भईया मे अभी गाड़ी चलाना सीख रहा हूं इसलिए पिछले 1 महीने से आपको यूट्यूब पर फॉलो कर रहा हूं।अभी तक shorts ही देख रहा था पर आज पूरा वीडियो देखा तो बड़ा आश्चर्य हुआ कि ये तो अपना भानियावाला रोड लग रहा।❤ मै दुर्गा चौक पर रहता हूं और अच्छा लगा ये देखकर कि आप भी यही आस पास से हो
Sir Bumper to bumper traffic me agar low power choti car ho like wagon r ya Tiago CNG aur puri 5 logo se Bhari ho , to 1st gear rakhkar pura clutch chor kar chalte rrhna hai aur sirf brake use kar ke control karnaa hai car. Yahi concept hai naa? Kyuki sayad 2nd gear me itna load car uthaa naa paaye without accelerator.
Correct brother,but it also depends on at what angle you are driving ,means uphill , downhill or straight road ..Regarding power,if your car is not struggling at full load you can shift to 2nd gear,else if required shift to 1st ..🙂✅
Sir mai ek bar rishikesh gaya thaa Muni ki reti mere bhai ke saath. Mera bhai new driver thaa. Hotel ekdum khadi chadhai aur patli gali me thaa. Hotel wale ne bolaa yaha saari cars Half clutch par chadti hai. Ye kyaa system thaa isko bhi kabhi samjhaye . Mera bhai to nhi chadhaa paya tha car. Hotel wale ne chadayaa. Half clutch hotaa kya hai aur kaise use hotaa h. Wahi par maine ek couple ko new Jeep compass me dekha jo kedarnath se wapis aa rahe they. Unka Clutch hi Fuk gayaa thaa. Jalne ki badbu aa rahi thi aur acceleration gaadi le nhi rahi thi. Hills me kya clutch ka bahut prayog hotaa hai??
Nahin brother,ausa nahin hai ki hills me clutch ka jyada use hota hai ..Hotel me aapko isliye aisa bola gaya hoga kyunki unhone kuch case dekhe hone jahan kuch log gaadi ko climb nahin kara paate honge to to be safe wo sabko kehte hain ki chadai jyada hai to half clutch ka use karein. Warna kuch logon ki gaadi band ho jati hai aur wo pick nahin kar paate...Aur chadai par gear me gaadi ko control karna low speed me difficult hota hai...Aisi koi chadai nahin hoti jahan gaadi 1st gear me na climb kare aur half clutch me climb kar jaye ..Half clutch rpm increase karta hai aur gaadi ko band nahin hone deta bus..ab rahi baat clutch fukne ki to half clutch ka overuse clutch plate ho burn karta hai.. Unhone jyada use kara hoga clutch ka uphill me to overheat ho gayi hogi clutch🙂✅
Driving school se 7 din m sikha 10% self driving se 30% aur apki video se 60% judgment mili. video Information is very useful full
Thank you so much for your kind words 🙂 Glad it was helpful 👍🏻
Much needed video Sir...Thank you so much😊✅
Most welcome 😊
भईया मे अभी गाड़ी चलाना सीख रहा हूं इसलिए पिछले 1 महीने से आपको यूट्यूब पर फॉलो कर रहा हूं।अभी तक shorts ही देख रहा था पर आज पूरा वीडियो देखा तो बड़ा आश्चर्य हुआ कि ये तो अपना भानियावाला रोड लग रहा।❤ मै दुर्गा चौक पर रहता हूं और
अच्छा लगा ये देखकर कि आप भी यही आस पास से हो
बहुत बहुत खुशी हुई मुझे ये जानकर भाई🙂 आशा है कि आपको वीडियो अच्छी लगी होगी 🙂 सपोर्ट करते रहिएगा 👍🏻
NEAT AND VERY GOOD. SIMPLE TO FEEL AND UNDERSTAND. THANK YOU SIR🙏👌
Most welcome 🙂glad it was helpful 👍🏻
Nice video sir ji ❤🎉
Thank you 😊
Best instructions ❤
Thank you so much 🙂
Very good nice information
Thank you so much 😊
Super bro nice video
Thank you brother 👍🏻
Very good video
Thank you brother 🙂
Sir Bumper to bumper traffic me agar low power choti car ho like wagon r ya Tiago CNG aur puri 5 logo se Bhari ho , to 1st gear rakhkar pura clutch chor kar chalte rrhna hai aur sirf brake use kar ke control karnaa hai car.
Yahi concept hai naa?
Kyuki sayad 2nd gear me itna load car uthaa naa paaye without accelerator.
Correct brother,but it also depends on at what angle you are driving ,means uphill , downhill or straight road ..Regarding power,if your car is not struggling at full load you can shift to 2nd gear,else if required shift to 1st ..🙂✅
Nice bro
Thank you 😊
Nice sir ap
Thank you 😊
Sir mai ek bar rishikesh gaya thaa Muni ki reti mere bhai ke saath. Mera bhai new driver thaa. Hotel ekdum khadi chadhai aur patli gali me thaa.
Hotel wale ne bolaa yaha saari cars Half clutch par chadti hai. Ye kyaa system thaa isko bhi kabhi samjhaye . Mera bhai to nhi chadhaa paya tha car. Hotel wale ne chadayaa.
Half clutch hotaa kya hai aur kaise use hotaa h.
Wahi par maine ek couple ko new Jeep compass me dekha jo kedarnath se wapis aa rahe they. Unka Clutch hi Fuk gayaa thaa. Jalne ki badbu aa rahi thi aur acceleration gaadi le nhi rahi thi.
Hills me kya clutch ka bahut prayog hotaa hai??
Nahin brother,ausa nahin hai ki hills me clutch ka jyada use hota hai ..Hotel me aapko isliye aisa bola gaya hoga kyunki unhone kuch case dekhe hone jahan kuch log gaadi ko climb nahin kara paate honge to to be safe wo sabko kehte hain ki chadai jyada hai to half clutch ka use karein. Warna kuch logon ki gaadi band ho jati hai aur wo pick nahin kar paate...Aur chadai par gear me gaadi ko control karna low speed me difficult hota hai...Aisi koi chadai nahin hoti jahan gaadi 1st gear me na climb kare aur half clutch me climb kar jaye ..Half clutch rpm increase karta hai aur gaadi ko band nahin hone deta bus..ab rahi baat clutch fukne ki to half clutch ka overuse clutch plate ho burn karta hai.. Unhone jyada use kara hoga clutch ka uphill me to overheat ho gayi hogi clutch🙂✅
Bhai neutral na laga k first gear laga sakte hai na
Bilkul laga sakte hain par speed bhi 1st gear ke according honi chaiye warna jhataka leti hai gaadi✅
Bro make video on u turn both right and left side in short space or 90 degree turn
Maine channel par U turn pe bahut videos banae hain, aap check kar sakte hain 🙂✅
Yes bro in highways and double roads me but I need in single roads please
Brother narrow roads par bhi maine turning ka bataya hai ..videos hain channel pe .Aage aur bhi videos ayegi😊