Thanks for all the info. Ek sawal tha Sir. Kya booking karte waqt ye likha hua aata hai ki booking paharganj side wale RR mei mila hai ya ajmeri gate side mei?
Kitne log reh sakte hai ek room me? Like aapka double bed room hai toh sirf ek hi allowed hai yaa do log same price me ? Sabke liye alag room lena padega agar hum group hue toh??
Video to accha hai bhai.... But ye upar jane ka stair kha hai.... Jha police saaman check karti hai machine me scanning me... Whi ke pass sidhi hai kya
Bhai mera ek qus. Hai mujhe 17 November ko journey karni hai new delhi se kanpur prayagraj express me,train ka time to apko pta hi hoga to me ambala se new delhi paschim express me aa raha hoon jo ki mujhe new delhi meri prayagraj express k departure se 5 ghante pehle pahuncha degi to kya me waha 4 ya 5 ghante k liye room book kar sakta hoon single person
@@RailPremiRj for total 5 person 2 adults + 3 children's age 13+11+6... Konsa room no book karna hai family ke liyea? Double bed room mea allow karen gea kya 5 persons ko?
Sir without ac bale room ka kitna cost hai 24 hours kai liye aur booking kaise hote hai
Love From Bengaluru Karnataka❤❤❤
Thanx for watching 🙂
Very informative video. Watched both your videos- Pahadganj side and Ajmeri Gate side
Thanx bhai
Awesome knowledge and video
Thanx Tannu
Hand showers hote hai yaa jet aise bathrooms me?
Ye batao bhai delhi station ke adar hardware tool le ja sakate hai
Good information rajesh bhai
Thanx Yuvraj Bhai
Amazing vlog Bhai
Thanx bhai
Bhai sardiyo mae kambal dete hai kya or kitne din phle tak available ho jata hai
Han kambal dete hai bhai.. Abhi 60 din pahle train tickets book ho rahe hai toh ap jitani jaldi ticket book kar lo.. Utna room Milne ka chances hai
Thanks for all the info.
Ek sawal tha Sir. Kya booking karte waqt ye likha hua aata hai ki booking paharganj side wale RR mei mila hai ya ajmeri gate side mei?
Han right me chota sa likha hua aata hai but sirf booking ke time par hi aata hai.. Receipt me nahi likha hota
@@RailPremiRj is information ke liye many many thanks. Ab booking karte waqt dhyan mei rakhunga is baat ko
Ji bilkul
Kitni din k phle book Krna pdta h bhai
Bhai check-in late hone se chalegaa kya ???
Han bhai chal jayega
Kitne log reh sakte hai ek room me?
Like aapka double bed room hai toh sirf ek hi allowed hai yaa do log same price me ?
Sabke liye alag room lena padega agar hum group hue toh??
Double bed room me 2 log allow hai.. Reception me baat karke extra log bhi ruk sakte hai agar wo allow kare toh
Video to accha hai bhai.... But ye upar jane ka stair kha hai.... Jha police saaman check karti hai machine me scanning me... Whi ke pass sidhi hai kya
Han wahi se left lena hai sidhiyan dikh jayengi apko
@@RailPremiRj check out karne me agar late ho jaye to koi problem vi hota.. Ye mera first experience hoga isiliye puch rha hu
Agar late hoga toh wha jo Banda rahega usse ek baar puch lena ki bhai iski aage koi booking nahi hai toh kuch ghante aur ruk sakta hu
Bhai mera ek qus. Hai mujhe 17 November ko journey karni hai new delhi se kanpur prayagraj express me,train ka time to apko pta hi hoga to me ambala se new delhi paschim express me aa raha hoon jo ki mujhe new delhi meri prayagraj express k departure se 5 ghante pehle pahuncha degi to kya me waha 4 ya 5 ghante k liye room book kar sakta hoon single person
Han aap dormitory book kar lena bhai.. PNR ke jariye online IRCTC Retiring Room me jana waha se book hoga
retiring room ke booking kiya hai, lekin likha nahi he ki mera room ajmeri side hai ya paharganj? how to find
Jab site pe room select karte hai tab wha dikhata hai.. Abhi ap waha inquiry me pata karna
2 log hai to dono ka alag charge hoga ki kaise hoga please explain brother..
Double bed room me do log rah sakte hai.. Price yahi rahega
@ dono ka price lagega ??
Kitna din k liye book Kar skate hai.or ek room 3 admin or 1bacha ek room mil Sakta hai
48hrs tak book ho jayega.. Ek room me 2 log 1 baccha ruk sakte hai
@@RailPremiRj thank you
Family room hai kya ajmiri gate retiring room mea ?
Yaha double bed room hi milega bhai
@@RailPremiRj for total 5 person 2 adults + 3 children's age 13+11+6... Konsa room no book karna hai family ke liyea? Double bed room mea allow karen gea kya 5 persons ko?
5 log double bed me adjust nahi kar payenge.. Ap do room le sakte ho ya waha baat karke adjust kar lena
Waise kitne din phle book kr skte h RetiringRoom
4 mahine pahle se hi
Bhai offline book kar sakte he na ??
Offline me kabhi available nahi milega kyoki log pahle hi online book kar lete hai isiliye ap bhi online book kar lena
bhai dormitory kitne bedded hai
Ek room me 6-8 bed hote hai bhai..
Very good
Thanx 🙂
Retiring room to pahargunj side he to AAP kyuin Ajmeri gate bata rahe hoo
Is side bhi hai
A very informative presentation indeed !!
Thanx Bhai 🙌🏻
@@RailPremiRj bhai agar mai 4 clock morning me aau tu kya staff hai. number hai kya pleasemera paper hai
Number toh nhi hai bhai but apka Inquiry office se check-in ho jayega..
I.m Rewa ❤
Rewanchal Express coming soon..
Bro kya hum journey se phhle hi room book karna padta hai ya ....agar reversed ticket dika ke udar jane ke baad bhi room book kar sakte hai kya
Online book hi karna bhai offline me nhi mil payega
Kitna log reh sakte hai?
2 log aur ek baccha bhi
Bhai online book nhi ho pa rha h
Kya kre
Room available nahi dikha raha hai kya
@@RailPremiRj haa
45 din phle se try kr rha hu nhi ho rha
Slot available nahi dikha raha?
@@RailPremiRj nhi dikha rha slot
Book ho gaya hai sab isiliye
505 kis taraf se jaana padega
Ajmeri Gate Side se hi.. Mera 506 tha isi ke bagal me hoga
@@RailPremiRj dhanyawad .. platform no. 5 se kaise pahuchenge?
Foot overbridge par chadhna 16 number PF par aana.. Exit ki or aapko ye milega
One solo traveller ko on-line booking retiring available
Han bhai online book kar sakte ho
तो अब कृपया यह बताओ / जवाब लिखो की आने वाले दिनों में अगले 10 दिन के अंदर किसी ट्रेन का सफर आ रहा ? BGKT - BSP/PURI-SNSI
तमिलनाडु एक्सप्रेस एंजॉय करे!
Bhai train no.08261 ka video lao
Ok sure
❤
🙂
bhai ajmeri gate nahi hai kashmiri gate hai😂
Wo Ajmeri Gate hi hai kashmiri gate aage hai
ब्लॉग अच्छा था लेकिन क्या BGKT - BSP/ PURI-SNSI में से किसी 1 ट्रेन का सफर क्या 10 सितंबर 2024 से पहले आ सकता हैं ?
Ok sir
Pali New delhi