Ha Bhai bilkul Man lo apki company ya bussniss bhoot dur h apko dilvery ghar per chye to address to ghar ka dege na Ye galat bata raha h 18% ko 28% bata raha h
hello bhai mera matlab h ki kisi orr k GST number se agar koi fon purchase kara to kya us person ki jab GST bhrne ki baari aati h to kya uski utni GST maaf ho jaati h kyaa jitne me GST claim ki thi? And Bhai kya me is bbd sale me iPhone 13 pro le skta hu with gst claim?
Hii bro, What if I order on my residence address but I have provide my business GSTIN NO. was it consider as an successful business purchasing or can I avail GST input
@dev jangra sun vai aisa galti mat kar. Gst no dekar purchase karega to o tera business ka saman ho jayega aur auska proper accounting karna parega. Ok. Accountant se bat karle.
@dev jangra, Flipkart se gst nm dekar purchase karogi to tum wholesale or retail business man ho to koyi dikkat nahi. After all tumhe sell out dikhana padega.ok
@Tech Rohit bhai yee batao kiii mare bhai ka pass gst num h par gst kaa current account nahi h abhi par m agar abhi Amazon business se koi item purchase karu too kya muje jitne %kaa gst charge tha oss item par kya return mil sakta h
No Flipkart gst ki chor bazari kar rhi hai kyo ki koi product ko sasta bechne ke liye Flipkart gst ko jma nhi karta hai jaise ki Aaj ki tarikh me apple 13 ka mobile sata kar ke bech rha hai aapko bill bhi dega par aapko gst ka return credit nhi de rha hai to o credit kise bech rha hai?
Pahle tum ye samjho for an example 1. 1pcs IPhone buy kiya= 10000@ 18% gst, total =11800. Isme tum hara input tax Rs-1800. 2. 1 pcs Iphone sell kiya= 20000@ 18% gst total=23600 Isme tax banta ha Rs-3600. Tum hara input tax tha Rs-1800 So tumhe dena padega (3600-1800)=1800 in cash.ok. Isko samaj lo tumahara answer mil jayega.
Mtlb resell k baad hi return milega jo mera input hoga agar main shop k liye buy kiya to wo resell to ni hua to kitna gst return milega @@rijubarman690
Bro i have given my own name in adress and added gst number of my father and placed order . Should i change my name to my father name in adress.please reply bro.
Your answer is no. Gst ka fanda he mal karido aur becho. Aur usme jitna tax banta he o do. Agar tum personal products buy karogi aur uska sell out nahi karogi to govt ko tax kaise malega. Input tax to tum kha liye.
@@rijubarman690you are wrong, gst claim krne ka mtlb maal kharidna aur bechna nhi hota, agr aap koi chiz business purpose se le rhe ho jaise aap apne office ya dukan ke liye AC le rhe ho, office m use ke liye desktop, tablet le rhe ho to uspr aap GST claim kr sakte ho... Apna fact clear kijiye
@@SaurabhGupta-1309 bhai usne paheleyi bola ha personal use karega shop ke liye nahi. So agar vo aisa karta he to government ko tax kaise milega bata vai. Agar wo personal product ka input tax leta he to me bolunga 'abhi beta maja ayega bad me ahasas hoga kya kiya he'. Tum bhai GST department ko chutiya mat samjho, abhi kuch nahi bolega 2,3 sal bad bulayaga. Tu bhai GST office ja aur apna concept clear karke a.
Hello brother i want to buy a new laptop worth 1 lakh so can i avail gst invoice on it ? 28% gst invoice they are giving so i will get laptop worth 72k ? Please reply btw liked and subscribed
Maan lo bhai agar hamne gst number use karke khareed hi liya aise product jo mere ca ne nahi advice kiya tha. To kya ho jayega. Gst invoice nahi claim hoga. Yahi na ki aur koi bhi problem aa sakti hai.
Sir ji aisa ho sakta hai kaya gst registration karke ham number lekar Flipkart and other websites se product order kare aur waha par gst number dal kar offer Clem karle aur kuchh din ke baad gst return file kare please reply kijiye ga
@@TechRohitt bhai yee batao kiii mare bhai ka pass gst num h par gst kaa current account nahi h abhi par m agar abhi Amazon business se koi item purchase karu too kya muje jitne %kaa gst charge tha oss item par kya return mil sakta h
Bhai mai Apna GST Flipkart pe ad kiya tha check krne k liye usko mai remove nhi kiya Aur mai aaj ek fan order kr diya aur wo GST number se order ho gya koi Problem
सर ऑनलाइन फोन खरीदा है
GST नंबर सही है
पर नाम थोड़ा गलत है
क्या GST का इनपुट मिलेगा
Please reply sir
hi aapko mila kya?
