1.Prayagraj Airport 2.Prayagraj Lite Metro 3.Prayagraj Ropeway 4.Prayagraj Digital Meuseum 5.Prayagraj Hanuman Mandir Renovation 6.Prayagraj Jhunsi Railway Bridge to Varanasi 7. Upcoming Naini Hitech City 8. Salori Flyover 9. Ganga Expressway (Cable Bridge ) 10. Elevated Train way ( Rajroop pur ) 11. Arail Road Construction 12. Triveni Mandir Connectivity (Sangam) 13. Prayagraj Junction New Look 14. Railway Colonies 15. Highcourt Multi Story Parking 16. Roads Width Expansion in almost every Area 17. Chungi Jhusi Flyover And many more things are going in prayagraj in upcoming year you will see it in totally different beauty❤️ And yes May be we will see Greater Prayagraj in 2030 ❤️it will include Jhalwa , Khel Gao and all those area Aur mein Maha kumbh me prayagraj nhi araha hu Kyuki me prayagraj se hi hu😁 I love Prayagraj. EDIT : Bhool gya tha😁 18. Prayag and Subedarganj Railway and Road Construction (Junction renovation are going on) 19. Chota Bhagada Underpass 20. Airport 6 lane road contruction (almost done ) 21. Jhalwa Kalindipuram Road Construction Kayi constructions chal rhe hae aur aage aane wale samay me ye bhot sundar si city banke samne ayegi❤️
@@ss-416 haa ji wo sangam corridor project ka ek hissa hae kyuki usme rail connectivity and metro connectivity bhi judegi aage aane wale time me joki already proposed hae dpr submitted hae uska bhi Edit : Probably includes elevated and underground paths And one more Update prayagraj is going to be Top 7th city of India after Delhi Mumbai Jaipur Bengluru Kolkata Chennai Amritsar to have CAT 3B Hi-tech Landing System on Airport
@@allinsane24 bhaiyya inner ring road phase 1 sahson toll plaza se shuru hogi aur rewa road tak hogi iski length 30 km hai aur 3 km se zada length ka bridge bhi isi road me underconstruction hai ganga river me aur riverfronts ban rahe hain aur arail road marine drive ke jese ban rahi hai
Ha bhai but mujhe kya koi ye batayega ki ye metro lite ka kaam start hua ki nahi mein yahi rehta hu govind pur but ekbhi kaam iss cross section area ke paas to nahi dikha... Na hi koi land survey. :(
एक बार आकर के क्यों नहीं देख लेते भाई पताचल जाएगा, 45 दिन में 40 करोड़ आदमी आएंगे 1 दिन में नहीं, हर दिन तुमको 5 करोड़ 6 करोड़ आदमी वहां देखनेको मिल जाएगा आओ एक बार चेक करो रोने का क्या काम है पताचल जाएगा 🙏
@@Papaconstruction Bhai ek baar socho kya prayagraj ka infrastructure 1 cr per day manage kr skta h kya..? Waise bhi zyada crowd shahi isnaan wale din hi aata h.
Jay maa ganga ji🙏🙏🌻🌺🌺❤️❤️
Agar Ganga ma ke kirpa hogi to ham jaroor aynge Jay Ganga ma ke radhey radhey shyam ji
Very good
Thanks
1.Prayagraj Airport
2.Prayagraj Lite Metro
3.Prayagraj Ropeway
4.Prayagraj Digital Meuseum
5.Prayagraj Hanuman Mandir Renovation
6.Prayagraj Jhunsi Railway Bridge to Varanasi
7. Upcoming Naini Hitech City
8. Salori Flyover
9. Ganga Expressway (Cable Bridge )
10. Elevated Train way ( Rajroop pur )
11. Arail Road Construction
12. Triveni Mandir Connectivity (Sangam)
13. Prayagraj Junction New Look
14. Railway Colonies
15. Highcourt Multi Story Parking
16. Roads Width Expansion in almost every Area
17. Chungi Jhusi Flyover
And many more things are going in prayagraj in upcoming year you will see it in totally different beauty❤️
And yes May be we will see Greater Prayagraj in 2030 ❤️it will include Jhalwa , Khel Gao and all those area
Aur mein Maha kumbh me prayagraj nhi araha hu
Kyuki me prayagraj se hi hu😁 I love Prayagraj.
