CNG Car Maintenance Tips: ua-cam.com/video/iunboSS0KMM/v-deo.html CNG Car Myths: ua-cam.com/video/Jtdldxn-QI8/v-deo.html Petrol Vs CNG Cost Calculation: ua-cam.com/video/QaXqSMRGegs/v-deo.html CNG Car Scam: ua-cam.com/video/mhOspYVr8GA/v-deo.html
Nice video 👍 Bhai 10 saal se CNG use kar rha hu. Company fitted bhi use ki aur aftermarket bhi. Aur sach baat bolu toh CNG safe nhi hai. CNG matlab chalta firta bomb hai jo hum apni G* pe laga ke ghum rhe hai.😅 My experience with Company fitted CNG. Hydro testing ko diya tha cylinder maruti ke service center me. (Pune wakad - my car service center). Chuti*on wo cylinder theek se lagaya nahi. Thodasa leak ho rha tha. Me gadi 1 week tak aise hi use karta rha. Fir weekend pe leke gya service center pe ke bhai car me subah subah starting me badbu aa rhi hai. Unhone fir leakage detect kiya aur bole acha hua leke aye nhi toh gadi me aag lagne ke chances the. Sun ke meri fatti fir mene YT pe CNG blast ke video dekhe fir meri aur fatti 😅. Jab bhi CNG pump pe gas bharwane jata. Jaan muthhi me leke jata. Kya pata mene toh precautions li hai samne wale ke gadi ka cylinder fatt gya toh. Iske baad aise hi mene aur 2 saal trauma me gujarne fir baad me mene petrol gadi li Tiago AMT. My experience with aftermarket CNG. Petrol gadi lene ke baad mene haste khelte 2 saal pure petrol pe gadi chalayi. 😅 Fir hamari sabka vikas karne wali Govt ko meri khushi dekhi nhi gyi petrol ke price 80 se 110 kar diye. Me yaha EMI bhar rha hu 7500 hajar ka aur mujhe petrol lag rha hai 15000. Fir se me panic mode me aa gya. Fir me aftermarket CNG lagwane chala gya 😅 Bohot research karke ek well educated bande ke pass chala gya. Usne meethi meethi baten bolke chune ke sath mast CNG bhi lagwa di. Avg bhi mast de rhi thi gadi. Highway - 280km in 8.5kg CNG with AC ON City - 230-240km in 8.5kg CNG with AC ON Me bada khus BC 😅 me sochu aftermarket toh company fitted se jyada kamiyab hai. (Fir asali khela start hua) 17000km drive kiye hi the gadi me prob ane lagi. Gadi zhatke marne lagi sab kiya spark plug change kiye throttle body clean karwayi. Thode din ke liye gadi achhi chali fir zhatke marne lagi. Jake fir se CNG ki setting karwayi fir se gadi zhatke marne lagi. Subah starting me khad khad karke start hone lagi. Then on one fine day 😅 gadi dopehar me start ki ekdum dhadam se awaj ayi kuch tutne jaisi meri fir se fatti 😅. Fir mene gadi petrol pe use karna start kiya kya pata engine ka piston tut ke engine ka kaam na nikal aye. Petrol pe gadi chala hi rha tha ke starter motor ka fuse udne laga. Wo bhi service center pe dikhaya dikkat CNG fitting me batayi. CNG wale ke pass gya toh wo bolta hai electronic hai kuch kar ni sakte. 2 se 3 baar fuse udd ke gadi band padi raste me. Fir mene CNG ke connection hata diye battery se. Fir bhi gadi kabhi kabhi bich me start hi nhi hoti. Halat aisi hai ab mein adha mistri ban gya hu jeb me wallet ke jagah 4-5 extra fuse leke ghumta hu kya pata kab konsa fuse udd jaye 😂. Ab gadi mostly parking me hi rehti hai leke jane ka mann ni karta. Weekends bhi dry jane lage hai ab 😅 Moral of the story: Jindgi zhand karani hai 2rs bachane ki galat fehmi palke CNG lo chahe company fitted ya aftermarket. Aur roj jaan hatheli pe leke CNG bharvayo. Me toh ye gadi bech rha hu. Bhaiyon aap hi mere ko ache mileage wali thodi si safe koi car suggest kare. My running is around 1500km per month 🙏🏼
Bhaiya ji maine 5 year research karne ke bad company fiffed maruti wagon r company fitted cng liya. Pehle mai bhade per car se bahut travel kiya jitne bade per car driver car chalate hai ek ne bhi ye rai nahi diya ki maruti cng ko chod kar dusri koi gadi lo. Tata ki gadi majboot bahut hai magar usme cng kamyab nahi hai kyo ki mai 5 apne friend ko dekh raha ho tata ki car me cng laga ke paresan ho ke cng nikal diye. 2 log to punch ko bech ker wagon r liye uske bad mai liya. Abhi 2 year se chal rahi hai koi problem nahi hai. Maine bhi 60 thousand chaladiya abi tak koi problem nahi hai. Machnic to bole ga ki sahab lag jayega koi problem nahi hoga. Or tata ke gadi ke machnic bhi nahi hai. Or jitne bhi car bade pe chal rahi hai sabco cng se hi chalana hai. Bhadi badi gadi bhi cng se chal rahi hai. Darne ki koi bath nahi hai. Maruti ki koibhi car le lo tension mukh raho ge. Tata ki gadi cng me problem hai.
