Bhai kisiko bhi 5900 fees refund ho ya na ho iski kisiko bhi padhi nahi hay, bus 2022 walo ka PCI registration kar day. Or exit exam ko 2023 wali batch say lagu karay
Bhai d pharmacy karne vale students ko aitna to pata hota hi hai yaar ye jo sari information aap ne batao hai teek hai but hame to ye sab baate pata hai .........by the way mere bhi paise nahi aye .
Bhai kisiko bhi 5900 fees refund ho ya na ho iski kisiko bhi padhi nahi hay, bus 2022 walo ka PCI registration kar day. Or exit exam ko 2023 wali batch say lagu karay
Kyu bhai lagu karna hai to 2025 mein lagu karo exit exam na ki 2023 m
Right 👍
Jiske gaye 5900 usko to padi hogi tune nahi diye to matlab kisi ne nahi diye kya
mera to 5900 account mein refund aa gya 🥳🥳🥳🥳
Abhi Refund Process Start nhi hui hai So wait kriye january First week me Refund start Hone ke Chance hai.
Bhai logo isse kuch jhaat bhr jankari h nhi pharmacy ki ye keval view lene aathe h bs
Bouy court exit exm ❌👎 please jaldi se jaldi ho ragistration hamara😢
mera to 5990 account mein refund aa gya 🥳🥳🥳🥳
Bhai d pharmacy karne vale students ko aitna to pata hota hi hai yaar ye jo sari information aap ne batao hai teek hai but hame to ye sab baate pata hai .........by the way mere bhi paise nahi aye .
Sir ek twitter campaign hona chahiye
Aur agar account dis activate ho gaya ho to
Bhai un paisu key liye kuch form fill karna hai kiya
2024 khatam hone ko aaya par kuch update nahi aaya exm hoga ke nahi
Sabka time west ho raha hai.
Iska javabdar kon hoga
Content not found query uppc registration solution?
bhai uppc query me respond me jo documents ki query ho submit Krna hota he
Bhai mere koi notification aaye to video banaya krye... Aap k personal view ko le k nhi
Do unsubscribe brother....aur aap itne smjhdar ho apke jaise sb smjhdar nahi hai na isliye aisi videos banani pdti hai...
Sure.... I think u make video only for views
Sir exit exam ka निर्णय कब आयेगा
Bhi exit exam kb hoga hoga ya ni kisi se confirm kr ke batao
Exit exam hoga ya nahi sir
Bhai dekh ye teri bakwas knowledge ko bada chada kr ek hi line bol bol kr video bnane ki kya jarurat ha