Rajveer bhaiya information jabardast makkhan maine kal hi ek apni super Splendor bs3 ka engein Rebuild kiya hai aur aapne aaj video post kar diya hai jis vosher ki baat aapne video me batai hai vo copper ki isiliye hai ki vaha se oil supply ke liye ek hole diya hua hai silender me hade tak jane ke liye vaha se oil bahar leke na ho isiliye company ne vaha pe copper vosher diya hai baki information dete rahiye aese hi badiya badiya mata ji ki kripa bani rahe aapse hamesha wish you a very happy new year 🎉🎊🎉🎊
Rajveer bhaiya ek aur question tha jese aap har carboretor vali bike ko tacometer se set karte hai ye tacometer hame kese mil sakta hai please reply kijiyega 🎉🎉🎉🎉
Bhai bajaj discover 125st me vibration kaise kam kare? Bahut vibration aata hai buke me har jagah, motul ka oil dalwaya uske bad bhi vibration,aapke pas koi upay hai kya?
मेरी बाईक splendor ➕ 2016 bs3 modal उसमे plug ब्लेक निकलता है सुखा काला और माईलेज भी 65 का देही है तो प्लग के लिए क्या किया जाए चार बार मेकेनिक को बता दिया है। मै राजस्थान से हूँ। plz help me plz उसमे क्या करवाया जाए
Abro oil dalne se engine smooth cholti hai...vibration kom jata hai...l e k i n...top speed me acceleration ghot jata hai...isse achha Motul...Shell ya Castrol ka fully synthetic oil dalo...lm using the Shell advanced ultra 10w 40 fully synthetic oil for my 2004 model 125cc Hero super splendor ... drains in 3500km...Engine always feels super refined alike new with this oil...Han synthetic oil me addictive mix hoke ata hai...Abro ki koi jarurat nhi...pickup ghot jata hai...
Bhai ye banda bahut loot tha hai ye mechanic nhi hai ye har cheez ko new daal deta hai , agar kisi ko bharosa na ho to iske pass ek baar bike le jao pata chalega kitna charge lega
brother aap bohot talented ho 👌
Good knowledge bro 🏍
Thanks a lot
Rajveer bhaiya information jabardast makkhan maine kal hi ek apni super Splendor bs3 ka engein Rebuild kiya hai aur aapne aaj video post kar diya hai jis vosher ki baat aapne video me batai hai vo copper ki isiliye hai ki vaha se oil supply ke liye ek hole diya hua hai silender me hade tak jane ke liye vaha se oil bahar leke na ho isiliye company ne vaha pe copper vosher diya hai baki information dete rahiye aese hi badiya badiya mata ji ki kripa bani rahe aapse hamesha wish you a very happy new year 🎉🎊🎉🎊
Sir ji ajkl parts shop ki video nhi bna rhe h ap m kafi time se wait kr rha hu
Rajveer bhaiya ek aur question tha jese aap har carboretor vali bike ko tacometer se set karte hai ye tacometer hame kese mil sakta hai please reply kijiyega 🎉🎉🎉🎉
Haa zaroor aap karol bagh s le skte ho
Thank you so mnch sir
All the best
Bhai Xtreme 125r ke engine noise ka solution batau bhai
❤❤❤❤❤
Bhai pulser 135 ls me input shaft clutch shaft me bearing ka 1 goli lagega
Tvs star city plus meri bike ka ek gide tut gaya h par bike abhi thik chal rahi h toh use koi problem toh nhi hogyi bhaiya ji
Rajveer bhaiya humne splendor plus gadi bech ke Honda SP raili splendor plus gadi Matra 29000 km Chali thi
Bhai bajaj discover 125st me vibration kaise kam kare? Bahut vibration aata hai buke me har jagah, motul ka oil dalwaya uske bad bhi vibration,aapke pas koi upay hai kya?
Hi sir
Kaha के
Bhai aap mujhe kam pe lga. Skte hai kya
Aa jao bhai
मेरी बाईक splendor ➕ 2016 bs3 modal उसमे plug ब्लेक निकलता है सुखा काला और माईलेज भी 65 का देही है तो प्लग के लिए क्या किया जाए चार बार मेकेनिक को बता दिया है। मै राजस्थान से हूँ। plz help me plz उसमे क्या करवाया जाए
Sar me aapki shop me aata hun to appointment book karvani padati hai to 10 se 15 din ka time dete ho aap😢
Sir suzuki gixxer bike m lean angel sensor bypass karne ka tarika
Pittal ke waisar q ki o stad se oil cadtaa hee hed par
Bhai oil na nekle seliye
Sar mere pass HF Deluxe bike hai sardiyon mein bhi Abro oil treatment Dal sakte hain ya nahin
HF Deluxe bs6
Abro oil dalne se engine smooth cholti hai...vibration kom jata hai...l e k i n...top speed me acceleration ghot jata hai...isse achha Motul...Shell ya Castrol ka fully synthetic oil dalo...lm using the Shell advanced ultra 10w 40 fully synthetic oil for my 2004 model 125cc Hero super splendor ... drains in 3500km...Engine always feels super refined alike new with this oil...Han synthetic oil me addictive mix hoke ata hai...Abro ki koi jarurat nhi...pickup ghot jata hai...
Bhai ye banda bahut loot tha hai ye mechanic nhi hai ye har cheez ko new daal deta hai , agar kisi ko bharosa na ho to iske pass ek baar bike le jao pata chalega kitna charge lega
Koi baat nhi buss kaam acha hona chahiye ready to pay. Bekar sasta kaam se toh acha hai
😢😢😢😢
Oil leek na kare isliye
Bhut badhiya Bhai ❤🎉