thay bain sakina kay main mur jaun gi baba
Вставка
- Опубліковано 16 вер 2024
- Thay bain Sakina kay main maar jaun gi baba.
Main aap ki purkhat main na jee payun gi baba.
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
1) Jeenai nahi deta mujhai zindaan ka andehra
Lai jayai jald aa kai yahan sai mujhai warna
Ghut ghut kai main zindaan main maar jaun gi baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
2) Umeed rehahi ki dila ta nahi muj ko
Main poochti hun koi bata nahi muj ko
Kab lot kai main apnai watan jaun gi baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
3) Na sath puphi hongi ?? aap na bhaiya
Kehtai hain adu ??? kerain gain mujhai tanha
Tanhai main main aur bhi ghabraun gi baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
4) Bai jurm mujhai shimr nai marai hain tamachai
Dikh laun gi jo neel hain rukhsaar pai merai
Main ??? kabhi aap kai paas aaun gi Baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
5) Aajayai sun ker meri feryaad khudaya
Aik baar lita deejyai seenai sai dubara
Phir soaun gi ??? na uth paayun
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
6) Furqat meri is baat rulati nahi laikin
Is waqat yehi ??? satati nahi laikin
Maar jaun gi to aap ko yaad aaun gi baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
7) Gohar meri shehzadi ko aik pal na mila chain
Jis waqat faza aayi ?????
Ghar jaun gi main apnai watan jaun gi baba
Baba baba zindaan ka daar khulwa do.
Jazakllah anmen Jo guzar gay Allah unko bibi ki shafaat farmaen Jo hayat hen Mola unki zendagi asan farmay ameen
Jazak Allah pak bibi(s.a)behtareen ajar dain😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
پردرد کلام
Hyyyyyyyyyyyy hyyyyyy Mola jjh
Mñn manNnNanmamamlal
I can die crying from this!
☺🙂😶😗😶😶😗😶😶😗😶😗😶💌🧡💓💋💓💗💓💗💓💗💓💢💗💓💛💗
When i listen this noha
Criyng deeply
PLease upload somebody this noha (Baba tere beghair & Zulzinah)
tumhare intizar me