sir aap 435 ka hi gear box daale to achha rahega and dusare model ka daalane se speed me Problem and engine ka speed gear ke saath bilkul hi match nahi ayega to aapko aneko problem dekhno ko mil sakata hai engine tarque me aur set hone ke liye usame two tarah ka hyd sucction pipe ka position point rahata hai old model me jyada hyd pipe ka piont diffencial me hi rahata hai and new model me gear box me hi rahata hai to aap old model ka set kar sakate ho ho jayega but ho Problem ko bataya usko dhayan me rakhna company engine ke sath gear ka menu set karta hai to aapka Engine tareqe bigar sakatat hai dusare model or hp ka gear daalne se ok thanks bro 👍 👍
aap ka input shaft ka niddle bering ghisa hua hai sound ghar gharahat jaisa aata hai to niddle bering tuta hai 3rd speed gear and 4th speed gear me sound nhi ata hai kyu ki en dono gear direct ho jata hai aap gear top cover ko kholege to main shaft up dwon scru drive se uper niche playing batayega chaque kar le ok thank u sir ji
बोहोत बढ़या बताया आपने भाई
thanks bro 👍👍
@@SalahuddinTractorMasterगियर बक्स कसेफिटिङ 6:01 6:04 😊
খুব সুন্দর ফিট হয়েছে
Ok thanks u ji 👍👍
Very good
ok thanks u sir 👍🚜
Very good 👍🤲🌹
thanks u rahim ji
Super
Mo.number
ok thanks bro 👍 👍
Good mechanic please total introduce about gears
Ok❤
ok thanks u so much sir ji ❣️❣️
Bhai mere pas 435hai old model. Red colour wala. Usme escort ke kisi or modal ka complete gear box lag sakta hai. Please btaiyega jrur. .thx sir
sir aap 435 ka hi gear box daale to achha rahega and dusare model ka daalane se speed me Problem and engine ka speed gear ke saath bilkul hi match nahi ayega to aapko aneko problem dekhno ko mil sakata hai engine tarque me
aur set hone ke liye usame two tarah ka hyd sucction pipe ka position point rahata hai old model me jyada hyd pipe ka piont diffencial me hi rahata hai and new model me gear box me hi rahata hai to aap old model ka set kar sakate ho ho jayega but ho Problem ko bataya usko dhayan me rakhna company engine ke sath gear ka menu set karta hai to aapka Engine tareqe bigar sakatat hai dusare model or hp ka gear daalne se ok thanks bro 👍 👍
Sir powertrac 445 old old model le liye hai kya isme gear box problem jyada aati hai
😊🚜👍🇮🇳
thanks u sir
Thanku thanku bro
Ok thanks bro 👍 👍
🎉@@SalahuddinTractorMaster
Escort 435 2001 model hai usaka cultivater jamin me nahi dhasta hai kaise thik kare
hyd sensing spring and draft liver ko mechanic se chaque karva le thanks 👌
Kaun gear oil lage
POWERTRAC TRACTOR OIB BREACK ME. UTTO GENUNE GEAR OIL KAWACH OR SURAKSHA USE KARANA HAI
OK BRO THANKS U 👍
❤❤
ok thanks bro 👍
Bhai apna workshop kahan per padta hai use jagah ka naam batao
jehanabad rajabjar new bypass ke pass me hai ok thanks u 👍👍🚜
Sirji main shaft, counter shaft, pinion shaft ye dikhaya hai apne lekin lay shaft kidar rehata hai
lay shaft dwon possition me rahata hai
Sir 434 ka v same rahta hai kya gear ka sara items
yes dekhane me same hi lagata hai lekin us ke gear ka teeth me diffrance rahata hai thanks u sir 👌👌
@@SalahuddinTractorMaster thanks u sir
सर मेरा ट्रैक्टर 439 पावरटेक उसमें पहला दूसरा दूसरे में आवाज आ रही तो क्या कारण होगा
aap ka input shaft ka niddle bering ghisa hua hai
sound ghar gharahat jaisa aata hai to niddle bering tuta hai 3rd speed gear and 4th speed gear me sound nhi ata hai kyu ki en dono gear
direct ho jata hai aap gear top cover ko kholege to main shaft up dwon scru drive se uper niche playing batayega chaque kar le ok thank u sir ji
सर फोर गियर में तो नहीं आवाज आ रही खाली तीसरे और दूसरे पहले
Kitna kharcha huwa bataye bhai
सर इसमें खर्चा किया लगेगा
sir 4000/ se 5000 tak ka kharcha aya tha es gear job me aese job ke anukul kharacha ata hai thanks u sir ji
Aapkavidiobhuyachhalagasubhashpiryhalsfatahabadharyana
Sir apna no de do
ok thanks u 🙏🙏
Aapna contect number batado sir
ok 👍👍👍
Thanku Thanku bro
Ok thanks bro 👍