Akshay Tritya || अक्षय तृतीया || Prashant Mukund Prabhu || Why 21 Days Chandan Yatra ?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 жов 2024
  • This lecture talks about
    चंदन यात्रा* : अक्षय तृतीया से शुरू होकर 21 दिनों तक, गर्मी के कारण, भगवान पर चंदन का लेप किया जाता है। श्री माधवेंद्र पूरी को स्वयं भगवान से आदेश प्राप्त हुए और यह सेवा तब से चंदन यात्रा के नाम से जानी जाती है।
    1) भगवान परशुराम का आविर्भाव हुआ था इसीलिए आज परशुराम जयंती भी है।
    2) माँ गंगा का धरती अवतरण हुआ था।
    3) त्रेता युग का प्रारंभ।
    4) सुदामा का द्वारका में कृष्ण से मिलन।
    5) सूर्य भगवान ने पांडवों को अक्षय पात्र दिया।
    6) वेदव्यास जी ने महाकाव्य महाभारत की रचना गणेश जी के माध्यम से प्रारम्भ की थी।
    7) प्रथम तीर्थंकर आदिनाथ ऋषभदेवजी भगवान के 13 महीने का कठिन उपवास का पारणा इक्षु (गन्ने) के रस से किया था।
    8) प्रसिद्ध धाम श्री बद्री नारायण धाम के कपाट खोले जाते है।
    9) जगन्नाथ भगवान के सभी रथों को बनाना प्रारम्भ किया जाता है।
    आदि शंकराचार्य ने कनकधारा स्तोत्र की रचना की थी।
    10) कुबेर को खजाना मिला और देव खजांची बनें।
    11) माँ अन्नपूर्णा का प्राकट्य।
    🕉 अक्षय का मतलब है जिसका कभी क्षय (नाश) न हो!! अक्षय तृतीया अपने आप में स्वयं सिद्ध मुहूर्त है कोई भी शुभ कार्य किया जा सकता है...!
    #prashantmukundprabhu #prashantmukunddas #iskcon #viral #akshaytritiya #chandanyatra #gkgs #gopalkrishnagoswami #trending #shortsvideo

КОМЕНТАРІ • 38

  • @RaviKumar-dc4xq
    @RaviKumar-dc4xq 4 місяці тому +2

    MARG DARSHAN ke liye dhanyawad apka prabhu ji Aisa gehra Gyan kabhi or kahin nahi suna prabhu ji aap jaisa Gyan koi or nahi de Sakta APKO koti koti DANDWAT PRANAM 🙏💯

