Kisi Aadmi ki taraf kyu me dekhu kisi Aadmi jarurat nhi hai bas aaqa hi mere Mera sath denge mujhe ab kisi ki jarurat nhi hai bo hai kon jisko nhi unki hajaat unhe chod kar kon payega jannat khuda ke yain par habibe khuda ki kise phervi ki jarurat nhi hai jara Badr se leke karvovala tak najar daaliye deene Shae khuda tak koi aek moqa bhi aesa dikha do jaha par Ali ki jarurat nahi hai yahin dafn ho jayega jhagda yahin khatam ho jayega saara kissa abu bkr o faruq Usman se poocho ke kisko Ali ki jarurat nahi hai unhe dekhkar rashk karte to honge sahaba ye aapas me kehte to honge jaha par ho Siddique Akbar bahapar kisi bhi saqi ki jarurat nahi hai Umar ke tallluq se farmaye aaqa mere baad gr nabi koi hota to phir bo Umar hote ae duniya walo magar ab nabi ki jarurat nahi hai jaha jalne wale ho Ahmad Raza se jaha chidne wale ho akhtar raza se suno gour se ay mo Ali tum baha hazri ki jarurat nahi hai jo tum mil gye ho to sab mil gaya hai to Azhar ka dil phool sa khil gaya hai ay makhdoom ashraf jahangir simna mujhe ab kisi ki jarurat nahi hai
Masha Allah Mohd Ali Bhai
Bahut khoob 👍👌👌👌MashaAllah
Subhanallah Mashaallah ❤❤
MashaAllah❤SubhanAllah❤❤❤SubhanAllah 👍zindabaad zindabaad
❤ mashallah ❤ subhanallah ❤
Wah bahut khub faizi sahab maa shaa Allah❤❤❤❤❤
MashaAllah alhamdulillah
Mashallah shubhallah alhamdulilla
Ali ali ali 😊❤❤❤❤
Subhanallah
میرے پیارے آقا😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Aameen 🤲🤲🤲💚💚💚🇳🇪🇳🇪🇳🇪
Kisi Aadmi ki taraf kyu me dekhu
kisi Aadmi jarurat nhi hai
bas aaqa hi mere Mera sath denge
mujhe ab kisi ki jarurat nhi hai
bo hai kon jisko nhi unki hajaat
unhe chod kar kon payega jannat
khuda ke yain par habibe khuda ki
kise phervi ki jarurat nhi hai
jara Badr se leke karvovala tak
najar daaliye deene Shae khuda tak
koi aek moqa bhi aesa dikha do
jaha par Ali ki jarurat nahi hai
yahin dafn ho jayega jhagda
yahin khatam ho jayega saara kissa
abu bkr o faruq Usman se poocho
ke kisko Ali ki jarurat nahi hai
unhe dekhkar rashk karte to honge
sahaba ye aapas me kehte to honge
jaha par ho Siddique Akbar bahapar
kisi bhi saqi ki jarurat nahi hai
Umar ke tallluq se farmaye aaqa
mere baad gr nabi koi hota
to phir bo Umar hote ae duniya walo
magar ab nabi ki jarurat nahi hai
jaha jalne wale ho Ahmad Raza se
jaha chidne wale ho akhtar raza se
suno gour se ay mo Ali tum
baha hazri ki jarurat nahi hai
jo tum mil gye ho to sab mil gaya hai
to Azhar ka dil phool sa khil gaya hai
ay makhdoom ashraf jahangir simna
mujhe ab kisi ki jarurat nahi hai
Allahu akhabar
Kisi Aadmi Ki Taraf Mai Kyun Dekhun Kisi Aadmi Ki Jaroorat Nahi
BAS
Bhai Jo nabi se mohabbat karta hai mujhe bhi follow kare