Aluminium ki kadahi thodi black colour ki ho jati hai aur bade bartan aram se set ho jata hai ... aluminium aur nonstick ke bartan chod kar baki sare bahut accha saf hota hai aur usme chamak acchi si a jati hai😊
Nhi dear mere according to water and sunlight me nahi rakhe kyuki iske back side me soft sa ek paper laga hua hai jaise refrigerator me hota hai....fir bhi agar space aap ke pas nhi ho to aap use cover karwalo fir waha dishwasher rakhe....🙏
Nonstick bartan nhi dalna chahiye isse uska polish Sara chala jayega...maine abhi tak nhi dhula hai but ek video banaungi aap ko jo bhi doubt ho un sabhi bartno ko bataye mai un sabhi bartno ko dhul kar check karti hu aur aap sabhi ko dikhati hu uska result 😊
Hanji cooker bhi bahut acche se saf hota hai par agar cooker almunium ki hogi to o colour thoda black sa ho jata hai aur iske alawe sare bartan bahut acche se clean karta hai yha tak ki iron ki kadahi bhi ...abhi mai khud bhi ise acche se use karna seekh rhi hu 1 week bad mai iski acche se har tarah ke bartan ko wash kar ke usa video share karungi.... Aur jha tak dhulne ki baat hai to o mujhe lagta hai ki ek bar dhul lena chahiye ... Baki bartan ye kafi acche se chamka deta hai.😊 Thankyou for your respectful comment🙏
@@preetichopra499 thanku dear video dekhne ke liye aur jaha tak turbo ki baat hai to mai ab maximum time usi par bartan dhulti hu....aur normal mode par time jyada lagta hai par ye tab use kare jab pure din ka bartan pada ho aur o sukh gayi ho diswasher in 3 ghanto me bartan ko bhigata hai aur soft karta hai... bijli bill me bahut jyada frak nhi hai par time jyada lag jata hai
Hmmm mujhe bhi pahele aisa hi lagta tha par ab to bartan dhulne ki tention hi nhi lagti aur kitchen bhi always clean sa lagta hai ...baki sab kuch jab hum use karte hai tab uski kamiya Aur khubiya pata chalti hai.... Mujhe to accha laga ise use kar ke....jaise washing machine hamare daily life ka ek important part ban chuka hai usi tarah ye bhi kuch time bad sab ke life ka ek hissa ban jayega😃.,..thanks for your respectful comment 🙏
Waah didi congratulations🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉 video getting wiral
Thankyou dear ❤️❤️ bhagwan ko bahut bahut dhanyabad karti hu🙏
Bade vartan and aluminium kadhai hoga kya??
Aluminium ki kadahi thodi black colour ki ho jati hai aur bade bartan aram se set ho jata hai ... aluminium aur nonstick ke bartan chod kar baki sare bahut accha saf hota hai aur usme chamak acchi si a jati hai😊
Bahut useful hai. Ghar mein do bajurg hai, bache hai jo mere par depend hai. Mere liye tou useful hai
Ji ha ye bahut hi useful hai🙏
Light jane k bad kya dobra wahi se satart hoga
Han ji 30 minute tak ke andar light ane par wahi se start hoga
Bohot acche hai very nice
Thankyou dear ❤️❤️
power cut pe resume hota hy cycle?
Ha ji 30 minutes ke andar electricity supply agar ho jati hai to ye jha par ruka hai wahi se suru hoga...
@vandanadwivedivlog6493 thank u
Kya ise bahar rkh skte h jaha sunlight ya pani b aye to koi problem to nhi hoga? Plz plz tell me
Nhi dear mere according to water and sunlight me nahi rakhe kyuki iske back side me soft sa ek paper laga hua hai jaise refrigerator me hota hai....fir bhi agar space aap ke pas nhi ho to aap use cover karwalo fir waha dishwasher rakhe....🙏
Thanks a lot....Mai apko aur ping krungi to plz aap reply kijiyega..kyuki Maine mangayi h abhi ..to kuch problem hua to apse puchhungi
@PoojaThakur-zm9kz welcome dear ...🙏
Dear bad m pachtana to nhi padta dishwasher le k ya phir bar bar kharab to nhi hota?
Nhi yaar abhi tak to sab theek hai .. touchwood sab theek hi rhe😊baki use karne par depend karta hai..
Thanks dear for replying
Isme 5 years ki warranty bhi hai aur aage 5 years tak bada bhi sakte hai kuch payment kar ke
Kithnye plate ...or kiya rate pls
@@hargunmalhotra8304 16 plate....51000
Ye machine kaha se liya hai
Tata croma gurgaon se
Price kya hai
51,000₹ki padi thi
1 hr me kitna unit electricity le rha
240 watt electricity le rha hai mere according to ye bhi bahut hi normal hai....
Nonstick bartan wdish wash mei dal sakti hu
Nonstick bartan nhi dalna chahiye isse uska polish Sara chala jayega...maine abhi tak nhi dhula hai but ek video banaungi aap ko jo bhi doubt ho un sabhi bartno ko bataye mai un sabhi bartno ko dhul kar check karti hu aur aap sabhi ko dikhati hu uska result 😊
@vandanadwivedivlog6493 tik hai..
Mai 4 saal se use kr rhi hu
@@sukhwinderkaur-ek8on han ji kafi helpful hai ye 😊
बर्तन साफ करके रखते है क्या फिर क्या फायदा, कुकर भी साफ होता है क्या 🙏
Hanji cooker bhi bahut acche se saf hota hai par agar cooker almunium ki hogi to o colour thoda black sa ho jata hai aur iske alawe sare bartan bahut acche se clean karta hai yha tak ki iron ki kadahi bhi ...abhi mai khud bhi ise acche se use karna seekh rhi hu 1 week bad mai iski acche se har tarah ke bartan ko wash kar ke usa video share karungi.... Aur jha tak dhulne ki baat hai to o mujhe lagta hai ki ek bar dhul lena chahiye ... Baki bartan ye kafi acche se chamka deta hai.😊 Thankyou for your respectful comment🙏
इ@@vandanadwivedivlog6493
@@vandanadwivedivlog6493 🙏मै भी लाऊ अभी मैड करते है लाइट बिल कितना आता है बता ई गा ज़ब पता चले तब,
Ji bilkul 🙏
Aadhe ghante ka kam 3 ghante mein kaun karta hai bhai
Nhi isme 1 ghante me bhi dhul jata hai bartan bas isko turbo mode par set karna hoga😊
Apne turbo pe set kyu nahi kiya, kya difference hai auto aur turbo mein. Which is more economical
@@preetichopra499 thanku dear video dekhne ke liye aur jaha tak turbo ki baat hai to mai ab maximum time usi par bartan dhulti hu....aur normal mode par time jyada lagta hai par ye tab use kare jab pure din ka bartan pada ho aur o sukh gayi ho diswasher in 3 ghanto me bartan ko bhigata hai aur soft karta hai... bijli bill me bahut jyada frak nhi hai par time jyada lag jata hai
Time bahut le raha hai yah