  • @raghavgoel3926
    @raghavgoel3926 4 місяці тому +1

    Hare Krsna prabhuji pranam, aapki katha ka dose hee hume Maya se bachaye rakhta hai prabhuji, thank you very much prabhuji. Some points are:
    1) Prabhuji ne bhot hee rochak katha btayi Bhagavan Parshuram ke prakatya ke baare mei Vishnu Purana se jo aaj se pehle kabhi nahi suni thi ki kaise Brahman-patni hone ke bawajood unki Mata ke Raj-kul mei hone ke karan aur unke uss karan-vash Rajoguni ahaar khaane par Bhagavan Bhrigupati Jamdagneya Sato aur Rajo dono guno ko lekar prakat hue, jo Bhagavan ke Shaktyavesh Avatar the jinme Bhagavan ki Kshatriya-dalan shakti thi, aur sath mei Vayu Purana se bhi ansuni katha sunayi aapne prabhuji ki kaise Mata Renuka ne Vishnu prasad aur Shiv prasad dono kha liye the isliye Vishnu prasad ki shakti se kripa karte hai, aur Shivji jaise srishti ka sanhaar karte hai aise hee unhone dusht-kshatriyo ka sanhaar kia.
    2) Bhagavan ke 6 prakar ke avatar hote hai jo hai Lila Avatar, Purush avatar, Guna-avatar, Manavantara avatara, Yugavatar aur Shaktyavesh Avatar, aur 1 kaal mei Bhagavan ke 2 avatar ho skte hai par dono different Category ke hone chahiye, jaise Bhagavan Ram ke pinaka Dhanush todne par Parshurama ji aa paaye kyuki ve Shaktyavesh Avatar hai aur Bhagavan Ram Lila-avatar hai.
    3) Prabhuji ne btaya ki Shaktyavesh Avatar mei bhi 2 category hai, 1 to jab svamsa hee hote hai jaise Shesha aur Parshuram, aur dusre jab Vibhinamsa mei Shakti ka avesh hota hai, jaise Narad ji mei Hari Katha Vistar shakti, Srila Prabhupada ji mei Vishva parivartan karne ki prachar shakti, aur humare Vartaman jo Guru-varga hai, unhone apne Guruji ki kripa Shakti paayi hai jiske madhyam se unhone iss movement ka aur expansion kiya.
    4) Akshaya Tritiya ke baare mei kuch specialities: a) Iss din kare gaye Shubh karyon ka kabhi kshaya nahi hota isliye iss din avashya hee Krsna-Bhakti karni chahiye; b) Iss din Bhagavan Parshuram ka prakatya hua; c) Iss din hee Charo yugon ki shuruat hoti hai; d) Iss din Ganga mayi ka Shivji ki jataon par avtaran hua tha; e) Sudama ji Bhagavan Dvarkadhish ke yaha pahunche the; f) Iss din Ganeshji ke Madhyam se Ved-vyasji ne Mahabharat ki rachna prarambh kari; g) Iss din Bhagavan Nara-Narayana Badrinath Dham mei prakat hue the isliye aaj se Badrinath Dham ke patt khulte hai; h) Jagannath Bhagavan ji ki rath yatra ke liye rathon ka nirman shuru hota hai aur iss din se 21 din tak Bhagavan Jagannath ko thandak pahuchane ke liye Chandan lagaya jaata hai; i) Adi Shankaracharya ji ne Kanakadhara stotra ki rachna kari jise kayi log Jagannath ji ko padhkar sunate hai; j) Suryadev ne iss din Pandavo ko Akshay Patra diya tha; k) Mata Annapurna ka prakatya hua; l) Bhagavan Rshabhdev ka prakatya hua; m) Vrindavan mei Paavan-sarovar ka prakatya hua jaha snan karke Prayagraj ityadi tirthon ki bhi shuddhi hoti hai; n) Srila Madhvanedra Puri prakatya divas; o) Iss din Kuber ko devtaon ne Dhan ka incharge banaya.
    5) Log kehte hai ki Bhagavan Krsna kaise param-Bhagavan hue, unse pehle to Nrsimha aur Ram aadi aaye the, to shastra praman hai ki Prthu Maharaj pehle Yugon mei aaye the par unhone apni praja se kaha ki Bhagavan Krsna ka bhajan karo, aise hee jab Dashrath ji ke yaha santaan nahi ho rahi thi tab unhone Bhagavan Gopalji ki Bhakti kari thi, tabhi unke avatar unke yaha prakat hue.
    6) Prabhuji ne aisa rahasya btaya Srimad Bhagavatam ka jiske baare mei hum kabhi smjh hee nahi paaye, Bhagavan Kapil to sadhu the, unhone Sagar ke 60,000 putron ko nhai jalaya, unhone keval unke baar mei puchne ke liye apni aankhein kholi thi parantu chunki vo putra Bhagavan Kapil ko abhadra bol rahe the, Bhagavan Vishnu ki krodhagni ke karan unke sudarshan ne unko bhasm kar diya.
    7) Prabhuji ki katha sunke pata chalta hai ki kyu hum khaali apni chhoti si buddhi se shastron ka marma nahi jaan skte aur unka samanvaya nahi bitha skte, jaise Ganga Mayi ke prakatya ke 3 din bole jaate hai 1 Vamana Dvadashi, 2 Akshaya tritiya aur 3 Ganga Dashami, agar hum khud padhe to kahenge ki shastra hee mithya hai Mythology hai inme consistency hee nahi hai, parantu Prabhuji ne rahasya smjhaya ki Vaman Dvadashi ke din Bhagavan Vaman ke nakh se chhidra hokar Virja ka divya jal gira, aur usse Brahmaji ne Bhagavan Vaman ke right pair ka Abhishek kara tha, Akshaya tritiya ke din Satya Lok se Ganga Shivji ki jata par aayi thi prakat hone aur Dashmi wale din prithvi par Ganga aakar Sagar ke putron ka uddhar kiya.
    8) Samaj mei do 'kahaniya' suni jaati hai Sudamaji ke baar emei, pehli ye ki kyuki unhone Bhagavan Krsna ke chane kha liye the isliye Garib the, aur doosra ki 1 chor chori karke Bhag gaya tha chane ki aur uss Mayi ne kaha ki jo ye khayega Garib ho jaayega, baad jei usne vo Sudamaji ko de diye aur usko khaane se vo Garib ho gaye. Both of them are false, prabhuji ne btaya ki vastav mei Sudamaji jitni Lakshmi to Brahmand mei kisi ke paas nahi hai, unke jaisa Raees koi ho hee nhi skta, jinke Rini swayam Bhagavan ho gaye. Prabhuji ne bhot gehri bat btayi ki hum log sochte hai ki practical chalna hai, Ghar-grihasthi hai, etc. but in reality agar pure Bhakti ke star par jaana hai to vaha sansaari practicality khtm hi jaati hai, aur aise Vairagya-murti the Sri Sudama ji Maharaj, jinhone Bhajan ke alawa aur kisi ki chinta na kari, aur aisa nahi hai ki Patni ke kehne par ve Krsna se Dhan maangne gaye the, chahte to Chhitthi likh dete ki Krsna mere paas Dhan ki kami hai, nahi, ve to apne priya Sakha aur apne pran Bhagavan Krsna se milne gaye the.
    9) Vyas-dev ji ne jab saare Ved-shastra, Upanishad, saare Purana, etc. khud likh diye, tab unhone Mahabharat Ganeshji se kyu likhwaya? Sabse pehle to ye, ki Mahabharat jo ki Ved-vyas ji ki family story hai kyuki Dhrtarashtra aur Pandu unke hee putra the, iski rachna unhone Striyo aur shudro ke uddhar ke liye kari aur ve chahte the ki koi aisa respectable personality likhe jisko sab maante ho, isliye Ganesh ji ne likha, parantu unhone 2 shart rakhi ki bina ruke likhenge aur jo smjhke agree karenge usse hee likhenge, aur ussi 1Lakh+ shlok ki Mahabharat mei 700 shlok ki Gita Ganeshji ne likhi jisme Bg7.7 mei Krsna keh rahe hai ki mere sath ka aur mujhse oopar kuch bhi nahi hai, Ganeshji Gauri-Shankar ke putra hai fir bhi vo iss cheez ko maan rahe hai ki Krsna is the Supreme Personality of Godhead but anpadh log maanne ko taiyaar nahi hai.

