Passport office me jab appointment k din gye the usi time karwana tha corrections ab mujhe lagta hai possible nhi hai. Aapko phir se re-issue k liye apply karna hoga passport.
Aapka ban gya kya passport ,Mera bhi aisa hi Hua hai ,maine form bharte time voter id choose kiya ,lekin usme surname main mistake hai to main sirf aadhar card ya pan card dikha sakti hu ?
Nhi agar just appointment ka date abhi nahi aaya hai ya appointment k din aapne mistake bata k correction k liye bola hai. Shayad 1 mahine tak fees dubara nhi lagta
purane file ke bare me poochenge passport center me jane ke baad , kyonki tb mere doc me naam alg alg the (spelling mistake thi ) abhi sb correct hai sb pan aadhar education me name same hai aur purani file close hai, to kya iske liiye alg se doc dena hoga ? please help
Mam mai 19-07-2024 ko passport Apply Kiya tha . mera passport post police verification tha aur mera passport bhi mujhe mil gya hai but Mera police verification nahi ho paya hai kyuki thana galat ho gya tha to verification galat Thane me chala gya tha police ne mera verification rpo office return kar diya aur unhone kaha tha email par msg ka wait kare. But abhi tak mera pas koi email nahi aaya hai ab mujhe kya karna chahiye jisse mera police verification sahi Thane me ho sake. Plz reply kare
mam passport mein full name likhri dia hai or Baki documents mein sirf first name h toh voh rectify hojaiga appointment vale din ? or uske liye bhi rectification form fill krna hoga ya normally hojaiga?
Ho jayega bhai appointment k din officers ko bata dena sath me original documents le k jana proof k liye. Kal Mera appointment tha mujhe kar diya correction .
Maine form fill krte time Voter ID choose kiya to mujhe voter ID manadatory hoga kya ?lekin usme mera surname spelling galat hai ,uske option main aadhar card ya pan dikha sakte hai ?
Cyber cafe wale ne uska gmail dal diya hai to kya koi problem aayegi ? Aur spouse middle name and address me minor spelling mistake hai to kya wo psk office me same day pr correction kr denge ??? Plz reply fast appointment date bhi le li hai
Bro mein kuch videos dekh rha tha kyunki mujhse bhi 1 mistake huwi hai aur kal mera appointment hai. Sare original documents, application print ka k mistake mark kar k le k jao aur unko apne turn aane par dikhao aur request karo. Hopefully wo log kar denge.
Mera Kal appointment tha mere online form me bhi kuch galati huwi thi passport office me appointment k din bol k correction karwa liya. No charges for that 😊
@@ajaycsenit same day kardiya correct ya phir appointment reschedule krdi ? Aur spouse middle name aur address me bhi minor mistake correct kr denge na ?
Ma'am Application form fill karte time mere father name skip ho gya hai Appointment Wale din pta chala toh kya ab vo mere father name ko add kar sakte hai please reply ma'am kal Vapas se appointment Li hai 27/06/2024 ki
Sir, Meri friend ka engagement hua tha, aur usne passport bnwaya tha. Usne apne husband ka v name diya tha. Uski sadi nahi hui and sadi tut gyi. Ab vo passport me uske husband wala name change krna chahti hai. Uski sadi kahi aur fix ho gyi hai… Uske new spouse ka name Kaise add kre.. Please help…
Office me adhar update ke liye bola ta or fathers name me space ki mistake ti to update karane k liye bola or date bhi di h to kha mujhe dobara payment kr ke appointment lena hoga ya nhi please tell
@@profkritika2603 unfortunately PSK people are just washing off their hand and asking to fill new form and pay fee again. I am trying to get help via twitter but no luck so far
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Madam ji mai passport ko reniwal karane ke liye appointment liya to us appointment form me mata ji ke name me ( u ) ki jagah ( a ) ho gaya hai Mai kiya karu
Passport office me jab appointment k din gye the usi time karwana tha corrections ab mujhe lagta hai possible nhi hai. Aapko phir se re-issue k liye apply karna hoga passport.😊
Madam online form mein surname me ek spelling mistake ho gya hain appointment v ho chuki hain police verification ke liye ja chuka hain ab kaise correction kare enquiry number milta nhi hain koi solution hain to btao
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Hello mam mera passport apply karte time father name spelling mistake ho gaya hai toh kya documents se sahi print ho kar aa jayega passport me
Mam passport office me documents submit karne ke baad changes karwa sakte hai kya Passport abhi tak banke nahi aya hai 🙏🙏🙏🙏🙏 please reply
Passport office me jab appointment k din gye the usi time karwana tha corrections ab mujhe lagta hai possible nhi hai. Aapko phir se re-issue k liye apply karna hoga passport.
