar e kyc thn u have to manually sign in your pan card after received new pan. Other hand if u selct e sign submit scanned copy thn your sign will auto update thrgh online n u wll get new pan also.
Sir mera pan minor hein or maine option one choose kar liya digital through e kyc kya signature automatically updated ho jayega jaisa adhae me hein??plz reply???
Bhaiya Mera aadhar per "Anup Ashok" 2 name ka h so pan per mai first name middle ya last name esmai lekhu Ashok?? Mera koi TITLE(example Singh Gupta) bhi nahi H.
Sir namaste.Sir PAN card me signature nahi aaya hai me digitally through e kyc ko choose kar di huu or signature v nahi aaya hai to me sign kardene se chalega ki alag se fir dobara apply karna padega
Bhai yh btye ke adhar card otp se jb verify krnge to blank aajayega to phr signature ke jgh E sign krna jruri h kya Aise to phr signature upload krne ke bad v blank aayega
@@Tapanchdas payment k baad aara h OTP ka option.. after Aadhar authentication.. maine saare document upload kr liye ...nd physical card k liye hi apply kiya...I think ye mandatory h Last step k liye
Acknowledgement number se application track karne ko try kar raha hu but udhar No Record Found aa raha hai, Apply karke 1 din hua hai, kitne dino ke baad hum application track kar sakte hai?
Hello sir signature to update ho gai lekin name sidha aaya hai,mtlb first middle last ise aaya hai but previous pan card me last first middle isi sequence thi, to ab new pan me ise kyu aaya sir please help me sir
Sir mujhe urgently pancard me mobile no aur gmail id update krna h bt mere adress ka ward no chng ho gya h toh kya pehle mujhe aadhar card update krna hoga ya mai pancard me purane adress se mobile no gmail id update krwa skti hu? Kyunki aadhar update hone me toh 3 mahina ka tym lg jayega
Filhal aadhar me jo addrss hai suke mutabik update karke no chnge kar skte hai. iske alaba dusra documents hai to second option choose karke documts upload karke bhi change kar sakte hai
Yes photo ko bhi uplodad karna padega. Sirf signature chnge karna chahte hai to apko physical Mode ko selct karke nsdl ko documents bhejna hoga form me signature karke.
Khali signature karna chahte hai to physical mode ko selct karna hoga aur jo acknowledgemnet from milega usko print nikal kar usme photo lagake sign karke nsdl ke addrss par speed post se bhejna hoga
Sir One Of The Best Vedio Ever I Saw, Detailed Information.
Thank You Very Much 👌🏻👍🏻
Explained so well. Thank you
so nice information ❤❤ thanx
Good infromation 👍
Authenticate aadhar to process further me authenticate me otp ka option nahi aa raha je
Kuchder baad Suru se pge open karke continue with application me click karke token number dalke try kijiye.
Thanks yaar mai bahut din se pareshan tha
Hui kya aapki signature change
hallo bhaiya mene pan card banwaya emitr se online jisme sign nhi hai to kya ye kuch use ka nhi hai mujhe bank account ke liye chahiye tha
Sign ke jagah pe khud apko manually sign karna padega uske baad xerox karke bank me dena hoga. Aur isko har jagah use kar sakte hai
Kisi marker se khud sign kar lijiye uske baad photocopy de dijiyega...
Bank Wale orignal pan card v check krte hai fr kya kre
Sir ekyc ke through bnavaya tha usne signature ka option tha ni ab vo aayya haai signature ki jagh blank hai usme khud sign krna hai kya?
Usme apko khud signature karna padega aur ye bilul valid bhi hoga
Haahhaa
Accha hai foto aagya..warna aap khud baith jate
Sahi video hai bhai
Sir maine pan card ke aaply Kiya tha usme aadhar card wali photo lgi hai and sign nhi hai to ab mujhe fir se nya bnwana pdega ya to manually sign krke chal jayega vo ...pls reply
Manually sign karke usko chala sakte aur bilkul valid hi rahega
@@Tapanchdas thank you sir
Bhai photo or signature me problem aa rhi he size complete kiya fir bhi
Thank you 🎉
Bhai me UTI se kiya same process but again (upload signed pan form) bolke aya
to abhi us form ko print karke signature karke again upload karna padega kya ?
