Bhai... ek chota sa problem clear kare? Aap jaanthe ho....Bepure RO stainless steel ka water purifier...!(Price 9999/-) isko simple RO membrane nikal ke NF 20 membrane laga sakte hai kya bhai..? please reply me! lena chahram.iska video banaye?
Sir, Mera Water Purifier UV UF hai, Jisme booster pump nahi hai. Submersible pumps se 6ft height tak itna pressure se pani nahi jata hai.. Aur out put water flow bohot slow hai 4 minutes lagta hai 1 lt bottle pani bharne mein.. Sir Kiya solution hai iska?
Sir,,,,mere ghar par PMC ki water ati he TDS below 200 he muje kitne Filter use karna chiye,,,,,, alkaline cartage ko use karna jaruri he kay ,,,,,plz help sir
Dost aap non electric water purifier ka paryog bhi kar sakte, uska link main niche de Raha hu. Alkaline cartridge lagana jaroori nahi hai,aap eski jagah koi bhi post carbon filter laga sakte hai Non electric water purifier ua-cam.com/video/pIEH6gB2BTk/v-deo.html 💐💐💐💐 Thanks for watching
Jinke ghar me overhead tank nahi hai wo isme water cooler ka pump ki wiring kese kare, taki tanky full hone pe purifier aur pump ek sath band ho jaye..
Sir jab SMPS se 24V hi nikalti hai to wo to pura voltage pump hi le leta hoga to phir Solenoid valve and UV Bulb ko jalne ke liye current kaha se milti hai sir plz bataye
Dost jo 24v ka smps hota hai wo 2.5 amp ka hota hai, aur booster pump 1.5 amp ka hota hai, es tarah se 24 v pura drop nahi hota, aur sv aur uv ko bhi pura karant milta hai
@@rajatmaggo53Dost alag alag jagah per ese alag alag naam se pukarte hai, kahi kahi per ese open uf membrane bhi kahte hai, humare yaha per ese jhadu uf membrane kahte hai.
Achhe Dhang se Apne Without Booster ,without Waste Water RO Prepare Karna Dikhaya ,Mujhe Achha Lga,---Rajender Singh Goyal Adv Hisar
Bhai... ek chota sa problem clear kare? Aap jaanthe ho....Bepure RO stainless steel ka water purifier...!(Price 9999/-) isko simple RO membrane nikal ke NF 20 membrane laga sakte hai kya bhai..? please reply me! lena chahram.iska video banaye?
Agar hume isme booster pump lagana ho to kis position par lagana hoga? please suggest
Thanks
Kitne TDs water purifier bnana chaiye
Can we install Alkaline candle after UV barrel
My water TDS 40 what filter should I use?
Address to bataio
Sir membrane bhi lagai hai aapne
plz watching part 23
I am watching all your video and you give us very valuable information about water purifier.
Thanks
Thanks for the wanted video. TDS of my bore well water is 273 . Can l use this UF - UV water purifier in my home?
aap ese use kar sakte hai
Sir, Mera Water Purifier UV UF hai, Jisme booster pump nahi hai. Submersible pumps se 6ft height tak itna pressure se pani nahi jata hai.. Aur out put water flow bohot slow hai 4 minutes lagta hai 1 lt bottle pani bharne mein.. Sir Kiya solution hai iska?
Sir,,,,mere ghar par PMC ki water ati he TDS below 200 he muje kitne Filter use karna chiye,,,,,, alkaline cartage ko use karna jaruri he kay ,,,,,plz help sir
Dost aap non electric water purifier ka paryog bhi kar sakte, uska link main niche de Raha hu. Alkaline cartridge lagana jaroori nahi hai,aap eski jagah koi bhi post carbon filter laga sakte hai
Non electric water purifier
ua-cam.com/video/pIEH6gB2BTk/v-deo.html
💐💐💐💐
Thanks for watching
@@bazardpurifier1984 thanks sir for your reply
Aapki work shop ka address kya hai sir ?
Jinke ghar me overhead tank nahi hai wo isme water cooler ka pump ki wiring kese kare, taki tanky full hone pe purifier aur pump ek sath band ho jaye..
plz wait early soon
सर जी नमस्कार🙏
सर जी मुझे एक जानकारी चाहिए, UF+UV फिल्टर में प्रेसर कम होने पर बूस्टर पंप लगा सकते है क्या?
yes, लगा सकते है, 50 gpd से ज्यादा का नही लगाना चाहिए।
Thanks sir..
Sir jab SMPS se 24V hi nikalti hai to wo to pura voltage pump hi le leta hoga to phir Solenoid valve and UV Bulb ko jalne ke liye current kaha se milti hai sir plz bataye
Dost jo 24v ka smps hota hai wo 2.5 amp ka hota hai, aur booster pump 1.5 amp ka hota hai, es tarah se 24 v pura drop nahi hota, aur sv aur uv ko bhi pura karant milta hai
Hello sir,Mere ghar par 250 TDS ka paani aata hai municipality se sir mujhe UF+UV lgana chaiye ya fir NF20+UV ??
Dost aapke liye uf + uv water purifier sahi rahega.
Detail mein jankari lene ke liye aap part 5 dekhe.
Thanks for watching
💐💐💐💐
ye sir aapne jo jhadu(pvdf) membrane ke baare me btaya hai ye sir market se leni ho to yhi naam lena hai iska
@@rajatmaggo53Dost alag alag jagah per ese alag alag naam se pukarte hai, kahi kahi per ese open uf membrane bhi kahte hai, humare yaha per ese jhadu uf membrane kahte hai.
Aap ese Amazon se bhi maga sakte hai.
Jhadu uf membrane
amzn.to/3yO5iVK
sir aapa contact no. dijiye
Apka mobile number or address dena bhai Panipat se hu R O banvana h
dost aap pahle meri sari video dyan se dekho, in video ko dekh kar aap khud Ghar par ro Bana sakte ho, bahut hi aasani se.
Thanks for watching