घर में ऐसे करें वट सावत्री की पूजा: ua-cam.com/video/P1KoGW7Uw_U/v-deo.html वट सावित्री पूजा में क्या करें क्या नहीं? :ua-cam.com/video/yZBQkbqo0Hc/v-deo.html
Mata ji app ka look sakhsat savitri Maa ki tarha lagta ha...... Mam hum Bengali hu lakin app ka puja bidhi mara bohat a66a lagta ha . To app ko mara traf sa 🙏🙏🙏.
Namaskar maa... U r so cute... fasting karte huye itna baat kar rahi hai aap :) Thank you aaj kal ke generation ke bacche aapse bahut kuch sikh sakte hai...
happy mothers day GURU MAA. i luv u .u r the best. thanks for all the guidance aapko mein apni maa barabar manti hoo i have no words to show my gratitude
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है,आपके इतने सुन्दर शब्दो के लिए बहुत बहुत धन्यवाद,आप हमेशा ख़ुश रहे,शुभ आशीर्वाद।
Aapka video dekh kar man aanandit ho gya😃😃😃☺️☺️Hum 11.30 am se puja start karte hai aur 12.45 pm tak ho jaata hai. Kabhi kabhi 1 baj jaata hai. Kya yeh thik hai.
Jai shree krishna radhe radhe Guru maa ji ke charno me koti koti pranam is din Shani Dev ji ka janam din bhi hai. Unke liye kya karna chahiye ? Please bataye dhanyawad 🙏
Ek bat bole aapko maa aap meri nani jese dekhte ho aapko dekh ke meko hamari nani ki bhot yaad aati h aap bhot ache ho me aapje per dur se hi sprsh krti hu aashirvad dijiye mataji ☺☺☺😊
Mam agar period ho jata h to es pooja ki kese Kare .......agar devrani jithani saas koi ni h to pooja kisse krwaye ..me ye best uthana chahti hu mgr kvi condition hui aise to mei kese pooja kr paugi ye btaye ya beech me period time chhod v skte h
Mata ji pranaam🙏🙏🙏 Mata ji yeh bataye kya bargad ke tree ki dainik puja peepal tree ki tarah roj karna chayiye yadi haa to 1. Puja hafte me kitne din karni chahiye? 2. Puja ka process kya hona chahiye matlab pehle jal de phir dhoop deep aur phir parikarma kya yeh process sahi haa ya nahi? 3. Kitni parikarma karni chahiye? 4. Kis prakaar ke sut yani dhaage se parikarma karni chahiye? Plz bataye.... Dhanyawaad🙏🙏🙏🙏🙏
subh asirvad bargad ke tree ki dainik puja nhi hoti koi upay ke liye puja kar skti hai ap somvar ko puja kare dhudh mila jal cdhaye,or gili mitti lgaye, cndrma uchh hote hai.. jal dene ke bad dup dip deve 12 parikarma kare baye se dahine trf kare
@@AsanZindagi Mata ji aapko pranaam🙏 aur navami ki hardik shubhkamnaye💐💐💐💐💐 Mata ji hamari zindagi ko itna sahaj, saral aur dharm karma se paripudh karne ke liye aapka dhanyawaad Aapko dekhne appki baat sunne aur samajne matra se hamare andar positivity aa jati haa aur zindagi asan ho jati haa Aapko ko aur asan zindagi ko hamara zindagi ko asan banane ke liye...... dhanyawaad🙇🙇🙇🙇🙇
Mam kisi ke ghar ke aspas agar bargad ka tree na ho to kya ak tahani thodkar uski puja kar sakthe hai puja karne ke baad us tahani ko kha rakhe please reply
namaste mam...me aap ki video dhekti hu or mujhe bahut pasand v aati he aap ki videos..mam me kuch umidh k sath aap ko ye msg likh rahi hu aaj..meri sadi ko ek saal sirf hui he mam..par mere patti ke aayu bahut kam he ase batate he jyotis log me bahut dukhi hu mam mere patti k bare me ye v jyotis log bolte he k unka accident hone ki v samvawna he..ye sab bate sune kar me bahut hi presan hu mam..please aap mujhe koi asi upai bata dije jish upai ko karke me mere pati k garha dasha ko tal saku...please mam aap jese hi mere msg padhe kirpa karke reply dene ki kasth kare..