Yes
Sir mujhe sirf *name aur *signature only change karwana hai.
To kya photo mismatch, date of birth mismatch in sb mein bhi tick krne ki jarurat hai?
Kyukni mujhe to sirf naam aur signature change krna hai.
Photo aur baaki sb details thik hai. Mere pan card mein.
Reply jarur dein
Online se photo and signature mismatch auto selcted rehta hai. Date of birth ka tick ko hata dijiye ya same date of birth dal sakte hai. Lekn photo n signture tick nhi hadta. Agar photo update karna nhi chahte to tisra option selct karke offline se documnts bhejna hoga
@@Tapanchdas
Thank u sir
Smjh gya
😊
Suppose my name is Gupta S. In this case i don't have a surname just the initial, but just entering 'S' or 'Gupta S' do not work. What should I do in this case. Please help🙏
You can't do ekyc online in this type of cse. u hve to go frm offline procss
Thanks!
Thank u bro ❤❤
Can I update signature in Pan card and get updated pan card by this process?
In this process if u selct digitial adhar e kyc thn u have to manually sign in your pan card after received new pan. Other hand if u selct e sign submit scanned copy thn your sign will auto update thrgh online n u wll get new pan also.
Mera pancar 6mhene se nhe ay or na us pr sign kre the sign submit kru to a jaega
Bta do guru ji
Required physical pan card option ko select karke sign upload kijiye ya digital aadhar ekyc karke submit kijiye apka pan card ajayega.
अपलोड सिग्नेचर की जगह हम किसी के अंगूठा का निशान डाल सकते हैं क्या वह पढ़ा लिखा नहीं है तो plzz Reply
ys upload kar skte hai
@@Tapanchdas thank you
Sir sari payment kar diya hai Gmail ID par massage bhi aa gaya hai
Physical pencard kab tak aayegi
1 mahine ke andor aajayega.
Aaya kya physical pan card
Sir mera pan minor hein or maine option one choose kar liya digital through e kyc kya signature automatically updated ho jayega jaisa adhae me hein??plz reply???
Nhi, job apka physical pan ayega usme sign k jagah blank rhega aur usme apko khud manually sign karna padega
@@Tapanchdas vo Valied rahega all time
@@Tapanchdas and me agar dusri application form karu online with signature upload tho koi problem tho nai hogi ??
Bhai jaldi batao
@@digitalanimation4025 valid rhega. Jabtak pehle application accept ya rejct nhi hota tb tak dusra kar nhi skte
Bhaiya Mera aadhar per "Anup Ashok" 2 name ka h so pan per mai first name middle ya last name esmai lekhu Ashok?? Mera koi TITLE(example Singh Gupta) bhi nahi H.
First nme pe anup aur last name pe ashok dijiye
@Tapanchdas OK thankyou
Tq sir
Sir namaste.Sir PAN card me signature nahi aaya hai me digitally through e kyc ko choose kar di huu or signature v nahi aaya hai to me sign kardene se chalega ki alag se fir dobara apply karna padega
Apko usme khud manually singnature karna padega
@@Tapanchdas uske baad istmal kar sakte hai? Or bank ka kaam v ho jayega kya?
Sir, meine free wala pancard banya tha jisme signature or pitaji ka name nahi hai kya ye pancard bank 🏦🏧 ke liye upyogi hoga😊
Yes hoga but usme manually apko sign karna padega, ya usko update karke pitaji ka nam bhi dal sakte hai.
@@Tapanchdas Thanks Sir good reply 🥰❤️
Bhai yh btye ke adhar card otp se jb verify krnge to blank aajayega to phr signature ke jgh
E sign krna jruri h kya
Aise to phr signature upload krne ke bad v blank aayega
Digitial e sign na karke 2nd option selct karke upload karne se signatre ayega, blank nhi rhega
Agr me change karu to physical pan car milajyega? Agr miljayega to two pancard ho jayega isse problem to nahi hoga nah
Yes milega, 1st wala kavi use nakare ya usko todke fek dijiye.
Thank You So Much
Sir ye kab tak update hoke aajayega?
Kitna time lagta hai?
Update 10 working days k andor ho jata hai. 21 working days k ndor aajayega
Sir PAN card me anghuta lgwaye hain toh kya use fir signature me change kar skte hain kya plz reply 🙏
Yes kar sakte hai.
