Meri tata nano maine dono relay bhi badal di. Fuse bhi chenge kar diye. Usaki engine light apane aap aa jati fuel pump bhi chalu ho jati aur phir apne aap band ho jati he.
Namaste Bhai, Thanks for sharing information. Mere paas Tata Nano LX model hai, Car mein kuch bhi problem nahi hai lakin Engine Light aarahi hai hamesha. isse kaise hataye, kya kya problem ho sakti hai please bataye.
Bhai tata nano ke brake booster main agar vaccume leak ho to check engine light aati hai kya ?
Mera nano me v same problem ho raha he abhi jaa k check karunga
Thanks bro 😊
Bhai mere pass nano lx 2014 hai... Self problem hai help me tumhe contact kaise kare
Thanks for All this info
Meri tata nano maine dono relay bhi badal di. Fuse bhi chenge kar diye. Usaki engine light apane aap aa jati fuel pump bhi chalu ho jati aur phir apne aap band ho jati he.
Kuch solution nikla ?
@@Jai_Shri__krishna Mechanic 420 tha purani relay dal gaya tha. Ho gayi chalu dusare mechanic ne nai relay dali jhakas chal rahi he.
Bhai aapko gadi dikhani h kha aana hoga
Bhai hexa ka washer fluid ka diba Crack hogya KY price hoga
Nice ❤
Bhaiya ji join hone par kaise help milega
Ky bhai 😇
I'm first viewer 🤩🎉
🤩🥳🙌🏻👌🏻