Mere Marks official key ke according 67 ban rahe hai mai pass ho gya hun. Or mujhe practice karte hue 7 months ho gye. Paper to bohot easy aaya hua tha bs statements jyada thi but bare Acts se bohot kuch aaya hua tha vo bhi index se. Taxation Law or Factories Act se inse 3-4 questions aaye hue the easy very easy.
Sir BCI ne suprime cort me advocate act me sashobhan karne ke liy avedan diya hai aur kaha hai ki samanya varg vale ab 25000 se 31000 tak ragistertion karne ke liy lenge aur st sc vala se 10000 se 15000 tak lenge sara
Knowledge ki baat karke khud ko sharminda mat karo Aap meri muslim law ki class padh lo uske baad aap knowledge wali baat nahi bologe । Uske baad bhi lage to aapko jahan se padhna hein padh lena👍
Mere Marks official key ke according 67 ban rahe hai mai pass ho gya hun. Or mujhe practice karte hue 7 months ho gye. Paper to bohot easy aaya hua tha bs statements jyada thi but bare Acts se bohot kuch aaya hua tha vo bhi index se. Taxation Law or Factories Act se inse 3-4 questions aaye hue the easy very easy.
👍
Very good 👍
Thankyou sir
Most Welcome 👍
मेरा Abe 19th का 32 का स्कोर आता है। without any baract. सिर्फ आपके vedio देखकर.
Same here, me bhi sir ke video se hi padi thi mere pas ak bhi bare act nahi h me exam me leke hi nahi gyi thi
Mere 40 sahi ho rhe h but me general category se hu
@@SapanaRajput2626
Don't worry.... All the best for Aibe 20th
Bare ACT lekr jana chahiye@@SapanaRajput2626
Bare Act lekar jaana tha ye aapne galti kar di hein
Bare act 20 se jyada Questions aaye hein Bare Act lekar jaate to aapka score 50 ke aaspas hota
Very good sir. You are Great
👍
Happy new year sir❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
👍
ददा मेरे फॉर्म मे husband के नाम मे स्पेलिंग मिस्टेक हो गयी है सही कैसे करवाऊ मेरा क्लियर होरा है पेपर plzz reply करना guide me
Don't Worry Result aajayega 👍
45 mark pane wale ka aayog ne answer change kiya to unke result per kya fark padega
Pass ho jaoge👍
Sir BCI ne suprime cort me advocate act me sashobhan karne ke liy avedan diya hai aur kaha hai ki samanya varg vale ab 25000 se 31000 tak ragistertion karne ke liy lenge aur st sc vala se 10000 se 15000 tak lenge sara
Wait karo sab students ke favour me hii hoga judgement
Yes sir definitely we should get grace Mark's thanks sir
👍
Thanks sir you are correct
👍
Happy new year ❤
👍
Question no.91 me aibe ki answer. C lagaye hai but maine b lagaya hai
Wait for Revised Answer Key
question delete hota hai tho negative marks hoga kya
Nahi hoga
S@@LawFactClasses sir har ek delete questions ka number milega na
Sir answer change hone ke baad hamara answer sahi hoga to kya Mark's milega. Thanks
Haan bilkul
Sir mene set code fill nhi kar paya reply sir
Withheld Result rahega
Sir mera 62 number hai to mujhe koyi objection karne ki jarurat to nhi hai na sir please reply kariyega sir
Optional hain objection
Objection naa karo to
Delete Question ke liye Mail jarur kar lena
Revised Answer Key aane ke baad
Jitne question delete hone wale hai unko aap bata dete bahut bada video hai
Jo Student Objection karne wale h atleast unko pta to ho jaye ki konse par karna aur konse par nahi karna hein isliye video ko lamba bnana pada
Sir iam getting 49 marks general what is my result
Pass ho 👍
Aibe 19 ka result kb tk aayega
March tak
D set ja question answer bato us um bohut sare answer rong h sir
Question to wahi hein Q no upar niche hein 👍 ek baar dekh lo
Thoda fast chala karo sir😢
आपके सुझाव पर ध्यान दिया जाएगा 👍
Sir knowledge he ya tukke mar rahe ho ap😂
Knowledge ki baat karke khud ko sharminda mat karo
Aap meri muslim law ki class padh lo uske baad aap knowledge wali baat nahi bologe ।
Uske baad bhi lage to aapko jahan se padhna hein padh lena👍
Tumhari to jali hai,