@@Tapanchdas thanks you sir
Agr .... aadhaCard ragister Mobile number nhi h toh ky krna h because otp nhi aara
digital aadhar ekyc option ko select na karke dusra ya tisra option selct karke apply kijiye, jisme apko documnts upload karna padega
@@Tapanchdas payment k baad aara h OTP ka option.. after Aadhar authentication.. maine saare document upload kr liye ...nd physical card k liye hi apply kiya...I think ye mandatory h Last step k liye
@@poojanauni4606 ys paymnt k baad apko aadhar otp dalke aadhar authentication complete karte hi apka applction pura ho jayega
Bhai mena pen card update karaya tha usme signature galat a gya dubara update kitna time bad kara sakta hu?
15 din baad se
@@Tapanchdas bhai pan card ana ka agla din kara sakta hu?
Bhai yh supporting copy mangagta h kya h nhi dte to aage process hota ni
Yes apko upload karna padega.
@@Tapanchdas hmm to kya dena documents mai name kha adhar dena hoga kya phr v age nhi ho rh h... Gkt bta rha h bhai
Thankyou Bhai
New application diya hai bhai signature galat upload kar diya kiya karu
Nsdl custmr care me call karke reject karne ko kahiye
@@Tapanchdas or Maine Jo payment kiya uska kiya hoga tab
@@Tapanchdas customer care Bala bola signature me koi issue nahi hoga 🤦
@@Pankaj_Ghosh Bhai mera vi signature galat ho gya koi solution mila apko?
@@VarinderShinda signature galat upload tarh upload hua tha mera jab aaya sahi aa gaya
Acknowledgement number se application track karne ko try kar raha hu but udhar No Record Found aa raha hai, Apply karke 1 din hua hai, kitne dino ke baad hum application track kar sakte hai?
2/3 din ke baad status show hoga
Ok, Thanks for replying
Pen card aply kiya lekin signature adha aaya hai form mai to pen card aayega ya nahi peyment bhi kar di
Yes aayega
@@Tapanchdas Ye mail aaya hai
Signature appearing on application copy not proper.
Submit specimen signature of the applicant.
Last me document upload kardiyana oh kounsa document sir
Jo documnts list aap selct karte hai usi documnts upload karna padega
Ye kitne dino mein aayega physical pan card??
Within 1 month
Sir changes kiya lekin signature daalna bhuk gya abhi kya karu ?
Firse karna pdega
@@TapanchdasI don't want to change the photo. I just want to change the signature. Can I do it?
@@Unbreakable528 no
Adhar otp se nhi krne se hoga nhi..
Adhr se krte isliye to nhi aata h signature
Submit scanned image ko selct kijiye.
Kitne dino mein change ho jayega sir
1 week k andor chnge ho jta hai
Hello sir signature to update ho gai lekin name sidha aaya hai,mtlb first middle last ise aaya hai but previous pan card me last first middle isi sequence thi, to ab new pan me ise kyu aaya sir please help me sir
Isme koi prblm nhi. Apka pan card me sahi name hi update hoga
@@Tapanchdas OK thank you sir
@@durgeshbhilore3signature kitne din me update hua
Sir kya ye 2024 me bhi work karta hai reply 🙏
Yes karta hai
Thank you bro
Tin bar signechur chenj kr sakte he kya
Agar application process hota hai to kar sakte. isiliye try karke dekhiye.
@@Tapanchdas thanks
Signature ke sath address bhi change krna h to kya kare
Other details me jake adress ko selct karke update karwa sakte hai
Bhaiya Mera father ka name saiful last name nahi hai to ho nahi raha hai to kya kare
Offline se karna padega
Correction Signature ki jagah angutha lga sakte hai
Yes
Sir mujhe urgently pancard me mobile no aur gmail id update krna h bt mere adress ka ward no chng ho gya h toh kya pehle mujhe aadhar card update krna hoga ya mai pancard me purane adress se mobile no gmail id update krwa skti hu?
