आपकी कार स्टीरियो में फ्रंट पैनल में प्रॉब्लम है यह खास करके इस स्टीरियो पर होता है स्विच के शॉट होने से फ्रंट पैनल का जो सारे बटन है उन सारे बट्नों को एक-एक करके चेक करना पड़ेगा ठीक हो जाएगा किसी मैकेनिक्स को पास दिखा दीजिए मैं ठीक कर सकता हूं लेकिन मैं बहुत दूर रहता हूं असम में रहता हूं इस वाले लिंक पर मैंने स्टीरियो का वीडियो बनाकर रखा हुआ है उसको देखिए और रिपेयरिंग करने की कोशिश कीजिए ua-cam.com/video/PUMLrU9ZSIw/v-deo.html
Aapne Bhi Vahi Galti Ki Jo Sabhi Technition Karte Hai Kyoki Ye Jugad Fail Hai Mene Karke Dekh Liya Es Bluetooth Me Sound Feedback System Hai Jis Ki Vajha Se Jab Bhi Gana Change Hoga Ya Phir Aap Karoge To Ye Bhat Bhat Ki Awaj Karta Hai 2Bar Nahi Samj Me Aaya To Phir Se Bata Deta Hu Jab Aap Kisi Tv Ya Mbile Ne Koi Movie Dekhoge To Aage Ke Dailog Cut Jate Hai Kyoki Jab Tab Audio Es Blutooth Chip Me Aati Hai Tab Tak Ye Activate Rehta Hai Aur Jese Ho Audio Band Ho Jati Hai To Sleep Mode Ne Chala Jata Hai Isliye Esase Badiya To Aux Me Ho Chala Lo Vo Hi Achha Hai Ya Phir Sony Ka Dsx-416 Wala Car Stereo Lelo Kabhi Koi Dikkat Hi Nahi Aayegi Kyoki Ye Mene Mere Jvc Ke Car Stereo Me Kiya Tha 1Ghante Baad Hi Mujhe Ese Hatana Pada Sala Dimag Kharab Kar Diya Bhat Bhat Karya Rehta Hai Isiliye Aesw Jugad Mai Fail Hi Manta Hu Ab Ye Mat Kehna Ki Aapka Stereo Kharab Hai Kyoki Mai Use Sony Ke 416Se Audio Deta Hu To Kisi Tarha Ki Koi Samsya Nahi Aati Hai Kyoki Sony Ke Bluetooth Ka Audio Stable Rehta Hai Bar Bar On Off Nahi Hota Hai Aur Jvc Se Jodne Ka Karan Ye Hai Ki Jvc Ka Treble Aur Bass Kafi Acha Hota Hai Sony Ka Bass To Jabardast Hai Per Treble Kam Lagta Hai To Ho Bhai Saste Ke Chakkar Me Ye Karne Ki Soch Rahe Hai Unki Mehnat Aur50Rupay Bekar Hi Jayenge 😅😅😅😅😅😅
Bhai sahab koi koi Bluetooth mein system hi alag hota hai कभी-कभी Bluetooth chips bhi kharab hota hai ek sath Laut Jo hota hai Na Mal ka Laut hota hai vah Laut hi kharab nikalta hai maine jitne bhi Bluetooth lagaya hai aap jis bare mein Bata rahe Hain aise to mujhe nahin mila main jitna bhi Bluetooth lagaya hun Agar nois ka koi problem hai uske liye hamen audio left right ka bich mein jo ground hota hai vah ground ham nahin lagane se bhi invoice chale jaate Hain to aapane kis tarah ka Bluetooth lagaya vah mujhe pata nahin mere pass to is tarah ka problem nahin aaya main to Bluetooth bahut sare Laga chuka kam se kam hajar stereo mein Bluetooth Laga chuka hun 🤗
@ Mene Yahi Chip Lagai Thi Isi Ke Hi Baare Me Bata Raha Hu Kher Koi Baat Nahi Aap Sirf Itna Karna Ki Apne Mobile Se Conect Karke Koi Movie Dekhna Lekin Dhyan Rahe Movie 1990 Ke Dasak Ki Ho Jisme Background Music Continue Na Ho. Kuch Der Movie Dekhne Ke Baad Aapko Notice Hoga Ki Movie Me Starting Ke Dailog Me Kya Bola Hai Vo Samjh Me Nahi Aayega Kyoki Es Kit Me Audio Breking Ki Samsya Aati Hai Ek Baat Aur Batatu Hu Ki Mene Kam Se Kam 5Alag Alg Type Ke Bluetooth Ke Sath Ye Try Kiya Hai Jyadatar Me Yahi Samsya Mili Hai Mujhe Last Me Mene Sony Ka Dsx-416 Try Kiya! Yani Ki Janimani Compony Jis Ke Baare Me Aap Bhi Jante Ho Meri Samsya Hamesa Ke Liye Mit Gayi Tab Se Mujhe Yakin Ho Gaya Ki Jugad Hamesa Jugad Hi Rehta Hai Compony Med System Ki Baat Kafi Alag Hoti Kyoki Badi Componiya Har Us Chij Ka Dhyan Rakhti Hai Jis ki Vajha Se Unka Market Kharab Na Ho. Sayad Yahi Vajha Hai Me Indian Music System Bilkul Bhi Pasand Nahi Karta Hu Aur Hamesa Japan Amplifier Hi Try Me Rehta Hu Jinme Onkyo Ka Bhi Naam Hai Bahoot Saari Componiyo Ke Speaker Try Kiye Per Best Audio Qwality Onkyo Ke Speaker Se Hi Mili Hai Clear Crystel Voice Kher Jo Bhi Ho Bade Brand Ke Audio System Ki Baat Kafi Alag Hoti Qwality Ke Bare Me Isiliye Ek Bar Phir Yahi Kehna Chaunga Ki Jugad Hamesa Achha Nahi Hota Hai Ha Timepass Ke Hisab Se Gane Sunane Ke Liye Thik Hai Bas Aur Kisi Kaam Ka Nahi Hai
Hi sir apine ka car cd receiver hai work nai karta only CD option hai usme repair karvana hai
Ok ji
Mere kar ka tep ka famsam nahi ruk Raha hai ato metik ho gaya rukta hi nahi hai yek pe