Take a test ride. He only owns chetak, and shares his experience. Your taste may be different. So take test rides multiple times and you will get your answer. I decided to go with the Ather 450 after multiple test rides. Your taste might be different.
Mein bhi Ola S1 Pro,lo kia, chetak 3202 lo kia rista z lo kia, Quantum plasma x lo kia, simple one lo kia. Sabse jada simple one and Ola S1 Pro pada hai service thik nahi suna 🤯😇🤔
Bhaiya mera urbane hai 2024 model abhi 200km complete hua hai pehele fullcharge karne pe. 104 km range dikhata tha lekin aaj mene charge Kiya toh 97 km hi dikha raha hai or jab me usse bahar leke nikla 1 km bhi nahi chalya range drop hoke 93 ho gaya jab ghar aaya toh 94 ho gaya Aur bhaiya sport mode lagane pr bhi 97km eco mode pe bhi dikha 97km rahi hai
Charge k baad jo show karta hai wo sahi nahin hota, ek bar full charge k baad eco mode mein 10-20 km chalana...and ride k turant baad kabhi b charge pe mat lagana , hamesha 15-20 mint k baad charge pe lagana
Bhai maine kahi suna tha k bajaj k battery warranty me agar battery in warranty period 60% battery healthy se degraded ho jati hai to free battery replacement dete hai ??? Plzz muze thoda clearly dijiye
Thanks ye toh mere questions theey, answers mil gye , delhi mein 3202 available nhi hai, or RTO charges bhi lag gye hain, 1L par 8000 rs ev k price increase ho gye hain.
Sir mene 1 mahina booking kiya magar showroom wale kah rahe ki abhi kab apakai 3202 ayegi pata nahi aap 2903 le lijiye sabhi lok yahi kah rahe he mera daily running 50 km he Plz kya karu me
@@ThatEVGuyy bhai tu akela he job nahi karta baki log bhi karte hai tere pass 3202 model hai isliye bol raha hu UA-camr hona hai isliye to tu video daal raha hai
@@Kk00015 Vida ka display lag karta hai and build quality bahut hi kharap hai, handle k pass plastic hilta rehta hai, and wo bhi 90-100 range de rahi hai, jitna claim kar rahi hai nahin de rahi hai, so chetak 3202 best option rahega, Vida tab hi lena agar appartment mein rehte ho and charge karne mein issue ho
Bhai extended warenty purchase karne ke time lena sahi hoga yaa bad me le sakte hen
Baad mein le sakte hein
3202 brother apko kitne mein padi thii???
1.2 lakh
@@ThatEVGuyy 1.37 बता रहे है abhi
Bhai mana aj li ha aap kasa sa kasa conect hogi
Tecpac mein app chalta hai
Tripling kar sakte hai kya bro?
Done it with total 280kgs 😂
Han ho jayega par mota mota nahin
@@deviprasadsahoo6994 battery p load ajayega bro😆
@@ThatEVGuyy maximum kitna weight bro?
I am confused which one to buy chetak 2903 or tvs i quibe 09
Same confusion here bhai
Take a test ride. He only owns chetak, and shares his experience. Your taste may be different. So take test rides multiple times and you will get your answer. I decided to go with the Ather 450 after multiple test rides. Your taste might be different.
Yes in confusion you should take a test drive of both the vehicle
Mein bhi
Ola S1 Pro,lo kia, chetak 3202 lo kia rista z lo kia, Quantum plasma x lo kia, simple one lo kia.
Sabse jada simple one and Ola S1 Pro pada hai service thik nahi suna 🤯😇🤔
Bhai isko Lekar swiggy Zomato kar sakte hain kya
Yes
Aap Karke Dekho Na Ek Bar full day
Bhaiya mera urbane hai 2024 model abhi 200km complete hua hai pehele fullcharge karne pe. 104 km range dikhata tha lekin aaj mene charge Kiya toh 97 km hi dikha raha hai or jab me usse bahar leke nikla 1 km bhi nahi chalya range drop hoke 93 ho gaya jab ghar aaya toh 94 ho gaya
Aur bhaiya sport mode lagane pr bhi 97km eco mode pe bhi dikha 97km rahi hai
Charge k baad jo show karta hai wo sahi nahin hota, ek bar full charge k baad eco mode mein 10-20 km chalana...and ride k turant baad kabhi b charge pe mat lagana , hamesha 15-20 mint k baad charge pe lagana
@@ThatEVGuyy bhaiya maine kal charge 5 min ke baad laga diya tha isliye toh nahi ho raha hai ? Thik toh ho jayega na
3202 ko bhi charge karne K liye earthing ki jarurat padegi kya?