EDIT : Bhool gya tha😁
18. Prayag and Subedarganj Railway and Road Construction (Junction renovation are going on)
19. Chota Bhagada Underpass
20. Airport 6 lane road contruction (almost done )
21. Jhalwa Kalindipuram Road Construction
Kayi constructions chal rhe hae aur aage aane wale samay me ye bhot sundar si city banke samne ayegi❤️
haan ji aur prayagraj inner ring road bhi prayagraj ko change kar dega isi ring road me 3 km se zada length ka bridge bhi ban raha ganga river me
@@ss-416 haa ji wo sangam corridor project ka ek hissa hae kyuki usme rail connectivity and metro connectivity bhi judegi aage aane wale time me joki already proposed hae dpr submitted hae uska bhi
Edit : Probably includes elevated and underground paths
And one more Update prayagraj is going to be Top 7th city of India after Delhi Mumbai Jaipur Bengluru Kolkata Chennai Amritsar to have CAT 3B Hi-tech Landing System on Airport
@@allinsane24 bhaiyya inner ring road phase 1 sahson toll plaza se shuru hogi aur rewa road tak hogi iski length 30 km hai aur 3 km se zada length ka bridge bhi isi road me underconstruction hai ganga river me aur riverfronts ban rahe hain aur arail road marine drive ke jese ban rahi hai
Ha bhai but mujhe kya koi ye batayega ki ye metro lite ka kaam start hua ki nahi mein yahi rehta hu govind pur but ekbhi kaam iss cross section area ke paas to nahi dikha... Na hi koi land survey. :(
@@prakhardubey2901 Traffic Survey hua hae DPR submit hua hae official approval shyd election ke baad mile... Iski exact jaankari to mujhe bhi nhi hae
Love from Prayagraj
Prayagraj Metrolite bhi banene wala hai
Wo bas bola jata hai kabhi kaam hote dikha hai ?
@@prakhardubey2901Abhi Sirf dpr aaya hai
घंटा बनेगा, प्रयागराज वालों को सिर्फ बेवकूफ बनाया जा रहा है
Jay Ganga Maa
Yes I come at mahakhumbha
Duniya bhar ka sabse bada mela mahakumbh
I Love PRAYAGRAJ
pryagraj me hone wale mahakumbh 2025 me kaha par ruke kripya margdarshan dijiye ??? kharch kitna hoga ???????
जल्दी बनवाया जाय कुम्भ मेला नजदीक है
Description achya laga.
Bahut Kamal ki jankari aur bikash 😊😊
Jay sriram
Kripya kumbh me stay arrangement bhi bataiye.
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤❤❤ PRAYAGRAJ❤❤❤
Prayagraj 🚩🙏♥️
Super
Modiji🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤
I love you sir ji
Ok sir ji ham bahi pryagraj sa hu
Mai ana chahta hu Mahakumbh m to kya aap bra sakte h ki tumne k liye kaha arrangements h or kese booking kre?
Konsi date mai hai kumbh mahaparv
12 January to 26 February tak 2025
Hum khud hi Prayagraj me Coaching karte hae.😂😂
Kumbh mela ka date bata skte bhai ji
100 💯 🫥% JAANA HAI 😊😊
Video may majha a Gaya
Kuch nhi krr paege bjp mahakumbh ke pehle tkk bhaiyo 😂
प्रयागराज का ठीक उच्चारण कीजिए
Mujhe yeh visitors ka data humesha fake lagta hai...
Imagine 40 cr visitors in a city like prayagraj.
It's almost impossible.
एक बार आकर के क्यों नहीं देख लेते भाई पताचल जाएगा, 45 दिन में 40 करोड़ आदमी आएंगे 1 दिन में नहीं, हर दिन तुमको 5 करोड़ 6 करोड़ आदमी वहां देखनेको मिल जाएगा आओ एक बार चेक करो रोने का क्या काम है पताचल जाएगा 🙏
40 crore in 45 days
Average 1 crore per day
@@Papaconstruction Bhai ek baar socho kya prayagraj ka infrastructure 1 cr per day manage kr skta h kya..?
Waise bhi zyada crowd shahi isnaan wale din hi aata h.
@@pradeepgautam51011 crore se zada crowd 1 din me koi bhi indian city manage nahi kar sakti agar ek he din itne log nikal jaye roads pr to
ye data fake hai jese varanasi me 8 crore se zada tourist ate hain ye bhi fake hai
Lok sabha election aur rajya sabha election aur vidhan sabha election ban hona chahiye india mein.
Fir yaha letter kyu likh raha hai
PMO m chithi likh kar send kar de
@@the.inSideStory tu bhi karna.
Ha pmo main chithi likho jakar 😂😂😂
@@rohitbarh2330 ti bhi likh.
@@piyushtekade3915 kyu ban honi chaiya kumb te dikkat hai ke
Kumbh mele me kho na jaye😂
40 crore ?
Kuchh soch bhi lo ,bolne se pahle.
32 crore toh 2019 ardhkumbh mein hi aaye thee, aur ye toh Mahakumbh hai...kuch soch bhi lo bolne se pehle
*_40 crore ek din mein thodi ayenge, 45 din mein total 45 crore log ayenge_*
I Love PRAYAGRAJ
pryagraj me hone wale mahakumbh 2025 me kaha par ruke kripya margdarshan dijiye ??? kharch kitna hoga ???????
Koi kharch nahi aane jane ka sirf baki sab free
Ruķe khaha @@RajeshKumar-je3kp