Mem ap k vat savitri se related saaray videos daikha mujhay bs thoda sa ye confusion tha jaise kisi k ghar ja kr bargada ki puja jb krugi toh kya sbse phlay us din after bathing apnay ghar k mandir mein kalash n gauri ganesh pujan kr k fir prasad bna kr fir saari pujan samgri le kr un k ghar chali jau puja krnay ..wo jo kalash n gauri ganesh hogay un ko bi le ja kr whi rkhu bargad k pas jaise ap k es video mein tha but problem ye hai mem ki wo dusray ka ghar hai wha pr mujhay thoda dikkat hoga toh kya bs apnay hi ghar pr kalash n gauri ganesh ka kr lu pujan aur bs un k ghar pr ja kr bargada ki puja kr lu fir saara samaan daan kr dugi jo bi chdayga prasad main ..at lst fir apnay ghar k mandir mein jo kalash sthapna ki hogi us ka nxt day jb bi ho payega visarjankr dugi ...kya ye shi trika hai pls btyega
+Asan Zindagi mam please batae mujhe ki watt k pass Jo v singaar ka saman charhayenge usee rakhenge khudd ya wahi chor denge ya fir pandiji ko denge.please bataeye
@@AsanZindagi main nay jgah par hoon yha puja k liye per to mil gya hai jha baki auratein jati hain par koi aas pas nadi talab nai hai to kya krungi main ush kalash aur gauri ganesh ji ki pratima ka
namaste aunty ji, mai pehli baar iss pujan ko karne ja rahi hun,kripya baten ki kalash , guri ganesh ko puja k baad ghar lana hai ya wahin rakh dena hain.....aur hawan karna jaruri hai ya nahin us din vat vrukha k niche.......aur jo prashad k taur pe wahan phal meethai chadaenge use ghar lana hai ya daan kar dena hai....kripya maarg darshan karen.....
कलश और गौरी गणेश पूजन के तुरंत बाद नहीं हटाए जाते,इसीलिए मिट्टी का कलश बताया गया है,मिठाई और फल का वट के नीचे भी प्रसाद बाटते है और घर में भी बाटते है,अगर वट पास है तो दूसरे दिन जा के गौरी गणेश और कलश का जल में विसर्जन कर देते है और अगर दूर है तो उपरोहित को बोल कर विसर्जन करा देते है।
Pranam Aunty ek baat btaye mai pehli baar vat pujan krne jari hu meri shadi bihar me huyi Hai r.. Mai hu u. P ki mere ghar ki ladies mayke ke side ki pooja ke baad bhojan.. Krleti thi kya ye sahi Hai ya phalhari krna chahiye ya bina lehsun pyaz ka bhojan.. KhAna chahiye
Maa hur puja se pehle achman zaroor karte hain.Par main vat savitri mein nirajali vrat ka sankalp karti hun kya achman ka jal peene se ye sankalp khandit hoga?please margdarshan kijiye maa.
घर में ऐसे करें वट सावत्री की पूजा: ua-cam.com/video/P1KoGW7Uw_U/v-deo.html
वट सावित्री पूजा में क्या करें क्या नहीं? :ua-cam.com/video/yZBQkbqo0Hc/v-deo.html
Antiji aap bahut achche batati h bilkul meri maa ki tarh mai pahli bar karne ja rhi hu thanks
Ap bhut achha काम krrhi h thanks a lot for giving us such very imp vidhi and all
Aap bout acchi hai apni beti samjkar ans jaror deti hai thx
Bhot acha btaya aapne. Dhnywaad aaunty
Aap bahut achi h #maa ji aap sari baat ache se btati h #Thank you
राधे राधे बहुत सुंदर
thanks Aunty bohot achhi puja vidhi batai.. muje apke videos bohot achhe lage... sooo nice..!!!! 😊🙏😊
हमे जानकर अच्छा लगा,की आपको हमारा वीडियो अच्छा लगा,इसी तरह के वीडियो आगे भी देंगे,बने रहिये असान ज़िंदगी के साथ।
mee bhi hr sal krti hu puja bhut achha lgta hee mujhe tij vrt and vt savitri puja bhut achha lgta hee
Namaste mem ,firstly toh thank u so much ap ko jb bi time milta hai ap hmaray questions k ansr deti hai
A
Mata ji es sal kuch problem h kya yah vrat chod ke dubra uda sakte hai hum pehle se krte hai
Dhanyawad ji ap bhoth pyari hain .main usa se ye vrat karti hu. Ye dekh kar. Au muje apke abhushan ache lage.