CNG Car Maintenance Tips: ua-cam.com/video/iunboSS0KMM/v-deo.html
CNG Car Myths: ua-cam.com/video/Jtdldxn-QI8/v-deo.html
Petrol Vs CNG Cost Calculation: ua-cam.com/video/QaXqSMRGegs/v-deo.html
CNG Car Scam: ua-cam.com/video/mhOspYVr8GA/v-deo.html
👌👌👌
Santosh sir workshop kidhar hai?
Description me unka number dia hai, please call him
What will happen if car is maintained for petrol factor only
Because company showrooms doesn’t work on aftermarket CNG part
Nice video 👍
Bhai 10 saal se CNG use kar rha hu. Company fitted bhi use ki aur aftermarket bhi.
Aur sach baat bolu toh CNG safe nhi hai. CNG matlab chalta firta bomb hai jo hum apni G* pe laga ke ghum rhe hai.😅
My experience with Company fitted CNG.
Hydro testing ko diya tha cylinder maruti ke service center me. (Pune wakad - my car service center). Chuti*on wo cylinder theek se lagaya nahi. Thodasa leak ho rha tha. Me gadi 1 week tak aise hi use karta rha. Fir weekend pe leke gya service center pe ke bhai car me subah subah starting me badbu aa rhi hai. Unhone fir leakage detect kiya aur bole acha hua leke aye nhi toh gadi me aag lagne ke chances the. Sun ke meri fatti fir mene YT pe CNG blast ke video dekhe fir meri aur fatti 😅. Jab bhi CNG pump pe gas bharwane jata. Jaan muthhi me leke jata. Kya pata mene toh precautions li hai samne wale ke gadi ka cylinder fatt gya toh. Iske baad aise hi mene aur 2 saal trauma me gujarne fir baad me mene petrol gadi li Tiago AMT.
My experience with aftermarket CNG.
Petrol gadi lene ke baad mene haste khelte 2 saal pure petrol pe gadi chalayi. 😅
Fir hamari sabka vikas karne wali Govt ko meri khushi dekhi nhi gyi petrol ke price 80 se 110 kar diye.
Me yaha EMI bhar rha hu 7500 hajar ka aur mujhe petrol lag rha hai 15000. Fir se me panic mode me aa gya.
Fir me aftermarket CNG lagwane chala gya 😅
Bohot research karke ek well educated bande ke pass chala gya. Usne meethi meethi baten bolke chune ke sath mast CNG bhi lagwa di.
Avg bhi mast de rhi thi gadi.
Highway - 280km in 8.5kg CNG with AC ON
City - 230-240km in 8.5kg CNG with AC ON
Me bada khus BC 😅 me sochu aftermarket toh company fitted se jyada kamiyab hai.
(Fir asali khela start hua)
17000km drive kiye hi the gadi me prob ane lagi.
Gadi zhatke marne lagi sab kiya spark plug change kiye throttle body clean karwayi. Thode din ke liye gadi achhi chali fir zhatke marne lagi.
Jake fir se CNG ki setting karwayi fir se gadi zhatke marne lagi. Subah starting me khad khad karke start hone lagi.
Then on one fine day 😅 gadi dopehar me start ki ekdum dhadam se awaj ayi kuch tutne jaisi meri fir se fatti 😅. Fir mene gadi petrol pe use karna start kiya kya pata engine ka piston tut ke engine ka kaam na nikal aye. Petrol pe gadi chala hi rha tha ke starter motor ka fuse udne laga. Wo bhi service center pe dikhaya dikkat CNG fitting me batayi. CNG wale ke pass gya toh wo bolta hai electronic hai kuch kar ni sakte. 2 se 3 baar fuse udd ke gadi band padi raste me. Fir mene CNG ke connection hata diye battery se. Fir bhi gadi kabhi kabhi bich me start hi nhi hoti.
Halat aisi hai ab mein adha mistri ban gya hu jeb me wallet ke jagah 4-5 extra fuse leke ghumta hu kya pata kab konsa fuse udd jaye 😂. Ab gadi mostly parking me hi rehti hai leke jane ka mann ni karta. Weekends bhi dry jane lage hai ab 😅
Moral of the story: Jindgi zhand karani hai 2rs bachane ki galat fehmi palke CNG lo chahe company fitted ya aftermarket. Aur roj jaan hatheli pe leke CNG bharvayo. Me toh ye gadi bech rha hu.
Bhaiyon aap hi mere ko ache mileage wali thodi si safe koi car suggest kare. My running is around 1500km per month 🙏🏼
Thank you so much for sharing
Nano ya alto lelo
Bhaiya ji maine 5 year research karne ke bad company fiffed maruti wagon r company fitted cng liya. Pehle mai bhade per car se bahut travel kiya jitne bade per car driver car chalate hai ek ne bhi ye rai nahi diya ki maruti cng ko chod kar dusri koi gadi lo. Tata ki gadi majboot bahut hai magar usme cng kamyab nahi hai kyo ki mai 5 apne friend ko dekh raha ho tata ki car me cng laga ke paresan ho ke cng nikal diye. 2 log to punch ko bech ker wagon r liye uske bad mai liya. Abhi 2 year se chal rahi hai koi problem nahi hai. Maine bhi 60 thousand chaladiya abi tak koi problem nahi hai. Machnic to bole ga ki sahab lag jayega koi problem nahi hoga. Or tata ke gadi ke machnic bhi nahi hai. Or jitne bhi car bade pe chal rahi hai sabco cng se hi chalana hai. Bhadi badi gadi bhi cng se chal rahi hai. Darne ki koi bath nahi hai. Maruti ki koibhi car le lo tension mukh raho ge. Tata ki gadi cng me problem hai.
@@RadheyShyam-fs9cf Sahi kaha bhai Maruti hi best hai
👏👏😊
👌👌🙏
Thanks