Jiska adhar Card Inactive hogaya hai wo Apna full Biometric Update Karwaye Adhar Seva Kendra me jakar sirf full biometric hi update karna hai aur kuch nahi...😊
Aadhar card update krwane gye the or wo bole ki 50 se upar ki umr ke logo ka biomatric nhi hota h tho akele phto capture se aadhar card update ho jata h kya mam
Mam mera same dekha rahi hai deactivate under regulation 28 of tha adhaar toh meinne mere yeha jo adhaar card update wagera karte hain vahan per ja kar bola pahle to unhone bola ki hamare yahan nahi ho payega Ranchi office jana padega fir bola thik hai ek bar biometric update karke dekhte hai ki ho sakta hai kya to 200 rs charge kiye to main ne kar liya mam is se ho jayega kya? nahi to mam mera ghar ranchi se bohot dur hai mein Hooghly mein rahata hun
@@Technicalqueenpuja mam mein thodi der age call Kiya tha to sob bola Jo Jo mang raha tha document bas kitna time pe hua tha adhaar card who nahi bataya Paya adhaar card pe kahi par likha nahi hai time to fir bola ki kuch show nahi kar raha hai, time mam kaha se mile ga mera to deactivate ho gaya hai update status bhi nahi dekh pa raha hun adhaar card par kahi par likha hua hota hai to please batana mam
Mam kareeb 6sal ki thi tab bana tha ab 13sal ki ho gayi hai 2023 me apdete karbaya tha vayometrik par reject hogya tha tab calsil nhi hua tha 29/7/2024ko fir apdete karvaya uske baad abhi PTA chala ki uska aadhar inaktiv ho gya h
Madam mera ek aadhar Deactivated hogaya hai....lekin 7 to 8 time Biometric update karwaya....phir bhi Aadhar jo hai active nahi huwa hai....kya karna hai....madam....
Sirf biometric karaiye aur kuch nahi centre me jakar bolna hai deactivate hogaya hai bolkar waha ek kyc form fill karna parega ,aur ekbar 1947 coustomer care se bath karke complaint kijiye hojayega
Jiska adhar Card Inactive hogaya hai wo Apna full Biometric Update Karwaye Adhar Seva Kendra me jakar sirf full biometric hi update karna hai aur kuch nahi...😊
iris bhi update hoga yaa sirf biometric hi update karvana he
Full biometric update kar lena
Aadhar card update krwane gye the or wo bole ki 50 se upar ki umr ke logo ka biomatric nhi hota h tho akele phto capture se aadhar card update ho jata h kya mam
Kon boka Biometric nahi hota hai aap Coustomer Care se bath kijiye 1947 per
@@Technicalqueenpuja aadhar card update wale ne hi bola tha
Mera 2018 se deactivated hai, kai bar biometric, demographic kervaya, kuch nhi hua
Adhar centre me jakar only biometric update karna boliye aur kyc vhi karna hai boliyega hojayega
Mam mera same dekha rahi hai deactivate under regulation 28 of tha adhaar toh meinne mere yeha jo adhaar card update wagera karte hain vahan per ja kar bola pahle to unhone bola ki hamare yahan nahi ho payega Ranchi office jana padega fir bola thik hai ek bar biometric update karke dekhte hai ki ho sakta hai kya to 200 rs charge kiye to main ne kar liya mam is se ho jayega kya? nahi to mam mera ghar ranchi se bohot dur hai mein Hooghly mein rahata hun
Biometric ke sath kyc vhi karna cahiye tha ... update hojayega aap wo enrollment number lekar coustomer care se puchte rahiyega 1947 Par
@@Technicalqueenpuja mam mein thodi der age call Kiya tha to sob bola Jo Jo mang raha tha document bas kitna time pe hua tha adhaar card who nahi bataya Paya adhaar card pe kahi par likha nahi hai time to fir bola ki kuch show nahi kar raha hai, time mam kaha se mile ga mera to deactivate ho gaya hai update status bhi nahi dekh pa raha hun adhaar card par kahi par likha hua hota hai to please batana mam
Madam meri beti ka aadhaar karad cansil ho gya h plz bataiye kaise sahi hoga apki bdi kirpa 😢 hogi plz bta dijiye
Kese kab banwaya tha
Mam kareeb 6sal ki thi tab bana tha ab 13sal ki ho gayi hai 2023 me apdete karbaya tha vayometrik par reject hogya tha tab calsil nhi hua tha 29/7/2024ko fir apdete karvaya uske baad abhi PTA chala ki uska aadhar inaktiv ho gya h
Pilz help mi
Madam aap video kisse banateho camera ya mobile ?