Kya kisi bhi bussiness ka gst online phone buy kar sakte h????
Kya Flipkart pay later emi ke through le koi v product toh usme gst claim kr skte h kya ?
Bhai very simple tarikese samajaya great
What if amount of your GST claim is bigger than the amount of your tax ?
Will they give money to you or will it be settled in next time ?
Settlement in next return
Condom free milega
Thank you brother, Bahout acchese se samza diya..😊
Brother kya iske liye koi time limitation hai kya?
Kya mai last year ka claim kar sakte hai?
Thanks for good explanation
kya business account se hi payment karna necessary hai?
Does claiming gst void the warranty of the product?
Bhai jo address GST no. Me h vo address Flipkart pe dalna jaruru hota h kya
Me iPhone lena chahta hu GST number se
Please reply me. ❤
Kya bill me GST business ka address and delivery address different ho sakta hai???
Ha Bhai bilkul
Man lo apki company ya bussniss bhoot dur h apko dilvery ghar per chye to address to ghar ka dege na
Ye galat bata raha h 18% ko 28% bata raha h
State same hona chahiye....
state same nhi hoga to chalega na@@aryangoswami2927
I paid gst on every 3 months also this is applicable on this ?
Gst apna hi dalna hoga ya father ke naam pr register hai us se kaamm chal jyga
hello bhai mera matlab h ki kisi orr k GST number se agar koi fon purchase kara to kya us person ki jab GST bhrne ki baari aati h to kya uski utni GST maaf ho jaati h kyaa jitne me GST claim ki thi?
And Bhai kya me is bbd sale me iPhone 13 pro le skta hu with gst claim?
GST maaf nhi hoti bhai, return file claim karni padti hai uske baad wo money account me aati hai
nahi hogi
Kya gst Invoice lgane per hme instan discount milta h ya phir baad me claim krna pdta h
EMI pr liya product pr bhi GST claim kar skte hai ya nhi?
Kar skte hai claim
Billing address aur shipping address alag. Ni hosakta kya ? They dont deliver to my office but ghar pe karte h ? Us case me kya kare
Kya ye claim kewal regular tax payer k liye hota hai ya comprihansive tax payer k liye bhi
Kya agar meri kapde ki shop hai aur mai Flipkart se mobile purchase kr rha hu to kya gst invoice kr skta hu refund
Gst no hai kapade ke liye , tho kya esko use kar sakte hai ??
Yes
Hii bro,
What if I order on my residence address but I have provide my business GSTIN NO. was it consider as an successful business purchasing or can I avail GST input
I think you can avail GST, for more clarification you should contact a CA
@@TechRohitt thank buddy
@dev jangra sun vai aisa galti mat kar. Gst no dekar purchase karega to o tera business ka saman ho jayega aur auska proper accounting karna parega. Ok. Accountant se bat karle.
@dev jangra, Flipkart se gst nm dekar purchase karogi to tum wholesale or retail business man ho to koyi dikkat nahi. After all tumhe sell out dikhana padega.ok
@@rijubarman690 bhai mai mere personal use ke liye le sakta hu kya please🙏 bta do esa
Aur kya karna padega 🙏🙏🙏🙏
Sir agar ham gst invoice le to hame directly discount milega ya kya hoga plz batao sir.
Nahi bhai , agar aap business krte ho aur 50k -60k ka harr mahina business krte ho
Tbhi aap 50k ke mobile pr discount paa skte ho
@@kshatshukla achha Bhai aur mujhe ek laptop lena hai 67k ka uspe 28% discount mileage na agar gst avail kare to?
@@shivamtheengineer bhai mujhe nhi pata ki 67k ka laptop luxury mein aata hai ya nhi
I think 18% hi hoga
@@kshatshukla achha luxury ka minimum need Kitna hai can you tell me?
@@kshatshukla and also Bhai can we avail both gst and exchange offer at the same time?
@Tech Rohit bhai yee batao kiii mare bhai ka pass gst num h par gst kaa current account nahi h abhi par m agar abhi Amazon business se koi item purchase karu too kya muje jitne %kaa gst charge tha oss item par kya return mil sakta h
Maine amazon se september month mobile liya tha mai uska itc claim karna bhul gaya to mai is month usko claim kar sakta hu kya or kaise please reply
cash and delivery rake tho bi GST amount milega kya??
Hame ye batao bhai ki gst input tax credit ko kaise claim kare.
Tumhara gst jisse filing karbate ho usko batana tumhara purchase kya he wo kar dega.
CA ko bill de do jo GST account handle karta h.
Is it same applicable if we purchase from Showroom or offline ?