Hello mam mere application me mobile number wrong fill ho gya hai, how to solve it please suggest me
Where will i get the correction application form
Birth proof mai galti se driving licence bare Diya,par mare pass pan card hai to document change ho jayega kya
Aapka ban gya kya passport ,Mera bhi aisa hi Hua hai ,maine form bharte time voter id choose kiya ,lekin usme surname main mistake hai to main sirf aadhar card ya pan card dikha sakti hu ?
Passport application mein correction karne ke liye kuchh fees lete hain kya ?
Nhi agar just appointment ka date abhi nahi aaya hai ya appointment k din aapne mistake bata k correction k liye bola hai. Shayad 1 mahine tak fees dubara nhi lagta
@@ajaycsenit thanks 🙏
purane file ke bare me poochenge passport center me jane ke baad , kyonki tb mere doc me naam alg alg the (spelling mistake thi ) abhi sb correct hai sb pan aadhar education me name same hai aur purani file close hai, to kya iske liiye alg se doc dena hoga ? please help
I mentioned ki lost hogya passport but nai hua hai
Passport renewal me mistake ho gay he Ma am name ab kya process kar ni pade fi
application ka format kaha se milega
Mam mai 19-07-2024 ko passport Apply Kiya tha . mera passport post police verification tha aur mera passport bhi mujhe mil gya hai but Mera police verification nahi ho paya hai kyuki thana galat ho gya tha to verification galat Thane me chala gya tha police ne mera verification rpo office return kar diya aur unhone kaha tha email par msg ka wait kare. But abhi tak mera pas koi email nahi aaya hai ab mujhe kya karna chahiye jisse mera police verification sahi Thane me ho sake. Plz reply kare
Bhaii ji tatkal tha kya?
Mere pr show ho rha hai passport has been printed 😢 pr police verification nhi hua
@@killerboys2627 No
Central govt employee tha isliye post police verification hota hai
Parents ka name correct karwa sakte aa passport main c.....passport pehle ka bana hai
mam passport mein full name likhri dia hai or Baki documents mein sirf first name h toh voh rectify hojaiga appointment vale din ?
or uske liye bhi rectification form fill krna hoga ya normally hojaiga?
Apka passport office me thik ho gya tha kya
Mam non ECR mai no ho gya hai documents lai kr chla jau ga sare post graduation tk mam wha change ho jaye ga naa yai
Hua ya nhi ….
Ho jayega bhai appointment k din officers ko bata dena sath me original documents le k jana proof k liye. Kal Mera appointment tha mujhe kar diya correction .
mera bhi kya karu yes karna hai to
Thanks, nice info
Thank you 🙏
Maam kya moblie number bhi change ho sakta h minor ke liye?
application form kese download hogi
how to change RPO
Maine form fill krte time Voter ID choose kiya to mujhe voter ID manadatory hoga kya ?lekin usme mera surname spelling galat hai ,uske option main aadhar card ya pan dikha sakte hai ?
Always avoid voter id, choose Aadhar card
Cyber cafe wale ne uska gmail dal diya hai to kya koi problem aayegi ?
Aur spouse middle name and address me minor spelling mistake hai to kya wo psk office me same day pr correction kr denge ???
Plz reply fast appointment date bhi le li hai
Bro mein kuch videos dekh rha tha kyunki mujhse bhi 1 mistake huwi hai aur kal mera appointment hai. Sare original documents, application print ka k mistake mark kar k le k jao aur unko apne turn aane par dikhao aur request karo. Hopefully wo log kar denge.
Mera Kal appointment tha mere online form me bhi kuch galati huwi thi passport office me appointment k din bol k correction karwa liya. No charges for that 😊
@@ajaycsenit same day kardiya correct ya phir appointment reschedule krdi ? Aur spouse middle name aur address me bhi minor mistake correct kr denge na ?
@@ajaycsenit sirf minor spelling mistake h bss aur kya gmail change kr sakte h kya ?
Mam birth place correct ho skta h ?
Aapka correct hua kya?
Mam private jop krti hum fram me gorment likh gya h kya kre
Kya ye correction ussi din thik ho jaayegi ya dubara passport office jana hoga
Depend karta h agar minor Mistake h to same day ho jayega otherwise vo aapko ek date degey or aapko fer usi din visit krna hoga
Ma'am Application form fill karte time mere father name skip ho gya hai
Appointment Wale din pta chala toh kya ab vo mere father name ko add kar sakte hai please reply ma'am kal Vapas se appointment Li hai 27/06/2024 ki
Ky hua tha fri same problem?
Posk tha ya psk?
@@profkritika2603visit krne se phle fir se payment kr ke appointment lena hoga please tell?
Mobile number करेक्शन कैसे karayen.
