Vedant bhai you are doing great but here are few things which I need to add on: 1. For Permalink, avoid dates in link. Keep it as short as possible.(use only focus keyword) 2. Title ke andar first 2-3 word me hi Keyword aa jana chaiye. 3. First paragraph me "hook" hona chaiye. Jo keyword se related ho jaise koi sawaal poocho apni audience se jisme aapka keyword ho. 4. Related keywords ya synonyms keywords bhi hone chaiye post me. Subscribed by the way.😎
Important information #Vedant bhai 👌👍 Thank you so much. Himmat se badal deinge khud ko na ki jmane ko ,, Iss pal mein sikh lo, #Vedant bhai taiyar hai tum sb ko sikhane ko,, Nahi to rote rhoge yaad krke gujjre jmane ko ,, Ye pal mudke nahi aane wale doston "kuch kr ke dikhadon jyada nahi bas ek community hi bna lo" Mujhko bhi add krlena
Please Wallpaper website k baare Mei bataae . Konsi theme ... Plus Wallpaper website Mei article kitna kese likhna hoga . seo hissab se Keywords kese nikaalenge ... Aap Sach Mei bhot bhot badiya teacher Hain .. itni baareeki aasani see ok no samjhata .. bhot hi bhot hi unique idea bhot hi ache see skate Hain aap ...
Vedant bhai aap bahut hi Achche tarike se samjhate hai ki easy to understand hai... Ek question puchna hai ki apne jo Pages lagaye hai apni site ke top par Usme SITEMAP vala page kese lagaya??
Sir aapka videos bohat atcha lagta hai..sir mera new blog hai or aapka ideas se 500 per day visitors aata hai but mera dost ka blog pe 2k backlinks hai or wo 20k visitors aata hai toh main agar uska 2k backlinks banata hu toh mera bhi blog rank karega ki nehi...plz tell me sir
Sir, Your video is very informative. Really Appreciate for your efforts. Sir, I have one question. As you stated in the video that title or paragraph should start with our keyword but some time our title is with questions where as our keywords are involved in between. So, how should take care in this scenario ?
Nyc video vedant sir ji.... 🙂🙂🙂🙂🙂🙂 Sir ek video Skillinfinity website par bhi bnaa dijiye naa..... With full detail..... Thank you very much once again for sharing awesome video .....
Hi Vedant, Thanks for wonderful video. I have one query. You have provided details for english blog. How this is applicable to Hindi Blog? Please suggest.
#technovedant Mere channel mein jake yeh dekhlo Google Adsense approval trick for blogger sab clear ho jayega aur baat rahe design ki to uske liye yeh dekhlo How to customize blogger template
Sir ..mere adsense kal approve hua he...please bataiye ki jo code mene adsense approval k time blog pe lagaethe kya use header se delete karna hoga ...or naya ad unit lagana hoga ...please reply kijiye...or hosake to ek tutorial video bana dijeye..
Good video sir.. Pls sir... Btaye ki aap SEO ke liye kaun kaun se extension ke use karte hai... Jaise keywords anywhere ... Hai... Aise kaun kaun extension hai... Iske bare me video banana..plz
@@technovedant sir blog like time costumer robot text defult rakhna hai ya untick krna hai... technology tips israil bolte hai ki blog like time costumer robo.txt untick krke publish kro..issue topic pe video banao sir please...costum.robot.txt
Bhaiji me kebal event bloging karta ho. Aur kuch jada nahi karta ho kyu ki event bloging phone se ho jati hai.. or full bloging karne ke liye computer hona hota hai jo mere pass nahi hai
HI, techno vedant mera nam surjeet hai me apse yost seo readability pr pura video chata hu vo chahe kitni bhi lambi ho usme readability ko kese thik kare Thankyou
Please Answer sir, Kabhi kabhi ham google pe kuch search krte hai (keyword) lekin jo articles hamare samne ate hain uske title, discreption our uss pure article me kahi bhi vo keyword nhi hota lekin hame jo chahiye hota hai vo uss article me mil jata hai, aisa kaise?