Kyunki aadhar update hone me toh 3 mahina ka tym lg jayega
Filhal aadhar me jo addrss hai suke mutabik update karke no chnge kar skte hai. iske alaba dusra documents hai to second option choose karke documts upload karke bhi change kar sakte hai
@@Tapanchdas dusra document nhi h... Sirf aadhar hi h
Authenticate me problem ho Raha hai
Ye form kahi jama to nahi karna hena sir ji
Apko jama karne ki jarurat nhi hai
Kya main signature se thumb me convert karsakta ghu
Ys kar skte hai
Bai maine apne full name ki vjah se mene nickname se sign upload kr diye btao kya kru
Ye appliaction close hne ke baad firse esi procss se upload karna padega
Good
Sir mera PAN card me photo theek hai kewal signature change karna hai , toh kya photo ko bhi upload karne padenge kya??? Plz reply
Yes photo ko bhi uplodad karna padega. Sirf signature chnge karna chahte hai to apko physical Mode ko selct karke nsdl ko documents bhejna hoga form me signature karke.
Sir kardiya by post kab tak aa skta ha
After update 15/20 din k andor aayega
Mera last name nhi h...bs Sahil h... kaise kru
Offline se karna padega
@@Tapanchdas online ka aur koi tarika ni h?
Pan card me English wala singnechr upload kr skte hai kiya
Yes sakte hai
Bhiaya nhi h yr e sign to krna hi prta h uske niche kha h dusra option
Agar aap digital e sign karte hai to signtre me blank ayega. Agar aap sirf e sign karte hai to blank k jagah signatre ayega.
Dono me hi aadhr otp ayega
@@Tapanchdas hmm to yh option kha aa rha h bhaiya batye n usme problem hai na plzz
@@Tapanchdas thk h bhai aise krne ho jayga na aur aayega kitne din mai bn ke card.. Yh site fake to nhi h kisi site m to 106 leta h usme 73
Sir mai khale signature change kara sakta
Khali signature karna chahte hai to physical mode ko selct karna hoga aur jo acknowledgemnet from milega usko print nikal kar usme photo lagake sign karke nsdl ke addrss par speed post se bhejna hoga
@@Tapanchdas Sar maine pahle sign galat likh kar diye the to mujhe theek Karna hai to kya aap mujhe ekadam sahi se bata sakte hain please sir🙏🙏🙏
12:50
How to make photo 50 kb please tell me bro
Check vdeo, I hve uploaded
🔥🔥
Sir pan card ka signature kitne bar change ker sakte hy ?
Tinbar
@@Tapanchdas Thank you so much sir ☺️
bhai status kaise check Karen😮
Pge open krne ke baad upar me jo "know status of pan application" hai isme click karke check kar skte hai
Sirr Maine epan banaya tha usme signature kaise kare
Epan me apko manually khud signature karna padega.
@@Tapanchdas shahayeta Kendra mein ho jayega
@@Tapanchdas sir video banaiye abhi kisi ne nahi banaya
@@Shobhitsahu. Yes wahase bhi sign kara sakte hai.
Bhai good service Tex number mang rha
Vo compulsory nhi hai. Usko skip kar skte hai
bhai mera toh 107 rs payment kaata hai aisa quon ?
Aapne phyisical pan required me yes me click kiya hoga isliye.
कहीं आपके तरीके से अटक तो नही जाएगा काम?
Sahi se karnse nhi atkega.
@@Tapanchdas maine fill kr diya hai... as u told in your video. it was thank full video btw.
kitne din me hand over ho jayega pan card at home?
@@spsingh1729 update hne k baad 7se 21din k andor aa jayega. Status track karte rahiyega.
@@spsingh1729mila kya aapko pan card
🎉
can i change signature
Yes you can, which I explained this in video
@@Tapanchdassir should I upload signature with background or without background
@@achi.ever.0 with white background
@@Tapanchdas sir fir card pe background aayega kya
Pxl kina nabar x phone
Photo and signature submit problem
Photo and sign kis size and pixcel me mang rha hai usko check karke sumbit kijiye, aur us size ka photo n sign upload kijiye
Nhi hora fir bhi
are you applying for first time
Haaaaaaaaaa
Non regidence (NRI) KE PAN Card me signature kaise change krege agar uska aadhar card na ho
Nri selct karne k baad check kijiye waha proof k liye kya kya documnts ka option hai. Pssport hai to kar skte hai
very well explained, thanks a lot