D313 Transistor Amplifier Circuit Repairing & Modifiction - Sound Testing - New Generation 123

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 2 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 13

  • @attiqueg1310
    @attiqueg1310 Рік тому

    mashAllah g

  • @executiveengineer9842
    @executiveengineer9842 3 роки тому +2

    Assalamu Alaikum
    Bhai ye D313 Wala formula ab old ho gaya....
    iss kit ke bhai hum ne bohat banaye hein amplifier D313...Ya 2N3055.....ab to 3055 japani milta nahi jab hum banatay thay tab bhi 3055 original mushkil se milta tha to hum TSL 3055 use kertay thay TSL3055 bhi kafi acha sound deta tha....
    phir D313 ki jaga D1047 use kerna shuru kiya.....
    aj kal jo mein ne apnay liye banaya hua hai os mein D313 ki jaga TIP35 aur C1383 ki jaga D313 aur A683 ki jaga A614 use kiya hai.....A614 ki jaga ap B511 bhi use ker saktay hein aur jahan A1015 ke sath C1383 use hota hai oss mein mein ne D313 use kiya hai.....Sound quality bohat achi hai.....aur jahan 68 ohm ki resistor use hoti hai hum wahan 33 ohm use kertay hein.....Ap bhi try ker k dekhein apko is se zeyada maza aye ga......transformer mein nay round about 15A banwaya hai aur output voltage 29-0-29 rakhwaye hein...

    • @NewGeneration123.
      @NewGeneration123.  3 роки тому +1

      bro apne jo kuch likha aur jo kuch bataya wo sab thik hai. mene apni video main bataya hai k ye ek 30watt kar circuit hai. mene already mention kardia hai. aur apne apney lie jo banaya hai uski power 80 se 100 watt ka hai. isliye apne 1383 ki jaga d313 lagaya hai agar ap d313 nahi bhi lagate tab bhi apko 80watt kipower mil jati.khair apne apna experience share kia achi baat hai. lekin d313 ki apni ek quality hai ye senir audio designer achay se jante han

    • @executiveengineer9842
      @executiveengineer9842 3 роки тому

      @@NewGeneration123.
      Bhai Mera Kehnay ka matlab ye tha ke ab sound technology badal chuki hai ab jo quality ka sound songs mein playback hota hai osay D313 full quality se output nahi deta so aj ke sound ke mutabik sound ko set kerna perta hai....market mein jo bani banai kit milti hai log osay he assemble ker k kam chala letay hein na bachnay walay ko pata na kharidnay walay ko k sound kiya hota hai....hum jesay kuch crazy log samjhtay hein k sound kiya hota hai....khair reply denay ka shukriya

    • @NewGeneration123.
      @NewGeneration123.  3 роки тому +1

      @@executiveengineer9842 han bro apki baat bilkul drust hai.mene last main sound testing ki hai to handfree laga kar sound quality ka responce zurur check kijiyega. thankyou very much k ap bhai meri video dekhte ho aur like coment bhi karte ho apka shukriya bro. take care

  • @lalalazar4639
    @lalalazar4639 2 роки тому

    Bhai mery pas asy bhot dead bords hain.
    Magar bhot zada iasus hain,
    Aka ka transistor to biluk ok hai but awaz cut k ati hai

    • @NewGeneration123.
      @NewGeneration123.  2 роки тому

      issue uswaqt tk hai jb tk ap fualt tress pr kamzor han

  • @m.dusman4204
    @m.dusman4204 3 роки тому

    30 0 30 volte se chala sakte he

  • @djdanish3640
    @djdanish3640 2 роки тому

    Sir I have a mono dual d313 kit .is kit ma pehly c2036 k 2 transistor lagy Hwy thy jis ki waja sy awaz theek ati thi lakin ik 2036 khrab hony ki waja sy us kit ma d313 ka transistor use kia tha lakin jab volum ful kry to speaker bht zada vibrate krty hain aur waz bhi bilkul theek nai ati .help me iam in trouble

  • @talhamughal58
    @talhamughal58 3 роки тому

    A/o/A sir kya hal hy sir plz apna whatsapp number send karan ap say apmlifair k bary ma information lani han

    • @NewGeneration123.
      @NewGeneration123.  3 роки тому

      bro whatsapp number public k lie abhi kuch waqt tak available nahi hai aap naraz nahi hona lekin main bhot jald whatsapp aur facebook ka link bhi ap sabko dedunga