Bahut bahut dhanyawad mata ji h jarur apki sabhi bato ka dhyan rkhte vi ma watsavitri satyawan ji ki puja krenge vrat rakhenge
Mata ji app ka look sakhsat savitri Maa ki tarha lagta ha...... Mam hum Bengali hu lakin app ka puja bidhi mara bohat a66a lagta ha . To app ko mara traf sa 🙏🙏🙏.
Lekin us din jo bargade ( gulgulle )prasad bnta h usse kh sakte h kya maa ji bataye maine pehli bar khaya th kuch logo ne bataya th
माता जी आपको मेरा namskar🙏
माता जी आपने बोला पुत्रों की प्राप्ति लेकिन पुत्रियों के बारे में नही बोला
Please पुत्रियों का भी ध्यान रखियेगा
Mata ji wart पैड ke pass नारियल फोर ke chalana chaieye ya bina fore
thanks aunty jee
Happy mothers day
Aanti ji 2021me first bar watsavitri ka puja karna h kar sakte hai.
Namaskar maa... U r so cute... fasting karte huye itna baat kar rahi hai aap :) Thank you aaj kal ke generation ke bacche aapse bahut kuch sikh sakte hai...
Ik u
123456787889
Jai shre r
Ek question hai...
Kya shankh 3 baar se zyada daily puja me bjaya ja sakta hai???
happy mothers day GURU MAA. i luv u .u r the best. thanks for all the guidance aapko mein apni maa barabar manti hoo i have no words to show my gratitude
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है,आपके इतने सुन्दर शब्दो के लिए बहुत बहुत धन्यवाद,आप हमेशा ख़ुश रहे,शुभ आशीर्वाद।
mn n n.j..n.njj njj
N j. N.
N
n
n
N.n
nn
N
N
N
Nn n
N nN
N
NNN
N
N
n
NNN
Nn
njnj.
N
N
N
J
n
N.
Njn.k
Aapka video dekh kar man aanandit ho gya😃😃😃☺️☺️Hum 11.30 am se puja start karte hai aur 12.45 pm tak ho jaata hai. Kabhi kabhi 1 baj jaata hai. Kya yeh thik hai.
12 bje se puja suru kare
Aachi jankari batayi AUNTY ji thanks
Aanti ji vrat ka vidhi batane ke liye bahut2 dhanyavad
namaskar mata ji mujhe apka channel bahut pasand aaya.
हमे जानकर अच्छा लगा,आप हमारे साथ बने रहिये।
Bahut most video laga
Aunty ji mere mayke or sasural me koi ni kiya h pahle
Ab nye log start kr rhe hai
Mai start kar skti hu ya nahi?
Nice Didi 👌🌹
वाह👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼 क्या बात है आनंद आगया bahut sunder vidio ऐसे ही वीडियो बनाते रही ये दोस्ती तो बनती हे सब्सक्राइब डॉन 🙏🙏🙏🙏Like coment done घंटटी डन
Eybdinf
Thanku mata ji
Aunty pooja ke baad om jai jagdish hare ki aarti kare ya ganeshji ki aarti kare ?please bataye
om jai jagdish hare ki aarti kare
Happy Mother's day Aunty...aapko sadar pranam
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है।
@@AsanZindagi km
@@AsanZindagi is the
Mam var puja ke roj koi Grahan lga hua ya nhi plz reply dijeyga 🙏
Gurumaa aapne mera jewan savar diya aapko bhagwan bahut khushi de dua karoogi
हमे जानकर अच्छा लगा,आप हमारे साथ बने रहिये।
Khyati jii .....Kaise aapka jeevan savar gya ...Hme bhi btaaye ...Hum bhi krenge upaay
nice...Mem...aap.achha.. btate..hai........