Yes
No Flipkart gst ki chor bazari kar rhi hai kyo ki koi product ko sasta bechne ke liye Flipkart gst ko jma nhi karta hai jaise ki Aaj ki tarikh me apple 13 ka mobile sata kar ke bech rha hai aapko bill bhi dega par aapko gst ka return credit nhi de rha hai to o credit kise bech rha hai?
Yes
Agar payment kisi aur ke account se kiya toh itc ka claim milega?
bhai mera 1 sal purana bill hai ab tak gst claim nhi kiya hai to ab file karne par return milega kya
Sir kya ye only bigness krne vale hi eska benifit le skte h ya government job vale Jo GST pay krte h vo bhi le skte h
Only business wale
Bhai personal use ke liye kya kharid skte hai
Sir agar gst claim kar rahe hai delivery ke time bill mai mention hoga kyaa kii gst claim kara hai?
Yes
Resale kr sakte hai
...product ko
Payment kisi or ke source se bhi kr sakte hai kya?
Ghar ke pass be order kar sakte hai kya?
Remove Nahi horaha, For every order it is auto selected aaraha hai,kaisay niikalna hai ??
Agar example lete hai. 5000 hame tax bharna hai but invoice 8050 ka hai. Fir kya hoga. Kya hame pura credit nahi milega?
Pahle tum ye samjho for an example
1. 1pcs IPhone buy kiya= 10000@ 18% gst, total =11800.
Isme tum hara input tax Rs-1800.
2. 1 pcs Iphone sell kiya= 20000@ 18% gst total=23600
Isme tax banta ha Rs-3600.
Tum hara input tax tha Rs-1800
So tumhe dena padega (3600-1800)=1800 in cash.ok.
Isko samaj lo tumahara answer mil jayega.
@@rijubarman690 thanks for your answer
Mtlb resell k baad hi return milega jo mera input hoga agar main shop k liye buy kiya to wo resell to ni hua to kitna gst return milega @@rijubarman690
Bhai payment business account se hi karna hai ki kisi bhi account se payment kar sakte hai.
Kisi bhi account se
Bro ese hum offline me lekar gst claim kr skte hai ??
Gst file return ham khud nahi kar sakte kya. Khud kaise kare ya batao bhai. Koi CA nahi hai hamare pass.
Bro product home address pe mangva sakte he ya compulsory business place ke address pe order karna padta he
Mangva sakte ho
Bhai jaise mera gst kam aaya hai par jo Maine gst claim Kara hi wo jiyada hai to kese return Ho ga pls reply
can we order a phone in exchange in Flipkart and also getting a gst invoice on it?
Nahi bhai
Depends on GST offer
Cash on delivery se payment karke bhi GST claim ho sakti h kya ?
Ha
Sir kya office address ki jagah apna home address pe lege or gst no. Aur sirf buisness name dalege to chalega kya??
Bhai gst claim hua? Residencial adress pr?
Hello mujhe kuch important information puchni h please reply me
Different address par order kr sakte hain kya?
Bro i have given my own name in adress and added gst number of my father and placed order .
Should i change my name to my father name in adress.please reply bro.
No need
@@umanggupta8900 thanks bro👍😀
Agar maine kahin se fake gst daal ke order kar diya to order aane ke baad koi dikkat hogi kya
Bhai itr file kaise karega fir😂
I claim it only once?
Adress is mandatory according to GST number
Kya mai product purchase krne ke baad gst invoice use kr sakta hun
No, product buy krne ke time par hi GST details fill krni hogi
Bro meri medical shop hai khud ki or gst number bhi hai. Toh kya mai apne personal use ke liye MacBook ya iPhone kharid sakta hu gst number use karke?
Your answer is no.
Gst ka fanda he mal karido aur becho. Aur usme jitna tax banta he o do.
Agar tum personal products buy karogi aur uska sell out nahi karogi to govt ko tax kaise malega. Input tax to tum kha liye.
@@rijubarman690you are wrong, gst claim krne ka mtlb maal kharidna aur bechna nhi hota, agr aap koi chiz business purpose se le rhe ho jaise aap apne office ya dukan ke liye AC le rhe ho, office m use ke liye desktop, tablet le rhe ho to uspr aap GST claim kr sakte ho... Apna fact clear kijiye
@@SaurabhGupta-1309 bhai usne paheleyi bola ha personal use karega shop ke liye nahi. So agar vo aisa karta he to government ko tax kaise milega bata vai. Agar wo personal product ka input tax leta he to me bolunga 'abhi beta maja ayega bad me ahasas hoga kya kiya he'. Tum bhai GST department ko chutiya mat samjho, abhi kuch nahi bolega 2,3 sal bad bulayaga. Tu bhai GST office ja aur apna concept clear karke a.
