Ajay-Atul - Deva Shree Ganesha (Lyrics)|Agneepath|Ajay Gogavale

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 вер 2024
  • #DevaShreeGanesha #Agneepath #AjayAtul
    Ajay-Atul - Deva Shree Ganesha (Lyrics)|Agneepath|Ajay Gogavale
    Deva Shree Ganesha is a high energy devotional song. It starts off with bells of different pitches fused together and then the introduction of percussions.
    Song: Deva Shree Ganesha
    Album: Agneepath (2012)
    Singer: Ajay Gogavale
    Musician: Ajay - Atul
    Lyricist: Amitabh Bhattacharya
    Lyrics:
    Deva Shree Ganesha x (16)
    Jwaala si jalti hai aankhon mein jiske bhi
    Dil mein tera naam hai
    Parwah hi kya uska aarambh kaisa hai
    Aur kaisa parinam hai
    Dharti ambar sitaare
    Uski nazarein utaarein
    Dar bhi us se daraa re
    Jiski rakhwaliyan re karta saya tera
    Deva Shree Ganesha x (8)
    Ho teri bhakti ka vardan hai
    Jo kamaye wo dhanwan hai
    Bin kinaare ki kashti hai woh
    Deva tujhse jo anjaan hai
    Yoon to mooshak sawari teri
    Sab pe hai peharedaari teri
    Paap ki aandhiyan laakh hon
    Kabhi jyoti na haari teri
    Apni takdeer ka woh khud Sikandar hua re
    Bhool ke yeh jahan re jis kisi ne yahan re
    Saath paaya tera hey
    Deva Shree Ganesha x (8)
    Ho teri dhooli ka teeka kiye
    Deva jo bhakt tera jiye
    Use amrit ka hai moh kya
    Hans ke vish ka woh pyaala piye
    Teri mahima ke chhaya tale
    Kaal ke rath ka pahiya chale
    Ek chingari pratishodh se
    Khadi Ravan ki Lanka jale
    Shatruon ki kataarein ik akele se haarein
    Kann bhi parbat hua re, shlok ban ke jahan re
    Naam aaya tera
    Hey Deva Shree Ganesha x (8)
    Ganpati Bappa Morya
    Ghalin lotangan vandin charan
    dolyanni paahin roop tujhe
    Premein aalingan aanand pujan
    Bhaave ovaalin mhane namah
    Twameva Mata Pita twameva
    Twameva Bandhu Sakha twameva
    Twameva Vidya Dravinam twameva
    Twameva Sarvam mum Dev Deva
    Kaayen vaacha manasendriyerva
    budhyaatmana va prakruti swabhawat
    Karomi yadhyat sakalam parasmay
    narayanayeti samarpayami
    Achyutam Keshavam Rama Narayanam
    Krishna Damodaram Vasudevam Harim
    Sridharam Madhavum Gopika Vallabham
    Janki naayakam Ramachandram bhaje
    Hare Raam Hare Raam, Raam Raam Hare Hare
    Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare
    Hare Raam Hare Raam, Raam Raam Hare Hare
    Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare
    #DevaShreeGanesha #Agneepath #AjayAtul

КОМЕНТАРІ • 14