2 blade farata fan mein kaun sa capacitor lagta hai. farata fan 2800 rpm.

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 13 лип 2022
  • #farata
    2 blade farata fan ka kaun sa conditioner Sahi rahega. 2 blade farata fan mein kaun sa capacitor lagta hai.
    #faratafan #faratafan2800rpm #fanwinding #farata2800
    #capacitor #condenser
  • Наука та технологія

КОМЕНТАРІ • 1

  • @Dave_en
    @Dave_en Рік тому

    Capacitor ka size se starting wire ke cross sectional area ka bahut gehra sambandh hai. Ye link maine dhund nikaala. Pankhe me jyadatar 2.25 aur 2.5 ka capacitor lagta hai kyunki 36 aur 35 swg ka wire use kiya gaya hai.
    Aap 32 SWG se starting winding lagate ho toh 4mfd se jyada nhi laga sakte. Wahin cooler ke exhaust fan me starting 29 SWG use karte hain toh 6mfd lagana safe rehta hai. 28 swg me 8mfd bhi chal jata hai.
    Tullu pump me 27 swg starting me lagate hain toh 10mfd lagta hai.
    Thoda upar neeche ho sakta hai calculation aur market me milne wale value me. Lekin ye relation jo wire area aur capacitor ke value ke beech hai ye yaad rakhna chahiye.
    4.17 aaya toh 4 mfd ka lagaiye. 6.5 aaya toh 6 lagaiye. Ye formula bahut kargar hai.