Bro plz reply korna mainne Instagram se कप्रा order kiyata phele 210pay kordoya uskebat delivary pament 100de diya ob Or gst 129 pay korneko bol rha hain kya koru plz reply 😭😭🙏🙏🙏
Cloths ke opor 5% gst rahta he. Tumahara me itna jada keu he.
Booking ke baad dosre phone ke liye GST kaise remove kare , please bataye
Bhaiya yah batao GST address alag aur home address alag Hota Hai to home address home per deliver karvana aur GST adress bhi bharna vah kaise karen
Payment kiske account se kerna hota h current or saving
This important to pay through business account to claim gst or can pay through any account
Gst calculation wrong hai bhai 30000 ka gst pure amount pe lagta hai means kam amount pe gst lagta hai
Hello brother i want to buy a new laptop worth 1 lakh so can i avail gst invoice on it ? 28% gst invoice they are giving so i will get laptop worth 72k ?
Please reply btw liked and subscribed
You get 1L but after delivered your product you claim GST return file than you get 28% back
@@yasirahamad5885sir return paisa credit hota h ya case me milta hai
Payment kis bank account se karna hai..
Business Current account ya kisi bhi aur se chalega
Amazon great Indian festival ki sale m ye garib vala discount kaam krega kya ???
I think ye sale me nahi milta, baki ek bar sale start hone pe check kar lena.
Iske liye annual transaction kitna honi chahiye business ka
No 1 youtuber 🙏🙏
very good informative video
Bhai invoice kab milega jab product delivered hojaye tab ya pehle
Product delivered hone ke baad
Laptop pe yeh nhi lagega kya ?
Bhai hamare pas gst no traders ka ha h cement ka kya use kar sakte hai
My dad owns small shop . He pays only 2000rupees GST . Can I claim 15000 GST refund. Please do reply sir.
No bro
You can claim only payable amount of gst like 2000
Halwa hai kya
2000 bhi mat karo claim 😂😂😂
😂
Bhai phone exchange karne pe gst claim ho sakta hein?
nahi, exchange karoge toh claim nahi kar sakte h
Thank you so much
Bhai mere ko confusion ho Rahi hai kya aap mere se baat kar sakte ho
Maan lo bhai agar hamne gst number use karke khareed hi liya aise product jo mere ca ne nahi advice kiya tha. To kya ho jayega. Gst invoice nahi claim hoga. Yahi na ki aur koi bhi problem aa sakti hai.
Aree tum kahe karidte dusre ka saman apna gst nm dekar. Ab iska tax tumhe hi dena padega.
@@rijubarman690 thanks for your answer
Watch pe gst refund milega
Different address pe return milega kya?
No
Product deliver hone k baad gst claim kese kre
How to know discounted price before buying
Bhai percentage me 100 ki jagah 128 ka bbag kab lagta ha
Dada jo tax nahi brte hain kya unke liye iske koi mtlb hau?
Nahi
What if i used different address?
Sir ji aisa ho sakta hai kaya gst registration karke ham number lekar Flipkart and other websites se product order kare aur waha par gst number dal kar offer Clem karle aur kuchh din ke baad gst return file kare please reply kijiye ga
Bro firm kahi or h or m kahi or rahta hu to address ka kya hoga
Thanks ❤️
Address vahi hona chahiye jo business ka hai
Business name me kaun sa.
Legal business name. Ya trade name.
Jo GST license par mention ho
Thanks for sharing
Get only 4% gst refund on macbook . Why not get 18% gst refund .
kisi or ka GSTIN number se hoga kiya?
Discount uske account me jayega
ye sahi explanation tha
Kharab cibil pr 2k tk loan konsi app detii h btana bhai
Ring name se
Well explained 👍
Thank you 🙂
@@TechRohitt bhai yee batao kiii mare bhai ka pass gst num h par gst kaa current account nahi h abhi par m agar abhi Amazon business se koi item purchase karu too kya muje jitne %kaa gst charge tha oss item par kya return mil sakta h
Aab toh gst ka option hi nhi ara Flipkart k kisi bhi product m!!
Do contractor have a gst
Why you calculate 28% of 30k as
30000*28%128
Why not
30000*28%100?
Bhai teri calculation galat hai
Do not sell for 5 years else u will have to pay the gst.
Bro GST number kaisa lu
Bhai mai Apna GST Flipkart pe ad kiya tha check krne k liye usko mai remove nhi kiya
Aur mai aaj ek fan order kr diya aur wo GST number se order ho gya koi Problem
Contractor gst pe leskte ha
Thanks for this advice