Unke Andaz E Karam | Milad Special Kalam || By - Javed Raza Qadri Basni

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 52

  • @muntkhabalam3894
    @muntkhabalam3894 11 місяців тому +5

    Wah kya khoob kaha hazrat ne Sarkar Aala hazrat ke hawaale se SUBHAN ALLAH ❤

    • @saalimraza9891
      @saalimraza9891 5 місяців тому

      Hazrat peer naseer-udin-naseer ji ka kalam h...mere ala hazrat ka nahi😊

  • @mohdnadeemansari3072
    @mohdnadeemansari3072 4 дні тому

    Mashaallah ye kalam bahut acche andaz mai padha ❤❤❤❤

  • @sadiqueraza371
    @sadiqueraza371 12 днів тому

    Qasam se itne achche andaz main jawed bhai ne padha hai kiya bat hai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @khwazahusain7347
    @khwazahusain7347 Рік тому +2

    Masa Allah

  • @Faizanrazatahseeni
    @Faizanrazatahseeni 10 днів тому

    ماشاء اللہ 😊

  • @MohammadIrfan-fb4mf
    @MohammadIrfan-fb4mf Рік тому +2

    Subhanallah ❤️

  • @SultanSaw-kp1mk
    @SultanSaw-kp1mk Рік тому +2

    Subhanallah

  • @islamicchannel78675
    @islamicchannel78675 Рік тому +2

    MashaAllah❤

  • @islamicchannel78675
    @islamicchannel78675 Рік тому +1

    SubhanAllah❤❤❤❤❤❤❤

  • @mohammadimtiyaz5226
    @mohammadimtiyaz5226 10 днів тому

    Awaz ❤❤❤❤

  • @rashidkhankhan7248
    @rashidkhankhan7248 22 дні тому +1

    Subhanallah maa sha allah ❤❤❤❤

  • @mslanghaofficial
    @mslanghaofficial 8 днів тому +1

    Yeh Kalam pir nasrudin nasir ka he ❤❤

  • @azeembabar4448
    @azeembabar4448 Місяць тому

    Masha Allah Subhan Allah

  • @javedpasha1664
    @javedpasha1664 11 місяців тому +1

    haaaayeeee❤❤❤❤

  • @m7z8g6
    @m7z8g6 Місяць тому +1

    Hazrat pir Naseer uddin Naseer Rahmatullah alaih ka kalam hai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @mohammadaslam8490
    @mohammadaslam8490 Місяць тому +6

    Pir naseer udin sha naseer ka likha huva kalam he ye. Or pir shahb ne aaqa s w ke ishq me ye kalam lekhe he. Isliye esko koi lainmi inshan sunega to vo ultahi samjega. Isliye jisko kuchh malum na ho vo kuchh na bole tohi achha he 🙏

    • @faiz11661
      @faiz11661 Місяць тому

      agar ye Nabi ﷺ ki shaan me tha to Sarih Gustahana Kalam hai aur agar Mazaji ishq hai to Mimbar E Rasool ﷺ ki Zinat bana kar ye Jahil Naat Khwan Apni Akhirat Kharab kar rahe hain ab ye Naat khwan kam aur Gawayye Zyada Ban chuke hain....

  • @Sultan-ne3iz
    @Sultan-ne3iz 7 місяців тому

    Mash Allah ❤❤❤❤❤❤

  • @VAJIDUSMANI-e6f
    @VAJIDUSMANI-e6f 5 місяців тому

    Masha ALLAH❤

  • @Attarasoolchurahi
    @Attarasoolchurahi 11 місяців тому

    ماشاءاللہ ۔۔۔

  • @asifmahmoodliaquat5866
    @asifmahmoodliaquat5866 Рік тому

    Superb 🎉

  • @Afzalansari-qd8ez
    @Afzalansari-qd8ez Місяць тому

    𝗠𝗮𝘀𝗮𝗵𝗮𝗹𝗹𝗮𝗵❤ 𝘀𝘂𝗯𝗵𝗮𝗻𝗮𝗹𝗹𝗮𝗵❤

  • @faisalansariphysics
    @faisalansariphysics 4 місяці тому

    Sayyed Peer naseer ud din naseer r.a golra sareef ❤❤

  • @safikraza1290
    @safikraza1290 11 місяців тому

    ❤❤

  • @7C-HANJALA
    @7C-HANJALA 2 місяці тому

    Bhai ye to galat h ye to Nusrat Fateh Ali Khan sahab ka bewafa qawali hai ye ek bewafa mohabbat ke liye nusta Sahab Gaye thy

  • @mohammadshakir4827
    @mohammadshakir4827 8 місяців тому +5

    Naat ki mehfil me.........aise ishqiya kalam na padhen............tauba tauba.........🙏🏻

    • @abdullahnasir6635
      @abdullahnasir6635 7 місяців тому

      Ye Sufi Kalam ❤

    • @zamaanjimmy8649
      @zamaanjimmy8649 7 місяців тому +5

      Are jahil wo tasauuri qalam hai sufi are tumeh sufi samjhega hi nahi q k tumare yaha koi wali hota hi nahi hai

    • @mohammadshakir4827
      @mohammadshakir4827 7 місяців тому +3

      @@zamaanjimmy8649
      Wo bhi apne na hue.........dil bhi gaya hatho se ...........
      Isko sun ke........ tujh ko....... Allah ki yaad....ati hai ya........apni mashuqa ki.........sach bolna.........aur jahil hoga tu.........tum logo ne.........sunniyat ko badnam.....kiya hua hai.............

    • @NaatZindagiHai007
      @NaatZindagiHai007 6 місяців тому

      Bilkul galat baat hey aa Kalam galat hota to phadah na jata itne bade istajpe​@@mohammadshakir4827

    • @Junedrizvi
      @Junedrizvi 6 місяців тому +4

      Pehle sher mai hujur ﷺ ke jamane ki baat hui h
      Dusre sher mai apne dill ki baat hui h ki dil ne meri naa suni isi wjh se dil ko bhi dukh h
      Teesre sher mai wo bhi apne na huve ka mtlb ankho se dekh nahi paaye aur dil mai tadap jga di

  • @alee5466
    @alee5466 Місяць тому

    Ye kalaam bhit pyaya hai , beydam shaabashi ka hai ye kalaam