  • @baidharasahoo4327
    @baidharasahoo4327 4 місяці тому

    🙏🙏🙏🙏Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare 🙏🙏🙏

  • @nalinseth123
    @nalinseth123 4 місяці тому

    Hare krishna prabhuji Dandwat prnam from NOIDA Thanks prabhuji

  • @kantajoshi5931
    @kantajoshi5931 4 місяці тому

    Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare

  • @yashwantpawar833
    @yashwantpawar833 4 місяці тому

    HG Prashant Mukund prabhuji ki Jai 🙏🌹💐🌹🌷🌹💐🌹🌷🌹💐🌹

  • @SurinderKumar-cg8lw
    @SurinderKumar-cg8lw 4 місяці тому

    Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹⚘️🌷🌷⚘️🌹⚘️🌷⚘️🌹🌹⚘️⚘️🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️

  • @nha.mahajan
    @nha.mahajan 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhu ji dhandwat pranam 🙏🙏🙏🙏
    Like every katha of yours too much details in it about sudama ji , pawan sarovar n tirupati bhagwaan and finally kheerchor gopinath ji
    Multipack knowledge🙏🙏🙏🙏

  • @birjusingh2774
    @birjusingh2774 4 місяці тому

    Thank you so much pr ji for deep in tetails explained.
    Agar ab nhi sikha aur Jana to phir kabhi nhi Sikh payenge hum badhjiv.
    Hare Krishna

  • @pritypareek4105
    @pritypareek4105 4 місяці тому

    Hari bol ... This is so beautiful lecture 🤩 thank you so much prabhuji for this wonderful and divine nectar