Sir ham apni ek blog post main apni dusri blog post ki link ko kese add karege,, Example click here to.. Taki blog read karne wala uspe click karke hamaari dusri post pe chala jaye
Sir google adsense sa mail ayi hai ki apki site ko reject krdiya gya hai or problem batan rhan haan ki apki site down hai ya unavailable hai jbki mana ya site blogspot pa bnayi hai or mera pass khud ka.com domain hai ab main kya karoon can you please help me
yes, or ek baat bhai jab start me apply kerte h to adsense se ek code metlta h jo HTML theme me copy kerna hota h , us code ko kese copy kiya jaye or kaha se me copy karo Please bhai batana
Bhaiji adsense mere blog ko approval nahi reha hai 4 bar disapproval hogaya hai... Or na hi mere pass koi website hai.. bhaiji maine apki kai sari script apne blog me poulics ki hai wo vina aap ke ads hadye vin.. kyu mere pass mere pass google ads nahi hai.. is liye ke me ke ads nahi hathta ho..
Bhai pehle ek video bana chukha hun How to find low competition profitable free keywords with high traffic aaj ek aur bana diya dono dekh lo #technovedant
Sir mere site me duplicate content bta raha ise remove kase kare mane sare article khud ke likhe h plus mane plagiarism bi check kiye h fir bi duplicate kyu
Sir mera new Adsense Account hai,to main es script ko use kar sakta hu.bahut log kah rahe hai ki new Adsense Account se karne se account disable ho jayega.please reply
Sir maine ..blogger website ko adsense apply ke liye bheja .com domain se..to wahaase mail aaya ( you are website is down & unavailable ) to mai aabhi next step me kyaa kru...plz help me
Bhai uss video mein maine clear bola hai jinka new blog hai unke liye yeh karna theek rahega aur jinka purana blog hai woh isse use na kare #technovedant
@@technovedant bhai Ekk baat or maine aaj domain se blog ko connect kiya or SSL certificate b liya lekin bavjud iske meri site pr SSL certificate ke vajha se link ke agge jo lock 🔒 lagga dikhayi deta hai wo show nhi ho rha kya kru.....?? 🤔 🤔 🤔
Bhi mere sath ek problem ho gyi h Please reply jarur kijeaga..🙏🙏 Bhai mene 2 blogger banaya tha alag alag gmail se or 2 adsens banaya tha phala wala to youtube wala adsense tha . Par mistake se mene dono blogger ko ek hin adsense se apply kr diya or mere adsense disapprove ho gya Mene us wajh se apna dusra gmail wala blogger dlt kr diya jis gmail se mera youtube wala adsens bana tha pe us me se us gmail ka application nhi hat raha h Please help kr doo bhai
Blogger mein Heading (H2) aur Sub-Heading (H3) hote hai
H1 kaun sa hoga
बहुत बहुत मदद हुई Sir. बहुत अच्छा .🙏
Each and every topic of yours is very usefull sir. Another specialty of you is that you do not hide any information and share it.tq sir 👍
apka samjhane ka tarikha bahut achha hai....hope to success
Thank you so much #technovedant
Vedant bhai you are doing great but here are few things which I need to add on:
1. For Permalink, avoid dates in link. Keep it as short as possible.(use only focus keyword)
2. Title ke andar first 2-3 word me hi Keyword aa jana chaiye.
3. First paragraph me "hook" hona chaiye. Jo keyword se related ho jaise koi sawaal poocho apni audience se jisme aapka keyword ho.
4. Related keywords ya synonyms keywords bhi hone chaiye post me.
Subscribed by the way.😎
Important information #Vedant bhai 👌👍
Thank you so much.
Himmat se badal deinge khud ko na ki jmane ko ,,
Iss pal mein sikh lo,
#Vedant bhai taiyar hai
tum sb ko sikhane ko,,
Nahi to rote rhoge yaad krke gujjre jmane ko ,,
Ye pal mudke nahi aane wale doston
"kuch kr ke dikhadon jyada nahi bas ek community hi bna lo"
Mujhko bhi add krlena
Bhai bahot badiya mazaa aa gaya ab tak ka sabse hatke comment hai yeh 🙏🙏🙏 #technovedant
thank you #Vedant bhai
Please Wallpaper website k baare Mei bataae . Konsi theme ... Plus Wallpaper website Mei article kitna kese likhna hoga . seo hissab se
Keywords kese nikaalenge ...
Aap Sach Mei bhot bhot badiya teacher Hain .. itni baareeki aasani see ok no samjhata .. bhot hi bhot hi unique idea bhot hi ache see skate Hain aap ...
Thanks sir. Maine apase bahot kuch sikha hai.
Jis bhi keyword me kaam kar rahe hai bas nichod ke rakhdo use.. truly this line can get us to Win💫
Thanks
Best guidance.
But keep speed lower.
It is best useful video
.
Okie I will take care #technobedant
Thanks from pakistan ma tu app ko apna best teacher manta ho.
