21 Ramzan Noha | HUM SE TERA GHAM MAULA BHULAYA NAHIN JATA | Ali Abasse Bahadouraly New Noha 2023

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 кві 2023
  • HUM SE TERA GHAM MAULA BHULAYA NAHIN JATA | Ali Abasse Bahadouraly New Noha 2023 | 21 Ramzan Shahadat Imam Ali (as)
    #aliabassebahadouraly #21ramzannoha2023 #imamali #21ramzan #newnoha #noha #newnoha2023 #molaalinoha #nohay2023 #21ramzannoha2023 #shahadatmolaali #baabulhidayat
    Title | Hum se tera gham maula bhulaya nahi jata
    Reciter | Ali Abasse Bahadouraly
    Poetry | Ali Abasse Bahadouraly
    Audio recording | Fajr Productions
    Audio mixing | Lawa Studio
    Chorus | Own Rizvi & Team
    Video shooting | Wafaa Production
    Video editing | Al-Abbas Studio
    French subtitles | Cassim Dandjee
    English subtitles | Syed Qasim Ijaz Naqvi - Syeda Sadaf Batool Rizvi
    Special thanks | Muhammad Abbas Manekia - Sadik Pieraly - Mulla Sibtain Ghulam Hussain - Mir Hilal Rizvi - Mujib Zahiraly
    LIKE | COMMENT | SUBSCRIBE
    LYRICS :
    Hum se tera gham maula bhulaya nahi jata
    Sajde me namazi ko yun maara nahi jata
    Ummat ne gira daala hai arkaan-e-hidayat
    Jibreel-e-ameen se ye sunaya nahi jata
    Shabbir ko seene se lagalo mere ghazi
    Girya mere mazloom ka dekha nahi jata
    Zainab ki taraf dekh ke kehte the ye Haider
    Ankhon se meri Sham ka rasta nahi jata
    Koofe ke yatimon ne kaha peet ke sar ko
    Ye dagh yatimi ka uthaya nahi jata
    Shabbir ki imdaad ko aajaiye Haider
    Lasha Ali Akbar ka uthaya nahi jata
    Zahra ne kaha kaise sahun gham mein Ali ka
    Pehloo ka abhi dard bhulaya nahi jata
    Kis tarha bayan ho gham-e-Haider Ali Abasse
    Rota hai qalam mujhse ye likkha nahi jata
  • Розваги

КОМЕНТАРІ • 11