Me east delhi se hoon wahan ke sabhi study centres filled hogye hain..so kya me north east ke schools ko study centre ke preference me daal sakti hun? Ya fir jis district se me belong krti hu sirf usi district ke study centres mil sakte hain bas??? Plz tell
Sir mujhe 12th main admission lena h but mere adhar card ki 10th ki marksheet main DOB galat ho gyi adhar main galat DOB dal di hai to kya main apply kar sakti hu ya pehle use sahi karana padega
bhiya iam 12th fail from telengana board and now planning to take admission in nios public exam soo should i mark my previous qualification as 12th fail or only 10th passed
Sir and my viewer friends please tell If i already passed cbse class 12 with 60% this year so can i give nios public exam in april 2025 in 5 subjects As jee accepts single marksheet only with minimum of 5 subjects And Sir last doubt please clear (1) Your previous qualification me which class dalna hai so that reject na ho (2) part enrollment or dual admission me YES or NO me kya dalna hain.
@@VedantDeshmukh9 abhi nahi karvaya h maene yaha normal cyber cafe me kisi ne kbhi nios ka form fill nahi kiya h isliye kisi ko iske baare me puri information nahi h isliye ab hum regional centre jakar vaha se fill karege ki koi mistake na ho
sir my ne 10th class ka admission from bhara tha 4 day ho gaya av tak admission confrom nhe huaa waha sirf likha aa rha hai (ducomment verificatio on progrees ) aap he bataye sir ab hm kiya kare admission kaise confrom hoga plz reply sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir Maine April 2024 mein exam Diya Tha Ab Mujhe April 2025 Mein exam dena hai form fil karne per yah dikha raha hai Student Unique check failed. There is already a student exists with below details:( Sir please reply 🙏🙏😢😢 Kya ab mai nios mai april2025 nahi dai paunga

Summary : aap karoge to cancel ho jaega , paise doob jaenge tou humse Kara Lo😊
Correct 😂
Dhoti khol di🎉
Aapke trough addmission ka ketna paisa lage ga?
kya regular diploma + 12th nios se kiya ja sakta hai dono ak sath....?
Yes it is possible
Par manage karna mushkil rahega
Sir state board aadhar se ho chuka ho to kya age km krke dubara nios board se 10th kr skte hain?
Me east delhi se hoon wahan ke sabhi study centres filled hogye hain..so kya me north east ke schools ko study centre ke preference me daal sakti hun? Ya fir jis district se me belong krti hu sirf usi district ke study centres mil sakte hain bas??? Plz tell
Have you taken admission in NIOS ? And I have same problem did you got answer please do help 🙏🏼
@@VedantDeshmukh9 vaha per reply add nahi ho raha tha isliye yaha kiye
@@komalyadav1928 ohk so wo number aap de sakte ho jispe aapne nios ke officer se baat ki thi ?
@@VedantDeshmukh9go to nios center
Difference between stream 1 and stream 2
Kya sirf dubara 12th kr skte hai agr gurdtion kiye hai to usme koie problem nhi na hoga sir
Sir class 12 th mein admission kiye the 1 month ho gya confirm nahi ho raha hai kya kere sir help please
Call me
Bhai tumhara hua ?
स्टेट बोर्ड से 8th class bahut pahle kiya tha ,direct 10th mein admission le sakte Hain?
I want admission Oct 2024
Ab nhi hoga april m ho jayega
Abe oh bhai abhi bhi ho jayega @@devendrapuri4215
Sir October' exam ke liye fees summit ho gya and... Ab subject change krna hai or adress study centre exam center change krn hai kya ye ho skta hai 😢
call us
Sir kya practical ki bhi fess Deni padti h or kaise jma krte h practical ki fess
Sir mujhe 12th main admission lena h but mere adhar card ki 10th ki marksheet main DOB galat ho gyi adhar main galat DOB dal di hai to kya main apply kar sakti hu ya pehle use sahi karana padega
call us
Up ka adharkard hai delhi me admission le sakte hain sir
call kijie
bhiya iam 12th fail from telengana board and now planning to take admission in nios public exam soo should i mark my previous qualification as 12th fail or only 10th passed
Sir Iski tayari ke liye centre roj jana hota hai ya self study hoti hai ?
Self study
Are on-demand student eligible for public exam
Physical education toc karwa sakte hai?
Sir last page ke review section me adhar no aur id no. Kyu blank hai? Jb ki pehle fill up kiya tha.