Hello
9691110194
Aunty ji covid condition mai, kahi jana possible nhi hai, tb ped ki dagaal hi ek maatr upuya hai.ab kya kre
Aunti ji..... vat sabitri ke puja hum jab jab karein tabhi new saree lena jaruri hai ki nahin plzz batayein...
aap phle ki sari bhi dhul ke phn skte hai
Thanks 4 information auntyjee
Yes
Jai shree krishna radhe radhe Guru maa ji ke charno me koti koti pranam is din Shani Dev ji ka janam din bhi hai. Unke liye kya karna chahiye ? Please bataye dhanyawad 🙏
ua-cam.com/video/7RbVSm8RV3Y/v-deo.html
Ek bat bole aapko maa aap meri nani jese dekhte ho aapko dekh ke meko hamari nani ki bhot yaad aati h aap bhot ache ho me aapje per dur se hi sprsh krti hu aashirvad dijiye mataji ☺☺☺😊
Harsha Yadav on pllpo
Harsha Yadav से st c
Love u mata ji ap itni acchi h ki sabko reply krti h,mata ji aj vat Savitri ka व्रत h mera aj hi period आया h mai kya kru
Aise me aap koi pooja karya naa kare, aap vrat kar sakati hai
thanks nice vioda
आपका बहुत बहुत धन्यवाद
Anty ji ye vat Savitri ka brat larke apne patni ke liye ke sakte hai ??
jee...bhot-2 shukriya...jarur dhyaan aisa hi sab karne ka pryaas krenge...aapko bhot-2 pranam
आपका धन्यवाद।
mam kya pahli bar 2021 me fast rakh sakte h shuruwat kar sakte h
Jay shree Krishna guru maa
Mataji,chota sa boto brikhsa,pipal tub me angan me rakhke protidin puja kar sakte??plz boliye.
mem ji thanku mang me sindur kon hath se lagye
anamika ungli
Right hand se
Bahut acha batye maa ji
Tnanks aunty
Puja me colours rakhna jaruri hai ky
ati sunder ji
Puja me kon si color ki saari subh hoti h plz reply
apka bAhot bahot abhar anty ji
Happy mother's day aunty
Sanjay Kumar त्ग्र्व्र्क्ल
Mam agar period ho jata h to es pooja ki kese Kare .......agar devrani jithani saas koi ni h to pooja kisse krwaye ..me ye best uthana chahti hu mgr kvi condition hui aise to mei kese pooja kr paugi ye btaye ya beech me period time chhod v skte h
Chachi ji ek hi din me itna Sara pakwaan kese banae... Sewaiyan to bna sakte hai or Besan ki barfi
Mata ji pranaam🙏🙏🙏
Mata ji yeh bataye kya bargad ke tree ki dainik puja peepal tree ki tarah roj karna chayiye yadi haa to 1. Puja hafte me kitne din karni chahiye?
2. Puja ka process kya hona chahiye matlab pehle jal de phir dhoop deep aur phir parikarma kya yeh process sahi haa ya nahi?
3. Kitni parikarma karni chahiye?
4. Kis prakaar ke sut yani dhaage se parikarma karni chahiye?
Plz bataye....
Dhanyawaad🙏🙏🙏🙏🙏
subh asirvad
bargad ke tree ki dainik puja nhi hoti
koi upay ke liye puja kar skti hai
ap somvar ko puja kare
dhudh mila jal cdhaye,or gili mitti lgaye,
cndrma uchh hote hai..
jal dene ke bad dup dip deve
12 parikarma kare
baye se dahine trf kare
@@AsanZindagi Mata ji aapko pranaam🙏 aur navami ki hardik shubhkamnaye💐💐💐💐💐
Mata ji hamari zindagi ko itna sahaj, saral aur dharm karma se paripudh karne ke liye aapka dhanyawaad
Aapko dekhne appki baat sunne aur samajne matra se hamare andar positivity aa jati haa aur zindagi asan ho jati haa
Aapko ko aur asan zindagi ko hamara zindagi ko asan banane ke liye......
