#namaz

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 17

  • @sultanzeb-no1bv
    @sultanzeb-no1bv 2 місяці тому

    Masha Allah

  • @KHANMOBILESOLUTIONS
    @KHANMOBILESOLUTIONS 2 місяці тому +1

    Walekum assalam shaikh

  • @absarahmad5719
    @absarahmad5719 2 місяці тому +1

    ماشاءالله شیخ محترم نے اس مسئلہ کو واضح کر دیا۔۔۔جزاك الله خيرا

  • @MunzirMoni
    @MunzirMoni 2 місяці тому +1

    Mahsallah zabrdast

  • @subhanmisbahi9576
    @subhanmisbahi9576 2 місяці тому

    Allah aap ko sahi salim rakhe
    aameen

  • @nazarkhan1248
    @nazarkhan1248 2 місяці тому

    اللہ تعالیٰ آپ کو سلامت رکھے آمین

  • @haneefkhan7031
    @haneefkhan7031 2 місяці тому

    Assalam alaikum Maulana meraj Rabbani Sahab

  • @nazarkhan1248
    @nazarkhan1248 2 місяці тому

    ❤❤❤❤❤

  • @quaisarulhoda4407
    @quaisarulhoda4407 2 місяці тому +1

    السلامُ علیکم..
    Shaikh Rabbani Saab..
    Ek, Puraani Videos...
    Aap Ki, "NAMAAZ-E-JANAAZA KE
    MASAIL" Jo 2 Part Mein Hai....
    Use Re-upload UA-cam Pe Karen.. Shukriya. ❤

  • @isakazi5007
    @isakazi5007 2 місяці тому

    Assalam wa alaikum wa Rahmatullahi wa Barkathu
    Shaikh aaj bhi hind mein molvi saab mayyat dafna nye k baat kabar per buland aawaz mein padte hai.

  • @iqbalahmedkhan3338
    @iqbalahmedkhan3338 2 місяці тому +1

    Nemaze janazah par bakwas karne wale aalim se mera sawal hai ke woh maujoodah quran mein janazah ki nemaz padhne ka hukm bataye. Musalmanom ka dawah hai ke allah ne meraj ki raat 50 aur saudebazi ke baad 5 waqt ki nemaz padjne ko aasman par hukm diya. Musalman yeh bhi sabit kiya ke allah apni baaton ya faislon ko badal deta hai kiyonke usmein kami hoti hai. Aise mardood log jannat mein jayenge jo allah ki tayheeni kar rahe hain.
    Agar nemaz 3 nahi balke 5 waqt aur ek tahajjud padhna hai to:
    Eed, baqreed, yaraweeh, chast, idhraq waghaitah ki nemazen aur janazah ki nemazen kis khoda ne kab aur kahan padhne ko hukm diya. Quran se daleel dekar bataya jaye. Quran se bataya jaye ke zalat kitna dena hai aur kise dena hai. Fitrah aur khatna bhi quran se bataya jaye.
    Yehi haal rozah ka hai. Kitne din rozah rakhen aur yeh kitne type ke hain. Uska hukm surah baqra se hat kar aur kahan hai bataiye. Hashr mein hisab kis quran se hoga yeh bhi batayen aur maujoodah quran ki sadaqat ko sabit karen. Sabit karen ke nabi saw mushaf dekar nahi gaye. Sirf bol kar chale gaye. Maujoodah quran ko kisne certify kiya tha ke naqal asal quran ke jaisa hai. Ismein repeated aayaten kiyon hain. Nasikh aur mansookh aayaton ko quran ki raushni mein samjhayen. Jhoothi hadees sunakar gumrah na karen aur sirf nemaz ka zikr karke logon ko uljha kar nahi rakhen. Aaplog 1400 saal se yeh kaam karte aarahe hain. Aalim hain to fikr aur quran ki baat karen. Ise mokammal samjhayen.
    Allah ka farman hai ke hamne quran ko aasan wa faham kar diya take tum samjh sako. Magar quran padhne par allah ki yeh baat sach kiyon nahi sabit hoti hai. Sabab bataiye.
    Viyra

    • @imranahmed-pi6ug
      @imranahmed-pi6ug 2 місяці тому

      Joosh ma hoosh nai khona chahyea Bhai jan..
      تعصب کی کوئی حد ہوتی ہے
      Baat ko achi trah suno pehlayy phirr apnay sawaaal Dekho
      Taqleed ka name suntay hi aag bhgola hogy ho

    • @imranahmed-pi6ug
      @imranahmed-pi6ug 2 місяці тому

      😅

    • @zaidurrahman5148
      @zaidurrahman5148 Місяць тому

      السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
      مجھے بڑا افسوس ہے آپ کے لئے اللہ آپ کو صحیح دین کی سمجھ اتا فرمائیں صحیح العقیدہ اللہ آپ کو بنائے آپ کی آنکھوں سے تقلید کا پٹا جسے ہندی میں ہمارے یہاں اندھ بھکت کہاں جاتا ہے وہ پٹا اتر جائے اور منہج صحابہ فہم صحابہ اور صحابہ کے عقائد ونظریات اللہ آپ کو دے ۔
      میرے پاس زیادہ وقت نہیں ہے نہیں تو میں آپ کے سوالوں کے جوابات دلائل کے روشنی میں دیتا ان شاءاللہ وقت ملتے ہی آپ کو اسی کمینٹ بوکس میں ریپلائے کرونگا ان شاءاللہ

    • @iqbalahmedkhan3338
      @iqbalahmedkhan3338 Місяць тому

      @@zaidurrahman5148 aali janab assalamo alaikum
      Hamein har daleel faqat quran se denge. Ham janna chahte hain ke quran hamari madad kahan tak karta hai. Ham hadees ki daleel nahi manenge. Har daleel sirf quran denge take ham kuchh ilm hasil kar payen. Meri nazar mein hadees mazhabi kitab nahi hai. Woh faqat tareekhi aur kahani ki kitab hai. Ham kuchh seekhne ke liye comment likhte hain qabil banne ke liye nahi.

  • @KHANMOBILESOLUTIONS
    @KHANMOBILESOLUTIONS 2 місяці тому

    Shaikh aap ko sawal kaise puche koi WhatsApp number hai to bataye