Nice explaination @TechnoVedant
What a lecture bro.....!
Maza aa gaya...
Vedant bhai aap bahut hi Achche tarike se samjhate hai ki easy to understand hai...
Ek question puchna hai ki apne jo Pages lagaye hai apni site ke top par Usme SITEMAP vala page kese lagaya??
Thank you bhai...uspe video bana dunga #technovedant
All time Best
Your explanation is awesome. Slow and clear. Keep up the good work .
Same category k Multiple keywords k liye agr har paragraph k liye new heading use ki jaye ya nhi
Very good 👍
Sir aapka videos bohat atcha lagta hai..sir mera new blog hai or aapka ideas se 500 per day visitors aata hai but mera dost ka blog pe 2k backlinks hai or wo 20k visitors aata hai toh main agar uska 2k backlinks banata hu toh mera bhi blog rank karega ki nehi...plz tell me sir
Hello sir app samjhate bahut acha ho
So nice
Thank you 🙏🙏
Hilarious Sir. Your videos are always best. 👍👍👆👋👋
which is better for tech news blogging, wordpress or blogger?
Very helpful
Tables kaise create kare apni website me
Thanks sir,i use this software and i gain a huge traffic from u.s in 5 minutes
Which software?
Sir, Your video is very informative. Really Appreciate for your efforts.
Sir, I have one question. As you stated in the video that title or paragraph should start with our keyword but some time our title is with questions where as our keywords are involved in between. So, how should take care in this scenario ?
Very helpful video. Thanx a lot.
Nyc video vedant sir ji....
🙂🙂🙂🙂🙂🙂
Sir ek video Skillinfinity website par bhi bnaa dijiye naa.....
With full detail.....
Thank you very much once again for sharing awesome video .....
You're welcome bhai...theek hai main try karta hun #technovedant
Thanks bhai 😊
🙏🙏🙏#technovedant
Nice sir....
U r right now ypur page is ranking #2 in google ...🥰🥰🥰. Which template u use ??
Hi Vedant, Thanks for wonderful video. I have one query. You have provided details for english blog. How this is applicable to Hindi Blog? Please suggest.
Ur awesome air
google keyword planner par video banaye..
Bana diya check karlo #technovedant
Adsens ki approval k liya website kase design kare sir full detail website designing ki video banao please
#technovedant Mere channel mein jake yeh dekhlo Google Adsense approval trick for blogger sab clear ho jayega aur baat rahe design ki to uske liye yeh dekhlo How to customize blogger template
Bhai mene aapke sab video dekhe
Job website me job kaise post karte hai live blogger per . please ek video banaye
Vedant sir kya wising website me video ki jga post lga sakte hai?
Kya adsense disapprove to nhi hoga agr wishing. Website pe ad lagau
Bhai iss topic pe jaldi video leke aaunga #technovedant
@@technovedant thankyou sir par navratri ke phle hi lana nhi to hum miss kardenge wish krne ka chance
Sir ..mere adsense kal approve hua he...please bataiye ki jo code mene adsense approval k time blog pe lagaethe kya use header se delete karna hoga ...or naya ad unit lagana hoga ...please reply kijiye...or hosake to ek tutorial video bana dijeye..
Header pe approval ke time header pe konsa code lagaya tha? #technovedant
default code jo ..adsense deta he
Vedantbhai please blogging ke liye helpfull chrome extenshion ke baareme bataaye please.............🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Theek hai bhai check karke jaldi video bana dunga #technovedant
Thanks, Sir. You always make awsome videos.
Good video sir..
Pls sir... Btaye ki aap SEO ke liye kaun kaun se extension ke use karte hai... Jaise keywords anywhere ... Hai... Aise kaun kaun extension hai... Iske bare me video banana..plz
Thanks...mera yeh wala video dekhlo How to find low competition profitable free keywords with high traffic #technovedant
Sir this role is use for website?
best video
Sir custom robot text defult rakhna hai ya untick krna hai
custom robot text ko yes kardo #technovedant
@@technovedant sir blog like time costumer robot text defult rakhna hai ya untick krna hai... technology tips israil bolte hai ki blog like time costumer robo.txt untick krke publish kro..issue topic pe video banao sir please...costum.robot.txt
Good Job Bhai...
Thanks #technovedant
Terms conditions ya privacy blog par bhi show hoga users ko?