dhanyawaad🙇🙇🙇🙇🙇
Thank you maa Ji
ktfbidbl
A
To my
Mam kisi ke ghar ke aspas agar bargad ka tree na ho to kya ak tahani thodkar uski puja kar sakthe hai puja karne ke baad us tahani ko kha rakhe please reply
Happy mothers day auntie ji
आपका धन्यवाद😊
Very good
k mam thank u
आपका धन्यवाद।
namaste mam...me aap ki video dhekti hu or mujhe bahut pasand v aati he aap ki videos..mam me kuch umidh k sath aap ko ye msg likh rahi hu aaj..meri sadi ko ek saal sirf hui he mam..par mere patti ke aayu bahut kam he ase batate he jyotis log me bahut dukhi hu mam mere patti k bare me ye v jyotis log bolte he k unka accident hone ki v samvawna he..ye sab bate sune kar me bahut hi presan hu mam..please aap mujhe koi asi upai bata dije jish upai ko karke me mere pati k garha dasha ko tal saku...please mam aap jese hi mere msg padhe kirpa karke reply dene ki kasth kare..
jisne pati ki kam umar ke bare me
btaya hai
wo apko upay bta skte hai
Happy mother's day maa. Charan sparsj
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है।
Hello mam
Is bar puja ka time kb hai 9 june ko ya 10june ko plz🙏 bataye
happy mother day aunty
Ye vrat me Pani piye ya nahi please
Happy mother day
Aunty aap ne jo aarti pooja ke baad bataiye hai woh ganeshji ki kare ya om jai jagdish hare wali kare ?please bataye
puja ke dusre din jal visarjan kar dete hai
Happy mother day aunty ji....aap ke sab video dekti hu me.aur jab se ap mere sahbi comment ka anaswer dete ho....aap se ek rishta ban geha h..
हमे जानकर अच्छा लगा,आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है।
Asan Zindagi bhut acha boli mamta ji ne haapppy motthers day aunty ji
आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Asan Zindagi apko charan spars aunty
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
ap bhaut achi lagti ho ap bhaut achi achi bath batati ho
Mem ap k vat savitri se related saaray videos daikha mujhay bs thoda sa ye confusion tha jaise kisi k ghar ja kr bargada ki puja jb krugi toh kya sbse phlay us din after bathing apnay ghar k mandir mein kalash n gauri ganesh pujan kr k fir prasad bna kr fir saari pujan samgri le kr un k ghar chali jau puja krnay ..wo jo kalash n gauri ganesh hogay un ko bi le ja kr whi rkhu bargad k pas jaise ap k es video mein tha but problem ye hai mem ki wo dusray ka ghar hai wha pr mujhay thoda dikkat hoga toh kya bs apnay hi ghar pr kalash n gauri ganesh ka kr lu pujan aur bs un k ghar pr ja kr bargada ki puja kr lu fir saara samaan daan kr dugi jo bi chdayga prasad main ..at lst fir apnay ghar k mandir mein jo kalash sthapna ki hogi us ka nxt day jb bi ho payega visarjankr dugi ...kya ye shi trika hai pls btyega
ua-cam.com/video/_aRUVNKvmGc/v-deo.html
ua-cam.com/video/_aRUVNKvmGc/v-deo.html
ua-cam.com/video/w-X1aaVhASo/v-deo.html
ua-cam.com/video/ZgxZ0liqIH4/v-deo.html
youtu.be/yZBQua-cam.com/video/jdoMKffMJMM/v-deo.html
ua-cam.com/video/P1KoGW7Uw_U/v-deo.html
kbqo0Hc
Joy ma savirti
guru maa aap mere sawal ki jabab nhi di
Kya Mai Puja ke 1ghanta bad pochha Kara sakti hu
looking so beautiful 👌👌👌👌👌😙
हमे जानकर अच्छा लगा,आपका धन्यवाद।
Rinku Gupta tvtcrt
Shiv chalisa Monday se kr skte hai plz answer
ji ha
Thanks mam
thanks mata gi puja ka Sara Saman jo le aayi hu uaska kya kru please btayie
पूजा के सामान से पूजा कीजिये।
माताजी कृपया बताएं कि इस बार ये व्रत पहली बार जो जो करना चाहती हैं वो शुरू कर सकती हैं कि नहीं।
Is baar se aap ye vrat shuru naa kare
happy mothers day maa
Jis ped ki kabhi puja nahi hui ho..Kya hum us ped me puja kar sakte hai????
