Rajiv ji - 1983 ka registry se jamin kharida. Kreta ne Dakhil kharij 1986 me apply kiya tha...lekin usse related sirf mahal notice ka kagaj mila hai jisme vaad sankhya aur anchal karyalaya ke karmchari ka sign hai. usme likha hai ki plot ka namantaran kreta ke naam se hone ja raha hai. Kisi ko apatti ho to co office me likhit apatti darj karein 7 din ke andar. To kya isse kagaj se Jamabandi kayam karwa sakte hain aur Survey me dene se kaam chal jaega. Bhumi pe 41 saal se dakhal kabja hai. Aur registry ka certified copy bhi available hai, kreta abhi jivit hai.
Very. Nice. Vidio
Love u sir mai bhi aapki video dekhti hu❤
Rajeev jee aap ek video ispe baniye
Batbanama ya shudulue kaise banaye
Rajiv ji -
1983 ka registry se jamin kharida. Kreta ne Dakhil kharij 1986 me apply kiya tha...lekin usse related sirf mahal notice ka kagaj mila hai jisme vaad sankhya aur anchal karyalaya ke karmchari ka sign hai.
usme likha hai ki plot ka namantaran kreta ke naam se hone ja raha hai. Kisi ko apatti ho to co office me likhit apatti darj karein 7 din ke andar.
To kya isse kagaj se Jamabandi kayam karwa sakte hain aur Survey me dene se kaam chal jaega.
Bhumi pe 41 saal se dakhal kabja hai.
Aur registry ka certified copy bhi available hai, kreta abhi jivit hai.
Register deed me 6 plot h magar 2 plot agla parcha bana liya h kya kare
Pls suggest
जमीन का केवाला सही है लेकिन ऑनलाइन मौजा और रकबा गलती चढ़ा दिया गया है रजिस्ट्री आफिस के बेवसाइट पर तो वो सही कैसे होगा? Please reply
क्या जमिंदार ऐसा करते थे पैसे लेकर - खतियान A के नाम से लेकिन जमाबंदी B के नाम से हो गया है पहली बार हि बिना B के खरीदे