Sir ji plz replay dijiyega.... Mene kal pro tray me nurcery Dali he per sir ji adhiktar bij ka muh jo thoda thika rehta he vo tray me uper ki taraf muh he... Aor sir tray room me rkhne ki vyvstha nhi thi to bahar ek kone me usko polythin aor ktte pack krke bahar kone me rakh diya he... To koi problem ke chance to nhi he sir..... Plz sir reply dijiyega....
98 hole bali tray ki nersary aasani se khet me success nahi hoti Kyo ki nersary bahut choti rahti hai Aur plant kaccha rahta hai Aur root bhi acchi developed nahi hoti hai Isliye badi tray use karo
Bhai ye 98 hole bali tray me acchi nahi hoti hai nersary Isme only germinate hi hoti hai Growth nahi karti Balki ulta bekar hone lagti hai hai Kyo root failne ke liye jagah nahi milti Agar germinate hone ke baad kafi jyada temperature girta hai Ya agle 20-25 days tak pala girne ke chances ho app app pala ki bajay se nersary rokna chaho to Nahi rukti hai Aur maine reason tray me nersary lagane ka yahi hota hai Ki pala girne ke time nersary ko tray me hi rakha jaye Aur jaise hi kuch sudhar ho to nersary tp kar di jaye khet me But 98 hole bali tray me isko only germinate hi kara sakte hai growth nahi kara sakte aur rok bhi nahi sakte Isliye poly bag ya disposal glass ya phir bade hole bali tray use karna chahiye
बहुत अच्छा विडियो बनाया है आपने इसके लिए आप को बहुत बहुत धन्यवाद ओर भाई आप खाद दवाई आती है उसपर भी फसल कि अवस्था के अनुसार विडियो बनाते रहे
Ok 👌 thanks
मै आप का हर विडीयो देखता हू मूझे भी तरबूज लगाना है आशा है मूझे आप बहूत कूछ सिखने को मिलेगा
Thanks 🌹🙏
Dhanywad Bhai ji for this video
Thanks bro. ❤🌹🙏
Good bhai .ye flood irrigation me kamyab h Kaya.
March k first week me potato wale me
50 होल वाली ट्रे में करना फिर सक्सेस है
सुरेश भाई,रेतीली जमीन के लिए तरबूज और खरबूजे की सबसे बढ़िया वैरायटी कौन सी है?
Tarbuj aur kharbuje ki top variety ke video Dal rakhe hain उनमें से कोई भी लगा लो
Sir ji plz replay dijiyega....
Mene kal pro tray me nurcery Dali he per sir ji adhiktar bij ka muh jo thoda thika rehta he vo tray me uper ki taraf muh he...
Aor sir tray room me rkhne ki vyvstha nhi thi to bahar ek kone me usko polythin aor ktte pack krke bahar kone me rakh diya he... To koi problem ke chance to nhi he sir.....
Plz sir reply dijiyega....
Han Bahar pack karke rakh do barabar Nami check Karte Rahana
@@khetkisan ji thanku sir ji
@@vishalpanthi1251 kya hua Bhai ho gyi kitne percentage germination hui ?
Jo bij ankurit nahi huye usame bij kese lagaye bhijokar ya Bina bhigoye just answer ser
Bhigokar
Ram Ram sar
Ram ram ji🙏
Maine kl pro tray m bij bhr diy h 50 hole wali tray thi .. cocopeat or compost mila kr bhri h .... germination ho jyga kya
Ha jarur
No
@@myeducationmopathosala6761 kyo
Germination honeko 4 se 5 din latahai normally but 6 se 7 din in winter
@@amarjeetsingh-bt2tj germination honeko 4 se 5 din lagtahai normally but 6 se 7 din in winter
Kya Bhai ji cockpit ki jagah ret aur gober ki khad lay sakte hai kya
नहीं भाई प्लांटेशन के समय रेत टूट जाती है उससे जड़े डिस्टर्ब हो जाती हैं तो फिर ग्रो करने में समस्या आ सकती है
View badane ke liye market se 100 rupaye ka lake kyo jhunjhunu
Sir ji jumbo red lagaya hai kiya seed kiya rate mila
1600 50gm.
1200rs ice box watermillon
Isma bich dana ka bad pani nahi danga
Thanks sir
ट्रे , और कोकोपीट कहां से खरीदें?
हम गुजरात पंचमहल से है
किसी भी बीज भंडार पर मिल जाएंगे
Amazon ya flipkart se
Sir beej tre me lagane se pahle bhigona h ya nahi
चाहो तो भिगो लो वरना कोई जरूरत नहीं
❤️🙏👍 Namaste bhai saab ye sugarcane seedling trays cheap price me kaha se milti hai reply please
अपने एरिया में किसी बड़े बीज भंडार पर संपर्क कर लो भाई
🙏 hamare yaha nahi milti agar koi online link hai to de do
@@rameshkumarjhajhria7473 अमेजॉन से मंगवा लो फिर
👍 ok thanks
@@rameshkumarjhajhria7473 kitni chahiye yaha se courier ho jayega as Amazon ya online mehnga milta hai
Kitne day bad jarmination hota tarbooj ka pro tre me mane 5 day ho chuka h abhi tak nhi hua h
तीन-चार दिन और लगेंगे
@@khetkisan pani dobara nhi diya h or dhup me bhi rakhana h kya
Clause ka sasta beej
300gm tarbuj ke beej taiyar karne ke liye kitna cocopeat lagta hai
10 kg brick me kam ho jayega....
पारो टरें का रेट क्या है भाई साहब एक पीस का 98 हल्का का
11 se 15₹
Are Juth kyo bolte ho bhai 3 din germination hota hai bolke
sir apka mobil num mil sakta h
98 hole bali tray ki nersary aasani se khet me success nahi hoti
Kyo ki nersary bahut choti rahti hai
Aur plant kaccha rahta hai
Aur root bhi acchi developed nahi hoti hai
Isliye badi tray use karo
Bhai ye 98 hole bali tray me acchi nahi hoti hai nersary
Isme only germinate hi hoti hai
Growth nahi karti
Balki ulta bekar hone lagti hai hai
Kyo root failne ke liye jagah nahi milti
Agar germinate hone ke baad kafi jyada temperature girta hai
Ya agle 20-25 days tak pala girne ke chances ho app app pala ki bajay se nersary rokna chaho to
Nahi rukti hai
Aur maine reason tray me nersary lagane ka yahi hota hai
Ki pala girne ke time nersary ko tray me hi rakha jaye
Aur jaise hi kuch sudhar ho to nersary tp kar di jaye khet me
But 98 hole bali tray me isko only germinate hi kara sakte hai growth nahi kara sakte aur rok bhi nahi sakte
Isliye poly bag ya disposal glass ya phir bade hole bali tray use karna chahiye
हां मैंने वह बताया है वीडियो में