Mobile Number Se Bank Account Number Kaise Nikale | Forgot Bank Account Number

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 30

  • @Botbrothersgaming93
    @Botbrothersgaming93 3 місяці тому +4

    Sir bina debit card ke kya hum google pay ya phone pay vgerah chala skte hai kya ?
    ATM ke bina doosra koi raasta hai kya pnb me jaise ki bank account me mobile number or adhar card link kara ke vgerah ?
    Please reply 😢

    • @mkntuber
      @mkntuber  3 місяці тому +3

      Aadhaar OTP se bhi ho jata hai.

    • @Botbrothersgaming93
      @Botbrothersgaming93 3 місяці тому

      @@mkntuber uske liye kya karna hoga please bata do sir kyuki agle 2 din chuti h haryana me banko ki chunav ki vajah se isiliye aj hi jake kam kara dunga jo ap bologe

    • @Raj.at__42
      @Raj.at__42 3 місяці тому

      ​@@Botbrothersgaming93khud se karte h ghr bethe

    • @shivangiyadav5870
      @shivangiyadav5870 3 місяці тому

      ​@@mkntuber passbook mein bhi account number hota hai na .... please reply

    • @Swagat665
      @Swagat665 2 місяці тому

      Haa​@@shivangiyadav5870

  • @apessimist8850
    @apessimist8850 8 днів тому +1

    Sir i know the last four digit of my account number and no one in my family has account in the same bank, what should i do?

  • @MohitPalNDA
    @MohitPalNDA 3 місяці тому +6

    Sar Maine kisi ke account mein wrong transaction kar diya tha 10000 rupaye ka uska mobile number kaise pata Karun please help sir

  • @Sajaldas00
    @Sajaldas00 3 місяці тому +2

    Fast comment 😊

  • @simrankaur6602
    @simrankaur6602 Місяць тому +1

    Sir kya aisa ho sakta hai ki bina copy ke bina signature ke Bank se kaise paise udd sakte hai accutualy meri sister ki Bank copy chori ho gyi thi and phir uske account se paise bhi chale gye and koi massage bhi nhi aya Bank se aise kaise ho gya ki signature kiye bina paise kaise udd sakte hai koi ATM card bhi nhi tha koi massage bhi nhi Bank Wale details bhi nhi bata rahe ki paise kaise debit ho gye how kaise ho sakta hai

    • @simrankaur6602
      @simrankaur6602 Місяць тому

      Plz sir help me account statement kaise pata kare

  • @NoobGaming-fn1dt
    @NoobGaming-fn1dt 3 місяці тому +2

    Sir mena ak 83k ka laptop lia tha Flipkart se ab transaction successful hua ab order place nahi hua Flipkart walo se bat kia wo bole hamko paysha nahi aya bank se bat karo ab bank se bat karke complent daldia ab 4 din hogaya abhi tak refund nahi aya kya karu😢
    Sir help kare amount bada ha to tension horaha😢 pls hell

    • @mkntuber
      @mkntuber  3 місяці тому

      Bank walon ne kya kaha?

    • @Nofapbro
      @Nofapbro Місяць тому

      Mila kya bhai

  • @SonamtTaMang
    @SonamtTaMang Місяць тому

    Yeh app Nepal k Liye pi use garne seh ho Kya baiya
    Yah India ki Liye hey

  • @SalgramSalgram
    @SalgramSalgram 3 місяці тому +1

    Sir mere bank acount se upi payment nhi Hota ha during upi payment ke not engulf amount this payment jab ki mere bank account me engulf amount balance Hota ha, anyone xyz ke liye mere account se payment debit ho jata ha witout info. Msg. Ke pnb site par bhi request complain dala ha but koi solution nahi jab branch encharge manager se conform Kiya to bole branch bank me aakr Pata karna hoga before two month sab ok Tha but ess time upi payment me koi else ha ab me kya karu solves suggestions soon share with me

    • @mkntuber
      @mkntuber  3 місяці тому

      Aapka Zero Balance scheme ka account hai kya?

  • @Botbrothersgaming93
    @Botbrothersgaming93 3 місяці тому

    Sir maine jub atm card ko track kiya to item delivered dikha rha hai address pe lekin aya nhi hai or to or me bank jake pata kar aya hun vaha bhi nhi aya hai, to ab me kya karu😢

    • @mkntuber
      @mkntuber  3 місяці тому +1

      Aap mobile banking app me ek baar check kijiye, kya wahan par card number show ho raha hai.

  • @technicalbabaharsh3951
    @technicalbabaharsh3951 3 місяці тому +1

    Sir mujhe dusre ka detail nikalna hai kaise niklega

  • @mohdashraf4792
    @mohdashraf4792 Місяць тому

    Multiple accounts ka liye kya kra

  • @PrinceKARNWAL-m2z
    @PrinceKARNWAL-m2z 2 місяці тому

    Huwa ni sir

  • @automotivetech.5237
    @automotivetech.5237 Місяць тому

    Sir plz reply, 2013 men mn ek account khola ta uska no abhi mere pass nhi hay mob no bhi nhi hay to plz bataye kese account no pata kare

  • @balmikisingh62
    @balmikisingh62 Місяць тому

    😂😂😂😂😂