No koi earthing nahi chahiye, iske related ek video banaya hai usse app zaroor dekhna
hi bro, I booked today, tell me what's the range you get....
Already posted a video
Bajaj Chetak urban ki battery price kitna hai
@@shakilshah7020 extended warranty k sath 5years tension free rahoge, battery mein kuch issue hua toh free replacement, battery price hoga 70k
Diwali PE kuchh offer ayega kya chetak par
@@abhishekgautam6331 han wo state to state, dealer to dealer alag alag hoga
Bhaiya iska glovebox gaadi lock hone ke baad bhi khul jata hai? mera toh lock hone ke baad bhi khul jata hai
Jb key range main rhti hain tbhi khul skta hain otherwise nahi!!
Sahi baat
@@priyanshuborekar6305 thanks brother
Mene 3202 liya hai
Charging ke time dikki bandh nahi ho ti hai
Ap ko bhi same problem hai ?
@@nisargkhunt1339 hoti hai acche se band, mein video mein dikhaya hai
Mere pass bi esi koyi problem nahi h
Bhai maine kahi suna tha k bajaj k battery warranty me agar battery in warranty period 60% battery healthy se degraded ho jati hai to free battery replacement dete hai ??? Plzz muze thoda clearly dijiye
Yes
@@ThatEVGuyy video banao details
Thanks ye toh mere questions theey, answers mil gye , delhi mein 3202 available nhi hai, or RTO charges bhi lag gye hain, 1L par 8000 rs ev k price increase ho gye hain.
Ji
BROTHER CHETAK ME 3201 LENA BETTER HAI YA 3202 MODEL? PLS ANSWER HERE IM INTRESTED TO BUYING IN BOTH OF THEME......
@@mohsinchanda3215 2901 updated ho kar 2903 ho chuka hai, mene best Kousa rehga ek video banaya hai app usko dekho sab doubt clear ho jayega
3202 more mileage & speed
सर टिव्हीस आयक्युब अच्छी गाडी है क्या मुझे लेना हे बतायी ये
@@bhagwatjokar5096 han acchi hai
Apne itne din se video kyon nahi dali
Range test Kiya tha na barish mein, tabiyat kharab ho gayi thi thoda
Sir mene 1 mahina booking kiya magar showroom wale kah rahe ki abhi kab apakai 3202 ayegi pata nahi aap 2903 le lijiye sabhi lok yahi kah rahe he mera daily running 50 km he
Plz kya karu me
2903 bhi acchi value for money gadi hai, 2903 bhi accha range deta hai 90+
सब बेकार गाड़ी है बैटरी की कीमत इतनी है की गाड़ी लेना बेकार है
Sare EV ka 80% battery cost hi hota hai, research bro
Bhai pehle range test karo full 0 to 100
Bhai Job karta hoon, UA-camr nahin hoon, full test k liye time chahiye....phir b 2video dala hai you can check those
@@ThatEVGuyy bhai tu akela he job nahi karta baki log bhi karte hai tere pass 3202 model hai isliye bol raha hu UA-camr hona hai isliye to tu video daal raha hai
@@Kk00015 bhai nahin h time 0-100 k liye, koi accha UA-cam pe video dal hi dega kuch time mein, merese Jo ho raha hai kar raha hoon Bhai, sorry dost
@@ThatEVGuyy chal thik dost vida v1 pro aur 3202 main konsi best rahegi
@@Kk00015 Vida ka display lag karta hai and build quality bahut hi kharap hai, handle k pass plastic hilta rehta hai, and wo bhi 90-100 range de rahi hai, jitna claim kar rahi hai nahin de rahi hai, so chetak 3202 best option rahega, Vida tab hi lena agar appartment mein rehte ho and charge karne mein issue ho
Bhai charging time kitna hai iska 10-90% ka
@@uditnarayan5199 90% tak 4.5 hour mein ho jata hai, par last 10% jyada time lagta hai almost 1hour
Chectak to acha hai kya problem hai
@@Rabindra-dp3rc2xi7x han accha hai