  • @premkumarsinha
    @premkumarsinha 4 місяці тому

    Hari holl
    Bilkul sahi kaha aapne prabhuji
    Sab sikhate h
    Iskcon se
    Srilla prabhupada ji se
    Aur fir chhor k chale jate h
    What s fresh nectur prabhuji 🙏🙏

  • @sachinmaan
    @sachinmaan 4 місяці тому

    Hare krishna prabhuji ❤❤❤❤❤dandavat pranam .... thank you so much, akshay tritya ke mehtav ke baare mein bataya... bhagvan ki sundar sundar lilayein batayi... mein soch raha tha ki hamari parampara mein kitne sresth bhakt hue hai.... aatma tript ho jaati hai prabhuji katha sun ke....
    Thank you so much, prabhuji
    Ek question hai prabhuji
    Vishvaksen katha ruchi ka kya matlab hai ??
    Hari katha he hai kya iska matlab❤❤❤

  • @reetujangid1581
    @reetujangid1581 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji panchang pranaam 🙇🏻‍♀️🙇🏻‍♀️

  • @simasen178
    @simasen178 4 місяці тому

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @ManishSharma-nt7bl
    @ManishSharma-nt7bl 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji pranaam 🙏🙏🙏 muj per kripa ker do prabhu ji Shanti rahe Hari bol 🙏❤️🙏

  • @SoniaBhutani-m4x
    @SoniaBhutani-m4x 4 місяці тому

    ❤Hare krishna Prabhu ji Koti Koti pranaam.❤

  • @shobhagupta958
    @shobhagupta958 4 місяці тому

    Pranam prabhuji sansaar ke liye yeh gold khareedne ka din hei per yeh janna atyant avashyak hei ki sadiyo se is din aneko pawan avtaran huye hei.
    Aapke dwara bahut kuch jana

  • @AbhishekBhagvat
    @AbhishekBhagvat 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji 🙏 dandvat pranam 🙏

  • @yashwantpawar833
    @yashwantpawar833 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji Dandvat pranam 🙏💐🥀

  • @preetichoudhary8171
    @preetichoudhary8171 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji panchang prnaam 🙏🙏

  • @youdhraniveerasawmy642
    @youdhraniveerasawmy642 4 місяці тому

    Hare krishna prabhu ji 🙏koti Koti pranam 🙏

  • @birjusingh2774
    @birjusingh2774 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji dandavat pranam

  • @taniyagupta3286
    @taniyagupta3286 4 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏🏼🙏🏼🙏🏼

  • @VijayLaxmi-q8f
    @VijayLaxmi-q8f 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🙏🙏

  • @VijayLaxmi-q8f
    @VijayLaxmi-q8f 4 місяці тому

    Jai Shree Radhe Krishna 🙏🙏🙏

  • @gauravvlogs-g7t
    @gauravvlogs-g7t 4 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji dandwat pranaam 🙏🙏

  • @RajatSharma0412
    @RajatSharma0412 4 місяці тому

    Amazing lecture

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 4 місяці тому

    Hare Krishna🙏✨ Prabhuji

  • @shwetabatra7779
    @shwetabatra7779 4 місяці тому

    Hare Krishna Prabhuji, Pranaam 🙏

  • @archanasrivastava1121
    @archanasrivastava1121 4 місяці тому

    Hare krishna prabhuji pranam 🙏❤😊

  • @trivenishivaram6799
    @trivenishivaram6799 4 місяці тому

    Hare Krishna Prabhuji🙏

  • @anitagupta8926
    @anitagupta8926 4 місяці тому

    👌👌🙏🙏🙌🙌

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 4 місяці тому

    Pranaam Prabhuji 🙏🙏🙏🙏🙂

  • @BibekPaudel-yb5hp
    @BibekPaudel-yb5hp 4 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏

  • @NaveenHemant
    @NaveenHemant 4 місяці тому

    हरि नाम ही आधार बाकी सब बेकार, हरे कृष्णा ❤❤❤

  • @geetabhola320
    @geetabhola320 4 місяці тому

    गुरु बिन गति ना होई 🙇‍♀️🙏

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 4 місяці тому

    Hare Krishna🙏🙏✨✨

  • @richakhetan1260
    @richakhetan1260 4 місяці тому

    Hare Krishna ! 🙏