Mobile me
Upload kis catagory me upload karte ho @@Technicalqueenpuja
Mem mera aadhar card number inactive dikha rha h or biomatric b kraya cancl hogya request bohut preshan horhe h hum
1947 per complaint kariye ekbar
Mere pas only adhar card he ho jayega usse
No I'd proof Nd address proof lagega
Mam mera bhi deactivate ho gaya hai under regulation 28 ....kya kare
Adhar centre jakar biometric and KYC kariye hojayega
Mam hamne adhar update krwaya 3 br pr tino bar reject hora h ky kre plzz reply
Kyc vhi karna hoga sath me centre me boliye waha pe
mam mere wife ka aadhar card inactive ho gaya h kai bar Biometric kra le , active he nhi ho raha kya karu bhoot parasan hu
Biometric ke sath phone number vhi link karaya tha aapne?
@@Technicalqueenpujadocument update bang raha h kai bar kra liya vo bhe tab bhe nhi hua biometric bhe kra le kuch nhi ho raha mam
1947 per call karke boliye problem waha solve hojayega don't warry
Mam maine Full Biometric Update Kraya Tha Bt Kuch Din Bad Duplicate Show Ho Raha Kya Kre Any Solution...?
Aap wo enrollment number se 1947 coustomer care se bath kariye ek bar
Agr biometric mismatch dekha raha hoga tou be active hoga
To fir nahi hoga
Mem 4 baar biometric update karba liya har bar reject ho jata hai
1947 per complaint kijiye hojayega
Kya show kar raha he
Mem ye video skip nhi ho rha hai
Esaa video kese bnate hai bataye
Upload ke bad premier per publish kardijiyega
Sir jab mobile number add nahi hoga to check kaise karna hai bana ke nahi
Adhar ka video recently upload Kiya hai mene usme last me bataya hai mene kese status check karna hai u can watch that video
Phir Uske baad me active ho jayega kya aadhar card
Yes kyc vhi karna hoga sath me
@@Technicalqueenpuja kyc matlb Kaha karana hoga
Adhar seva kendra me appointment lekar
Aadhar seva me aadhar ki ekyc karanai Padegi matlab
Mam kitne time me ho jayega
Ek se do hapte me
thanks so much
You're welcome!
Madam mera ek aadhar Deactivated hogaya hai....lekin 7 to 8 time Biometric update karwaya....phir bhi Aadhar jo hai active nahi huwa hai....kya karna hai....madam....
Sirf biometric karaiye aur kuch nahi centre me jakar bolna hai deactivate hogaya hai bolkar waha ek kyc form fill karna parega ,aur ekbar 1947 coustomer care se bath karke complaint kijiye hojayega
Mem vo sab karvaya nahi ho raha hai@@Technicalqueenpuja
Mem mera nhi ho rha hai update bahut bar kra liya
Sirf biometric update karaiye aur wahape kyc form vhi vharna parega hojayega
Mam bhut bar update kiya nhi ho rha hai
Kya show ho raha hai?
@@Technicalqueenpuja invalid inactive aadhar number
Same problem Mera v hai baar baar tetnical Resion Se Reject Ho Ja raha hai Aur Reinrolnent karne bola ja raha hai@@Technicalqueenpuja
Aadhaar center ja kar kya Karna hai
Ha
Mumbai ko jaaoo bol rha hai mam plz help mi 😢😢
@@rushikeshjadhav2158 adhar seva kendra jaiyena waha nahi kar raha hai to 1947 per ek bar bath kijiye
Phone kiya mam
Aap reginaol office se contact kre bol rha hai
Nai ho raha hai mera activate adhar
Adhar centre jakar sirf biometric karaiye hojayega
madam ap bahut khubsurat hain
Tnq...
please reply mam 😢