Bhai CPA offers ke uper video bhi banaiye guru dev
Gajeb sar g
Ye keywords kha dalna hai bhai Thora detail Mai btao keywords ke baare Mai
Baaki toh sab samjh gya
Thanks
Bas keywords wali problem solve kardo bhai
Article ke beech mein jahan uska matlab hoga wahi dalna aur heading, sub-heading aur url mein...phir bhi ek alag se video bna dunga #technovedant
@@technovedant ok bhai
Thank you Very much
ThnkU Very Much Sir...😘
Thanks sir bus mera ek Sawaal hai. K post likhte waqt bold waqera k Sath link ka bhi option aata hai isme kya dalna hai
Bhaiya kya keyword ka meta description se koi relation hai ya page title or blog description se.. I am confused
I love you sir ❤️
In Google search my post doesn't show proper. Means heading alag aur description alg aata hai ..... What happens... Pls tell...
Bhaiji me kebal event bloging karta ho. Aur kuch jada nahi karta ho kyu ki event bloging phone se ho jati hai.. or full bloging karne ke liye computer hona hota hai jo mere pass nahi hai
Bhaai blogging bhi mb se kar sakte ho #technovedant
Thanks sir
bro yrr btao event blogging kre ya na kre 1 youtuber ne bola h ki disable hora h adsense
Bhai iss topic pe jaldi video leke aaunga #technovedant
HI,
techno vedant mera nam surjeet hai me apse yost seo readability pr pura video chata hu vo chahe kitni bhi lambi ho usme readability ko kese thik kare Thankyou
Please Answer sir,
Kabhi kabhi ham google pe kuch search krte hai (keyword) lekin jo articles hamare samne ate hain uske title, discreption our uss pure article me kahi bhi vo keyword nhi hota lekin hame jo chahiye hota hai vo uss article me mil jata hai, aisa kaise?
yr wordpress pe articl or sari seo seting or copyrite article kaise manag krna hai or kaise likhna ha kaise a to z seting. plzz
Main mostly videos blogger pe banata hun
Bhai SiteMap page blogger ke liye kesi banate hain!!!
Bhai aap konsa video editor use kar rahe hain
हिंदी आर्टिकल के लिए भी बताये ना प्लीज
Nice sir 👍👍👍👍👍
Sir wishing script par ad lagakar paise kaise kama sakte hain..?
Kya requirements hongi...?
Please reply me sir..🙏
Google alternative use karo
@@technovedantsir is par koi video aapne banai ho to please uska link de diye.
Sir app konsa ad network use karte ho
Hello sir kya Blogger me Title hi H1 tag he @technovedant
Thanks you
🙏🙏🙏#technovedant
Wishing website pr AdSense disable ho rhe h kya plzz btao
Bhai maine bhi suna hai ...jaldi iss topic pe video banaunga #technovedant
Techno Vedant yes pleas & thnx
Sir ham apni ek blog post main apni dusri blog post ki link ko kese add karege,, Example click here to..
Taki blog read karne wala uspe click karke hamaari dusri post pe chala jaye
v. Good
Thanks #technovedant
Sir adsense approve ke liye blog me kitne post likhne jaruri hai?
Kam se kam 20-25 woh bhi seo friendly #technovedant
Bhaiji kya ap mere adsense account ko non Host kara dege kya mere aap adsense account hai
Change hosted to non-hosted account 2018 bhai aap mera yeh wala video dekhlo #technovedant
Hello vedant ji, aap ek video bna skte he bounce rate ko kaise reduce or decrease kre uske bare me.
Sir google adsense sa mail ayi hai ki apki site ko reject krdiya gya hai or problem batan rhan haan ki apki site down hai ya unavailable hai jbki mana ya site blogspot pa bnayi hai or mera pass khud ka.com domain hai ab main kya karoon can you please help me
Link send karo #technovedant
@@technovedant www.gouthaminfotech.com ya site hai
www.gouthaminfotech.com
#technoVedant
Thank u sir I like it
nice bhai video achi h...bhai kya adsense disapproved hone ke adsense acct ko delete ker ke ushi id se fir se account open ker sakte h ya nahi...
