Sir mene 200amp ka luminous ka solar battery le liya ....or inverter normal bala h .1050watt ka .me bhut darr rha Tha pr apki video dekh kr ab daut clear ho gya
Koi dikkat nhi hai bhai aur Luminous ka solar battery bhut acha hai aur inverter to best hai hi...Solar battery k normal inverter koi problem nhi hai sirf charging time badhega
As i have understood from your vdo that it is not advisable to connect non solar 12v, 150 Ah lead acid tubular battery with a solar compatible inverter ... Pls correct me if my understanding is wrong .. I was about to go for this but your vdo has made me to change my mind
Bohat achay sir. 👌....lakin sir 1 questions hai mera aap se? Kya hum solar batery ko solar pannel se bi charge kr saktay hain.agr UPS se already charge kr rehe Hain...aur agr karna hai to us mai solar controler lagana hai yah nehi......plz sir
Sir ye bataiyega solar inverter hai lekin abhi pannel nahi lagaya hu sirf light se charge karta hu but battery normal hai to kya battery kharab ho skti hai
Is it safe to charge led acid bty during day with solar panel with normal inverter duly connected with grid simultaneously whereas a pwm solar charge controller has been placed between solar panel and bty.
Sir, Mera Ghar me 325w ka 10nos solar panel eksath series me laga hua ha 3hp pump ke liye . To usi connection me low price koi inverter laga sakte ha..?
Soyo solar panal or controlar or bada battera hai or luminus inverter hai.inverter Ac to Dc nhi ho rha lekin Dc to Ac ho rha hai to controlar se chala sakte hai ya solar panel se chala
Mere pass 150 Ah ki 2 battery hai, 1 solar battery and 1 normal battery hai. Maine solar panel bhi lagwaya hai. Kaun sa inverter (solar or normal) is pure system ke liye compatible hoga?
Bhai kya hum normal inverter me soler use kar sakte hai aur kya hum dairect lite soler se le sakte hai matalab kewal soler aur normal inverter laga ke aur soler controler laga ke
Mere pas 410watt 24 volt ka penal he, pehele se normal inverter tha to SMU lagake kam chala raha hu, to question he ky me ek solar battery 12 volt bala jod lu
Dear sir, Please mujhe suggest karo ki mere pass 150ah ka solar battery h and square wave 1065 va ka inverter h. Kya mujhe inverter 1550 va ka laga lena chahiye.
Sir mera pas done exide 150AH Battray(At 27°C ,12V 150 Ah at C10 hai) inverter 1050 VA ka hai to may solar par kyse chalu karu mere pas 500 W ka solar plet hai. So please rply.
Sir I have amaron inverter (900va) Which has two options normal charge(12 amp) and quik charge (15 amp) and मेरे पास बैटरी नही थी लेकिन मैंने जीनस invosol (GSTT200) of 180 AH Amazon se order kar di h... Now ab me confused hu k maine sahi battery ka selection kiya h ya nahi और अगर किया ह इनवर्टर को नॉर्मल चार्ज पर रखना होगा या quik charge pe
Sir 1 info chahiye, aaj se 2,3 roj pehlay mainne Solar inverter solar pannel k sath liya, abb samasya ye aa rahi hai ki mra jo battrey hai wo Electricity se tho charge ho rahi hai par wo solar pannel se kadi dhup hone k bawjud bhi charge nhi ho rahi hai, Kripya eska koi samadhan bataye. Ho sake to karan v bataye.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mene 200amp ka luminous ka solar battery le liya ....or inverter normal bala h .1050watt ka .me bhut darr rha Tha pr apki video dekh kr ab daut clear ho gya
Koi dikkat nhi hai bhai aur Luminous ka solar battery bhut acha hai aur inverter to best hai hi...Solar battery k normal inverter koi problem nhi hai sirf charging time badhega
Bahut search kr baad ye answer mila tjnx bhai
बहुत अच्छी जानकारी है। धन्यवाद जी।
अच्छी जानकारी मिली - धन्यबाद
🙏
Aap ne bahut achhe se clear kr diya
Nice brother itne saral sabdo me ache se smjhaya apne...
Thank you bro very nice video so much
So much informative your channel sir.
i like your videos
thanku so much
Thank you
Jankari dene k liye
Welcome
Danyawad
Good information 👍
Thank you sir bahut achha thas
Bohut acha laga bhaiya apka video nic 🙏
Sir mera budjet kam tha mera ka asan kar diya thankyou
bahut vadia information diti brother
Thankyou
Btane ka trika acha hai. Mogembo khus huva
Informative all time
your video so informative.
thanku for supporting me🙏
Thank you sir for your information
Very good knowledge sir ji
Thanks and welcome
Very informative channel
thanku for supporting me
Nice information bro 👌
thanku so much
Thanks for this information sir ji
Good information sar ji
You are good teacher too
Very informative.. thank you so much 💕
As i have understood from your vdo that it is not advisable to connect non solar 12v, 150 Ah lead acid tubular battery with a solar compatible inverter ... Pls correct me if my understanding is wrong ..
