Розмір відео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показувати елементи керування програвачем
Автоматичне відтворення
Автоповтор
Thank you sir apki jankari se bahut madad mili hai
Thank you 💓
Sir transfema lagane ke liye kitna pese bharne ke hote he 200 miter please share
Sir , 200 MTR line ke sath approx 2 lac ka estimate banega jisme se aapko 1 lac bharna padega
Maine bhi online avedan kiya tha mera naam bhi aa gya demand note jari hua paise bhi pay kar diye the humne but ab jo ठेकेदार hai vo pareshan kar rahe hai unki shikayat kaha kre. 1912 pe call karne par koi solution nhi kiya gya
Aap apni sikayat written me Ee and SE ko kar sakte hai sath hi Cm help line pr sikayat kar de jisse sunai aur jaldi ho jayegi
Kab tak transfermar lag jayega
Sir mera photo upload nhi ho rahe
Kitne pese jama hoge 200meter me
Sir ye depend karta hai vitran company ke sor rate pr aap je office me sampark kare pahle gis survey hoga fr estimate banega
सर एक अनुमानित लागत बता दीजिए
ऑनलाइन dtr का अनुमानित लागत 1 लाख 70 हजार बनेगा जिसमे से किसान भाई को 50 % लगभग 85 हजार देना पड़ेगा , लाइन जितनी होगी उसका अलग से बनेगा
Bhai mere khet me 11kb line hai 24 houre bali bhi hai 11kb. lekin mil nhi rha hai transfrmar
Sir , aapko ye pump connection 24 bali line se nahi milega
@@knowledgeeverythingtech ji bhai
आवेदन 20000 से ज्यादा हो रहे है। 20000 से ऊपर वालो को लाभ मिलेगा या नही
Ankit , ji jo pahle Paisa deposite karega uska kaam pahle hoga
Website kaha hai jispar apply kar sake
Sir , aap apne je office me ja kar sampark kare or apne vitran company ki site visit kare
N 25 kVA transformer ka Kitna Paisa lagega
Sir , aap apne je office me ja kar sampark kare survey ke anusar estimate banega uska 50% apko dena hoga
1-2 km dur khet h hamara ab kaise lagega isme 200 meter tk hi bata rahe h
Sir aap central govt ki kusum bi yojna ka labh le sakte hai
@@knowledgeeverythingtech yasi koi yojana m.p nhi hai
Sir , ye Kendra ki yojna hai saur panel laga kar denge aap je office me sampark kare
Yah Yojana abhi MP mein nahin chalu hai