UA-cam Policy
@@pistudycircleofficial Thank you for clearing doubt
😢 sir mene 12 me admission karaya hai kafi time bhi ho gaya lekin abhi tak I Card nhi aaya Mera
October ke liye ya April ke liye ... I'd card aane me time lgta hai
call us
Our nahi ayega sabka agaya he
Sir mera v I card nahi Aya 5-6 month ho gya @@pistudycircleofficial
Sir Mera admission 12 me nhi ho raha hai kya Karu Gmail I'd change kar sakte hai kya
Mere ko bhi apna admission karvana hai aur uske kya karna hai
Sir agr dob glt hogyi toh correction kese kre konse documents lgenge
Admission kab liya tha?
Sir and my viewer friends please tell
If i already passed cbse class 12 with 60% this year so can i give nios public exam in april 2025 in 5 subjects
As jee accepts single marksheet only with minimum of 5 subjects
And
Sir last doubt please clear
(1) Your previous qualification me which class dalna hai so that reject na ho
(2) part enrollment or dual admission me
YES or NO me kya dalna hain.
Previous qualification me 10th ka details fill karna hai
Dual admission me no karna hai
@@komalyadav1928 apne Kiya hai esa ? Koi problem toh nahi hogi na?
@@VedantDeshmukh9 abhi nahi karvaya h maene yaha normal cyber cafe me kisi ne kbhi nios ka form fill nahi kiya h isliye kisi ko iske baare me puri information nahi h isliye ab hum regional centre jakar vaha se fill karege ki koi mistake na ho
@@VedantDeshmukh9 or maene apko jo bhi information di vo mujhe nios ke official number per sir se baat hui meri, unse mili hai
Stream 1 2025 mai paper kab hoga 2025 mai ya fier 2026 mai . Please bataye
Sir April 2025 12th me lena hai please sir 😅😅😅😅😅
Aadhar me Gao ke address pe delhi me Admission le sakte hai kya
Nahi
@@pistudycircleofficial to kya karna chahiye
Le sakte ho bhai rent agreement chahiye hota hai
Apke charges
Me 12 th me passed hu phir se 12 th dena h 2025 me to me ky documents upload kru qualification me
Agar aapka ho jaye toh meri bhi help kar dena please 😅
@@animefan44129 cbse se hi de rha me
Mei 12th pass hu per nios se 12th ka fir se exam dena hai to YOUR PREVIOUS QUALIFICATION mei kya opt karu 10th ya 12th ?
Yaar ye identify number me kya fill karna hai? 😭
@@Peacefulllife_hehe aadhar card number
Sir please help me admission not confirmed april 2025🙏🙏
Ho jayega khud mail kr do unki website pe
Sir jinke pass koi bhi mark sheet nahi hai....uske liye bhi bataye....kaise hoga
10th me nahi hoga chalega
sir my ne 10th class ka admission from bhara tha 4 day ho gaya av tak admission confrom nhe huaa waha sirf likha aa rha hai (ducomment verificatio on progrees ) aap he bataye sir ab hm kiya kare admission kaise confrom hoga plz reply sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Time laggega bro
Form bharani ki baad kya karana hota h
Form fill kr diya tumne ?
Bro aapko real bacche ke admission karva kar dikhana chahie tha.
Ha ham aapke samne krke dekha denge
Sir books abhitak nahi mila 5 june ko admission kiya tha
Aaya kya books?
Sir I want to take admission through you, may you help me please, becoz I want to continue my studies in my life.
Contact us 730-38-38-500
Sir mera nhi ho raha
20 days se jada honga hain abhi tak confirmations nahi hua
Bhai fee kya 5 sub ki
Love day
Jab बताना ही नहि तो वीडियो क्यों बना रहा है
Sir iski last date khy h
call us
Screen blar kyu kiya
Sir Maine April 2024 mein exam Diya Tha Ab Mujhe April 2025 Mein exam dena hai form fil karne per yah dikha raha hai
Student Unique check failed. There is already a student exists with below details:(
Sir please reply 🙏🙏😢😢
Kya ab mai nios mai april2025 nahi dai paunga
Apply karate h
Sir admission verification nhi hua
call us
call us
Sir Maine April 2024 mein exam Diya Tha Ab Mujhe April 2025 Mein exam dena hai form fil karne per yah dikha raha hai
Student Unique check failed. There is already a student exists with below details:(
Sir please reply 🙏🙏😢😢
Kya ab mai nios mai april2025 nahi dai paunga
Bhai ek baar admission lekar 5 saal valid hota hai ab aapko admission nahi lena sirf exam fees deni hogi