Thanks...apka matlab adsense dissapproved hone ke baad same id se phir se apply kar sakte hai ya nhi? #technovedant
yes, or ek baat bhai jab start me apply kerte h to adsense se ek code metlta h jo HTML theme me copy kerna hota h , us code ko kese copy kiya jaye or kaha se me copy karo Please bhai batana
Bhai mujhe hibdi mein article likhna hai mujhe bahut dikkat aa rhi thoda explain kare 🙏🏻
thanks
🙏🙏🙏#technovedant
Bhaiji adsense mere blog ko approval nahi reha hai 4 bar disapproval hogaya hai... Or na hi mere pass koi website hai.. bhaiji maine apki kai sari script apne blog me poulics ki hai wo vina aap ke ads hadye vin.. kyu mere pass mere pass google ads nahi hai.. is liye ke me ke ads nahi hathta ho..
blog ka link send karo #technovedant
Bhai keyword ke upar ak video banao plz
Bhai pehle ek video bana chukha hun How to find low competition profitable free keywords with high traffic aaj ek aur bana diya dono dekh lo #technovedant
Sir mere site me duplicate content bta raha ise remove kase kare mane sare article khud ke likhe h plus mane plagiarism bi check kiye h fir bi duplicate kyu
Bhai aapne bataya nahi ki script me ad lagane se ad sense account disable hota h ya nahi
please bhai reply kar do
Bhai reply kar do please
Bhai woh social account se jayda traffic aane se hoga iss topic pe video lake aaunga #technovedant
How many days taken for more traffic for new bloggers , every 2 post per day
Bro, ALT IMAGE ko wordpress me kaise use karen??
Bro I need a best theme for blog, please suggest.
Bro CYBER theme download kr lo...
Wo seo friendly bhi hai aur mobile friendly bhi...
Maine bhi wohi theme use ki hai...
Sir mera new Adsense Account hai,to main es script ko use kar sakta hu.bahut log kah rahe hai ki new Adsense Account se karne se account disable ho jayega.please reply
Abhi mat karo solution nikal raha hun jaldi video banaunga #technovedant
@@technovedant thank you very much
Sir maine ..blogger website ko adsense apply ke liye bheja .com domain se..to wahaase mail aaya ( you are website is down & unavailable ) to mai aabhi next step me kyaa kru...plz help me
Mujhe adsens eki mail aur apne site ka link send karo #technovedant
Sir maine apne blogger pr domain set kar liya hai .ml ab kya kru ki adsense add show ho jaye mere blog pr ..hosted acount hai plz help me anybody
Hosted account same blogger se liya hai? #technovedant
Bhai blogger me cookies notification kaise add kare?
Blogger me jo pahle milta tha vh ab kam nhi kar rha hai
Thanks bro
🙏🙏🙏Bhai iss topic pe jaldi video leke aaunga #technovedant
Bhai aapne Ekk video me btaya tha ki aap apne url se date kaise hataye to apne uss code ko apni khud ki site me use kyo nhi kiya
Bhai uss video mein maine clear bola hai jinka new blog hai unke liye yeh karna theek rahega aur jinka purana blog hai woh isse use na kare #technovedant
@@technovedant bhai Ekk baat or maine aaj domain se blog ko connect kiya or SSL certificate b liya lekin bavjud iske meri site pr SSL certificate ke vajha se link ke agge jo lock 🔒 lagga dikhayi deta hai wo show nhi ho rha kya kru.....?? 🤔 🤔 🤔
Ap wordpress pr bht Kam bnaty hein agr koi wordpress k oper on page seo articles koi video Hai to plz link send me
Sir aap konsa extension use karte ho
?
Kis cheez ke liye? #technovedant
@@technovedant for blogging SEO check etc help ke Liya
Me kebal festival wishing blogging karta ho jo sab festival wishing script dale hai wohi me apne blog me updated kar deta ho..
Bhi mere sath ek problem ho gyi h
Please reply jarur kijeaga..🙏🙏
Bhai mene 2 blogger banaya tha alag alag gmail se or 2 adsens banaya tha phala wala to youtube wala adsense tha .
Par mistake se mene dono blogger ko ek hin adsense se apply kr diya or mere adsense disapprove ho gya
Mene us wajh se apna dusra gmail wala blogger dlt kr diya jis gmail se mera youtube wala adsens bana tha pe us me se us gmail ka application nhi hat raha h
Please help kr doo bhai
Bhai ismein to google he kuch kar sakta hai google ko mail karo #technovedant
Minimum kitne word ka article likhna chahiye
500 words par aap maxium words ka likhna #technovedant
@@technovedant thanks bhai
Ye add propeller ka haina sir
konse wala ? #technovedant
Sir please reply
Aapka yeh post blogger par hai toh aapke techno Vedant. Com website par kaise laye
How to add/setup a custom domain on Blogger yeh dekhlo mere channel mein jake #technovedant
@@technovedant thank you sir