I was about to go for this but your vdo has made me to change my mind
Good information sir please give details about lithium FP battery use in place solar lead acid battery.
ok definitely
Thanks for sharing information
Sir please ye btaye ke ..Solar inverter with solar battery ko without solar pannel Normaly electricity ke sath use krna sahi hai ya nhi...
Reply kyu nahi diya bhai...😔
mara b yehe swal hai jis ka jawab ab tak nahi mila
Ha bro kar sakate hai
Yes
Mera v same sawal hau
exide 150 ah normal battery and luminous 1050 inverter ke sath exide 160 solar pannel use kar sakte hain??????
सोलर Tubular बैटरी USB-40 पर सोलर प्लेट और नॉर्मल इनवर्टर दोनों एक साथ लगवा सकते हैं या नहीं प्लीज सर हमें बताएं
Mne 3 din phle 150AH solar battery 60month warranty aur 1050 normal inverter 2year warranty liya 17,800 ka
mst chl rha h
Bohat achay sir. 👌....lakin sir 1 questions hai mera aap se? Kya hum solar batery ko solar pannel se bi charge kr saktay hain.agr UPS se already charge kr rehe Hain...aur agr karna hai to us mai solar controler lagana hai yah nehi......plz sir
Sir kya normal 180ah tubular battery ko 20ah solar controller ke sath chla chla skte hain 495 watt panal ke sath
Very good information sir
Thanks for nice information
Hi Bro video was very informative please guide me which is best Rough Tough model Brand in solar inverter & solar battery 🙏🙏👍👍
uplus battery 12v 26ah ka kya normal AC inverter se charge kar sakte hain
Sir backup konsi battery jyada deti hai c10 ya c20, ispar bhi video banaye
Meine Luminus NXG1450 Solar aur Normal Battery Luminus 220AH kharida hei aur normal grid mei lagaya hei yeh sahi hei kya?
Keep it up 👍👍
🙏
Sir what about back up of both solar charge and inverter charge
Agar mjhe 180ah ki solatubular aur Invamaster same price me mil rhi h to kn si lena better h. Mjhe normal inverter ke sath use krna h.
Utl gamma plus inverter par kon c battery lagani chahiye jab hum grid or solar dono ka use karte hai
Sir, pls tell if normal inverter is used with solar battery,shall LED lamps glow with full light or dim light.
Can we combine two C10 and C20 bty of same voltage and capacity in parallel to get more back time.
Sir hybrid inverter (both solar and electricity) me Kaun sa battery lagaye
Solar battery
Very nice sir,
thanku
Ager normal invertor par solar battery lagate hai to cell kharab nahi hoga lekin long time charging se power consumption badh jayega kya ?...
hi..sar hamara pehale 330 w ka solar penal hee ..or ek normal UPS he konsa battry lagana he. plzzz batado.
Solar field me jo new technician he unke liye koi video laya new technician ko kya kya pata hona chahie uske upar ak video layea.....
ji bilkul
Very nice sir
Keep watching
Hello sir 100ah 12v ki Ek battery 100+100ah 24v ki battery me backup time same hoga ya aalag aalag same load pr
Sir ye bataiyega solar inverter hai lekin abhi pannel nahi lagaya hu sirf light se charge karta hu but battery normal hai to kya battery kharab ho skti hai
Solar inverter ka conection or kon inver accha hai 500 watt polar inverter chahye kon sa accha rahga
Good video👌
thanku so much
Servotech SERVBAK 75Ah/12VDC Tubular Solar Battery normal ups me chalega
Sir solar battery ko ac electic bijli pe charge kar sakte hai
Same question
Ek video banaiye lowest budget range of MPPT solar charge controller Ke bare mai
ji bilkul
Sasta mazbut tikau mppt solar charger controller ke bare mai
Normal Inverter Solar Battery par PWM Charge Controller ke Sath use kar Sakte hai. Kya
Zunsolar 200Watt vs Solaruniverse200watt konsa Lena hai
Sir normal battery me solar control power lagayaka to nahi hoga ? Please
Normal battery ko soler panala inverter se charge kar sakte hai ki nhi
Aur Direct soler panal se normal battery charger ho sakti hai ki nhi
Sir C10 ka c20 calucation bhi video bano Sir solar battery ya normal battery ka rate kam hota hai
Is it safe to charge led acid bty during day with solar panel with normal inverter duly connected with grid simultaneously whereas a pwm solar charge controller has been placed between solar panel and bty.