Sir kya agr mohmmad surname jo hota hai vo Mohamad ke jagah (Mo.) Rahe aor adharr pan marksheet sab jagah same ho to passport ban jayega ols
Kya m verification k ly dusra jo mera passport offes nhi hi to oha kra skta hi
Mem Sahab mere se pin kot galat ho Gaya hai
Sir,
Meri friend ka engagement hua tha, aur usne passport bnwaya tha. Usne apne husband ka v name diya tha. Uski sadi nahi hui and sadi tut gyi. Ab vo passport me uske husband wala name change krna chahti hai. Uski sadi kahi aur fix ho gyi hai…
Uske new spouse ka name Kaise add kre..
Please help…
Etani hadbadi kar di. She needs to apply for reissue. Like she did a re-engagement
@@ajaycsenit 😂
Very nice rajesh gandhi
Madm agar renew ki jga galti se fresh aply kar diya os ka koi samadhan
Office me adhar update ke liye bola ta or fathers name me space ki mistake ti to update karane k liye bola or date bhi di h to kha mujhe dobara payment kr ke appointment lena hoga ya nhi please tell
No Payment required just need to take the appointment without Payment
Mam gender mistake ho gyi female ki jagah male ho gya correction kr denge passport office me
sir same mere se hua hai mere mother ke time Please help me what is next process
Can we correct the mistake if the file number has been generated??
Hua theek?
Correcction hoyi ke nhi
Mam form submit krte time papa or mummy ka name glt ho gya. Appointment me gya to unhone kha ki isko shi krwao to ab meko kya krna chaiye
@gareebkigaming kaise theek hua ap ka parents name
Mam adhar card me house no nahi likha hai mai address me house no likha hoon kya kare ki verify ho Jaye
mera same hua hau... problem solve hua bhai? kuch batao
I have forgot to write my mother's name... Now what should i do
did you get this issue resolved??
When you visit psk than you can solve this problem
@@profkritika2603 unfortunately PSK people are just washing off their hand and asking to fill new form and pay fee again. I am trying to get help via twitter but no luck so far
But they refused to do anything @@profkritika2603
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Madam ji mai passport ko reniwal karane ke liye appointment liya to us appointment form me mata ji ke name me ( u ) ki jagah ( a ) ho gaya hai
Mai kiya karu
Ho jayega aap unko mistake bata dena counter A par wo log aapko original proof mang kar kar denge correction.😊
Ye form kase dawnlod karna hai
Visit passportindia.gov.in site
@@profkritika2603 please form name
Mere mammy ka name galat ho gya hai chenj ho sakta hai office se
Passport office me jab appointment k din gye the usi time karwana tha corrections ab mujhe lagta hai possible nhi hai.
Aapko phir se re-issue k liye apply karna hoga passport.😊
Madam online form mein surname me ek spelling mistake ho gya hain appointment v ho chuki hain police verification ke liye ja chuka hain ab kaise correction kare enquiry number milta nhi hain koi solution hain to btao
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
aplication ka pdf file bhejo
Mam non ecr category main mistake ho gyi hai kya vo thik ho jaye gi?
Kya hua …. Solve hui problem….Kaise kya hua sb btaiye
Mam gender mistake ho gyi
Married hu lekin unmarried ho gaya problem hoga kya.
Bhai kya tumhara theek ho gya
@BSRspace ho गाय पोलिस wale नेत kiya
Non ecr ke ko ecr me ho gaya hai
Same aap ne kya Kiya fer?
MAM CORRECTION APPLICATION FORM KONSA HAI
Annexture H, aapko passport office me wo log de denge don't worry just aapko batana hain 😊ki correction hI
Nice video
Mam mera Name sumant kumar hai But mai surname khali chor diya ab kya kren
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Appointment k din aap original proof le k jana aur unko apni mistake counter A par hi Bata dena wo correct kar denge aur wo original documents scan kar ke upload kar denge. Meine kal hi karwaya hai. Enjoy.😊
Nhi kete wo log koi bhi correction
toh kaise hoga ?😢
Number change ho sakta hai
Mam, Gardian's names me mai mummy ka naam likha hai jiske wajah se mere apointment nahi ho pa Raha hai kya karu??? please help
Bbhaiya aap passport office jake aa gye kya
@@JAGDISHSOLANKI-op3bv haaa Mera passport ban gaya hai...
Ma'am address me ( , ) krne bhul gy😭
Comma ka koi use nhi hai bro. Chill karo
Mam by mistake maine non Ecr ko No kar diya h isko kaise sahi kar skte h plz help me
Sahi ho gaya kya aapka ?
@@robiskumar2263 ha
🎉😂❤🎉
Application form kaha milega
Visit passport India official site passport India.gov.in