💖💖Happy Mothers day Maa 💖💖love you maa ji love you lots ❤💙💚💛💜👏👏👏👏👏when is your birthday mom please tell me
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है,२२ जुलाई को बर्थडे है।
Tulsi ke gmle me kr skte h
happy mother's day aunty ji
आपको बहुत बहुत धन्यवाद,आप सब के लिए भी Mother's डे मंगलमय हो।मेरी सुभकामनाये हमेशा आपके साथ है।
+Asan Zindagi mam please batae mujhe ki watt k pass Jo v singaar ka saman charhayenge usee rakhenge khudd ya wahi chor denge ya fir pandiji ko denge.please bataeye
+sujit kumar mam ye v bataeye ki puri aur besan k laddu ham Naha kar banae ya nahane k baad
पूजा के लिए कोई भी भोग नहाने के बाद बनाये।
कुछ अपने पास रखे,कुछ सुहागन स्त्री को दान कर दीजिये।
कपडा किस रग का पहनना चाहिए
mam..ap new sarri mein bhot ache lg rhe ho...
हमे जानकर अच्छा लगा,आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
दीदी क्या इस व्रत में चावल की खीर बना सकते हैं
ji haa
Aunty jee mere papa ka death ho gya h 24 april 2021 or meri maa ye vrat karti h to kya ab wo ye vrat rakh sakti hai???
Bichhiya chandi ki honi chahiye aanty ji plz reply
Bahut achha btae h aunty ji thanks
Hus.dusre jgh h main mayke me hun toh prasaad kise khilaye
Kalash ko aur jo gauri ganesh ki waha hm puja krte hain.unhe kya wahi chor dena hai ya unka visharjan krna hota hai?
aas pas me pani ho to visarjan kar skte h
@@AsanZindagi main nay jgah par hoon yha puja k liye per to mil gya hai jha baki auratein jati hain par koi aas pas nadi talab nai hai to kya krungi main ush kalash aur gauri ganesh ji ki pratima ka
kon sa vat sabriti acha hota h fast wale nhi kar sake to kiya dusar wle kar sakte h plz rply mem
namaste aunty ji, mai pehli baar iss pujan ko karne ja rahi hun,kripya baten ki kalash , guri ganesh ko puja k baad ghar lana hai ya wahin rakh dena hain.....aur hawan karna jaruri hai ya nahin us din vat vrukha k niche.......aur jo prashad k taur pe wahan phal meethai chadaenge use ghar lana hai ya daan kar dena hai....kripya maarg darshan karen.....
कलश और गौरी गणेश पूजन के तुरंत बाद नहीं हटाए जाते,इसीलिए मिट्टी का कलश बताया गया है,मिठाई और फल का वट के नीचे भी प्रसाद बाटते है और घर में भी बाटते है,अगर वट पास है तो दूसरे दिन जा के गौरी गणेश और कलश का जल में विसर्जन कर देते है और अगर दूर है तो उपरोहित को बोल कर विसर्जन करा देते है।
Aunty kartik mhine ki saptmi ko saate mata ka vart hota or kndvara bhrte h wo SB btaao plzz
Pranam aunti ji plz mujhe ye jaldi bataye ki piriod ke 3sre din vatsabitri pujan ho sakti hai kya plz aunti jarur bataye mai intejar kar rahi hu
ji nhi puja naa kare
Pranam Aunty ek baat btaye mai pehli baar vat pujan krne jari hu meri shadi bihar me huyi Hai r.. Mai hu u. P ki mere ghar ki ladies mayke ke side ki pooja ke baad bhojan.. Krleti thi kya ye sahi Hai ya phalhari krna chahiye ya bina lehsun pyaz ka bhojan.. KhAna chahiye
subh asirvad
flahari vart kare
bahut accha batai Hai AAP mata ji
आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Pranam mata ji kya es sal se 2020 se ye varat shuru kar sakti hu kya shubh rahega ye sal vart suru karne k liy .....sukuwa to ni duba kripya batay
Sagai ke bd ye vrat rkh skte h ky aunty ji
Maa hur puja se pehle achman zaroor karte hain.Par main vat savitri mein nirajali vrat ka sankalp karti hun kya achman ka jal peene se ye sankalp khandit hoga?please margdarshan kijiye maa.
khus ghas se tin bar muh me jal dal skte hai..
Is duvidha se nikalne ke liye dhanyavad.