Brother, daily nahane se (head wash) kuch prblm hoga kya ? Mera prblm he ki, me head wash nahi kra toh, mera body kuch thik nahi lagega. Ye ek prblm he mera.
Bhai me indore se hu, but abhi temp Delhi me hu, You can contact Kira Exotica, G2 trishul appartment 5 sanghi colony Opp hotel amaltas Near lig square Ab road Indore Madhya pradesh Contact no 9098222512 0731-4048636
Shampoo nai lagate aap, usse problem nai hota ..bas savlon se baal saaf hota hae kya? Agar daily head wash kiye normal water se, toh patch kharab ho jata hae kya? Helmet se toh pura patch chipak kar kharab ho jata hae style.
Hair patch ko wash karte samay sabse pahle savlon se patch ko wash karo, uske baad conditioner use kar lo, daily hair patch ko normal water se use kar sakte ho but usse aapko daily patch dry karna padega hair dryer se. Helmat me patch ki hair style bigad jaati h, uske liye aap big teeth wala comb sath me rakho hamesha.
Bhai bike me use to kar sakte ho, but patch k liye service jaldi lagegi, kyuki helmet se sweating hogi, to patch ki holding week ho sakti h, winter me ye problm ni aayegi aapko
Hi, can you tell me why you do not use sulphate free shampoo as well but only preferred to use conditioner?
पहली बार लगवाया। नोलेज था नहीं। आपकी वीडियो अब देखी। ज्यादा डेनसिटी की लगा दी।
डेनसिटी कम कैसे हो सकती है।
Visit to hair patch center they will manage your density
@@vickytrueexperience थैंक्यू जी
Bhai Qazila ka hair patch softener kaisa hai? Can we use it?
Accha h bhai
Brother, daily nahane se (head wash) kuch prblm hoga kya ? Mera prblm he ki, me head wash nahi kra toh, mera body kuch thik nahi lagega. Ye ek prblm he mera.
Kar sakte ho bus patch ko dry karne k liye thoda time extra lagega
Savlon ka 1 dhakkan direct hair pe apply karna hai? Or jag me paani fill kar ke usme savlon add kar ke fir apply karana hai?
Ek mug pani me mila lena
bhai shower me patch lagake nahayege to koi dikkat hai ??? ,like conditioner lagane ke baad shower me khade hjao ??
Nahi bhai koi problm nhi, bus alternate day wash karo bus
@@vickytrueexperience hmm thnx
Aap savlon lagate ho, usse jara bhi itching nai hoti? Bas conditioner se bhi naha sakte kya bina shampoo kiye
Savlon use karne se bacteria nahi banega scalp me, itching kaafi kam ho jaati h usse.
Front patch ko kaise use karna hai Bhai??
Kidne din ke anadar hire dote ho. Hapte ne kitni bar
3-4 baar
Apka hair patch konsa brand ka aur
Which type of hair patch you use like mono filament, less filament or what??
Monofilament
Sir aap ne kon si degree ki h??
Bhaiya aapke patch ka naam kya hai aur iska price kitna hai plzz bataiye
Monofilament, natural hair 25k
bhai gym main sweat se hair patch ki service tym jaldi aa jati iske ilawa koi aur precaution hota hai?
Nahi bhai kuch nhi, aaram se use karo, agar jyada sweeting hoti to tape method use kar lena
good information sir
Thnks keep supporting
Make vedio on how to use .....i got cheated
Sure, Pls see the previous video also
Bhai saening ki sisi kon si hn
Enzo serum
हेयर पैच कहाँ से लगवाया और खर्चा कितना आया भाई ज़ी जरुर दुझाव देना
Delhi se, but you can contact for best range at the address mentioned in the description box.
Bhai patch lagwane ke kitne dino baad wash kar sakte hai
After one day, alternate day wash kar sakte ho
@@vickytrueexperience mujhe 4-5 days ho chuke hai without wash, any suggestions.
Bhai aap kaha se ho aapne kaha se lagvaya patch pls bato
Bhai me indore se hu, but abhi temp Delhi me hu,
You can contact
Kira Exotica,
G2 trishul appartment
5 sanghi colony
Opp hotel amaltas
Near lig square
Ab road Indore
Madhya pradesh
Contact no
9098222512
0731-4048636
Abe bhai Delhi m hr jagh lagta h
Very good 👍
Thnks
Bhai me flipkart se soch raha hu hair patch mangaau ..kya sahi rahega bhai
Nhi mangwao bhai, size or quality ka issue aa sakta h
Shampoo nai lagate aap, usse problem nai hota ..bas savlon se baal saaf hota hae kya? Agar daily head wash kiye normal water se, toh patch kharab ho jata hae kya? Helmet se toh pura patch chipak kar kharab ho jata hae style.
Hair patch ko wash karte samay sabse pahle savlon se patch ko wash karo, uske baad conditioner use kar lo, daily hair patch ko normal water se use kar sakte ho but usse aapko daily patch dry karna padega hair dryer se. Helmat me patch ki hair style bigad jaati h, uske liye aap big teeth wala comb sath me rakho hamesha.
Brother patch ka naam kya???
Monofilament, natural hairs
Bike jayada use karta hu bhai patch lga skta hu
Bhai bike me use to kar sakte ho, but patch k liye service jaldi lagegi, kyuki helmet se sweating hogi, to patch ki holding week ho sakti h, winter me ye problm ni aayegi aapko
Kitne ka h ye hair patch
25k
25k
Any side effects of hair patch bhaiya
No
bhai yar patch lgana chata but shadi me dikkat ati hgi fir kya views h apke 🥺🥺
Apni koi kami ko mat chupao, pahle hi convey kar do.
your profession ?? software engg ho na ??
Nahi bhai, Police force
@@vickytrueexperience ohhhhhhhhhhhhhh
@@vickytrueexperience police main kon si post par ho
@@dhruvchaudhary9133 Asstt Sub Inspector
Sir Plz contact dijiye sir 🙏
Contact me insta bhai