Tamater gosht ki kadi/kheeme ki cutlets/fried phool gobi/white rice tasty lunch recipe
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- my new channel Hyderabadi shahi dastarkhwan ke link hai check karijiye
• Dawath preperation Mut...
Tamater Gosht Ki Kadi
INGREDIENTS:-
1. Mutton 200gms
2. Garam Masala
3. Onion 1 Big Size
4. Imli handful
5. Rice 3tbsp
6. Oil
7. Salt 2tsp
8. Red Chilli Powder 2tsp
9. Turmeric 1/2tsp
10. Ginger Garlic Paste 2tsp
11. Tomato 300gms
12. Bhendi
13. Coriander Powder (Dhania) 2tsp
14. Cumin Powder (Jeera) 1tsp
15. Coriander leaves (Hara Dhania)
16. curry leaves (Kariya Pak)
17. Green Chilli 6
Cutlets Kheema
INGREDIENTS:-
1. Kheema 300gms
2. Onion 2 Medium Size
3. Potato 750gms
4. Salt 2tsp
5. Turmeric 1/2tsp
6. Ginger Garlic Paste 2tsp
7. Red Chilli Powder 2tsp
8. Black Pepper Powder 1tsp
9. Lemon juice 1
10. Coriander leaves (Hara Dhania)
11. Mint leaves (Pudina)
12. Green Chilli 2
13. Eggs
Cauliflower (Gobi)
INGREDIENTS:-
1. Oil 5tbsp
2. Cauliflower 1
3. Salt 2tsp
4. Turmeric 1/2tsp
5. Ginger Garlic Paste 2tsp
6. Green Chilli 2
7. Red Chilli Powder 2tsp
Masha Allah Barak Allah
Asak wrbkt
Mashallah Zabardast dikhrahey saabh dishes 👍👌
Very nice
Masha Allah madam aapki cooking is simply fabulous
MashaAllah
Mashallah buhat zaberdast hai aunty
Yumm m gosh ki kadhi
Asalkm Didi mashallah bht achi dish hai thanks for the recipe too good didi too good combo i like so much fantastic mindblowing👍👍👍👍🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Bahut acchi recipe hai.mashallah
Muh me paani agaya🤩 am not in india magar ye ghar ka khana dkh k ammi ki yaad aati😭😭
Masha Allah
Super recipies
Keep it up..dhi.
Good combination.... Thanks for sharing
thnku soo much... plz daily ap ayse hi rcp shair karo... meray liye bht helpful hai ap ki yeh side... plz plz plz aur rcps batao...
Atna acha Khana bnana Khan sy sekha ha ap ny apki Ami ki Ami ny bhot achi trbiat ki ha apki kash sb ki beatian aisi bn jeyien
Jazakallah khair app ka
Mashallah aunty. I must say u are so sweet. And ur recipes are awsome 👍
Masha Aallah keep going sister
Alu cutletsuper di khatta bijabardasthy .my jummaku bantu inshaalla tq.v much.lunch super.
AssalamuAlaikum wrwb. aap ki cooking jaise sab ghar ki cooking same same. apne haathoun ki hifazat kijiye bht kaam k hai. waise Allahtala aap ko aap k sab ko salamat rake. Ameen.
Mashallah baji..
Mashallaha aunty my mapasan katles ok by by by by
Subhnanallaha
ما شاء الله.
Aslkm ...m ur new subscriber..ap bht zabardast pakwan dikhare...champion hai ap to..me too from hyderabad. Will try ur recepies 🖒🖒🖒👏👏
Maasha Allah sister cutlis bohot accha aur aasan tareeqe se bataye aapka bohot bohot shukriya. Please take care of yourself and post many more such hyderabadi recipes jazaak Allah khair
Assalamualaikum baji apke sab pakvan bahut simpal aur ache huty hay jazakallaa
Mashaallah tareef tou banti hy
Masha Allah love ur combinations mam.
Assalamalikum Mashaallah Aap Bahot acha Banaye dishes Mashaallah aur Bahen Aap ka Naam to boleaga Please
Mashallah kitna acha lagraha hai sabhi recipe, khaaskerkey potato cutlice, hamarey ammi b same aisitch banatey the, ALLAH hamarey ammi ko jannat Magfirat ata karey ameen summa ameen 🤲🤲shukriya apka yeh sabh recipe share karney k liye,allah apko sehat aur tandurusti dey, khush rakhey🤲ameen summa ameen, I m from saudi Arabia Riyadh dhua mey YAAD RAKHNA APNA KHAYAAL RAKHNA Allahafiz.
Ameen suma ameen jazakallah allah hum sub ku acha rakhe
Assalaamu Alaikum wa Rehmathullilahi wa barkatahu... Masha Allah its hyderabadi food... Are you from Hyderabad.
Walaikumasalam ji me Hyderabad sai hu
Aunty aap k pakwan ammi k pakwan ki yaad dila dete
Assalaamualaikum aap bohot acche simple pakwan banate hai aap ki bate bhi simple hai Allah aapko khush rakhe Ameen Jazakallah. I love simplicity
Assalamualikum big like mashallah bahut zaberdast
Walaikumasalam shukriya
Askm Aunty
Khairiyath se Hy ?
Mashallah mashallah zabardast
Super se uper videos 😀👍😋
Jazakallah hu khairoon Aunty
Ma sha Allah very nice and tasty please Chicken cutlets ki recipe bataye
Aloo me salt nahi milate kya?
Mashallah mast receipes
Assalamualaikum
Walaikumasalam shukriya
Assalamualaikum....aunty aap k sab hi recipes bohot acche hote hai mashallah.. aunty aap ne jo marble mei garam masala pisa hai same mere pas hai pr jab bhi usse pisti hu toh marble k chote chote pieces nikalre marble k aap kuch tips dijiye kya karu uska...thnx..
Marble aap ka kharab huga mera marble acha hai us ke pieces nhi hute
@@mykitchentastydishes ok aunty thank...
Woh new marble hai shayad isliye bhi hora ho
Chawal k ghol k badal aap jawari k aate ka ghol b daalsakte hum wohi daalte agar nahi haito gehu k aate ka ghol
Good job. Soooo much time spent. Good food but too much time and effort spent.
Mashallah bhen but aapki aawaz bhut dheemi aarahi thi
Assalamualaikum masha Allah
Walaikumasalam shukriya
Ab ap ki ungli ka zakham kaisa hai Allah pak ap ki hifazat karey ameen
Jazak Allah for the recipe of chawal ki karhi
Ure cooking s mashalah but I'm facing problem in getting ur voice clearly so add subtitles
Mashallah aunty bohath acha banaye aap
Assalamu alaikum Masha’Allah
Assalamu alaikum Masha’Allah
Aasalamualikum mashallah aunty ji
Walaikumasalam
Sab to theek h ma'am lkn agar cutlets ko last me agar bread crumbs me roll Kare to aur tasty hote.jazakallah khair
Assalamu alikum Warahmatullahi wa Barakatuh
Mashallah bohat aachi receipies hai . Magar Aap ki voice samajma nahi aaraa
At a time 4 items alhamduliillah madam
sister i request u to upload recipeis of naashta and luncj series with tiffins of kids it would b favour... thankyoi
Shukriya Mam
Ap plzzzz kitchen classes start kryi naa utube pi nahe ghaar mi sikhne
Mashallah all items looked good...but u could replace lady's finger(bhendi) with sojni ki phalli(drumsticks) in the mutton Kadi!!!
Fakhiri pakwan banaya ek bad ek banabhika
Yeh kesi awaaz A rhi hai
Aunty jawab du hame Plz accha lage ga mujhe