Sir, Mera Ghar me 325w ka 10nos solar panel eksath series me laga hua ha 3hp pump ke liye .
To usi connection me low price koi inverter laga sakte ha..?
Soyo solar panal or controlar or bada battera hai or luminus inverter hai.inverter Ac to Dc nhi ho rha lekin Dc to Ac ho rha hai to controlar se chala sakte hai ya solar panel se chala
भाई सोलर /बिजली कम्बाईन इन्वर्टर पर कौन सी बैटरी लगेगा?
Koi bhi le skte ho aap but solar battery hi lena
Normal battery 150 ah ko solar se charge karne ke liye kya kya aur kitne power ka equipment lagega??? a
Mere pass 150 Ah ki 2 battery hai, 1 solar battery and 1 normal battery hai. Maine solar panel bhi lagwaya hai. Kaun sa inverter (solar or normal) is pure system ke liye compatible hoga?
sir solar battery invoter me laga sekte jai par invoter battery solar me nahi right replie do sir big fan sir
Bhai kya hum normal inverter me soler use kar sakte hai aur kya hum dairect lite soler se le sakte hai matalab kewal soler aur normal inverter laga ke aur soler controler laga ke
Sir normal bettery ko soler penl se charge kar skte hai kya
Normal inverter me solar battry laga skte hai to kya battry backup utna hi dega jitna normal battry deta hai sir llz reply me
Sir namaskar.
240 ah inverter battery ko solar or grid dono se charge kar sakte hi
Luminus 100 ah solar battery me kitna va ka solar inverter lagaye
Kya 200ah c10 aur 230ah c20 battery ko series me connect kr sakte hai
Sir 40ah solar battery hai to usme normal inverter se charge kren to solar battery kharab to nhi hogi
Amp barha ne se kma to hoga ki nehi solar betari me?
Sir 150ah solar battery and inverter battery full charge hone par dono me backup kiska best hai with same life warranty plz provide a dedicated video
The battery which will be charged and discharge slowly will have more capacity
ji bilkul jarur jald hi upload ho jayegi . aise hi comment krte rahe jab bhi koi jankari wala video chahiye hoga to .
@@SolarAcademy special 1 kw ke structure par components and installation process step by step details me bataye
40ah ka battery me kon sa inverter lagaye
Luminous ka hai
Mere pas 410watt 24 volt ka penal he, pehele se normal inverter tha to SMU lagake kam chala raha hu, to question he ky me ek solar battery 12 volt bala jod lu
Dear sir,
Please mujhe suggest karo ki mere pass 150ah ka solar battery h and square wave 1065 va ka inverter h. Kya mujhe inverter 1550 va ka laga lena chahiye.
Kiya home use normal inverter aur normal battery mein solar system laga sakte hain
Sir नॉर्मल बैटरी और नॉर्मल इंवेटर में सोलर का 165+ 165 वाट का सोलर लगा सकते ही
Normal inverter par solar battery lagate hai to backup kaisa rahega aur controler ki jarurat hogi ya nahi
Backup to utna hi milega but charge controller lgana hoga usse achha hai retrofit lga lo sahi rahega
Very good bhaiya
😮 informative
Mere pass smartan ka 50A wala controller laga hua hai to main normal battery lagwau ya solar battery??
Solar battery
Kiya me luminous battery me dusri company ka inverter use kor sokte hai
Sir,solar inverter normal inverter ki tarah use kar sakte kya
Mujhe normal inverter chahiye wifi features k sath koi model bataye
Nice video
Normal betree ko soler invater my chalny ka koi googad hoga
Sir mera pas done exide 150AH Battray(At 27°C ,12V 150 Ah at C10 hai) inverter 1050 VA ka hai to may solar par kyse chalu karu mere pas 500 W ka solar plet hai. So please rply.
Nor intr me soler btry c10 lga di to kya apne aap discharge nhi hogi c20 ke mukable ,
nhi aap use bhi to krte ho na power to nhi hogi kyu cycle chalte rahne se nhi hoti hai
Sir agar humne mppt charge controller laga ke normal inverter ko solar bnaya hai to tab solar battery lagana thik rahega
Sir I have amaron inverter (900va)
Which has two options normal charge(12 amp) and quik charge (15 amp) and मेरे पास बैटरी नही थी लेकिन मैंने जीनस invosol (GSTT200) of 180 AH Amazon se order kar di h...
Now ab me confused hu k maine sahi battery ka selection kiya h ya nahi और अगर किया ह इनवर्टर को नॉर्मल चार्ज पर रखना होगा या quik charge pe
👍👍👍